مجھے بلوچستان میں زیادہ سے زیادہ درخت لگانا ہے کیونکہ موسمیاتی تبدیلی کا سمنا ہے ہمیں اور مجھے شوق کے میں زیادہ سے زیادہ درخت لگاہوں اپنے پہاڑوں کو خوبصورت کرنا ہے کونسا درخت جلدی بڑا ہو اور پانی کی کم ہی ہے ہمارے پاس❤
Moringa,Gulmohar or Amaltas yeh teeno Trees khoobsoorat bhi hai Mahol Dost bhi and Fast-Growing bhi hain main 9 mah pehle Moringa ka 1 Feet Plant laya tha Nursery se jo ke ab Alhamdulillah sirf 9 mah main taqreeban 10 Feet ki height ikhteyaar kr chuka hai, humaare Sindh or Balouchistan kelye yeh 3 Plants kaafi zabardast hain khusoosan Mountanious Areas pe kaafi khoobsoorat lagenge.
G Balouchistan ke jo garam ilaaqa jaat hain like Gwadar, Lasbela,Sibbi waghera wahan yeh easily Grow ho jaayega, jabke Sard Ilaaqa Jaat jesa ke Quetta waghera main Mushkil Grow hoga toh Quetta main iske Mutabadil ke tor pe aap (Persian Lilac) ka poda laga sakte hain woh bhi is hi ki tarha ka khoobsoorat phoolon wala darakht hota hai but woh Sard Ilaaqo main bhi easily Grow ho jaata hai
maine apne ghr k saamne lgaya hai gulmohar. mera padosi log bol rhe is ped manuhsiyat hoti hai accha ni mana jata ye log bol rhe lekin maine nikala ni hai
💥💥💥💥💥💥 بالکل جھوٹ۔۔ گریٹر اقبال پارک لاہور میں لگے ہیں ۔ بیج پھلیاں سب لگتی ہیں ۔۔ میں خود توڑ کے لایا ہوں۔ بس سردیوں میں کہرے سے بچائیں۔ آخری بات اس کی جڑیں گہرائی میں کم اور چوڑائی میں بہت زیادہ پھیلتی ہیں ۔۔اس لیے دیواروں ، کمروں سے کم از کم 6فٹ کے فاصلے پر لگائیں
Mene bhi apny ghar k bhr lagaya hai tqribn aik saal ka hogya ha. Mashallah bht khoobsoort drkht hai yeh
One of the best report, stay blessed
مجھے بلوچستان میں زیادہ سے زیادہ درخت لگانا ہے کیونکہ موسمیاتی تبدیلی کا سمنا ہے ہمیں اور مجھے شوق کے میں زیادہ سے زیادہ درخت لگاہوں اپنے پہاڑوں کو خوبصورت کرنا ہے کونسا درخت جلدی بڑا ہو اور پانی کی کم ہی ہے ہمارے پاس❤
Moringa,Gulmohar or Amaltas yeh teeno Trees khoobsoorat bhi hai Mahol Dost bhi and Fast-Growing bhi hain main 9 mah pehle Moringa ka 1 Feet Plant laya tha Nursery se jo ke ab Alhamdulillah sirf 9 mah main taqreeban 10 Feet ki height ikhteyaar kr chuka hai,
humaare Sindh or Balouchistan kelye yeh 3 Plants kaafi zabardast hain khusoosan Mountanious Areas pe kaafi khoobsoorat lagenge.
سبحان اللّٰہ 🌺
JAZAK ALLAHA, greatest job done
Great working team green
Thanks and weldon
یہ درخت بہت خوبصورت ہے کیا یہ بلوچستان کے خشک علاقوں میں لگایا جاتا ہے
G Balouchistan ke jo garam ilaaqa jaat hain like Gwadar, Lasbela,Sibbi waghera wahan yeh easily Grow ho jaayega, jabke Sard Ilaaqa Jaat jesa ke Quetta waghera main Mushkil Grow hoga toh Quetta main iske Mutabadil ke tor pe aap (Persian Lilac) ka poda laga sakte hain woh bhi is hi ki tarha ka khoobsoorat phoolon wala darakht hota hai but woh Sard Ilaaqo main bhi easily Grow ho jaata hai
Very useful
ماشاء اللہ
کراچی میں کس جگہ ؟
After Rose flower, Gul Mohar Flower is my favourite tree. Also Call Gold Moor. We should plant Qadam Flower.
I love Gul more
From where I can get this plant
Kisi bhi qareebi nursery say
Beautiful
maine apne ghr k saamne lgaya hai gulmohar. mera padosi log bol rhe is ped manuhsiyat hoti hai accha ni mana jata ye log bol rhe lekin maine nikala ni hai
kia ap ne poda lgaya? 2 years been passed
@@friomoto-ud5lvha lgaya hai, 11 month hue abhi
@@slimconvict ok ok good
Very weldone
Please share cell no. Make group for gulmor lovers
I love gulmohar tree very beautiful 🌹 ♥️ Red flowers
I love gulmohar trees
Good
Beautiful hai😍
The way flower falls on the cat 😊
AMLTAS AUR GULMOHAR KO KARACHI K HR STREET PR HONA CHAHIAY...
MERA YE SALON PURANA KHWAB HAI ..KASH K IS KO TABEER MIL JAE AMEEN
Yeh darkht kahan se mile ga
Shahed e millat road ya university road ki kisi bhi nursery say
Karachi me kisi bhi nursery se mil jae ga. 1000 k andr price ha
mere ilaqe m b lagao plz
What’s its Latin name ? I didn’t get it
Delonix ragia
Bahi karachi se kahn se mele ga plz nbr send kr do
Bchpan mn hum ye khaty ty is ki red kllyan kia ap ko PTA hi k khaty bi Hain
کیا یہ سرد علاقوں میں ہوتا ہے یا نہیں؟
Mn ny Islamabad mn lgaya ha bht acha ha sard elaky mn seed nai deta but Baki sb sai ha
💥💥💥💥💥💥
بالکل جھوٹ۔۔
گریٹر اقبال پارک لاہور میں لگے ہیں ۔ بیج پھلیاں سب لگتی ہیں ۔۔ میں خود توڑ کے لایا ہوں۔
بس سردیوں میں کہرے سے بچائیں۔
آخری بات اس کی جڑیں گہرائی میں کم اور چوڑائی میں بہت زیادہ پھیلتی ہیں ۔۔اس لیے دیواروں ، کمروں سے کم از کم 6فٹ کے فاصلے پر لگائیں
❤❤❤❤
Mainey vi lagaya ha but phool nahin araha ha kiya waja
Mera b 3 sal bd phool dia
is plant ka seed faisal abad me mojood high
Ya pody kis jaga sy mily gey narsare nambr dy
Kisi bhi qareebi nursery say
@@Murtaza.memon.92 Quetta mey to belkul nahi ap kohe adrass dey
@@drrahilakurdi5943 sorry quetta ka nahi pata. Khi mei easily available hai
@@drrahilakurdi5943 Agar apko mangwana hai to ap khi ya lhr say order krskti hai online nurseries say. Lekin care wagera procedure wohi batayengay
❤❤❤
Also grow terminalia
❤
🎉😊😊😮Very Nice😊😊😮🎉
Beautiful
❤❤❤