@@alashikayadav2838 registration form ki original form jaega baki uske alava jo document hai uska do set jaega.... By post bhej sakte ho ya fir aap khud vha jake submit kar do
Sir 10th or 12th me to mere document me same name h sab lekin b.a or l.l.b me papa ke name se pahale mohad laga hua h or mere name me bhi English me a extra jud gaya h jabki Hindi me Mera name sahi h 10th se l.l.b tak, Kya mera registration ho jayega ?, please sir reply me, please please please 🙏
Yes aap registration form fill kar skte hai bas aap affidavit ke para 13 me uska description de dena jo bhi correct situation ho ki both the person are the same then Bar Council will verify and will register
Jo naye order aur rules aaye h usese se pehle rs16665 fee dekar registration ke liye form diya unka bhi yahi process rahega ya purana. mere 27/07/2024 ko submit hua h aur slip bhi 27/07/2024 ko kati h aur order 30/07/2024 ko aaya h toh yeh Naya process hamare par bhi lagege ya hamara purane tarike se hoga.
Maine video me bataya hai ki ye registration temporary hoga do sal ke liye jab aap AIBE exam pass kar lege aur other requirements jo batayi hai unhe fulfill karege tab ye temporary registration permanent kar diya jayega.
Is topic ko mai ek separate video me cover karuga isliye channel ko subscribe karle or notification on karde taki jaise video aaye aapko uski notification mil sake.
Nahi abhi tak to start nahi hua hai. Jaise hi koi notification issue hoga isse related to video banakar apko inform kr duga... Isliye channel ko subscribe karle aur notification on kar de taki jaise video aaye aapko uski notification mil sake.
@@DhanprakashSaini-c7wAbhi urgent Registration band hai sirf normal Registration ho rhe hai if in future shuru karega bar council to aapko jrur inform kr duga
sir ye interview kahan hoga ?? allahabad ya fir apne apne district me
Most probably Allahabad me
I have uploaded the latest update to clear your confusion. please watch
Sir ye form( bar councling of state se sambandhit sare form) post office ke throw bhej sake hai plz sir tell me
Ha by post bhej sakte h form me jo address diya hai.
Dd kisi or k ac se bnwa lga skte h ya n
Yes
Koi pro to n hogi fir form me
Pore set ki do photocopy bhejni h kese bhejni h
@alashikayadav2838 try kro ki apne account se banva lo agar nahi ban pa rha hai to kisi bhi account se bnva sakte ho
@@alashikayadav2838 registration form ki original form jaega baki uske alava jo document hai uska do set jaega.... By post bhej sakte ho ya fir aap khud vha jake submit kar do
Sar Mein 2023
ka pass out hun Mera enrollment process new Hoga ya purana wala
Naya vala
Sir 10th or 12th me to mere document me same name h sab lekin b.a or l.l.b me papa ke name se pahale mohad laga hua h or mere name me bhi English me a extra jud gaya h jabki Hindi me Mera name sahi h 10th se l.l.b tak,
Kya mera registration ho jayega ?, please sir reply me, please please please 🙏
Yes aap registration form fill kar skte hai bas aap affidavit ke para 13 me uska description de dena jo bhi correct situation ho ki both the person are the same then Bar Council will verify and will register
Sir candidate k uper 323 , 504,506 ki dhara hone pr kya registration accept hoga ya nhi
केवल आपराधिक मामले में आरोपी होने के नाते जहां अपराध साबित होना बाकी है, बार काउंसिल एक वकील के रूप में राज्य रोल में प्रवेश से इनकार नहीं कर सकता है।
Sir DD. Kishi bhi distric se banwa sakte hai
DD apko bank se banvani
Thanks
@sangitasahani1945 welcome
@priyanshshukla chal jaega
Jo naye order aur rules aaye h usese se pehle rs16665 fee dekar registration ke liye form diya unka bhi yahi process rahega ya purana.
mere 27/07/2024 ko submit hua h aur slip bhi 27/07/2024 ko kati h aur order 30/07/2024 ko aaya h toh yeh Naya process hamare par bhi lagege ya hamara purane tarike se hoga.
30/07/2024 se pahle jo bhi registration form submit hue hai unka Registration purane process se hi hoga or purani fees se
Please subscribe the channel if you liked the video 😊
A i b e exam bhi dena hoga kya .advocate likhne ke liye kab eligibility hogi .kya registration karake a i b e exam samapt ho jaayega .
Maine video me bataya hai ki ye registration temporary hoga do sal ke liye jab aap AIBE exam pass kar lege aur other requirements jo batayi hai unhe fulfill karege tab ye temporary registration permanent kar diya jayega.
Jo log District me practice karna chahe unko bhi AIBE jaruri hai.
@Azamgarh1950 aap all over India kahi par bhi practice kare but AIBE is mandatory to get permanent registration 😊
Sir interview me kya पूछा जाएगा
Is topic ko mai ek separate video me cover karuga isliye channel ko subscribe karle or notification on karde taki jaise video aaye aapko uski notification mil sake.
Aap ka Naam puchhega
I have uploaded the latest update to clear your confusion. please watch
sie ek saak ke 5 case kahan se layenge
Iske liye mai separate video banauga 😊
I have uploaded the latest update to clear your confusion. please watch
सर आप 5000 वाली तत्काल सेवा उपलब्ध नहीं है
Nahi abhi tak to start nahi hua hai. Jaise hi koi notification issue hoga isse related to video banakar apko inform kr duga... Isliye channel ko subscribe karle aur notification on kar de taki jaise video aaye aapko uski notification mil sake.
5000 वाली तत्काल सेवा कब तक लागू होगा सर
@@DhanprakashSaini-c7wAbhi urgent Registration band hai sirf normal Registration ho rhe hai if in future shuru karega bar council to aapko jrur inform kr duga
@@LawLoaded नॉर्मल रजिस्ट्रेशन कितने दिन तक हो जाता है नए नियमों के हिसाब में
As per new registration form it will take 4 to 5 months