Woh saans roke hue tha ke Maa sarhane thi Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2) Jo mera karz tha Amma adaa kia maine Zamin me lashae Asghar chupa dia hai maine Jawaan bete ka lasha utha liya maine Mai ab bhi pyasa hu paani nahi piya maine Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2) Ghamo se bhai ke tooti hui hai meri kamar Jigar se Akbare mehru ke kat raha hai jigar Khuda ka shukr adaa kar raha hu lasho par Na roe aap bohot mutmayeen hu mai madar Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2) Meri hi god me bacha hua mera bejaan Jigar se apne jawa ke nikali maine sina Gale pe kund yeh khanjar yeh jo ho raha hai rawaa Bas aakhri yeh mera imtehaan hai Amma Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2) Zameen aa na saki raas koi baat nai Nahi madad ko koi paas koi baat nai Hui na khatm meri pyaas koi baat nai Khuda ko de dia Abbas koi baat nai Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2) Nikalke qabr se nana meri taraf hain rawaa Woh dekho Amma ke baba bhi aa gaye hai yahaa Hai muntazir mera is dam Khudae kauno makaan Sabhi yeh kehte hai Shabbir hai mera mehmaan Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2) Qamar yeh kehte hue mutmayeen hue Maula Nikal ke aaega ghaibat se aayega jab pisar mera Woh apne sath meri zulfiqar laaega Woh lega karbobala aur shaam ka badla Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
Woh saans roke hue tha ke Maa sarhane thi
Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain
Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
Jo mera karz tha Amma adaa kia maine
Zamin me lashae Asghar chupa dia hai maine
Jawaan bete ka lasha utha liya maine
Mai ab bhi pyasa hu paani nahi piya maine
Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain
Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
Ghamo se bhai ke tooti hui hai meri kamar
Jigar se Akbare mehru ke kat raha hai jigar
Khuda ka shukr adaa kar raha hu lasho par
Na roe aap bohot mutmayeen hu mai madar
Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain
Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
Meri hi god me bacha hua mera bejaan
Jigar se apne jawa ke nikali maine sina
Gale pe kund yeh khanjar yeh jo ho raha hai rawaa
Bas aakhri yeh mera imtehaan hai Amma
Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain
Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
Zameen aa na saki raas koi baat nai
Nahi madad ko koi paas koi baat nai
Hui na khatm meri pyaas koi baat nai
Khuda ko de dia Abbas koi baat nai
Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain
Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
Nikalke qabr se nana meri taraf hain rawaa
Woh dekho Amma ke baba bhi aa gaye hai yahaa
Hai muntazir mera is dam Khudae kauno makaan
Sabhi yeh kehte hai Shabbir hai mera mehmaan
Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain
Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
Qamar yeh kehte hue mutmayeen hue Maula
Nikal ke aaega ghaibat se aayega jab pisar mera
Woh apne sath meri zulfiqar laaega
Woh lega karbobala aur shaam ka badla
Bahut sukoon se Khuda kii taraf chala hai Hussain
Pata chale na yeh Maa ko tadap raha hai Hussain..(2)
MashaAllah, Allah salamat rakhe