HELP ME Bhaiya me book kr rha to pnr enter krne ke baad then login detail krne ke baad likh rha hai service unavailable me bhi kanpur ke liye krna chah rha hu mera EXAM hai 4 December ko kanpur ko
Railway site ka issue to hota hai kabhi kabhi. App last day tak bhi try karte raho. Agar tab bhi online nahi ho raha hai to aap offline bhi book kar sakte ho. Availability hoti hai.
Bhai 12 hours ke liye book kiya retiring room me(8Am-8pm) Agar hum room me jaane ke baad maan lo 10Am se 3pm tak bahar jana chahe or uske baad wapis aa jaye 7Pm tak rukne ke lie matlb bich me 6 ghnte ke lie exit kar skte hai.? Please bhaiya reply karna🙏
@@travel.extreme bhai mene bhi kanpur ka retiring room book kiya hai, bhaiji koi document dena padta hai kya room me rehne ke liye jese ki room ka online printout ticket ks printout ... Please bhai reply karna meri dadi bhi hai saat me vo 96 yrs ki hai koi taklif nahi honi chaiye isliye bhai itna puch raha hu bhai 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
@@travel.extreme door maitry me jo locker bane h.. Unke liye extra charge h kya... Or samaan rakh kar bahar ja skte h kya ham log.. Safety rehti hna... Lock lgane ko milta h kya locker ka
Kyaa baat hai bhai very nice..truly a traveler
is it KANPUR Central Rly Station
HELP ME Bhaiya me book kr rha to pnr enter krne ke baad then login detail krne ke baad likh rha hai service unavailable me bhi kanpur ke liye krna chah rha hu mera EXAM hai 4 December ko kanpur ko
Railway site ka issue to hota hai kabhi kabhi. App last day tak bhi try karte raho. Agar tab bhi online nahi ho raha hai to aap offline bhi book kar sakte ho. Availability hoti hai.
@@travel.extreme thanks bhaiya
Sirji 2s sitting ticket mai retiring room available hai??
Please reply ..
Retiring room ke liye PNR chahiye. Class chahe koi bhi ho
which platform
Platform No 1
Bhai ji mai try kar raha but Mera nhi ho pa raha .. kripya madad kare ki kaise book hoga ye ... Please 🙏
Enquiry counter pe jaake PNR num bataiye woh log aap ke liye retiring room book karenge. PNR num zaroori hai
Bhai 12 hours ke liye book kiya retiring room me(8Am-8pm)
Agar hum room me jaane ke baad maan lo 10Am se 3pm tak bahar jana chahe or uske baad wapis aa jaye 7Pm tak rukne ke lie matlb bich me 6 ghnte ke lie exit kar skte hai.? Please bhaiya reply karna🙏
Haa.. kar sakte ho. Kyuki 12 hrs ke liye woh room aap ka hai. Aap bahar jaake aa sakte hai within that time period.
Bhai hotel ke address samaj nahi aaya jaha aap ne ghee wali roti khayi thi ?
Please reply karna bhai 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Its Jai Mata Annapurna Hotel. Opp to Railway station
@@travel.extreme bhai mene bhi kanpur ka retiring room book kiya hai,
bhaiji koi document dena padta hai kya room me rehne ke liye jese ki room ka online printout ticket ks printout ...
Please bhai reply karna meri dadi bhi hai saat me vo 96 yrs ki hai koi taklif nahi honi chaiye isliye bhai itna puch raha hu bhai 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Sirf PNR number chahiye
@@travel.extreme thanks bhai dil se reply dene ke liye 🙏🙏🙏
Dubble triple bedroom available hai kya? Femily ke liye
Single family room hai jisme 4 se 6 log araam se aa sakte hai.
Thanks
Ladies room bhi available hote h kya??
Aise alag se nahi hai. Par jis room me ladies hai uss room me gents allowed nahi hota hai.
Bhai sardi me kambal dete h kya ye log raat ko
Nahi dete. Apna kambal saath leke chalo
@@travel.extreme door maitry me jo locker bane h.. Unke liye extra charge h kya... Or samaan rakh kar bahar ja skte h kya ham log.. Safety rehti hna... Lock lgane ko milta h kya locker ka
Safe bhi hote hai kya bhiyya
Day ke liye sahi hai. Night stay ke main dormitory suggest nahi karunga. Night stay ke liye retiring rooms book karo.
Sir offline kaha se book karna hai??? Ticket counter se?? ...
Meri mother bhi sath hai to retiring room. Mai rukne mai koi problem to ny hogi na?
Offline me enquiry counter wale room book karte hai. Platform No 1 pe. Waha jaake PNR no show karo. Book ho jaayega
@@travel.extreme sir ji meri mother sath mai hogi to koi prblem to ny hai na??
No brother. Agar aap ki mother ki bhi ticket hai to koi problem nahi hai.
@@travel.extreme thank u sir 😇
kya 2 din k liye book ho skta h?
Haa... 48 hrs tak book kar sakte ho
Kis platform pe retiring room hai bhai
Platforms number 1. 2nd floor
Sir I'm traveling from bus can i book retiring rooms?
No. They will ask for Train PNR number