Sir me jess hi bike start krta hu to kbhi kbr white smoke ata h fir bnd ho jata h but bd m agr torcuh lga ke exutest m dekenge to hlka hlka white smoke dikta h
White smoke 3 wajh se aata hai pahala Thandi ke time dusra barish ke time nhi to phir mobil duplicate dala hoga mechanic aor nhi to ring piston walve jaal gya hogya bass enho wajh se aata hai but jada tar mobil ki wajh se aata hai ek motul 7100 20w 50 use krna sahi ho jayega
Bahi meri NS 200 2023 model ha vo abhi 6700 km hi chali ha uska radeater fan nehi chal ta pehla bik 1st geyar pa chalau to fan on ho jata tha ab nehi hota heat bhi kam ho rehi ha muja kuch smaj nehi a reha 😢
Bhai meri ns m heet hokr band ho jati hai fir start nhi hoti fan on rehta hai or self ek bar lagta hai lekin bike start nhi hoti es pr koi video bna do bhai please 🥺
Bhai ek baar radiator fan ko direct krke chalne ko bolo mechanic ko uaske baad check kra coolant relay phir temp sensor direct krke chala raha to phir relay ya temp sensor ke problem hogi warna fan motor jaal gya hoga !
Bhai Bike ka Thermoster Change kra lo jaha se coolant engine mai pass hota hai wahi jam ho jata hai Thermoster kabhi kabhi tbhi ye dikat aati hai change kra lo sahi ho jayega
Bhai Mobil change krke dekho may be sahi hojaye Motul 7100 20w 50 1.5 litres aata hai but rs ns mai 1.2 litres padhta hai. aor carbo rater ya fule pump check krlo agar ese nhi sahi hua to engine mai ring piston walve jaal gya hoga phir mechanic ko dikhana gadi smoke to nhi kr rahi hai ya power pickup Kam hogya hai agar aaisa hua to engine mai problem hai
Bhai start problem mai sbse phele check krna 1 - Self Starter batter ke pass hota hai 2 - Spark Plug Mai Current aaraha hai ki nhi 3 - Self button jo hota hai uase clean krna ek baar open krke kabhi kabhi carbon Jam jata hai 4 - Fule pump Bass enmai se hi koi ek hoga major jo hota hai self starter ke wajh se hota hai uasse harr 6 month pe change kra liya kro
Bhai fir engine ki problem ya phir exhaust silencer mai kachra jam gya hoga warna phir engine problem hai ring piston walve jaal gye hoge esi wajh se dhua deti hai bike
Thank You Sir Information Dene Ke liye 🙂🙂
Carburettor Tuning kitna screw hai?
1.5 rpm
Sir me jess hi bike start krta hu to kbhi kbr white smoke ata h fir bnd ho jata h but bd m agr torcuh lga ke exutest m dekenge to hlka hlka white smoke dikta h
White smoke 3 wajh se aata hai pahala Thandi ke time dusra barish ke time nhi to phir mobil duplicate dala hoga mechanic aor nhi to ring piston walve jaal gya hogya bass enho wajh se aata hai but jada tar mobil ki wajh se aata hai ek motul 7100 20w 50 use krna sahi ho jayega
Mera ni same problem hae colant overflow hota hai but fan chalrahe mujhe kya garna parta hai dost
Bhai uaska Thermoster check kra lo ya change kra lo sahi ho jayega overflow ki dikat
Idle sart pe kitna time lagta hai fan chalne me
Kam se kam 15 se 20 min jab tak bike temperature 80 degree Celsius nhi jata tab Tak start nhi hoga fan
Bhai ye coolant tank kaha se liya? online order ho sakta hai ?
Bhai mai Lucknow rahata hu to service centre se liya tha aor ye online nhi milta hai agar apko chahiye hoga to bata dojyega mai courier krduga apko
@@GsMotoThrill thanks
Thank you Bhai 🙏🏻
Bahi meri NS 200 2023 model ha vo abhi 6700 km hi chali ha uska radeater fan nehi chal ta pehla bik 1st geyar pa chalau to fan on ho jata tha ab nehi hota heat bhi kam ho rehi ha muja kuch smaj nehi a reha 😢
Bhai wo coolant relay ya temprature sensor ka issues hai
Colent sensor ki cupler py supply kysa check kara
Fan direct krke check kra tha direct krne agar fan chal to sensor khrb hoga
Mere ns 200 bs 3 h jese hi start krta hu colent uchlta h colent tank k ander
Bhai coolant pipe check kra lo mai jam ho gyi ho
Head gasket change karlo
Bhai meri ns m heet hokr band ho jati hai fir start nhi hoti fan on rehta hai or self ek bar lagta hai lekin bike start nhi hoti es pr koi video bna do bhai please 🥺
Ok bhai mai ek vlog post krta hu espe
Bhai apka ns kitna K.M. runing hai
62000km
Bro ns 200 hai mere pass bs4 uska radiator fan on nahi horaha or gadi heat bhi bahot ho rahi hai any solution please?
Bhai ek baar radiator fan ko direct krke chalne ko bolo mechanic ko uaske baad check kra coolant relay phir temp sensor direct krke chala raha to phir relay ya temp sensor ke problem hogi warna fan motor jaal gya hoga !
@GsMotoThrill thenk you bhai
Engine overheating,and also fan running delay but issue not clear
Overheating kahi wajh se hota hai phela coolant ka relay check kra lo aor dusra temprature sensor check kra lo
Change or remove its thermostat
@@aryanjamwal5637 change krdo new lga check krlijyega sahi hojayega
Bhai mera fan v chal rha h but engine cool nii ho rha aur tode tym me hi fan chalne lgta h kv kv bike bnd v ho jati h m kya check kru bro .
Bhai Bike ka Thermoster Change kra lo jaha se coolant engine mai pass hota hai wahi jam ho jata hai Thermoster kabhi kabhi tbhi ye dikat aati hai change kra lo sahi ho jayega
Bhai meri rs200 bhot kam average de rahi hai 17-18 ka average de rahi hai kya issue hoga?
Bhai Mobil change krke dekho may be sahi hojaye Motul 7100 20w 50 1.5 litres aata hai but rs ns mai 1.2 litres padhta hai. aor carbo rater ya fule pump check krlo agar ese nhi sahi hua to engine mai ring piston walve jaal gya hoga phir mechanic ko dikhana gadi smoke to nhi kr rahi hai ya power pickup Kam hogya hai agar aaisa hua to engine mai problem hai
Bhai mara start problem ha ns 200 bs6
Bhai start problem mai sbse phele check krna
1 - Self Starter batter ke pass hota hai
2 - Spark Plug Mai Current aaraha hai ki nhi
3 - Self button jo hota hai uase clean krna ek baar open krke kabhi kabhi carbon Jam jata hai
4 - Fule pump
Bass enmai se hi koi ek hoga major jo hota hai self starter ke wajh se hota hai uasse harr 6 month pe change kra liya kro
Bhai Mera coolend fan chalu nhi ho raha hai
Bhai temprature sensor check kra lo ya phir coolant relay ki problem hogi basically coolant temperature sensor ka problem hoga
🤩👍👍👍👍👍
Thank you ❤
Ns 200 Hetg bar bar problem
Bhai clearly explain kro bike ki problem
Meri ns dhuva deri hai
Bhai fir engine ki problem ya phir exhaust silencer mai kachra jam gya hoga warna phir engine problem hai ring piston walve jaal gye hoge esi wajh se dhua deti hai bike
Fon no pls bro baat karni h
Bhai tum apna dedo number mai call kr luga