Dada mere pass N160 he. 5 month old bike me throttle dene par keer keer sound aata he par 5/10 km ride karne se sound band hojata he kya problem he bike me.Service center wala ko v idea nahi he
Mera n160 me v bahot problem araha hai 1st toh subha subha start v nahi hota ek bar mein fir karte karte hojaega toh full acceleration dena padta hai warna band hojata hai aur agar band hojaega koi v karan se eske bad start hi nahi hota jitni v karlo fir last option hota hai dhakka lagake karna padta hai aor bad mein fir chalte chalte apne app vukh vukh vukh vukh karke apne app band hojata ..koi bataega main problem kya hai eska
Par bike me ye light aaye ya na aaye एक problem aa rhi hai 1st self me bike start nhi toti 2-3 baar self lena padta hai kya problem ho sakti hai aap bataye bhai jii
Hex file update karke dekhlo aur self moter check krlo ki load toh nahi le rha hai aur battery bhi check krlo kharab toh nahi ho rhi hai, problem solve ho jayegi
Agar hum clear DTC kar dete toh kuchh time baad fir Check light ( malfunction light ) aa jati, esliye sensor ko change Kiya gya hai ki baad me koi bhi problem nahi aaye
@@vishalvlogs-s5n Bhai aap Bajaj service centre me job karte ho kya agar karte hai toh Bajaj se training nhi mila kya aapko, aur TPS sensor frequency 650 se 750 ke bich me rahti hai thik hai
Pulsar n160 rpm up down problem... Bike run 8000km
Check stepper motor and throttle body check
Mere bike m same dikt hai apni apni location bato bhai
Bhai meri bike bhi aisi problem karti hai Pulsar N 160
3in1 sensor ko change karwalo thik ho jayegi
Permanent solution h koi ishka jo bat bar sensere n jae mera ek abar chnge krwa chuka hu phr se chala gay senser
Dada mere pass N160 he. 5 month old bike me throttle dene par keer keer sound aata he par 5/10 km ride karne se sound band hojata he kya problem he bike me.Service center wala ko v idea nahi he
Mera n160 me v bahot problem araha hai 1st toh subha subha start v nahi hota ek bar mein fir karte karte hojaega toh full acceleration dena padta hai warna band hojata hai aur agar band hojaega koi v karan se eske bad start hi nahi hota jitni v karlo fir last option hota hai dhakka lagake karna padta hai aor bad mein fir chalte chalte apne app vukh vukh vukh vukh karke apne app band hojata ..koi bataega main problem kya hai eska
Service center wala ne bola hai ki sayad eska fuel injector kharb hogaya hai aur bahot mahenga padega .. kya kare koi solution do dosto😊
@pardipkathariya4169 warranty me change ho jayega
3in1 sensor, fuel pump filter, injector, ECU Ko check krlo step by step thik ho jayegi
Par bike me ye light aaye ya na aaye एक problem aa rhi hai 1st self me bike start nhi toti 2-3 baar self lena padta hai kya problem ho sakti hai aap bataye bhai jii
Hex file update karke dekhlo aur self moter check krlo ki load toh nahi le rha hai aur battery bhi check krlo kharab toh nahi ho rhi hai, problem solve ho jayegi
@@biketechnicaldanveer thank you bhai jii
Bhai meri p150 me high speed me drive krne par ye light aa jati hai or 2-4 baar bike on _ off krne par light chali jati hai par
Same Bhai kese thik hua?
Ye sensor warranty me ata hai ya paisa pay karna padega
Warranty me change hoga free of cost hai
TPS sensor bolte hai kya use
TPS sensor ya fir 3in1 sensor bolte hai
Ram ram ji
Bhai ji clutch plate jali hui nikle Or center cata hua nikla
Ram Ram ji
Change karwalo sabhi ko
@@biketechnicaldanveer puri unit dalwa de Or oil. Bhi changed karwa diya
Fir thik hai
Hello sir
Meri bike me bhi same problem hai, lekin BOSCH tool me koi bhi error show nhi hota, to me kya kru esame
3in1 sensor change karwalo thik ho jayegi
Bhai ji P150 me Rpm low hone par band ho ja Rahi h
Update karke dekhlo thik ho jayegi
Meri bhi n160 me problem aa rahi chalte chalte jaise petrol khatam ho gaya aise band ho jati hai
3in1 sensor change karwalo thik ho jayegi aur Hex file update karna hai
Same mera v yehi problem arahi hai .. and kavi kavi start v nahi hota aur battery v acha hai kya hai eska problem
Bhai tu bina sensor ko chang kiye usko clear dtc kar deta to bhi check light ni ati 😂
Agar hum clear DTC kar dete toh kuchh time baad fir Check light ( malfunction light ) aa jati, esliye sensor ko change Kiya gya hai ki baad me koi bhi problem nahi aaye
@@biketechnicaldanveer par bhai vo to new bike sath laga Aya tha na or 8k hi to chala dikhe itni jaldi kese problem aa skti he
@@vishalvlogs-s5nab new sensor update hoke aaya hai pahle wale sensor problem kar rahe hai esliye change karna pada
@@biketechnicaldanveer acha platina ka tps sensor ki fiqru c kitni hoti he ?
@@vishalvlogs-s5n Bhai aap Bajaj service centre me job karte ho kya agar karte hai toh Bajaj se training nhi mila kya aapko, aur TPS sensor frequency 650 se 750 ke bich me rahti hai thik hai
App ka address sir plze
GSM Bajaj khandsa road sector 11 gurgaon