A.R. Rahman, Javed Ali - Jashn-E-Bahaaraa (Lyrics)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 9 сен 2024
  • A.R. Rahman, Javed Ali - Jashn-E-Bahaaraa (Lyrics)
    Follow A.R. Rahman:
    / arrahman
    / arrahman
    open.spotify.c...
    Follow Javed Ali:
    / javedali4u
    / javedalitheofficial
    open.spotify.c...
    Lyrics:
    Kehne ko Jashn-e-bahara hai
    Ishq yeh dekhke hairaan hai
    Kehne ko Jashn-e-bahara hai
    Ishq yeh dekhke hairaan hai
    Phool se khusboo khafa
    khafa hai gulshan mein
    Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
    Sare sehmein nazare hain
    Soye soye vaqt ke dhare hain
    Aur dil mein koi khoyi si baatein hain
    Ooooo hooooo…
    Kehne ko Jashn-e-bahara hai
    Ishq yeh dekhke hairaan hai
    Phool se khusboo khafa
    khafa hai gulshan mein
    Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
    Kaise kahen kya hai sitam
    Sochte hai ab yeh hum
    Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare
    Karte to hai saath safar
    Faasle hain phir bhi magar
    Jaise milte nahi kisi
    dariya ke do kinare
    Pass hain phir bhi paas nahi
    Humko yeh gum raas nahi
    Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya
    Sare sehmein nazare hain
    Soye soye vaqt ke dhare hain
    Aur dil mein koi khoye si baatein hain
    Oooo hoooo..
    Kehne ko Jashn-e-bahara hai
    Ishq yeh dekhke hairaan hai
    Phool se khusboo khafa
    khafa hai gulshan mein
    Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
    Hum ne jo tha nagma suna
    Dil ne tha usko chuna
    Yeh dastaan humein vaqt ne kaise sunai
    Hum jo agar hai gumgee
    Woh bhi udhar khush to nahi
    Mulakato mein hai jaise
    ghul si gai tanhai
    Milke bhi hum milte nahi
    Khilke bhi gul khilte nahi
    Aankhon mein hai baharein dil mein khiza
    Sare sehmein nazare hain
    Soye soye vaqt ke dhare hain
    Aur dil mein koi khoye si baatein hain
    oooo hoo
    Kehne ko Jashan-e-bahara hai
    Ishq yeh dekhke hairaan hai
    Phool se khusboo khafa
    khafa hai gulshan mein
    Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Комментарии • 2