Sir mera status verification completed by police station show ho rha h and anurodh prastut me N/A show ho rha h 3 din se aur kitna time lag sakta h approved hone me aapke hisaab se .....waise aapka kitna din lag gya tha es status ke baad
Mera aaj call aaya tha police station se wo bole adhar card or photo or mukhiya se sign ..mukhiya se sign wala nahi samjhe sir wo kyse karwaye or kya koi form hota hai kya mukhiya k sign ka please help
@@-Motivational2024 ek baar jaana padega police station apna aadhaar card lekar phir police wala kuch ghus maange bolega 1000 rs lekin max to max 500 me done kar lena. Baas uske baad apka approve ho jaayega.
@Just For Relax police verification me khud ka aadhar card ke allawa 02 padosiyo ka bhi aadhar card manga jata hai kya ? aur agar padosi ka adhar card nhi mil paya to uska kya solution hai.... reply pls
Nahi wo to online verification hota hai aap online karva dijiye apka online ho verification ho jayega,,,,, agr manga jata h to koi ka adhar card de dijiye
Apka Jo application hai wo police verification ke liye chala Gaya hai. Wo apko police station me bolakar verification karenge uske bad under process ke liye chala jayega
@@akankshaonlinecentre abhi b assigned aa rha h n maine passport diya h n extra me aadhar bhi diya h Anurodh prastuth column me jaha print aata h usme N/A Likha h witness b chaiye hga kya
मेरा दोस्त घर से भाग गया था । पुलिस ने मुझे बुलाया था पूछ तक करने । पुलिस ने मेरा नाम और पता भी पूछा था । दो दिन बाद वह दोस्त घर वापिस आ गया । मेरा कैरेक्टर सर्टिफिकेट बनेगा की नही ।
@sambit_sarangi apply karne ke bad 2-3 din me police station se call aata hai verification ke liye. Nahi aaya hoga to police station me jakar contact kar lijiye
bhai mene apply kiya tha lekin no record dikh raha hai kaise isko solve kare
dubara kar lijiye
Sir mera status verification completed by police station show ho rha h and anurodh prastut me N/A show ho rha h 3 din se aur kitna time lag sakta h approved hone me aapke hisaab se .....waise aapka kitna din lag gya tha es status ke baad
Mera v verification complete by police station likha hai kab tak banega
Sir username and password bhul gaye kaise nikale
Application number bhul Gaye hai kaise kare
सेम
Sar Mera verification hone ke bad no record fund bata raha hai kyon
Mera submit request me N/A show kar rha h
Same bhai mera bhi
Kab apply Kia haa
Mera v bhai aapka hua
Sir mera police verification completed likha aaa raha hai or 3 din ho gaya hai avi tak nahi bana hai
Or kitna din wait karna hoga
3-7 days
Helpful video sir 👌
Mera aaj call aaya tha police station se wo bole adhar card or photo or mukhiya se sign ..mukhiya se sign wala nahi samjhe sir wo kyse karwaye or kya koi form hota hai kya mukhiya k sign ka please help
Ha mukhiya ji ke yaha se ek form milega usi form me sign muhar karke de denge boliyega character certificate banana hai. Wo de denge okay
Form bharne ke kitne din baad call aaya tha
Uske Bad Jab Verification Ke Liye Police Station Bulaya Jata Hai Tab Kya Kya Docs Lagta Hai..?
Adhar card ,, photo ,,, etc
Sir hum police station gye the tho waha se document manga xe diye avi check kar rhe hai tho assigned show ho rha h
approve nahi kiye honge
Ham bhi apply kiye the assigned likha hua hai kya hota h matlab assigned ka
Police station se call gaya tha
bhai mera application stutes rejected bta diya hai o ku bhai
Jabke ham proper police station jake veryfy krwaiye the
Kuchh information wrong hoga .
Mere me verification completed by police station dikha rha hai aur status me n/a toh kitna din lagega
1-2 days me approve ho jayega
@@-Motivational2024 ek baar jaana padega police station apna aadhaar card lekar phir police wala kuch ghus maange bolega 1000 rs lekin max to max 500 me done kar lena. Baas uske baad apka approve ho jaayega.
No data found bata Raha hai kiya huva hoga
Reply plz
Details correct nahi hoga
Mera registered N/A show ho rha h 15 din tak no change iska means kya hua
police station me receipt lekar jaiye
Apply paper kho gaya hai mere phirse keise bikal sakte h
I'd password se login kar ke print nikal lijiye. Agr password bhul Gaye hai to forget kijiye aur login kijiye okay
Achha lga
Reference no bhul gye hai kaise pata kre
Same problem bhai
Assigned ka matalab kya hota hai??
Apka application ko koi nahi dekhta hai to assigned hi show hota hai
@@akankshaonlinecentre but hum to police station me jake sab kuch karwa chuke hai... Paisa bhi diye the thana me jahil sab kuch response nhi diya 😡😡
Ha dubara jakar mil lijiye
Kitne din mein approve ho jata hain..jaise aaj apply karenge toh
Aap jitna jald approved Kara sakte hai wo app par nirbhar karta hai ,,,, aise to 7-15 days ka time lagbhag laghi jata hai
I'd password bhul gye hai... Ab Pta kaise krenge 😢 😢 pllzz pllzz reply 🙏🙏
I'd mobile number hi hoga try karke dekh lijiye. Forget password kijiye
@@akankshaonlinecentre dusre ka user I'd se bhare hai.... kaam krega na
Nahi apna new account create kar lijiye
Nice information
bhai mere bhi same dekha raha hai to or kitna din lagega
Police station se verification nahi huaa hoga
verification complete by police station likha aa raha hai@@akankshaonlinecentre
Kitna din ho gaya
30 decmber ko apply kia tha@@akankshaonlinecentre
Thank you sir❤❤❤
Nice information sir ji
Thanks
Kitna dim m veryfy hoga police station se😊
3-7 days me
Registered dikha rha mean
Refrance number mera nahi mil rha to kya karu 😢
Reference number to pata hona chahiye
@@akankshaonlinecentre Mera police verification hokar bi chala gya koie MSG..nahi aaya koie dusra rasta hai kya plzzz bataye.
Sir site nahi open ho Raha kya kar ra please help
Kuchh minut " wait " kar lijiye ho jayega
citizen.jhpolice.gov.in/citizen/login.htm?lang=hi_IN&stov=QCHK-U690-NR0N-6T43-KMVJ-J3JX-5GC7-YETL
@Just For Relax police verification me khud ka aadhar card ke allawa 02 padosiyo ka bhi aadhar card manga jata hai kya ? aur agar padosi ka adhar card nhi mil paya to uska kya solution hai.... reply pls
Nahi wo to online verification hota hai aap online karva dijiye apka online ho verification ho jayega,,,,, agr manga jata h to koi ka adhar card de dijiye
Assigned ka matlb kya hta h
Apka Jo application hai wo police verification ke liye chala Gaya hai. Wo apko police station me bolakar verification karenge uske bad under process ke liye chala jayega
@@akankshaonlinecentre ok
@@akankshaonlinecentre maine apply krte hi police station me jama kra diya tha paper kb tak bn jaata h police verification
Check kar ke dekhiye approve ho gaya hoga
@@akankshaonlinecentre abhi b assigned aa rha h n maine passport diya h n extra me aadhar bhi diya h
Anurodh prastuth column me jaha print aata h usme
N/A Likha h witness b chaiye hga kya
मेरा दोस्त घर से भाग गया था । पुलिस ने मुझे बुलाया था पूछ तक करने । पुलिस ने मेरा नाम और पता भी पूछा था । दो दिन बाद वह दोस्त घर वापिस आ गया । मेरा कैरेक्टर सर्टिफिकेट बनेगा की नही ।
Ji Bilkul ,,, bana sakte hai wo apke name se jab online case ho jata h tab app nahi Bana sakte hai okay
@@akankshaonlinecentre Fir nahi hua tha
Ha,,, Banaiye Ban jayega character certificate
सर आपसे कुछ पूछना है सर नंबर दीजिए जरुरी बात है सर
Boliye kya Bat hai
Kitne dino me ban jata h
Please reply
3-7 days me
Police verification ke baad kitna din lagega
2-3 days me approve ho jayega
Registered din raha hai or n\a aa raha
Sir mera 10 din paar ho gaya hai, status N/A show kar rha hai
Police verification ho gaya hai.
Nahi sir
@sambit_sarangi apply karne ke bad 2-3 din me police station se call aata hai verification ke liye. Nahi aaya hoga to police station me jakar contact kar lijiye
@@akankshaonlinecentre Ok sir