Aapki video mujhe bhut acchi lgi mai bhi yese hi krti hoo ye mer 3ra karwa chauth hai pr ek confusion tha mam ki mai bhi ek hi karwa rakhi hoo kuch log 2 rakhte hai toh koi dikkat nhi na hai or mai bhi karwe me sikk nhi dali hoo pr bhut log dalte hai to isse koi problem toh nhi ... Or han ek or question tha mer hm jo kalawa/molli mata ko arpan kr rhe hai ya or jo karwe ke mukh pr or kalash ke muh pr bandte hai unsb kalawa ka kya krna hota hai phir...plzz reply..
Didi meri chhoti SAS hai to mere chhote sasur ji nahin hai main unko bhi Dena chahti Hun to kya main usi time de sakti hun unko Puja karne ke bad hi agale din do suhagan ka saman to nahin de sakte ho to maine unke kapde lae Hain
क्या मैं इस बार पहली बार करवा चौथ मना सकती हूँ और व्रत रख सकती हूँ? मेरी एक दोस्त ने बताया कि इस साल करवा चौथ के बीच दो महीने का अंतर है, इसलिए जो लोग पहली बार व्रत रख रहे हैं उन्हें इसे नहीं करना चाहिए। क्या आप मुझे इस बारे में स्पष्ट कर सकते हैं?
@@SaiKhushiCreations thank you didi And jo sarai ki lkdi hoti hai na wo bahut he jada lambi mil rahi hai kuch jada he lambi to kya usko niche se cut Kar skte hai ?? Please ye bhi bta djiye
Mam jo matha ji ko sindoor chadathae hain woh new sindoor lake chadaye yah fir jo hum use karre hain us mein se lagye aur pooja ke bd woh sindoor kisko de plz pthao mam
Ye video follow kare ya dusra jisme karwa exchange kiy ho n exchange karna jruri hai kya yahi ek video pura follow nahi kar skte hai kya if akele puja karna hai tab bhi??
Kya shaadi k dusre saal se karwachauth ka vrat utha sakte hain..pichle saal malmas tha toh nahi utha paayi thi...mai bihar ki maithili brahmin hu please batayiye
Mai karwa chauth pahle se kar rahi hu aur meri sas se koi bat nhi hoti hai agr mai unhe Srinagar ka saman dungi bhi toh wo nhi legi isliye mai apni mummy ko deti thi kya ye sahi hai ya glt please reply digiye
Bahut accha video
Thank you 😊
Jay mataji ❤❤❤❤❤
Pune City mein Chand kab niklega
Thank you sister❤💅🏻🧡
Welcome 🤗
Amazing video 👍
Glad you liked it 👍🙏
Happy karva chaith
Bhut help hogyi apki video dekhkr thank you mujhe koi btane wala nhi tha ❤
Most welcome please subscribe 🥰🙏
Hello di mera pahla karva chauth hai puja me pati ko bhi sath me baithna hota hai kya
Agar chahe toh baith sakte h zruri niyam nhi h 🥰
thanku so much di mujhe bi koi batane wala nehi tha apne bhut essy tarike se shmjhs thanki
My pleasure stay connected 🤗
😢
Radhe Krishna ❤💅🏻🧡🙏
Jai shree Ram Jai Hanuman ji Jai Shree Krishna har har Mahadev radhe radhe Krishna omm omm
Jai mata di
Mam jo saree puja me phnna h usse vrat me blouse piece kaat kr nikal skte h plzzz reply mam
Yes
❤❤❤❤❤🎉🎉🎉 बहुत बहुत स्वागत है बहन आपके चैनल पर बहन आप हमसे जुड़े हम आपसे जुड़े हैं
Yes ji
Aapne bhut achchhe trike se samjhaya 😊
बहुत बहुत स्वागत है बहन आपके चैनल पर हम से जुड़े हम आपसे जुड़े हैं
Jai mata di 🎉
Mera phala karva chauth h
All the best sis ❤
Jai mata di 🎉
All the best
Kya apne ghar me Pooja kr k khi or katha sun ne ja skte h
आपका सुझाव बहुत ही अच्छा था❤❤❤❤❤❤❤🎉
🙏🏻🙏🏻💐💐🌹🌹🌅🌅🌄🌄🎈🎈🎂🎂🌺🌺❤❤Jai Shree Karva Chauth Mata Di ❤️❤️🌺🌺🎂🎂🎈🎈🌅🌅🌄🌄🌹🌹💐💐🙏🏻🙏🏻
Mam sugar ka kya kre
❤❤❤🙏🙏👌👌👍👍
Ma'am Katha sunne ke baad kuch kha sakate hain
Amazing video...thanks dear, aapne saari confusion minutes mein dur kardi..❤ God bless 😊
Thank you so much 😊 like share subscribe ☺️
Kahate Hain Ki Karva Chauth ke din Kuchh Nahin Katate aur Silai bhi nahin Karte aap kripya karke mujhe is per video Banakar dalen
Thank you Dii for help ❤
My pleasure 😊
Mera pehla hai
🙏🏻🙏🏻💐💐🌹🌹🌄🌄🌅🌅🎈🎈🎂🎂🌺🌺❤️❤️Jai Shree Ma Karva Chauth Mata Di ❤❤🌺🌺🎂🎂🎈🎈🌄🌄🌅🌅🌹🌹💐💐🙏🏻🙏🏻
Mera bhi pahla karva chauth hai
Hm to Sam ko hi puja karte h or khani sunte h din me din me
Hanji sabke yaha thode thode alag tarike se hoti h puja🥰🙏
Very nice
Glad you liked it! 😊
Thanks didi❤❤❤❤❤❤
Always welcome 🤗
Thank you
You're welcome
Bahutt acche se batayi aap ❤❤❤❤
Welcome plz subscribe 🤗
Kr di subscribe
Mujhe to koi batane wala bhi nahin main aapke video dekhkar sab kuchh Sikh rahi hun❤❤❤
Thank you so much 😊 aise hi Jude rahiye sari jankari ke liye ❤️
Jaise apne bataya same puja evening time kr sakte h
Tanku
Kalas nhi rakhna di
10:19
Hello diii.....kya ham sam ko pahenane vale sringar or saree ko bhi puja me rakhte hai...
Agar new ho toh aap rakh skte h fir sham ko pehen lena 🥰🙏🏻
Thanks didi❤
Is karve ka kya karna hota hai badme
Happy karwa chauth👌
Hii mai to kals bhi rakhati tu or us pe nariyal bhi rakhti hu kya ye sahi hai n diiiiii bataiy
Jai mata di
Jay karava mataji
Gheu ke dane ki jagah chawal ke dane rakh sakte hain?
Agar gehu nahi h to le sakte ho
Radhey radhey meine bhi aise hi Karti hu😊
Radhey Radhey 😀🙏🏻 subscribe krke Jude rahe humare saath 🥰
Radhe Radhe 🙏🙏
Bdiya
Thanks
Welcome
Gehu ke bharey glass ka kya krna h
Daan dena h
Okk thanku
Agar hmm panditayin ko deta h bayna tou kya gehu bhi uski ko de sktey h ya kissi aur ko bhi de sktey h
Aapki video mujhe bhut acchi lgi mai bhi yese hi krti hoo ye mer 3ra karwa chauth hai pr ek confusion tha mam ki mai bhi ek hi karwa rakhi hoo kuch log 2 rakhte hai toh koi dikkat nhi na hai or mai bhi karwe me sikk nhi dali hoo pr bhut log dalte hai to isse koi problem toh nhi ... Or han ek or question tha mer hm jo kalawa/molli mata ko arpan kr rhe hai ya or jo karwe ke mukh pr or kalash ke muh pr bandte hai unsb kalawa ka kya krna hota hai phir...plzz reply..
Ek karwa rakh skte h or sikke ki zarurat nhi 🥰🙏moli haath m bandh skte h
He
Mata kai karvai main kya fill karna hai yai nhi bataya apnai
Best informative video thank you so much ma'am for your support and help ❤
Thank you didi Aap ne bhahu hi achhe se bataye....hume bahut achha laga..mai surat se hu 🙏
Thank you so much 🙏
Jai karava mata ❤
Me muslim hu aur wo hindu me karwachth ka warat har saal rakhti hu pr kath nhi sunpati koi baat to nhi hai
Nahi ji agar possible ho to sun le
Fir kya fayda....katha sun ni jaruri hoti hai ....
Katha to RUclips per bhi Suni Ja sakti hai
Mam mai bahar hu aur ye mera pahla karwa hai aur mai bahar rahti hu meri sadi ki chunari jo hai o ghar per hai kya karu kuch bataiye nhi kar sakti kya
Aap saree ya suit ho pehenegi usi se sar dhak lijiyega🥰🙏🏻
Jai mata di 🎉
Karvachauth k bad karva mata ki photo ka kya kre
Aap rakh sakte ho ya phir mandir me rakh sakte ho
Ma'am aaj din mein kitne baje pooja karke surya dev ko aragh dena hai
Surya asta se pehle
can we give saree and shringar saman to MIL if she is widow?
Only give saree + money to her no need to keep shringar 🥰👍🏻
So kam basically sirf saree le sakte he shringar ka saman nhi @@SaiKhushiCreations
जय सियाराम बहुत सुंदर
Bayna hum khud rkh sakte hai (shrungar ka saman n saree n all)
No bayna is given to sasu maa...jo samne puja m shringar chadhaya h vo khud rakh skte h
My sasu maa is widow to kya unhe ye sab de sakte he ??@@SaiKhushiCreations
Didi meri chhoti SAS hai to mere chhote sasur ji nahin hai main unko bhi Dena chahti Hun to kya main usi time de sakti hun unko Puja karne ke bad hi agale din do suhagan ka saman to nahin de sakte ho to maine unke kapde lae Hain
Aap unko kapde, rupay or khana de dijiye☺️👍🏻 bus suhag ka saman mat dijiye
🙏🙏
Kya ye pooja hm subha or siyam dono time kr skte h di
Yes
Maine 2 ber karwa chauth rkh hai mai sargi nhi khayi hai to koi dikkat to nhi hoga
Nhi 🥰
Hiii...didi......me. Vrat ke din silay kam kar sakti hu...kuch log bolte hai ki silay nahi kar sakte... please hame bataye
Karna nahi chaiye but zarurat m kar sakte hai
Baina hum agle din pandit ji ko de sakte h pls reply
Yes 🥰🙏
Jo mitha crvaa aata h uska kya Krna chiye plz tell me ...???
Raat ko khane me kya kya khate hai
Kuch bhi kha sakte h 🥰🙏🏻
Gehu na ho to chawal k 13 dane nikal.skte...arghy k ly
Haan
Mai akeli rhti hu to kese kre mera first krwachoth h srgi kisi le or baena kisko de please reply me
Meri bhi same question hai madad kar dijiye please 🥺
अगर वो श्रृंगार हम रख सकते हे क्या प्लीज रिप्लाई 😊
Hanji bilkul aap rakh skte h 🤗
Meri sas nhi h ..nanad v out of city h to kya shringar ki samigri khud use kr skte h@@SaiKhushiCreations
@@SaiKhushiCreations ओके दीदी थैक्स 🥰
Khud use nhi krte h saas nanad nhi h to kisi bade ko ya jithani ko de skti h
@@betusharma4044 हम यूज़ नहीं कर सकते क्या
क्या मैं इस बार पहली बार करवा चौथ मना सकती हूँ और व्रत रख सकती हूँ? मेरी एक दोस्त ने बताया कि इस साल करवा चौथ के बीच दो महीने का अंतर है, इसलिए जो लोग पहली बार व्रत रख रहे हैं उन्हें इसे नहीं करना चाहिए। क्या आप मुझे इस बारे में स्पष्ट कर सकते हैं?
Aap vrat rakh sakte h karwa chauth ka vrat shadi ke baad kabhi nhi chodte aap zarur vrat karen👍🏻🙏🏻
@@SaiKhushiCreations Thank you 🤩
Mera bhi pahala karwa chauth hai
Ye krwe ka pani husband ko nhi pilana h kya di
Nhi 🥰
Unmarried ladkiya kaise puja kre ky viddhi, ka plz btaiye
Ok
😂😂😂😂😂
Mam main is baar vrat ni rkh paungi to kya M pooja kar skti hoon
Han ji 🥰🙏🏻
Mera 1st karwachouth hai meri saas yaha. Nahi hai ,and koi bdaa bhi nhi hai to kya mai sargi khud le skti hun ??
Yes apne husband ko bol dijiye apko Dene ke liyex🥰👍🏻
@@SaiKhushiCreations thank you didi
And jo sarai ki lkdi hoti hai na wo bahut he jada lambi mil rahi hai kuch jada he lambi to kya usko niche se cut Kar skte hai ?? Please ye bhi bta djiye
Gehu nh h chawal le lein
Yes
Chandrama ka pujan kese krna h
Mam mene pehli bar ye sab nhi kiya hai to es bar esa puja kr sakte hai or ek bat meri sasural me koi nhi hai to kiya me pandit ko ye sab de sakti hu
Yesss ma'am 😀🙏🏻👍🏻👍🏻 like share subscribe 💞
Mam jo matha ji ko sindoor chadathae hain woh new sindoor lake chadaye yah fir jo hum use karre hain us mein se lagye aur pooja ke bd woh sindoor kisko de plz pthao mam
New sindur lekar aayi or baad m khud use kare lijiye 🥰👍🏻
Mam agar saas samne na ho to bayna kisko denge or subah sasu maa shargi dete h to kya sasu maa k bina puja nhi kar sakte h
Komal ji bayna matlab kya kya hote hai ? Mere saas nahi hai dunia mein thoda bata denge please.
@@chetanababy4231 mujhe khud nhi malum h me kavi ki nhi hu or na kavi krte dekhi hu pahli bar krne ki soch rhi thi
Don't worry channel par video aa jaega sab question ka answer mil jaega usme🥰💞
Ye video follow kare ya dusra jisme karwa exchange kiy ho n exchange karna jruri hai kya yahi ek video pura follow nahi kar skte hai kya if akele puja karna hai tab bhi??
Karwa exchange Krna zaruri nhi hota aap sirf yhi video follow kijiye iske ilava bus chandrama ko argya DenA h 🥰🙏🏻
@@SaiKhushiCreations Thank you ma'am so sweet of you ❤😘🙏
Ma'am karwa me jo jal rakhi hai usi ko jal dena hai
Yes
Or jo dusre loote me paani h uska kya krna hota h
Mam jo sas ko dene ke liye saree lete hai usme kala rahega colour rahenge to chalega kya please reply me
Thoda sa ho toh chal jaega puri Kali saree nhi lijiye
Koi bhi Pooja ki shuruwat Ganesh jiki Pooja krk hi kare...❤❤
Yes Ji
Kya shaadi k dusre saal se karwachauth ka vrat utha sakte hain..pichle saal malmas tha toh nahi utha paayi thi...mai bihar ki maithili brahmin
hu please batayiye
Han ji zarur utha skte h 🥰🙏🏻
Meri shadi pichle saal Hui h ..me to pandit ji se puch k pichle saal hi uthayi
Kya karwachauth ke din ganeshaji ki kahani subh or karwa mata ki kahani saam ko padhi ja sakti hai?
Karwa mata ki katha ke baad to ganesh ji ki katha padhni hi h ...aap subah bhi padh sakte ho
Di parwati maa ka karwa ka kya karna chahiye
Daan Krna h 🥰🙏🏻
Thanks mam
Mam aapne btaya ki 13 daane ghenhu k lene h. Iske badle hum chawal nhi rakh sakte h ??or kitne daane rakhne h chawal k .pls rpl
Yes le skte h 13 Dane chawal 🥰🙏🏻
Mai karwa chauth pahle se kar rahi hu aur meri sas se koi bat nhi hoti hai agr mai unhe Srinagar ka saman dungi bhi toh wo nhi legi isliye mai apni mummy ko deti thi kya ye sahi hai ya glt please reply digiye
Aap mummy ko dijiye ☺️👍🏻 but uske saath saath thoda mata ke mandir m bhi Chadha aaiye
Thanks didi 😇❤❤❤❤❤
hello mam mujhe apsa y puchna tha ki chini ka banaa hua karva rakh sakte hain or vo karva pati ko dena chahiye y nhi agar ghr m saa n ho
सास नहीं है तो ननद को दो,ननद नहीं है तो चचिया,दादिया सास जो भी बड़ी हो उन्हें दो
Husband ko nhi mandir m de dijiye🥰🙏🏻
Mam red karve per Jo mithaai Hai Raat Ki Puja ke Samay Hamen Vahi khilayenge Hamare husband
Use Chandra dev ko arpit Krna h raat ko 😊
Thank you ma'am@@SaiKhushiCreations
Konse karva ka pani leke chandr maa ko ardh de
Gehu ke badle chawal bhi dal sakte h kya karve
Yes
Rat ko Puja kar sakte
Yes
Phli krwa chouth per sargi nhi li tooo aage vrth me le skte h
Waise to pehle se hi start karte h ...lekin baad me bhi shuru kar sakte h..koi problem nahi h
Agar saas widow ho toh kya saas ko baina de skte h ? Please mam reply soon.
Saas ko bayna de sakte ho aap fal mithai rupaye lekin suhag ka saman nahi
Agar bayna na deto chalega kiya please mam reply
Mam toh kya sirf sari de skte h saas ko agar wo widow h toh. Mam please help me
Am mujhe v btaiye plzz
Agar sas nhi ho to di susar ko bhi da sakta hai kya
Yes sasur ji ko bhi de sakte ho