Viral Dance video of IIT Bombay Girls Hostel 10 | Gyrations 2024

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 янв 2025

Комментарии • 40

  • @HitzSoyam
    @HitzSoyam 3 месяца назад +11

    Bro is living his dream ❤

  • @ramangupta0201
    @ramangupta0201 7 дней назад +17

    I am so disappointed to see such bad dance performances in IIT.. IIT needs me😢

  • @Azyy_a
    @Azyy_a Месяц назад +4

    Superb dance❤🎉

  • @aaryandeshmukh-ey6vf
    @aaryandeshmukh-ey6vf 3 месяца назад +20

    bhai apki advance mei marks kya the aur rank???? btw is py enough for jee mains and adv?

    • @ishakumari6763
      @ishakumari6763 2 месяца назад +7

      Sab naach dekhre abka inna accha message😂😂😂😂😂

    • @upscstudy2870
      @upscstudy2870 2 месяца назад

      ​@@ishakumari6763😅😅😊😊

  • @HarshSarraf-mo5cw
    @HarshSarraf-mo5cw 3 месяца назад +7

    Bhaiya apne apni preparation kaha se ki thi offline or online aur kish institute se

  • @nikhilpal2879
    @nikhilpal2879 3 месяца назад +3

    Bhaiya apnay hostel ka bhi daal do uspay bhi views aa jayengay

    • @AAWARAHOON.e
      @AAWARAHOON.e 6 дней назад

      Arey bhaiya kuch v Daal denge view aajayega🤣
      U know na IITB

  • @gaurav210
    @gaurav210 19 дней назад +1

    Ekdum start wale gaane ka naam?

  • @2nonanone
    @2nonanone 3 месяца назад +3

    IIT phodna hai iss liye:

  • @zorrothala7378
    @zorrothala7378 2 месяца назад

    Tamil song

  • @ProductiveYash-g8d
    @ProductiveYash-g8d 3 месяца назад +7

    Bhai ye sab mat dal mere ko ye sab dekhne ko nhi pasand he

    • @Sachin-ej8tj
      @Sachin-ej8tj 2 месяца назад +4

      To video pe click kyu kiya ??? 🤬

    • @Azyy_a
      @Azyy_a Месяц назад +1

      Tu mat dekh,kya hi fark padta hai, baakiyon ko dekhna hai

  • @KrishnathakurChauhan-el7gm
    @KrishnathakurChauhan-el7gm 3 месяца назад +1

    भईया मैं लाइव स्ट्रीम देख के आया हूं और मुझे भी iit बॉम्बे cse चाहिए पर कुछ दिक्कत की बजाय से 11 के 10 months बेस्ट हो गए 😢😢😢पर हम अब कैसे कर सकते है कुछ बताइए भईया

    • @RED_HEART-w1j
      @RED_HEART-w1j 2 месяца назад

      Iit Bombay me cse ke liye under 100 rank chahiye
      So abhi jyada time nahi hai par abhi se jor sor se padhai karna chalu kar do March Tak aate aate overview mil jayega aur kuchh grip bhi bann jayega fir 12th class early start karna hai mid sep - oct Tak aate aate extra effort dekar 12th complete kar lo fir 11th ke important topics ke saath mock aur pyq solve karna start kar do extra effort to dena hoga January aate aate ek acche khaasi preparation ho jayega ab mains Dene ke bad thode din tak question practice start Karo fir Feb me boards ki taiyari ke sath questions solve kar go March me 12th khatam fir pura concentration April attempt me as jaye aur ek bar hone ke bad ek mahina game changer hoga din raat ek kar do mocks pyq questions krna start kar do aur eventually tum itna kar loge ki iit Bombay me cse agar nahi bhi mila toh acchi khasi branch mil jayega ya fir kisi dusre iit me mil jayega mere bhaiya ka iit g me cse hai wo bhi November me preparation start kiye the to its never late 🫠just work for it ❤

    • @KrishnathakurChauhan-el7gm
      @KrishnathakurChauhan-el7gm 2 месяца назад

      @@RED_HEART-w1j thanks brother kya mai aapni preparation diwali ke bad start kar sakta hun kyoki abhi mai aapne gav a Chuka hun or diwali ka kafi Kam chal raha hai bhai aap Allahabad se ho kya

    • @RED_HEART-w1j
      @RED_HEART-w1j 2 месяца назад +1

      @@KrishnathakurChauhan-el7gm nahi mai bihar ka hun bro Haan November se chalu kar sakte ho but study habits pe focus karna koshish karna ki Kam se kam 2 se 3 ghante bhi padh sako nahi toh fir achanak se 8 9 ghante padhai karne me jyada will power chahiye best of 🤞🏻

    • @KrishnathakurChauhan-el7gm
      @KrishnathakurChauhan-el7gm 2 месяца назад

      @@RED_HEART-w1j bhai mene na Arjuna jee 11th pw se baich le rakhkha tha but mammi ka operation hua or usme dikkat a gai thi to mai ma ke sath kanpur hospital me tha but bhai mujhe iit nikalna hi nikalna hai vaise hame pata kaise padega ki padai hamari sahi chal rahi hai kyoki har lecture 2 ghante ka hota hai or lecture dekha note banaya itne me hi lagta hai ki maine bahut pad liya btao bhai

    • @RED_HEART-w1j
      @RED_HEART-w1j 2 месяца назад

      @@KrishnathakurChauhan-el7gm blank paper technique istemal karo us topic ko ek page me likh kar acche se ek file me fix kar do wo ho jayegi short notes + pata bhi chal jayega kitna samajh me aaya fir dpps solve karna sufficient hai aur uske baad agle din us topic ke upar question solve kar lena module se ya fir koi kitab hai usse chapter khatam hone ke bad us pe question practice Karo fir har mahine Sunday ya Saturday ko 1 din revise kar lena. Haan jo chapter bach jayenge 11th ke last me aur 12th start hone se pehle one shot dekh kar question solve kar lena

  • @Sarthika_45
    @Sarthika_45 5 дней назад

    Gobar dance 💃

  • @NileshKoiri
    @NileshKoiri 2 месяца назад

    Maje maje