journey ticket upload krna hota h kya.. mera last request reject kr diya gya with remarks like only one way pass given and no ticket uploaded, Hence rejected.
Aapne dusri bar may 2022 me leave encashment liya tha , kya april 2024 me leave encashment mil sakta hai, kya humko 2 sal ka pura cooling priod nahi nikalna padega
Sir, HRMS se phele yeh kaha jata tha ki ek leave encashment liya hai tb agla leave encashment 2 saal ke bad hi le sakte hai? ab kya slab ke anusar le sakte hai.sir ek doubt aur kya running staff ya station master ko leave encashment ke liye leave grand karana jaruri nahi hai keval pass upload karna hota hai
Mujhe phle liye huye apni leave encashment ki date aur year pta nhi hai, aur Clerck bhi jankari dene se mna kar rha hai, to previous date aur year ki jankari kaise pta kre.
Very very nice knowledge diye sir ji
Very simple and very informative
Very good vedio, thank you🌹
PTO PASS PR RESERVATION KR SKTE H KYA OR CL BHI USE KR SKTE H KYA
Yes
journey ticket upload krna hota h kya.. mera last request reject kr diya gya with remarks like only one way pass given and no ticket uploaded, Hence rejected.
मेरा राज्य कर्मचारी में हुआ है और मुझे रेलवे से रिजाइन करना है और मेरा LAP 120 है तो मैं अपना leave कैसे encashment करे। बताए
Ek sath ek hi pas link hota hai, ya wo half ho ya full
Aapne dusri bar may 2022 me leave encashment liya tha , kya april 2024 me leave encashment mil sakta hai, kya humko 2 sal ka pura cooling priod nahi nikalna padega
1 sept 2022 se new slab start ho gaya
Sir, agar humne ek leave encashment August 2022 me liya hai tab kya agla leave encashment September 2022 me le sakte hai?
@haroonrashidmansoori4332 yes
Sir, HRMS se phele yeh kaha jata tha ki ek leave encashment liya hai tb agla leave encashment 2 saal ke bad hi le sakte hai? ab kya slab ke anusar le sakte hai.sir ek doubt aur kya running staff ya station master ko leave encashment ke liye leave grand karana jaruri nahi hai keval pass upload karna hota hai
Leave not compulsory for running staff and station master
Sir loco running staff के लिए sanction leave atach करना है कि नही।
Nhi
Mera encashment APO sir ne sanction kar diya .iske baad ki kya process hai
Aapke account me aa jayega ab aapko kuchh nhi karna
Agar hum dusre bank account me lena chahe to@@RailTechinHindi4
Mujhe phle liye huye apni leave encashment ki date aur year pta nhi hai, aur Clerck bhi jankari dene se mna kar rha hai, to previous date aur year ki jankari kaise pta kre.
Half set pass par reject kar deta hai
mujhe v bola hai Full set k liye
NER gorakhpur se
Sir hum 1 mahina phele cl lia the , o use kar sakte he kya?
Half set pass par nahi hoga delling clerk bola hai
Sir booking hum 2 din mein aane jaane ki kr le agr to kya leave encashment fr bhi 10 din ki le skte hai kya???
Yes
Pass pe reservation krna jaruri h ya sirf pass pe he ho jyega
Kya hum yatra karne ke baad leave encashment ke liye apply kar sakte hai. Please reply
Leave encashment employee with drawn kaise kare
❤ No.01