🥺 Marks nhi aa rhe

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 фев 2025

Комментарии • 47

  • @Yash_singh_Tomar
    @Yash_singh_Tomar 29 дней назад +4

    Yahi plan hain bhai test de rhe hain aur analysis kar rha hu mainly examgoal ka hee pyq wala test reason being alag alag jagah ka test Dene se marks upar neeche jata hain
    Currently in pyq test physics 60-70
    Chemistry mein 50-60
    Math mein 1-2 question 🤐

    • @Yash_singh_Tomar
      @Yash_singh_Tomar 29 дней назад

      @@Tanishka5179 work hard do revision with practice

  • @Astonmartin-u8h
    @Astonmartin-u8h 17 дней назад

    Bhaiya apke mock test mein kitne aate the full mock mein❤

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  17 дней назад

      Jan ke pehle 130 to 140 tak max

    • @Astonmartin-u8h
      @Astonmartin-u8h 17 дней назад

      @vivekyadavNITA bhaiya maths mein kitne aate the

  • @THE_UPSC_STUDY_563
    @THE_UPSC_STUDY_563 29 дней назад +3

    आपने क्लास 10 में कोई batch लिया था ❤

  • @MumtazAhmed-f6c
    @MumtazAhmed-f6c 27 дней назад

    BHAIYA AGAR MAI JEE MAIN EXAM ME KISI EK PORTION (PCM) ME SE KOI EK PORTION KE QUE NA KRU TO RESULT ME KOI DIKKAT HOGI?

  • @Doraemon6781
    @Doraemon6781 27 дней назад

    Bhaiya mera avg 140 marks mock me Aa rhe hai abhi
    Can i increase up to 180-190 in 15 days???😢

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  27 дней назад

      I can't say the exact no but yes you can increase 30+ marks just by controlling your negaitve marks

  • @vikashkumar-zp9nt
    @vikashkumar-zp9nt 29 дней назад +2

    Bhaiya mujhe pata chal gaya reason .
    Reason ye hai ki ham jaldi jaldi syllabus khatam karne ke chakkar me lecture ke qns achhe se nhi kiye hai aur jo pyq kiye wo bas ak hi baar kiye the uska practice nhi kiye the mtlb baar baar ak hi qns ko nhi lagaye the iss se aaj bhi wahi qns thik se nhi ban paa rhe hai. To ab usi kiye hue PYQ ko baar baar solve krna aur 1st attempt me aim 100 marks rhega aur 2nd attempt me 160 +. Kyuki ham OBC category ke hai itna karne se koi NIT mil jayega.

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад

      ,👍 good abhi time hai lag jao apni galtiyo ko sudharne me

  • @pranshukrishna5105
    @pranshukrishna5105 29 дней назад +3

    bhaiya 40-50 se 200 April me possible bhi hai?

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад +1

      💯 possible hai

    • @pranshukrishna5105
      @pranshukrishna5105 29 дней назад +1

      @@vivekyadavNITA Bhaiya mera syllabus bilkul bhi complete nahi hai, mujhe kya karna hoga April me 200 laane ke liye?

  • @AdityaRaj-cn6eg
    @AdityaRaj-cn6eg 29 дней назад +1

    Bhaiya jee ke sath up baord ko kaise sambale kuch nhi samj nhi aa raha h or mork me me 50 se 60 marks hi aa rhae h pls help me 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @STUDIES-g1z
    @STUDIES-g1z 28 дней назад

    hello vivek bhai pls reply i am prayas 1 student and mock me 150+ aa jate h kabhi kabhi 200+ bhi ho jate h maine lagbhag 80 percent revision kar liya h physics me but maths aur chem ka kuch bacha h vo bhi jaldi se ho jayega vivek bhai pls reply kya m sahi ja ra hu

    • @Tanishka5179
      @Tanishka5179 28 дней назад

      Bhai please kuch btao organic ke jisse Mai ake do question kr sku or physics Mai 50+ kaise increase kre😢

    • @STUDIES-g1z
      @STUDIES-g1z 27 дней назад

      @@Tanishka5179 saleem sir se padha hu m drop year ki starting me kuch bhi nhi aata tha litrally i was zero in physics then i got saleem sir and now my strongest is physics organic ra sir se padhi h

  • @Pwprayashindifanpage
    @Pwprayashindifanpage 29 дней назад

    भाई आपकी ब्रांच कौन सी है 🙏 और कौन कौन सी mil रही थी आपको 🙏🙏🙏

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад

      Chemical
      allahabad me mechanical mil rhi thi aur baaki jagah electrical mil rhi thi aur neeche ki nits me ece

    • @vikashkumar-zp9nt
      @vikashkumar-zp9nt 29 дней назад

      @@vivekyadavNITA to bhaiya mechanical kyu nhi liye allahabad me

  • @GauravKumar-qo3cv
    @GauravKumar-qo3cv 29 дней назад

    Bhaiya 50 marks aa rahe hai 😢 100 tak pahunchana hai kya karu 😢😢😢

  • @Sam-cc9gy
    @Sam-cc9gy 28 дней назад

    Bhai 100par hi aatak gya hu 5mock ho gye badd hi nhi rhe ha

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  28 дней назад +1

      Mock analysis karte ho?
      Mistakes likhi?

    • @Sam-cc9gy
      @Sam-cc9gy 27 дней назад

      @@vivekyadavNITA bhai tora baat kar lo na personally kaise problems batna kya kya hora ha plzz bhai plz

  • @sevengers5064
    @sevengers5064 29 дней назад

    110 tk bn ja rhe hai wrong 15-16 ho ja rhe 😢 how to minimize silly mistake

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад

      ruclips.net/video/790rWZ2XWHE/видео.htmlsi=SSLCd8qGr02KmOyo

  • @Priyanka-yadav247
    @Priyanka-yadav247 29 дней назад

    Main apni glti accept krti hu main revision ache se kabhi ki nhi but main v kya kr skti thi ek toh dropper hu aur dropper ki classes morning 8 bje se leke night 7 8 bje tk chalti thi uske baad jo kuchh chhute rhte the class attend krte time wo likhne mai hi time khtm ho jata 😢😢😢 6 7 month toh mere class attend krne Mai khtm ho gya ab mnn kr rha copy book hi fek du bilkul himmt nhi hai mere mai sochi thi drop leke 96 97 %ile v aa jata toh obc category se atleast nit mai entry mil jati lekin mujhe toh lg rha mere rank pr private mai v entry nhi milegi 😢😢 ghar wale v bolenge Library mai 11 , 12 hr kya krti thi lekin mera toh time class krne Mai chala gya 😐😐😐

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад

      Classes ko shi se kiya? Question ya revision
      Abhi bhi time hai physics aur chem revise karo January ke baad April bhi hai April Tak abhi 4 mahine hai poora syllabus easily revise ho jayega

    • @Priyanka-yadav247
      @Priyanka-yadav247 29 дней назад

      @vivekyadavNITA ha bhaiya main class ko sahi se ki hu mujhe smjh v aata tha but istime sara blank ho gya mind smjh nhi aa rha 15 day mai kya hoga 100 marks v aa jata first attempt mai toh acha hota 😌😌

  • @Priyanka-yadav247
    @Priyanka-yadav247 29 дней назад

    Mera bahut kmm aa rha bss jan attempt mai 90%ile v aa jata toh thik rhta main chemistry physics syallabus v complete hai jb v mock deti hu toh chemistry se 2 4 question hote bss wo v chemical bonding ka ho jata hai isme Alva kuchh nhi hota mujhse meri toh haalt aisi ki exam hi chhor du 😢😢

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад

      Physics ke formula base question
      Physics ke sare formule aur chemistry poori revise karo

  • @NaveenYadav-ww7nr
    @NaveenYadav-ww7nr 29 дней назад

    Kay bhaiya hindi meidem me jee ka tayari kana aachha hoga

  • @NaveenYadav-ww7nr
    @NaveenYadav-ww7nr 29 дней назад

    Kay aapke college me koi jee ka tayari hindi medium me keya hai

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад

      Meri branch me do teen log hai

    • @NaveenYadav-ww7nr
      @NaveenYadav-ww7nr 29 дней назад

      @@vivekyadavNITA jee ke tayari hindi medium se keye hai ke

  • @manmathmane7041
    @manmathmane7041 29 дней назад

    Bhiya kya pw ke mock test du ya pryas batch ke yaa previous year paper 2023 ke deu kuch samj nahi arha app bthye .. 😊

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад +1

      Agar abhi 2025 me exam hai to sirf pyqs ko do

  • @surajparida799
    @surajparida799 28 дней назад

    Bhai accuracy 50% hei aur 100 se kaam arhe

  • @algamibk536
    @algamibk536 29 дней назад

    Bhaiya me text analysis krta hu TB 250 tk aa jate hai qeestion ko dekhta hu TB esa lagta hai ki ye to me kr leta please comment

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад +1

      Mock ko 3 ghante active mind se poora poora diya karo

    • @algamibk536
      @algamibk536 29 дней назад

      @vivekyadavNITA frustsd ho jata hu esa qwestions ko dekhkar aata sab hai lekin marks nhi aate hee

  • @triggered230
    @triggered230 29 дней назад

    Bhai 90 percentile kitne tak ajayga

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  29 дней назад +1

      90 aaram se 95-100 marks per ban jayega

  • @NaveenYadav-ww7nr
    @NaveenYadav-ww7nr 29 дней назад

    Bhaiya instagram nahi chelate ho kay