Instead Student ID, there is an option of Student Concession Form. I have downloaded it from online but it is different from the Chalo app Student Concession Form. Bye the Way Thanks for your efforts Sir.
Sir, bus pass kisi definite destination ke liye banta hai ya patna me kisi bhi destination ke liye bna skta hu Jaise aapne bus pass online krtq waqt ye enter nhi kiya ki aapko kaha se kaha jana hai, to kya aap patna me kahi se kahi ja skte ho?
Pass banate waqt aap jo value ka ticket select karenge wo price ka aap ticket le sakte hai uske liye koi location ki jarurat nahi , example mai Mumbai me hu to maine agar 10 to 13 wala select Kiya hu to mai chahe Malad se kandiwali jau ya phir Andheri se Santacruz dono me chalega because dono jagah ka ticket price same hai.
Sir me gsrtc ke local or express bus ke liye ye pass use kr skta hu 30 se 35 km ki trip ke liye or agr me chahu ki 25 nai puri ticket kharid li jaye qr dikhate time to ye kaise kar skta hu....
No aap kisi bhi plan me do ticket nahi le sakte hai aap sirf wallet se buy kar sakte ho, ha aap ek trip start karke ticket lene ke thodi der bad aap naya trip start karke le sakte but turant nahi hota
Pls tell answer :- Agar 30 days ho gaye aur beech me chutti hoga institutions ka toh 30 dino me 60 ride complete nahi hue toh kya 30 days ke baad bhi use kar sakte hai ???? 🤔🤔🤔🤔
Agar aapke app me nahi dikha raha means waha par abhi start nahi hua hai but aane wale kuch samay me sab jagah par ye start ho jayega . please subscribe to my channel and support me with Like and share.
@@youtubetech7749hi agar me bus depo se card banwau toh jitne din ka bhi hoga card toh mai particular ek din me chahe jitni bhi baar aau ya jau toh chalega na ki nhi
@RudraTiwari-nm3zv aapko pass me trip milta hai like 50 or 100 jo bhi trip hoga aap jitni bar bus me baithenge utni bar aapka ek ek trip kam hota jayega because aap jaise ho ticket lene ke liye trip start karenge and scan ke bad conductor aapka ticket bana dega joki apke app me show karega and aapka ek trip kam ho jayega.
Chalo card chahiye to aap order bhi kar sakte hai ,ya aap chahe to apne bus conductor se bhi le sakte hai aur bus depot me bhi milta hai, aur mobile me aap apne card ko link karke balance dekh sakte hai ,
Katega nahi but aapke pass ka validity hota hai example aapka 1 se 30 Tak pass hai aur aap Jana 5 se start kiye to aapka bacha hua balance 30th ke ander hi complete karna hoga nahi to uske bad aapka trip pass 0 ho jayega
Jab aap pass par click karte hai to next page open hota hai waha niche sab details likha hai like 👇 Terms and conditions 1. This pass can be used in all BEST buses except the Chalo Bus, Airport bus, Heritage and Tourist buses. By paying, you agree to the Terms and conditions. please subscribe to my channel and support me with Like and share.
@@PrathamMishra-xc6nk ye form depo se milta hai wo form bhar ke upload karo Online bhi mill jayega form par upload karne jayege to reject ho jayega request Nazdiki depo me mill jayega 5 rupees me
@@SantoshGCreation isme total 200 ka student pass banta hai jisme 2trip per day~7 rs me padega par ydi me yese travel karungi to 30rs ho ga 2trip ka Thora confusion hai upto 25rs condition me pls clear kar de
matlab ye hai ki max 25 rupees ka aap ticket le sakte hai, aap jabhi bhi trip start karenge to aapka ek trip jayega , ek bar aane me aur ek bar jane me trip start karenge to 2 trip hua total , aub aap ye batao aapko 200 me kitne trip mil raha hai ??
to phir sahi hai , aapka daily ka 2 trip jayega means aapka mahine bhar chal jayega , and aapka paisa bhi bachega ,aapka ticket 15 rupees ka tha agar aap aage bhi jana chahe to max 25 rupees tak ticket jaha tak hota hai aap ek trip me waha tak ja sakte hai. benifit hai lelo aap. Please subscribe to my channel and support me with Like and share. thanks for watching my videos.
Sir pass banane ke baad card order kar sakte hai pls batao me jab college jata hoo to Mera pass phone nahi rehta isliye to kya me QR code ka printout nikal lu to chalega kya pls sir
@@SantoshGCreation sir lekin wah usme sirf mujhe 100 rupees card ka dena hoga na wo card to bus pass se combine rahega na mujhe kuch alag se nahi dena hoga na
agar aapko waha ka koi ID milta hai to wo upload karke dekho agar chalo wale approve karte hai to achcha hai, but not sure,aap try karo ho gaya to thik hai.
I think no ,not sure because usme trip wala plan jaisa hota hai ,so aap chahe to ek bar Twitter par Chalo team ko contact kar sakte hai they will help you .
student pass lene ke baad bhi 25rs dena honge ?? ya fir pass lene ke baad kuch nhi dena hai mujhe jo bas daily bus lena hai uske price 35rs hai student pass lene ke baad kitna ho jayga
60 trip minimum hai monthly ka uske bad 180 trip hai 90 days ke liye and last 360 trip hai 180 days ke liye aub ye aap par dipend hai kaun sa lete hai. please subscribe to my channel and support me with Like and share.
Aap apne ek kam karo ,apne issue ko highlight Karo, Twitter app download karo aur waha par highlight karo wo aapko contact karenge ,or aap chahe to apne nazdiki Bus depot me jaye waha chalo ke team baithe rahte hai to wo help kar denge ,but sabse jaldi kam karwana hai to Twitter par Chalo ko mark karo kam jaldi ho jayega .
@@SantoshGCreation ha sir bhot mhino se acahar sanhita bta rha he kbse apply kr rha hu me facilities nhi dena chate wo isliye bhana mar rhe he bhot mhino se but ok sir thank you so much for your guidance
jab aap app ko open karenge to Home screen par aapka pass dikh jayegaand uspe click karke bas aapko trip ko start karna hoga and then conductor ko show karna hai and unko bolna aapko jaha tak ka pass liye ho waha tak ticket dene ko and utne value ka hona chahiye, to scan ho jayega and apka trip ka details niche aata hai trip history me .
Instead Student ID, there is an option of Student Concession Form. I have downloaded it from online but it is different from the Chalo app Student Concession Form. Bye the Way Thanks for your efforts Sir.
Thanks, please subscribe to my channel and support me with like and share.
Plz provide the link to down load the student consession form
Sir, bus pass kisi definite destination ke liye banta hai ya patna me kisi bhi destination ke liye bna skta hu
Jaise aapne bus pass online krtq waqt ye enter nhi kiya ki aapko kaha se kaha jana hai, to kya aap patna me kahi se kahi ja skte ho?
Pass banate waqt aap jo value ka ticket select karenge wo price ka aap ticket le sakte hai uske liye koi location ki jarurat nahi , example mai Mumbai me hu to maine agar 10 to 13 wala select Kiya hu to mai chahe Malad se kandiwali jau ya phir Andheri se Santacruz dono me chalega because dono jagah ka ticket price same hai.
mene Lokmanya se ycce ke liye student pass banaya hai to us pass se me ycce se Lokmanya bhi ja skta hu ky ya mujhe koe or pass banani hongi
Sir Indore me coaching student ka bus pass price badh gya hai kya 😢😢 plzz reply sir coaching students itne ameer hai kya
Sir me gsrtc ke local or express bus ke liye ye pass use kr skta hu 30 se 35 km ki trip ke liye or agr me chahu ki 25 nai puri ticket kharid li jaye qr dikhate time to ye kaise kar skta hu....
Sir Mumbai ki sari best bus me valid Hai ye pass?
yes , Mumbai ke sabhi bst baso me ye subidha uplabdh hai,
please subscribe to my channel and support me with Like and share.
O@@SantoshGCreation
Student Concession Form issued by best me kya dalna hai?
Sir, Chalo app se ek mobile par do logo ki ticket ya pass book kar sakte he kya ? Name me Change ka opt he ?
Please reply Sir, ek mobile app par do pasanger ke Super Saver / unlimited trip nikal sakte he kya ????
No aap kisi bhi plan me do ticket nahi le sakte hai aap sirf wallet se buy kar sakte ho, ha aap ek trip start karke ticket lene ke thodi der bad aap naya trip start karke le sakte but turant nahi hota
@@SantoshGCreation 🙏🙂🙏Thank You Sir for reply, but super saver, unlimited rides me Name me bhi change ka option diya he ? to kya use ke liye ????
ek bar aap chalo team ko Twitter par contact karo aapke sabhi prasno uttar mil jayega
Upto 25rs is for Per day? And and 25rs is one side or both side travelling
Pls tell answer :-
Agar 30 days ho gaye aur beech me chutti hoga institutions ka toh 30 dino me 60 ride complete nahi hue toh kya 30 days ke baad bhi use kar sakte hai ???? 🤔🤔🤔🤔
No
Hii, can i access that pass thru chalo card ,or is there any option for a pass to get it on chalo card ?
No only in Chalo app
Sir yr haryanva me bhi valid h kya
Agar aapke app me nahi dikha raha means waha par abhi start nahi hua hai but aane wale kuch samay me sab jagah par ye start ho jayega .
please subscribe to my channel and support me with Like and share.
Sir dost ka pass use kar skta hu?
Unka mobile leke Jana padega 😊
Sir mera bus pass gayab ho gaya hai aur mai bmc school mai padta hu aur mujhe pass ka number bhi nahi yaad toh mera bus pass fir sa dubara ban jaya ga
Sir ye sbhi State ke liye h kya
no
@@SantoshGCreation to rajsthan ke liye eligible he kya
Sir,
Kya may ak din may 4 trips kar sakta hu ya nahi, kyuki mere college ke liye 2 bus badalni padti hai.
kar sakte hai but aap jitani bar trip use karoge wo aapka khatam hota rahega.
@@SantoshGCreationsry sir , bt maine suna hai ki vo sirf days validity k hisab se Card kam karta Na ki trip k hisab se
Replysir if i m Wrong ❤
@@HarshalTotalGamingyes if aap depo se card loge then , days validity count hoga , if app se loge then its based on trips 😊
@@youtubetech7749hi agar me bus depo se card banwau toh jitne din ka bhi hoga card toh mai particular ek din me chahe jitni bhi baar aau ya jau toh chalega na ki nhi
@RudraTiwari-nm3zv aapko pass me trip milta hai like 50 or 100 jo bhi trip hoga aap jitni bar bus me baithenge utni bar aapka ek ek trip kam hota jayega because aap jaise ho ticket lene ke liye trip start karenge and scan ke bad conductor aapka ticket bana dega joki apke app me show karega and aapka ek trip kam ho jayega.
Sir student concession from issued by best me kya upload Karna hai? please reply🙏🙏
Student pass pe chalo premium bus use kar sakte hai?
no it will not work in the Premium bus.
Isme price limit hain kya?
Or kidhar bhi ja sakte price limit hai ya nahi
10rupee se...............10k tk
25 rupay limit hai
Kya isme tirp ki limit he kya
yes
1Trip mtlb one side rhegi ya return bhi rhegi
One side only
Sir only certificate he to ho jaega
nahi sabhi documents lagenge jo bhi waha par manga hai.
Sir roadways bus ke liye ho jaega kya mujhe 80 km dur jana hai
Lucknow me ye kaam karega
Sir ye chalo card order krna hoga yafhir phone mehi rahega pass
Chalo card chahiye to aap order bhi kar sakte hai ,ya aap chahe to apne bus conductor se bhi le sakte hai aur bus depot me bhi milta hai,
aur mobile me aap apne card ko link karke balance dekh sakte hai ,
@@SantoshGCreation sir agar ONLINE card banate hai to PHYSICAL CA4D MILEGA KYA PLEASE REPLY❤
Sir kya cg mei bhi ho skta hai
Sir iska card 💳 bna skte hei kya
Nahi aapke Mobile app se pass banega and wahi se use bhi hoga .
Hello sir mai Mumbai se hu mujhe 2 bus change Krna hota hai mai kaise bnao pass plz help kha se kon form lena hai college jati hu
Bhaiya maine ajj apply kiya tha payment under clearing dikha raha hai kab tak banega
ban jayega don't worry, wait karlo 3 to 4 days
Sir card garh par aa jata hai kya
agar online order karenge to aata hai
Does it also work on 492 bus?
Yes, it will work on any BEST bus with a fare price of up to Rs 25.
Exceptional to the BEST Chalo Bus ( Premium)
please Subscribe to my Channel and support me with like and share.
Sir mere regular ticket ka price 15 rupees hai too kya ye valid rhega?
aapko 15 to 19 value wala pass lena padega to valid hoga
@@SantoshGCreation sir matlab apne jaise batya wese nhi kar sakte hai
nahi student me 25 rupika max pass hota hai to aap le sakte hai
Agar sir jao ya mat jao toh bhi paisa kat ta hai kya🤔
Katega nahi but aapke pass ka validity hota hai example aapka 1 se 30 Tak pass hai aur aap Jana 5 se start kiye to aapka bacha hua balance 30th ke ander hi complete karna hoga nahi to uske bad aapka trip pass 0 ho jayega
Paise jyada mangre he ise acha to aise hi chale jayge
Unlimited ride pass 750 rupees ac and non ac dono me chalta he kya
Jab aap pass par click karte hai to next page open hota hai waha niche sab details likha hai like 👇
Terms and conditions
1. This pass can be used in all BEST buses except the Chalo Bus, Airport bus, Heritage and Tourist buses. By paying, you agree to the Terms and conditions.
please subscribe to my channel and support me with Like and share.
Sir is waqt app me student conssestion form mang ra hai ky ap bata skte ho ki who form hota ky hai aur milega keseplz😢😢
@@PrathamMishra-xc6nk ye form depo se milta hai wo form bhar ke upload karo
Online bhi mill jayega form par upload karne jayege to reject ho jayega request
Nazdiki depo me mill jayega 5 rupees me
Thanks for the valuable information,
mujhe nahi pata tha ki they are charging five rupees for one form.
Sir Card valid kab tak rehta hai?
Sir in my student pass it is asking to submit
for best concession form, from where can i get that form
..i live in mumbai .
same issue
You need to go depot they give you a concession form and you need to submit form with addhar card xerox
@@Poteeditsbut why should we submit on depo bro , if app is asking for form photo , pls reply if u know further information
Mera daily 15rs jane ka 15 aane ka lagta hai kuchh dikkat to ni hai 25rs max limit rahti hai free ke liye? Reply as soon as possible
@@SantoshGCreation isme total 200 ka student pass banta hai jisme 2trip per day~7 rs me padega par ydi me yese travel karungi to 30rs ho ga 2trip ka Thora confusion hai upto 25rs condition me pls clear kar de
matlab ye hai ki max 25 rupees ka aap ticket le sakte hai, aap jabhi bhi trip start karenge to aapka ek trip jayega , ek bar aane me aur ek bar jane me trip start karenge to 2 trip hua total , aub aap ye batao aapko 200 me kitne trip mil raha hai ??
isme alag alag trip wise hoga details aap check karo
@@SantoshGCreation total 60 trip for 30days
to phir sahi hai , aapka daily ka 2 trip jayega means aapka mahine bhar chal jayega , and aapka paisa bhi bachega ,aapka ticket 15 rupees ka tha agar aap aage bhi jana chahe to max 25 rupees tak ticket jaha tak hota hai aap ek trip me waha tak ja sakte hai.
benifit hai lelo aap.
Please subscribe to my channel and support me with Like and share.
thanks for watching my videos.
Sir pass banane ke baad card order kar sakte hai pls batao me jab college jata hoo to Mera pass phone nahi rehta isliye to kya me QR code ka printout nikal lu to chalega kya pls sir
nahi aap aisa nahi kar sakte because barcode kuch minutes me automatically change hote rahte hai mobile me app jaruri hai.
pass banane ke bad bhi aap card lena chahte ho to order kar sakte hai
@@SantoshGCreation sir lekin wah usme sirf mujhe 100 rupees card ka dena hoga na wo card to bus pass se combine rahega na mujhe kuch alag se nahi dena hoga na
@@Koli_gaming72ab aap ne kya kiya merko bhi Bhandup Jana hota hai college tih kya karu kaha se banwae pass jisme mobile ki jarurat na ho
Sir mene college id ka photo dala par valid nhai hora hai. Baki sab valid hai.
aapko apne bus depot se id fom milega ,waha par jake aap bat karo
Sir mai coaching jata hu to kya coaching ka student pass bn sakta h ?
agar aapko waha ka koi ID milta hai to wo upload karke dekho agar chalo wale approve karte hai to achcha hai, but not sure,aap try karo ho gaya to thik hai.
Sir private student kese student pass banwa skte hai?
Ye pass ibus me use ho sakta hai.kya
Nhi only City bus
Sir can we use chalo card for student pass as i dont have a mobile and i am a school boy
I think no ,not sure because usme trip wala plan jaisa hota hai ,so aap chahe to ek bar Twitter par Chalo team ko contact kar sakte hai they will help you .
ye kis kis state me valid hai?
Sir mere college me id card nhi hai to me id card ke section me bonafite upload kr du ky
Iske liye aap Twitter par jake Chalo team se bat karo wo aap ko sahi process bata denge.
Ye ac wala v h ky
Dono hai
chalo card me student ka 200 vala recharge kaise kare card recharge me 100 150. 200 dikha raha hai
Sir my fair is 15rs can i also apply for student pass
Bhopal me chalo aap se ho nhi pa rha h pass apply kha Jana padega sir ..😢???
Wait Chalo team se pata karke batata hu
@@SantoshGCreation ji ..
Can you please provide me your mobile number on Email santoshgcreation24@gmail.com
Sar payment kaise karen
Payment online kar sakte ho
student pass lene ke baad bhi 25rs dena honge ?? ya fir pass lene ke baad kuch nhi dena hai mujhe jo bas daily bus lena hai uske price 35rs hai student pass lene ke baad kitna ho jayga
Student pass me aap Upto 25 rupees tak ka trip le sakte ho uske aage ka travel aapko ticket lena hoga
Kitna trip milta h student pass me...@@SantoshGCreation
60 trip minimum hai monthly ka uske bad 180 trip hai 90 days ke liye and last 360 trip hai 180 days ke liye aub ye aap par dipend hai kaun sa lete hai.
please subscribe to my channel and support me with Like and share.
Sir card kha se le
card aap apne bus conductor se le sakte hai and aap bus depot se bhi le sakte hai , online chalo aap se manga sakte hai
Pass renew kase kre
Same process
Jo process lete waqt kiye the wahi dobara karna hoga or aap dekhenge waha pass par click karenge to waha renewal ka option aana chahiye.
sir college letter ka option show ho raha hai yaha pr ??
Kitna m banwa rhe ho
Sir pass to bna liya ab card kha se order kare
card ke bina pass kaise bana liye apne ?
Sir indore me Acharsanhita Bata rha he Mhino se 😢
Aap apne ek kam karo ,apne issue ko highlight Karo, Twitter app download karo aur waha par highlight karo wo aapko contact karenge ,or aap chahe to apne nazdiki Bus depot me jaye waha chalo ke team baithe rahte hai to wo help kar denge ,but sabse jaldi kam karwana hai to Twitter par Chalo ko mark karo kam jaldi ho jayega .
@@SantoshGCreation ha sir bhot mhino se acahar sanhita bta rha he kbse apply kr rha hu me facilities nhi dena chate wo isliye bhana mar rhe he bhot mhino se but ok sir thank you so much for your guidance
Sir mere pass student pass h but isme recharge kaise krna h plz bta dijiye
Recharge to Online hi hoga
Chalo app se
Sir abhi concession form mang rahe h
Sir yeh options lucknow city ke liye show nhi kar raha hai
maybe waha ke liye nahi hoga .
Mujhe bhi lucknuw ke liye bnwana hai
Bhopal me bol rhe h student pass band ho gya h ....😢
Mujhe waha ka pata nahi hai isiliye maine chalo se bat karwaya i hope ki aapko call aa gaya hoga.
@@SantoshGCreation nhi mere pass nhi aaya call
To apko kisne bola ki waha pass band ho gaya hai?
@@SantoshGCreation mai isbt gya tha banwane k leye to unhone wala normal pass he banega stundent pass nhi banta ab
Sir ye pass ibus me use ho skta hai kya???
This pass can be used in all best busses except yhe chalo bus yeh bhi likha hai mai toh chalo bus se hi travel karta hu koi kaam ka nahi hai yeh pass
Chalo bus ka pass Lena hai to alag se banwana hoga uska .
School letter bhi man grah hai
nahi abhi to maine check kiya letter to kahi nahi mang raha hai ha students ka ID card ka photo lagega
Sir student id photo daala to error batata Raha hai after verification college students id card ka@@SantoshGCreation
aap Twitter par jake chalo ko tag karo aur unko ye problem batao wo aapko contact karenge
Sir report pass ka matlab kya hai
I sir
I want to buy chalo card make vedio on it
ruclips.net/video/DnLvOKsNWGg/видео.html
👆👆
@@SantoshGCreation student pass will also work on 492 bus no.?
Sir student pass mein ab id card ka record mention nhi hai
yes ,maine dekha ,aub aapko ek form dena hoga jo ki aapko apne bus depot se milega.
Sir me college nhi jati or muze buss pass banwana he
aap bus pass banwa sakte ho lekin student pass nahi banega , normal jo public pass banta hai wo ban jayega .
App is not working
It's working
@@SantoshGCreation bhopal wala kaam nhi kra raha h
@@SantoshGCreation I can't buy a bus pass
What type of error are coming?
@@SantoshGCreation can't buy a bus pass
Paas ko use kaise karte hai?
jab aap app ko open karenge to Home screen par aapka pass dikh jayegaand uspe click karke bas aapko trip ko start karna hoga and then conductor ko show karna hai and unko bolna aapko jaha tak ka pass liye ho waha tak ticket dene ko and utne value ka hona chahiye, to scan ho jayega and apka trip ka details niche aata hai trip history me .
No
ek bar aapko aone bus depot me jake pata karna hoga
@@SantoshGCreationstudent paas me 200 rs me kitni trip milti hai 60 ya fir unlimited hai
60 only
Sir Student Concession From Puch raha h kaha se milega
aapke bus depot me milega .
@@SantoshGCreation kya document lagega student concession form keliye
aap apne bus depot me jaao wo aapko bata denge ki kya kya lagega
Sir ye sbhi State ke liye h kya