pheli bat R134a ko ham gadiyo me frezo me or kuch watar cool Chiller me v use kar te he or ek. Bat 410 ka satadig psi 225 to 250 hota he sir us hisab se 225 psi thik hi to he
Standing pressure nahi maayne rakhta hai sir.... Kabhi kabhi system me gas kam rahta hai to bhi standinh pressure sahi batata hai...... Actually preesure running pressure hee hota hai......
Sir aapne is video mai to bataya aapne ki kaise check Kiya jata hai lekin AC or Fireez mai kaise pata kare ki kon shi gais hai bolo sir kaise pata kare aghar manlo ki kuch likha na ho to tab to sir jinda mar jayenge sir tab to kuch bhi ho sakta hai na is usko fir 4char kando par le kar Jana padega sir comment ka jawab do sir aapki sab video dekhta bhi hu sir like and download bhi karta hu sir. ❤❤ ❤
सर आपसे बहुत कुछ सीखने को मिलता है
Temperature ke anusaar standing pressure badalta rahta h,,,,kisi ek specific temperature par bat Kiya Karo ..
R 410a me standing pressure 225 SE 230 hota hai
Nice information ℹ️ℹ️
pheli bat R134a ko ham gadiyo me frezo me or kuch watar cool Chiller me v use kar te he or ek. Bat 410 ka satadig psi 225 to 250 hota he sir us hisab se 225 psi thik hi to he
Nice👍👍👏
Jo pressure aapne abhi Maapa hai is ko uss refrigerant ka vapour pressure bolte hai
R410 mey standing pressure 225 to sehi hay sir
R32or r410a ka batao Toh mane bhi
R32 ka dis 430s500 suc 120s130 stan250s260
R410 dis 450s500 suc 125s130 stan225s250
Sir video bahut achha hai
Thank you for informing 👍
Sir gas km zayada hone pr to pressure km zyada bhi to bata skta h fir kaise find krnege??
Pressure utna hi batayega
Assalamualaikum sir Kya R407C ke AC me R22 ka new compressor laga ker R 22 gas charging ker sakte hi kya center AC hi 3 please ka
Kar sakte h
Standing pressure nahi maayne rakhta hai sir.... Kabhi kabhi system me gas kam rahta hai to bhi standinh pressure sahi batata hai......
Actually preesure running pressure hee hota hai......
Aap ne sahi kaha but yaha kuchh dosra bataya ja raha hai
Sar Agar Hot and Cold ka machine Aur thand Ke mahine Mein Kaise charge karna ho to kaise karenge
Gas ko Wajan kar ke
Bhai Sahab Aap Ne R410a Ka Stating Pressure Wrang Bataya Hai R410a Stating Pressure 225PSI To 230PSI
Lag raha hai ki kabhi practical kiye hi nahi ho field pe kaam karo samajh me aa jayega kitna hota hai kitna nahi hota hai
Sir 410 aur 32 ko kaise krenge kyoki dono lagbhag same hota hai
Jo R22 Ka Standing Pressure 150PSI To 155PSI Hota Hai Aap Ne Kuch Kuch Ward Wrang Bta Rahe Hai.
Please WhatsApp number
Right
Chtiye r22,ka 50 se 60 hota he
Abe wo standing ki bat kar rha naki ranig psi ki 😂@@YaseenKhan-gk1wl
r32 gas bale cylinder ko pura oda denge gas fir r22 ko andar lenge ,kya koi problem hai.
No
Bhai bohat smart nikle aap
Aapne r32 or r410 me farak kyu nhi bataya 😅😅😅😅😅😅😅😅😂😂😂😂
Dono ka pressor same hi hai iss ko find kar hi nahi payenge
To kese gas charge karenge r32 hai ya r410 dono ka alternate nhi dal sakte
Outdoor senser ka Kya Kam hai
Silendar ko ulta karke rakhe presar sahi batayga guru ji
R32 aur R410A ka fark batao plzzzz
R134 ki jaga me R404 gas dalsakte he Kya ice cream thela fridge me sir ji
No
Thanks sir
R410 ka standing psi 225 se 230 hi hota hai
Seekh rahe ho kya abhi bhi
Bhai compressor trip ke bare mein batao ...aakhir ye compressor trip hota kya hai
Kuchh der chalne ke baad band ho jata hai usi ko trip hona kahte hain
@@kareemtechnicalmind8172 thanks sir
Agr by mistake 410 ki jagha 22 dal Jaye to kaya hoga ???
Compressor fatne ka dar hoga
Good information
Thanks sir
Pressure kya hota hai bhai please 😢baato
Gas ka dabao
nice
Good vedio
Sir aapne is video mai to bataya aapne ki kaise check Kiya jata hai lekin AC or Fireez mai kaise pata kare ki kon shi gais hai bolo sir kaise pata kare aghar manlo ki kuch likha na ho to tab to sir jinda mar jayenge sir tab to kuch bhi ho sakta hai na is usko fir 4char kando par le kar Jana padega sir comment ka jawab do sir aapki sab video dekhta bhi hu sir like and download bhi karta hu sir. ❤❤ ❤
Sir commet ka jawab do sir ❤❤
Lagta video sahi se nahi dekhe
Usme e bhi bataya gaya hai ki sabhi gas ko find nahi kar sakte hain
Papsi Bala freeze ki bayarig noleg
R134a ka standing pressure 100-110 hota hai
32 or 410 mai batao...22 or 410 ka to koi bhi bata dega
Room Temperature kam hoga isliye pressure thoda kam bata raha hai.
410 ka kaha sacha bataya mamu samja he kya 225 dikhya
22 number mai agar ac leak hai to 30 psi bata raha hai to kya samajna hai pls comment jaroor kare
Ye rule sirf silender pe hi oply kar sakte hain ac pe nahi
Kya hall hai sir
R32 aur r410 ka bato
32 & 410 different not 22
Bolpwer mother katehere bato ke per mint ketne ke raftar se gumta hai
Senser ko bato ke check kese hota hai ye sab logon ko jankare do
Bhai r32 kese chek kare ge
Same as r410 psi
Tewre bato
Wrong information mat diya kro bhai jab kuch malum hi na ho to
Iss poori video me koyee ek cheej wrong bata do
Ki ye wrong hai
32 or 410 ka nahi bata payega aap
जी आप सही कह रहे हैँ ये कोई नहीं बता सकता
Valve key le lo
sub kum bata raha he
Aisa hi hona chahie
410 aur 32 Ko kese clear kare 🤔
Ye clear nahi ho payega