Sir kindly guidelines chaeye k tamam wareseen Mai se kisi aik Naam jagha transfer krni ho to keya process he.or wo shakhs baqi afrad ko payment kr de. Plz guide me.
Walda ka inteqal ho gya hy,or walid k finger perint old age ki waja sy nhi arhy is ka koi hal nekaly ,jb nadra chaly gy tasdek k ly or perint nhi arha to menajer kiya kar rha hy
Sir agar ik beta warasat maa ki zindagi mn le chuka ho tw usky lie kia process hy? Stamp paper mojood ho k me le chuka hun baki se mera wasta nhi lekin maa baap k bad b wo chahe k mjhy or hissa chiye tw kia wo stamp paper nadra mn acceptable hoga k wo apna hissa le chuka h?
Assalam o alaikum Sir agar kisi heir ki death ho jae to to succession certificate main uska naam nahi hoga ?? Or agar naam nahi hoga to kiya wo property ka hissa nahi hoga ??
AoA, ager aik heir out of country hey tu us k sign Affadvit pey kesay lain, ya us k sign k bagair bhi oath commissioner affadvit ko attest ker sakta hey kia?
22000 /- kis waqt bharnay hongay...certificate receive krte waqt ?..ya pehle. ?..aur agr certicate nahi mailta hai..decline hota hai to fee dobara deni hogi ya kuch extra charges denay hongay..
Sir Thanks but mere aik uncle they hamare sath rehte they lekin wo hamari family k sath register nhe they yani unka id card check karwaya hei Nadra waley kehte hein enka FRC nhe ban sakta ?
JazaakAllah Kher. Bhayi pehle to music zarurt nahi thi. Dusra agar music lagana tha to halki awaz main rkhte samjh nahi arehi aapko sunna hai ya music ko.
Legal heirs ki inheritance may House k liye Nadra say Letter of Administration lenay k baad kia kerna hoga. Transfer kesay hoga. Please detail say guide kijjye ga sara procedure.
Registrar yahan accept hi nh krte hain nadra k letter of administration ko Karachi me wo court k succession certificate letter of administration mangte us letter k behalf pe property sale Hoti he phr usai
Agr kda lease plot he tw sidha sidha hul yehi he k legal heirs kda se Jake inheritance mutation krwalen wo ek hi mutaion letter issue krdenge sub legal heirs k Naam dairek kda mutaion krdega
pahlay Apko tracking ID YA case number issue Hoga idhar hi say wo number app bahar walay shukhs ko do gay wo Apni city or mulk k NADRA jaey ga or Pakistan embassy wahan finger prints day ga. wo data idhar a jaey ga aur process Shuru Hoga.
I live abroad and my brother lives in karachi. we r trying to transfer our deceased father's property so we can sell it. And believe me after so much khuwari, spending time & money, and running to different offices still nothing happened. Every time nadra staff bring out some new point. In pakistan, the only purpose of these govt. offices is to give hard time to common people.
Agar Widow ke only 2 sons hain aur wo mulk se bahair rehte hain alag alag states main , un ke "Nicop" bane hue hain , wo sons apni waledah ko alag General power of attorney dete hain Pakistani Consulates se attested , aur Karachi main Foreign Office se un General Power ke tasdiq kerwaye hue ho , jo Power Apni waldah ko de hy , tu phir jo Nadra ka Affidavit ka Format un sons ko bhej ker Thumb impression - Signature - Address - Phone number - share - etc ker ke un ko bhej diya jai , tu kia unhai phir dobara Apni Consulates ke Dhakey khane perain gay Affidavit Attest kerwane ke liye ?? Jab ke un ka Biometric already NADRA main Mojud hy ?? Kia wo Thumb Impressiom aur Affidavit form fill ker ke bhej sakte hain . ?? Jo unhe yehan se bheja hy .
Beta mujhai secsation sertifecat banwana hai Mara husbend ka icaoont ma aik lakh pantees hazard raqam mijood hai or mar 4 buchai hai teen beti or aik beta sub hair shadi sudha hai or do buchaiya 18 sa kam ki hai kia mujhai atharti di ja sakti hai ya nahi maqasd ma bachoo ki guidelines ho sub mujhai nomeat karna chatai hai to kia asa ho sakta hai
investor agar shadi shuda nahi ho , na hi koi aulaad ho , na Maa baap hayat ho to worst kis ko jae gi, liya kisi 1 behan ya bhai ko apni zindagi me Nominate kar sakta hy, nomination ka rule change ho ny k baad kiya tarika ho ga, plx roshni dalyn?
اسلام علیکم آپ کی کاوش بہترین ہے میرا سوال یہ ہے کہ میری ایک بیٹی اٹھارہ سال سے کم ہے نادرا سے میں نے معلوم کیا تو وہ اس وجہ سے succession certificateنہں بنارہے آپ مجھ کو مشورہ دیں میں کیا کروں بڑی مہربانی ہوگی جزاک اللّہ
@@nadeem5476 Assalam O Alaikum Nadra mein Succession Certificate banwaney k leay jo jo documents chaheay hn wo sab original deney hongey wahan ya unki copies? Plz guide krden
@@blackdiamond2201 WA.ALAIKUM.SALAM.WA.REHMAT.ULLAH photo copies Zada tar. only bank ending balance wala paper orignal bank stamp k sath. baqi Tamam cheezain photo copies.
@@nadeem5476 JAZAAK ALLAHU KHAIRAN KASEERAH.... Aap mujhy bata sktey hn k FRC or Marhom ka CNIC cancell krwaney k leay bhi documents ki photocopies required hongi? Or agar Marhom ka CNIC cancell krwa den to bad mein unk bachey wirasat mein se apna apna share ley sktey hn na, CNIC cancellation ki waja se wirasat taqseem honey mein koi problem to nhi hogi? Plz agar aap ko pata hai to guide krden
Boss very informative video thanks and regards
So nice of you
Bhai Buhat acha andaz hei apka bataney ka par Mazrat Apko Reply ki aadat nahe
Fezool ka music add kiya hua h kuch samjh nhi aa raha
In Punjab can we get succession certificate from court of Law?
Sir kindly guidelines chaeye k tamam wareseen Mai se kisi aik Naam jagha transfer krni ho to keya process he.or wo shakhs baqi afrad ko payment kr de.
Plz guide me.
jee mera bhi yehi sawal hai please guide kr dain as soon as possible.
Bhi umarried male ka succession certificate k liye FRC main jitny family members hai un sub ko biometrics tasdik I liye nadra jana pary ga
yes
Succition certfict men ,merd ,or un merid porocese kun baraber hy
Walda ka inteqal ho gya hy,or walid k finger perint old age ki waja sy nhi arhy is ka koi hal nekaly ,jb nadra chaly gy tasdek k ly or perint nhi arha to menajer kiya kar rha hy
Property house ya bank account kay original documents jama karana hon gay ya photo copies please guide me clearly thanks
Sir certificate ki verify report kesy aye gi Mai gaya tha nadra Mai wo khe rahy hain online website se wo mujese nai ho raha tu ap bataye gy
Mary father in-law k fingers print ni aty biomatric possible ni h, what to do for succession certificate?
on kay biomatric nahi liye jayn gay. on ki id card ki pic ko verify kia jay ga or succession certificate bany ga
Sir agar ik beta warasat maa ki zindagi mn le chuka ho tw usky lie kia process hy? Stamp paper mojood ho k me le chuka hun baki se mera wasta nhi lekin maa baap k bad b wo chahe k mjhy or hissa chiye tw kia wo stamp paper nadra mn acceptable hoga k wo apna hissa le chuka h?
Nbp account kpk peshawar ma hai to succession karachi sa ban jay gee ya kpk sa bnana pary ga ? Pori family karachi ma hai
Assalam o alaikum
Sir agar kisi heir ki death ho jae to to succession certificate main uska naam nahi hoga ?? Or agar naam nahi hoga to kiya wo property ka hissa nahi hoga ??
My 2 brother out of country? What will procedure?
agr FRC BAN gaya ho kisi ek aulad ka expired cnic sy to kya succession certificate. b ban jaye ga?
ban jay ga
Thank you so much brother 💗👌👌👌
Thank you too. share it
@@MeraUrduTube bhai ji aap ka number mil sakta hay info ke liey.
AoA, ager aik heir out of country hey tu us k sign Affadvit pey kesay lain, ya us k sign k bagair bhi oath commissioner affadvit ko attest ker sakta hey kia?
affidavit main os ka sirf naam mention karyn.. biomatric wo online day ga
22000 /- kis waqt bharnay hongay...certificate receive krte waqt ?..ya pehle. ?..aur agr certicate nahi mailta hai..decline hota hai to fee dobara deni hogi ya kuch extra charges denay hongay..
22 hazar pehly jama hongy... agar decline ho gaya to sevice charges kat kar baqi raqam wapas mily gi.
@@MeraUrduTube how much would be deducted ?
@@khaliqscorpio1078 5 thousand
I was thinking the same
Sir Thanks but mere aik uncle they hamare sath rehte they lekin wo hamari family k sath register nhe they yani unka id card check karwaya hei Nadra waley kehte hein enka FRC nhe ban sakta ?
JazaakAllah Kher. Bhayi pehle to music zarurt nahi thi. Dusra agar music lagana tha to halki awaz main rkhte samjh nahi arehi aapko sunna hai ya music ko.
sorry ainda khyal rakhon ga
@@MeraUrduTube JazaakAllah Kher bhai. Main apki videos shoq se sunta hu.
New paper wala msg kese ata hai
Legal heirs ki inheritance may
House k liye Nadra say Letter of Administration lenay k baad kia kerna hoga. Transfer kesay hoga. Please detail say guide kijjye ga sara procedure.
you will Goto DC office or registrar office for transfer the property in your names.
Registrar yahan accept hi nh krte hain nadra k letter of administration ko Karachi me wo court k succession certificate letter of administration mangte us letter k behalf pe property sale Hoti he phr usai
Agr kda lease plot he tw sidha sidha hul yehi he k legal heirs kda se Jake inheritance mutation krwalen wo ek hi mutaion letter issue krdenge sub legal heirs k Naam dairek kda mutaion krdega
Nadra k kisi letter of administration ko koi Karachi k kisi b town ka registrar accept krta hi nh ye bs awam ko ullu bnake rkha he
Yar mana sona ha ka wakil promlab khadi kar rahy ha ka ya nadra sa ban raha ha ya wakilo na sty la Liya ha
afwah hai yeh
Sir mara minor ka masla hai nadra Wala bol raha hai ya Court ka masla hai
ji ap ka court say bany ga
apply karny k kitnay din k bad add deta hy nadra aur konsay newspapers Mai add dia jata hy
apply karny kay next day add day ga.. or 3 news papers main dy ga urdu english and sindhi
@@MeraUrduTube sindhi knsi news paper mein dete h
Agar 1 crore say ziada amount ho bank may tab bhi Nadra say certificate milay ga ya court say?
NADRA
Bhai nadra succession certificate application ko decline kardeye tu kyeh civil court main jana hai.
yes
What if property falls in Islamabad?
But the heirs residing at sindh..
Plz reply
Bhai koi jawab nhi apky sawal ka Mera bhi sawal yehi hai
Agar koi legal heir pakistan mein nahi tu us ki verification applicant kaise karwaye ga?
pahlay Apko tracking ID YA case number issue Hoga idhar hi say wo number app bahar walay shukhs ko do gay wo Apni city or mulk k NADRA jaey ga or Pakistan embassy wahan finger prints day ga.
wo data idhar a jaey ga aur process Shuru Hoga.
thanks
They are asking for NOC for properties and the property is 25 year old. Why they need this as I have original doc with me.
NOC Ap Ko Mukhtiarkar Dega K Ye Property Kisi Zer bari Me Nahi Hai Aur Is Per Koi Muqadma Nahi Ya Koi Loan Nahi Hai
Bro Hyderabad Sindh main ye service available hy k nhi
bilkul hai
Background music is too loud
For Lahore??
I live abroad and my brother lives in karachi. we r trying to transfer our deceased father's property so we can sell it. And believe me after so much khuwari, spending time & money, and running to different offices still nothing happened. Every time nadra staff bring out some new point. In pakistan, the only purpose of these govt. offices is to give hard time to common people.
Agar Widow ke only 2 sons hain aur wo mulk se bahair rehte hain alag alag states main , un ke "Nicop" bane hue hain , wo sons apni waledah ko alag General power of attorney dete hain Pakistani Consulates se attested , aur Karachi main Foreign Office se un General Power ke tasdiq kerwaye hue ho , jo Power Apni waldah ko de hy , tu phir jo Nadra ka Affidavit ka Format un sons ko bhej ker Thumb impression - Signature - Address - Phone number - share - etc ker ke un ko bhej diya jai , tu kia unhai phir dobara Apni Consulates ke Dhakey khane perain gay Affidavit Attest kerwane ke liye ?? Jab ke un ka Biometric already NADRA main Mojud hy ?? Kia wo Thumb Impressiom aur Affidavit form fill ker ke bhej sakte hain . ?? Jo unhe yehan se bheja hy .
Good info
1st comment
Beta mujhai secsation sertifecat banwana hai Mara husbend ka icaoont ma aik lakh pantees hazard raqam mijood hai or mar 4 buchai hai teen beti or aik beta sub hair shadi sudha hai or do buchaiya 18 sa kam ki hai kia mujhai atharti di ja sakti hai ya nahi maqasd ma bachoo ki guidelines ho sub mujhai nomeat karna chatai hai to kia asa ho sakta hai
ji ap banwa sakti hain .. sara process bata dia hai video main..
aik lack say kum to bank manager bighair succession certificate k day sakta hai apkay husband k account say
Kindly share website link
succession.nadra.gov.pk
investor agar shadi shuda nahi ho , na hi koi aulaad ho , na Maa baap hayat ho to worst kis ko jae gi, liya kisi 1 behan ya bhai ko apni zindagi me Nominate kar sakta hy, nomination ka rule change ho ny k baad kiya tarika ho ga, plx roshni dalyn?
Is it acceptable by KDA
yes
WHAT IF ONE OR MORE INHERITORS IS NOT READY TO COME FOR BIOMETRIC EXAMS ETC. MY BROTHERS DO NOT WANT TO SHARE THE PROPERTY AMONG all inheritors
then you will Goto court for the case first.
same 😥
ALHAMDULILLAH....
Ye kiyon banwana chahiye?
property transfer kay lye
Ma Sindh yani karachi ki rahaishi ho
Nadra Mega (HYDARI.NORTH NAZIMABAD)center do not issue SUCCESSION CERTIFICATE .
awami markaz may hota hai ab
اسلام علیکم آپ کی کاوش بہترین ہے میرا سوال یہ ہے کہ میری ایک بیٹی اٹھارہ سال سے کم ہے نادرا سے میں نے معلوم کیا تو وہ اس وجہ سے succession certificateنہں بنارہے آپ مجھ کو مشورہ دیں میں کیا کروں بڑی مہربانی ہوگی جزاک اللّہ
ap apna case tafssel say batayn
app pahlay Apni Beti Ka juvenile card banwain NADRA say Uskay Baad apna FRC aur Apnay husband Ka FRC banwain Uskay Baad apply Karen. ho jaey ga. .IN.SHA.ALLAH
@@nadeem5476 Assalam O Alaikum
Nadra mein Succession Certificate banwaney k leay jo jo documents chaheay hn wo sab original deney hongey wahan ya unki copies?
Plz guide krden
@@blackdiamond2201 WA.ALAIKUM.SALAM.WA.REHMAT.ULLAH
photo copies Zada tar.
only bank ending balance wala paper orignal bank stamp k sath. baqi Tamam cheezain photo copies.
@@nadeem5476 JAZAAK ALLAHU KHAIRAN KASEERAH....
Aap mujhy bata sktey hn k FRC or Marhom ka CNIC cancell krwaney k leay bhi documents ki photocopies required hongi?
Or agar Marhom ka CNIC cancell krwa den to bad mein unk bachey wirasat mein se apna apna share ley sktey hn na, CNIC cancellation ki waja se wirasat taqseem honey mein koi problem to nhi hogi?
Plz agar aap ko pata hai to guide krden
Or jo log apni behno ka haq kha lete hain. Un pe kon sa case karna pare ga.
Sindh Karachi men bhi, 👍
yes
No spare time to do this only earning money and pressure to publics
Allah Pak barbad Kare Sindh hakomat ko
Na mukal malomat hy....
aoa sir agar parapti sindh main ho banda panjab ka ho tu kia us parapti kliy certificte sindh se bany ga ya panjab se
jahan property hai waha say bany ga