Age 10 year uske c/o me change krna tha mtlb father ke nam ko to kya hof me mother ki details dal kr c/o change hoskta h or document proof ke liye bache ka birth certificate lagaya h Please reply
Sir please reply please specify the relation with applicant main mujhe mere bhai ka address change karna hai toh form main kya likhunga "siblings" ya "my brother"
Bhai mere father ka only address proof m and relationship proof aadhar card hi h to kya mai HOF choose kr k self declaration k basis pe address change kra sakta hu....
Hi I am updating my address using HOF ref of my father. I can upload passport as proof of document right? In my passsport address is old of my aadhar only. That should not be a problem? I want to update aadhar first & then update all docs after that.
Yaha par apko address proof nahi balki ek relationship proof dena hai bus so aap passport use kar sakte ho..hof ke aadhar par sahi address hona chahiye wahi address apke aadhar par print ho jayega
Sir isme address change hota wife ka midal name or Sar name bhi change hi jayega kay please bhataw bake video mene dekha hi to ousme wife ka midal name or sar name ko bhi change kar sakate hi ye sahi hi kay ,,, hota hi kay muje karna tha
Isse address change hoga sirf..aur care of me husband ka name aa jayega jo ki aadhar ke back side me likha hota hai..wife ka surname ya name me correction karna ho to uska process alag hota hai
@@nishurohela2982 please specify the relation with applicant main mujhe mere bhai ka address change karna hai toh form main kya likhunga "siblings" ya "my brother"
Bhai reject bhaut hota h isme isse accha toh domicile certificate se ho toh jata h kam se kam. Bhai apne isse kiya h koi jldi me plz check krna aap reject ho jata h
Agar proof available hai to is form ki jarurat nahi pdti ..ye sirf ek declaration form hai jisko relationship document na hone par use karte hai..aur application reject kayi reason se ho sakti hai..apke pass proof hai to normal process se change karwa lo hof ki jagah
Please public ko misguide na karen,Jiska new marriage hai woh kar sakta hai baki nahi hoga, HOF ka formet shirf immediate member ke liye hai, jiski shadi ko 10 saal ho gaye ya jiska beta 19 saal ka hai uska nahi hoga.
Video sirf after marriage address change ke liye nahi balki sabke liye hai ..aur form me 19 age wali baat kaha likhi hai kripya bateyen ? Spouse bhi immediate family member me aate hai
Self declaration form kis format m upload krna pdf jpg ya jpeg
Age 10 year uske c/o me change krna tha mtlb father ke nam ko to kya hof me mother ki details dal kr c/o change hoskta h or document proof ke liye bache ka birth certificate lagaya h
Please reply
Sir please reply
please specify the relation with applicant main mujhe mere bhai ka address change karna hai toh form main kya likhunga "siblings" ya "my brother"
Sir kya S/O , D/O , W/O ka bhi name change ho jayega kya ya bass address update hoga sir please tell me
Mere pitaji ke naam se bijli bill hai to mai kya address change kr skta hu
12th ki marksheet lga sakte hain address main father ka sur name change karne ke liye
Bhai mere father ka only address proof m and relationship proof aadhar card hi h to kya mai HOF choose kr k self declaration k basis pe address change kra sakta hu....
can we give voter id in supporting documents under hof ???
Hi I am updating my address using HOF ref of my father. I can upload passport as proof of document right? In my passsport address is old of my aadhar only. That should not be a problem?
I want to update aadhar first & then update all docs after that.
Yaha par apko address proof nahi balki ek relationship proof dena hai bus so aap passport use kar sakte ho..hof ke aadhar par sahi address hona chahiye wahi address apke aadhar par print ho jayega
@@Govtmitra Thank you. Also passport me dono page ka scan deta hota na as ek page me mera name hota aur father's name dusre page me hota
Most welcome 🙏
Bank ki statment se update hoga email wali
Ladke ke aadhar card ka address pitaji ke aadhaar card par aa sakta hai kya
Address me c/o wala name likhna hai ya nahi please reply
Jaise bataya hai video me waise hi form bharna hai..c/o me hof ka name khud add ho jayega jisko bhi apne hof select Kiya hoga
Sir me kya mera brother ko hof par rakh sakta hu?
Sir isme address change hota wife ka midal name or Sar name bhi change hi jayega kay please bhataw bake video mene dekha hi to ousme wife ka midal name or sar name ko bhi change kar sakate hi ye sahi hi kay ,,, hota hi kay muje karna tha
Isse address change hoga sirf..aur care of me husband ka name aa jayega jo ki aadhar ke back side me likha hota hai..wife ka surname ya name me correction karna ho to uska process alag hota hai
@@Govtmitra Thank you,, kay ap wha process bata sakate ho kay midal name or sar name change karna
Video channel par hai name change ke liye .. playlist se watch kar sakte ho
Nahi ho raha hai 4dafa kiya 2bar self declertion 2bar mera passport
Wife ke liye w/o aa jayega kya kyu mere adress me s/o h or pitaji ka nam h
Bhai agar HOF anpad ho to kya kre finger lag sakta hai kya ??
TUM KAR DENA
Agar Bhai k adhaar se bahan k adhar pr address change kare to bahan k adhaar par c/o pr kiska name ayega bhai ka ya bhai k father ka please reply
Bhai ka
@@nishurohela2982 please specify the relation with applicant main mujhe mere bhai ka address change karna hai toh form main kya likhunga "siblings" ya "my brother"
Mom ke aadhar card se ho jaayega
next vedio ka link kaha h bhai
Mom k adhar se ho jayega bhai
Bhai ka address yane ki bhai ke aadhar card h or vhi address chahiye to kya ho sakta hai
चाची के आधार से हो जाएगा। Pls बताए
No
Nice sir thanks 🙏
Nice explanation
Kisi ka bhi address update hua hai kya is process se agar hua hai to batao dusro ko bhi help hojaayga
Bhai reject bhaut hota h isme isse accha toh domicile certificate se ho toh jata h kam se kam. Bhai apne isse kiya h koi jldi me plz check krna aap reject ho jata h
Agar proof available hai to is form ki jarurat nahi pdti ..ye sirf ek declaration form hai jisko relationship document na hone par use karte hai..aur application reject kayi reason se ho sakti hai..apke pass proof hai to normal process se change karwa lo hof ki jagah
@@shikhargupta5868 mere idar to domicile certificate nhi milta bolte hai ki band hua hai abhi nhi dete hum. kya kru abhi dusra option bolo kuch
Please public ko misguide na karen,Jiska new marriage hai woh kar sakta hai baki nahi hoga, HOF ka formet shirf immediate member ke liye hai, jiski shadi ko 10 saal ho gaye ya jiska beta 19 saal ka hai uska nahi hoga.
Video sirf after marriage address change ke liye nahi balki sabke liye hai ..aur form me 19 age wali baat kaha likhi hai kripya bateyen ? Spouse bhi immediate family member me aate hai
@@Govtmitra BACHHO KE LIYE BHI HAI NA
नहीं होता भाई. Document तो लगाना पडता है. मैं कर चुका हु ये प्रोसेस.
Sir konsa document lagaya tha apne
Hota hai bhai
Reject ho gya
Kitne din laga aapka reject hone main?
Kitne din me pata chala reject ho gya kiska karvaya tha wife ka
🎉😂🎉🎉