bhai mere pass e25 a hai isme maine 128 gb sd card lagai thi jisme last month ki recording hai 10 tarik se is month ki 10 tarik tak ki, jab sd card install kia tha . Ab muhe 10 ke baad ki recording nhi dikhri
Wifi camera me net connect hoga tabhi record karega ya without internet bhi record kar sakta , or dusra sawal ise ham mobile se online tabhi dekh sakte hai jab camera me internet connect ho ya waise hi dekh sakte please reply
@@MahiKhan-jy5xfdusre device me pehale wale divce ka login name or password faldo ajega ya phir uska bhi login pasword naaya banao or apne app se device share kardo
Thanks for sharing valuable info. I had cp plus e35a cam and the app was having a good feature of saving 6 positions called site but when i bought another same model the site feature is missing in the app. How do i get the site feature in the new cam as well. Your help will be highly appreciated.
Sir ek cheez bataye maan lijiye pehle qr code se scane karne ke baad pair karte hai jis phone se log in id banate hai to hum kisi dusre phone se kahi se v login id daal k dekh sakte hai camera se wifi camera se
Thank you pareshan ho gaya tha connect nahi ho raha tha. Par aapko ye bhi batana chaiyea Phone ki location and EzyKam application ko Location access dena honga Connection k time prr
App ko Update karneh ke baad meh App meh pehle 1 month ki Recording show hoti thi lekin abhi 2 din ki hi show ho rahi Hai abhi kiya kare ki fir se 1 month ki show ho Recording
Dosto kaisa laga CP Plus E25A Ka Review ?
Thank you so much. Is camera k regarding sare doubts clear ho gye.
Siren ya alarm h kya detection pr
Waste camera don’t buy
With sd card in 1000 rup
Ha 1TB ki sd card milegi camera ke sath free only 1000 me@@pithparmar2264
No bakwas seedhe kaam ki baat best video on RUclips Thankyou👌👌👌👌👌
Thanks for feedback 😃💯
@@TheGadgetMasala ☺️☺️☺️
Cp plus e25a hi hai
Loop recording ka option nahi sho kar raha hai ?
Completely clear doubt session… thanxxx
Camera agar wifi se connect nahi raha bas ham camera ko power de diya or kahi bahr gaye to mobil se live camera dekh sakte hai na
Ji nahi dekh sakte bigar internet ke ab chae aap internet ko kisibhi tarah se do
1000th like buddy ..
Thanks 😃💯
C24a kaisa hai ?
Bhaiya kitna klo mitar tak cnecto huaa rahta hai
Agar ham kahi bhi gaye to apna mobil se camera live dekh sakte hai ki nahi
yes, you can
😮😮😊😊
bhai mere pass e25 a hai isme maine 128 gb sd card lagai thi jisme last month ki recording hai 10 tarik se is month ki 10 tarik tak ki, jab sd card install kia tha . Ab muhe 10 ke baad ki recording nhi dikhri
Is it accessible from any where?
Yes
Ye cha4ging pe laga ke rakhna padta hai ya battery wala hai?
Battery kisi bhi cctv camera me nahi aati
Punitaht
Bjp
20204
Pu nitaht
Bjp
202046
Good
Thanks
Hello bro jis app mein recording dekhenge uska koi charges to nahin lagega
Nahi
Wifi camera me net connect hoga tabhi record karega ya without internet bhi record kar sakta , or dusra sawal ise ham mobile se online tabhi dekh sakte hai jab camera me internet connect ho ya waise hi dekh sakte please reply
Internet ki zarurat sirf video dekhne ke liye hoti hai
Bohot badiya
Ek baat bataiye kya ek saath 2 ya 3 mobile par ek saath chala sakte he?
Yes.
Login karke kitne bhi mobile me ek saath dekh sakte hai
Sir dusre phone me login karne ke ke lie add device ka option araha he
Sir, please detail me Bataye Doosre phone mein kaise login Kare?
@@MahiKhan-jy5xfdusre device me pehale wale divce ka login name or password faldo ajega ya phir uska bhi login pasword naaya banao or apne app se device share kardo
64 gb sandisk card me kitne din ka back up milega agar 24 hour recording hoto?
20 days at 720p hd
@@TheGadgetMasala thanks bro
Mobile hotspot se connect ho jayega???
Yes
Cp-E25A me loop recording option nahi a raha hai
Any regular monthly charges we need to pay for this ??
No
bro aagar camera setup ho gya hai store par aur hm dusre city me hai
to how can i access the recording and live feed
App me login karke dekh sakte ho.
Lekin camera bhi kisi bhi wifi internet ze connected rehna chahiye
Bhai ye batao agar wifi facility nhi hai to kyaa camera access ho sakta hai?
Yes. Dusre mobile ka hotspot use kar sakte ho
Thanks for sharing valuable info. I had cp plus e35a cam and the app was having a good feature of saving 6 positions called site but when i bought another same model the site feature is missing in the app. How do i get the site feature in the new cam as well. Your help will be highly appreciated.
Ye sare function e24a me hai kya
Helo bhai bina wifi recording kesa karsakte he
Mobile hotspot se use kar sakte hai kya mobile net use karke
Yes
@@TheGadgetMasaladaily mobile hotspot se kitna internet use karega
Can we share its recorded files from its sd to laptop???
Yes. 💯
Does this records without internet/ wifi?
Yes
16gb memory hoga?
Bhai outdoor lga सकते h kya
Cloud save hota hey?
Nahi. Cp plus me cloud option nahi hai
Tp link me milega
Outdoor aur waterproof hai kya?
Sir 8gb memory card me kitne din ka deta save ho tha he please reply ❤
1 week
Sir ek or question he mera esko daily chalu rhkne ke liye wifi on hona chai yes ya no or bina wifi use kar shktne ha kay
@@HarshNormalBina wifi ke bhi chalu rahega but mobile se nahi dikega
Outdoor me लगा सकते हैं
Yes. But baarish se bacha ke
Isko cplus DVR ke sath connect kar sakte hai kya? Mere yaha wire wala five camera laga hua hai ek aur add karna hai.
Nahi
To sam camera use karna padega
America se dekh skte hai india ke camera pls tell ???
Yes 💯😃
Mars se bhi dekh sakte ho agar waha internet ho to
E24A me sd card lagta hai ?
Cloud storage facility hai kya ?
@@Readytofightforsuccess nhi
Bhai bina light connection ke charge kfke only din me use krna hai hk jayega
Kya camera ko electricity supply Deni pdegi?
Yez
Iske sath sd card nhi atta kya
Nahi
Alag se buy karna padta hai
Bhaiya ak room tour video ? Entry get se suru krna
Ye Camera without internet work karega Humesha ya Bich bich me internet lagega
Internet sirf video dekhne ke liye lagega. Baki without internet record karta hai
Ap hotspot hai isme ???
Wifi hai
car k usb me chalega kya
Battry se chalta h ya cabal lgana pdega boss
Cable
@TheGadgetMasala thank you boss
Bhai hamesa ligh ki jaruart pdegi Kya
Yes
Can we switch off the camera from app ?
Yes. There is a privacy mode
Sir ji wifi se agar phone ko disconnect karte h to camera offline ho jata h to is problem ka kya tarika h
Bina wifi ke baad m sd card nikal k dekh skte h kya
Yes
Agr lite chli jay to bhi kam krega kya ,,jldi btaye bhai
Nahi
@TheGadgetMasala bekar hai waise me to
Kya hum 1 mobile mai cp plus k alag alag model camera connect kr sakte hai
Yes.💯
Lekin ye camera Mobile se connect nahi hota hai balki cp plus ke app & server se connect hota hai 👍
Outdoor aur waterproof hai kya?
Agar camra tut gya ho to mobile me Puranik vedio dikh sakta h kya
Nhi Mai bhugat rahi hu
Mere ghar mein wifi nahi hai toh mein ye camera le ga toh chalega kya
Bro without internet recording ho ga ky
Yes.
Video pura dekho sahi se pata chalega 👍
@@TheGadgetMasala bro pura dkh leya hu
Mobile m bhi recording dekh skte h
Yes
Does it support 5g wifi
No
2.4ghz
Jio fibe laga hai us se connect ho sakta hai kya?
Yes
Frist time installation ki leye wifi ki jarurat hai?
Yes
Lekin koi dusre smartphone ka hotspot bhi use kar sakte ho
Jio air fiber se connect ho jayega
Isme battery bhi rahta hai
Nahi
Sir ek cheez bataye maan lijiye pehle qr code se scane karne ke baad pair karte hai jis phone se log in id banate hai to hum kisi dusre phone se kahi se v login id daal k dekh sakte hai camera se wifi camera se
Yes. Kisi bhi phone se login karke dekh sakte hai
Koi bhi Internet ka use karke
Cp plusE35A camera bina WiFi kesa record kare
Please bhai mobile hotspot sa cannect kasa kara plzzz reply video❤
Bhaiya kya ye without internet recording kr sakta h.....?
Yes. Video pura dekho maine bataya hai ki without internet kaise use karna hai
Toh bhaiya... kya iska e35a bala model v bina internet k record krega ....?
Bataiye
C 200 better h ya ye wala
Tplink better
Bina wifi ke recoding ho jayegi memory card main
Yes 💯
Isko power bank se power de sakte hai??
Yes
Bhai kya e28a ya fir e29a me sim card support karta hai pls reply me
No
Mobail internet se nhi chalega???
Chalega 💯
Sar main mobile hotspot se connect kar sakta hun kya
Yes
Kya offline me kahi se bhi camera ko dekh sakte hai
Nahi
Thank you pareshan ho gaya tha connect nahi ho raha tha.
Par aapko ye bhi batana chaiyea Phone ki location and EzyKam application ko Location access dena honga Connection k time prr
Ji jaruri nahi hai
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Wifi Ki Jagah Mobile Hotspot Diya to Nahi chlega ka ?
Chalega 💯
Without charger use kar sakte hai
Nahi
Jeo fiber se contact hoga keya
Hoga
Bhai yeh vedio banao ki iss ko tv sath kaise connect kare...mujhe se tv par nahin lag raha.please batana
Ghar meh lagake dushra state se operate kar sakta hai kya
Yes
Bro is camera ko unbind kaise kare
Bhai camera ko permanent wifi chahiye hota hai kya ya fir wo bina wifi k work krega
Please Video Pura dekho aapko sahi se answer pata chalega 👍
मेरी शॉप में अगर कस्टमर आता है तो कैमरा कस्टमर की तरफ मूव करेगा या मेरी तरफ मूव करेगा
Jo jyada hilega uski taraf
Kya multiple mobiles pe iski recording dekh skte h?
Ha dekh sakte hain aap chahe to desktop par bhi dekh skte hai
Yes
Kitne Range mein chalega
App ko Update karneh ke baad meh App meh pehle 1 month ki Recording show hoti thi lekin abhi 2 din ki hi show ho rahi Hai abhi kiya kare ki fir se 1 month ki show ho Recording
Kya ye chargeable hai
No. Isky ander battery nhi ha
Without internet connection offline recording hoga ya nhi ?
Mera bhi doubt h
Without internet live video nhi dekh skte baaki record hoga hmesha without internet@@NitinKumar-wz8xq
Pahle se kisi se connect h use kais hataye
Waterproof hai
Nahi
Bai please btado hmara invertor chori ho gya hai with jehi camera kaise pta kre
Agar koi sd card sahit camera hi le jaye to uski recording mobile m dekh sakte hi ni
Nahi !
Isliye ye indoor camera hai
Connecting ki distance kitni h
Phle mere pas zebronics tha woh acha h yeh cp plus mai video skip hokr chalti h
कीमत बताओ
Kitna distance hai
Bhai tumne toh wifi kiya tabhi ye connect hova without wifi wala bataya hai hi nhai tune and internet bar kar diya tab kya
Wifi sirf live dekhne ke liye aur settings karne ke liye chahiye. baki without internet record karta hai
Bhai mobile hotspot sa cannect kasa kara 😢😢😢😢
Bhai ise rikshaw me istmal kar skte hy kya
Yes 💯
Price
Check description
Memory full hojya to kya hoga?
Last recording automatically delete hogi. Loop recording hoti hai