Ati suder aur atyant gyanvardhak guruji agar navmansha swami aur atmakarak ki yuti ho jaaye to kaisa fal rahega, karka lagna k 4th house mein chandra aur Buddh jo ki atmakaraka hai uski yuti, buddh pushkarnavmansh me hai
@@shriramjyotishindia atmakaraka se banne waale yogo par video banaeeye sir mai Noida aa raha hoon aapse jaldi milta hoon apni agli book ke liye aapka margdarshan aur ashirvad chahiye aapka gyan shastra sammat hai
D9 कुंभ लग्न का है जिसका स्वामी शनि बनता है शनिवार के 12th भाव का भी स्वामी बनता है वह उच्च राशि में नवम भाव में बैठा है वह लगन का फल देगा या बारहवींभाव
Guru ji mesh lagan ki navmansh mai lagan mai guru, mangal, shukra ho or 7th house mai Chandra ho ,budh Shani 10house, Surya 2nd house, Rahu 11th house mai ho to kesa vevahik jeevan hoga or patani Kesi hogi
Guruji kripya batane ki agraha kare ki agar navamansa kundli me, meena lagna me sun, moon ,mars hai. Venus 2nd house me hai mesh rashi me. Lagnesh 4th house me mithun rashi me hai.Saptamesh budh 9th house me rahu aur shani ke sath brishik rashi me baithi hue hai. To life partner sundar hogi ki nahi ya kaise hogi wo ?aur married life kaise rahega D9 ke hisab se?? Aapki abhari rahenge.
Guru ji maan lijiyai Tula lagan Mai shani yog karak grah hai Kya vah jis bhav ya grah par dirsti dalega vah dirsti shub phal daigi ya ashub kyo ki shani pap grah lekin Tula lagan Kai liye to shani yog kark grah hai plz guru ji Marg darsan kare
निर्भर करेगा उसकी युति,स्थिति और अन्य ग्रहोंकी दृष्टि का क्या प्रभाव है,शुभ अशुभ दोनों ही स्थिति हो सकती हैं।तुला का शनि भी लग्न में जरुरी नहीं कि अच्छा ही फल देगा।
Guru Dev Pranam , meri lagna kundli me Shani 7 house me vrishik rashi me hai, aur shukra 8 th house me Sun , Mercury ke Sath hai,vrigottam kundli hai, our D9 chart me 7th House and 8th House me koi grah nhi baitha hai, Kripa krke kuch margdarshan kare.
Agar navamsa me Kendra trikon me sthiti but krur navamsa yani krur grah ki rashi me. Ya ulta 6th,8th,12th me magar soumya subh grah ki Rashi me.esko kaise dekhe.humko Esme confusion hota hai sir
आदरणीय आचार्यजी सादर प्रणाम,अगर जन्मकुंडली का सप्तमेश नवांश मे बारहवे भाव मे हो, और वो वहा मंगल के साथ लग्न कुंडली के अष्टम राशी मे हो तो क्या फल मिलेगा? अगर बुरा है तो उपाय करने से राहत मिलती है क्या?
Parnam navmansah Laghna Kai 7 th lord aur navmansah kah lagnesh ka pariwarthan hoh Raha ho toh kaya Parbhav rahe gha.. sath he sath .. navmansah Kai 7 th house mein mein 5th lord aur 9 lord issteeth hoh..aur Guru joh aapnaye dhanu navmansah mein issteeth hoh Kar 7 th house Koh dristhi daye Raha ho.aur 7 th house par uuch kah Mangal Chandrama saye yuth hoh Kar 12 th house mein issteeth hoh Kar 7 house aur seventh house mein issteeth lagnesh navmansah ka.panchmesh aur bhagyesh Koh dristhi daye toh kaya Parbhav pahdaye gha vivawah par.aartath vivawah heeth jewahn kaise rahe gha. Margdarahan kare . parnam
Guro ji yadhi dhanu lagne ki vargottam kundli h or lagne me lagnesh guro vargottam shani k sath h or saptam bhav m bhagyes surya ho or saptamesh budh vargottam vargottam h duvadhs bhav m sukra lagne kundli m budh k sath d-9 m bhagy bhav m h to patni kaise hogi
Mere kundali kark lagna ki he.... 7th house me sun he(makar rashi ) me... Aur navmansh me sun 8th house me (mesh rashi) surya ki ucha rashi me he... To mujhe surya ka fal kaisa milega?
Navmansh kundli k 8th house m kanya rashi m bhudha uchya k ho to kysa prabhab hoga.... Nd 2nd lord 11th house m 11th lord 2nd house m ho to kya prabhab hoga
Prnaam gurujii.. Navmansh kundli 6no ki h aur phle ghr m surya aur rahu h dusre ghr m shani h teesre ghr m chandrma h chauthe ghr m mangal aur guru h satve ghr m budh aur ketu h nove ghr m sukra h iska kya fal hoga gurujii
Namestey guruji Agar lagna kundali me 4 graha neech rashi me hai par navmansha kundali me 3 graha ucha ya swarashi me Hai or sab graha achi stithi me ho shubh prabhav me hai to jeevan kathinayi se hoga
गुरु जि प्रणाम नबाम्श कुन्डलि कन्या लग्न कि हे लग्नेस बुध नबाम्स कुन्डली के बार्हौ भाब मे हो तथा उक्त नबाम्स कुन्डलि के लग्न मे चन्द्र बैठा हो तथा नबाम्श कुण्डलि के सप्तम भाब (मीन राशी )मे सुर्य बैठा हो सुर्य पर सप्तमेश गुरु कि नबाम्श कुन्डली के तृतीय भाब से पन्चम दृस्ठि है तो फल कैसा मिलेगा कृपया बताइए गुरु जि ......???????
@@shriramjyotishindia जि उस का लग्न कुण्डली मेष लग्न का है लग्नेश मङल दुश्रा भाब मे है उक्त कुन्डलिका नबौ भाब मे बुध, दशौ भाब मे शुक्र सुर्य राहु और शनि एक साथ बैठा है लग्न कुन्डली के बार्हौ भाब मे चन्द्रमा और चौथे भाब मे गुरु और केतु एक साथ बैठा है लेकिन चलित चक्र मे शुक्र एकादश भाब मे बैठा हो । गुरु जि क्या फल मिलेगा पत्नी और बैबाहिक सम्बन्ध का बारेमे जान्न चाताहु ??????
sir ji pranam agar vrushabh lagna me lagnesh dwadash me ho par navamansh me 4 th bhav me chandrama mangal aur ketu ke sath ho to kya vo kamjor mana jayega ya nahi?
Pranam sir! Ek byakti ki umar 98 saal hai.bistar par kafi dino se hai serious bimari se grasit.to ghar wale chahte hai ki unki mrityu jald ho jae.taki unko bhe taqleef se chutkara mile aur ghar walo ko bhe.to ye kish dibisional chart se dekha jata?mahadasa/bhukti bhe dekhne parega.
Guru ji agar vrashabh lagn me lagnesh 3rd house me ho or 9th me shani . navmansh bhi vrashbh lagn ka hi nikle. Or usme 9th house me shukra or buddh yuti or 3rd house me shani ho. To shukra ka fal kaisa hoga.
Thanks Panditji 🙏...Panditji Navmansh kundli ka saptam bhav bhi dekhna chaiyeh...ya sirf Navmansh kundli ke lagan bhav se hi patni ka vichar kiya jata hai...kirpya margdarshan kare 🙏.
Sir agar makar navmash ho aur shani 4 hause me neech ho aur guru 7 hause me uch ka ho ...dekhne vali baat yeh hai k lagnesh aur satmesh k 7 v drishti kya bata raha hai.sir jaroor bata de....lagan ka 7mesh meen ka 3re hause me hai rahu aur sun moon k sath.
प्रणाम गुरुजी, पिछले वर्ष नवम्बर माह में आपसे परामर्श लिया था, किन्तु भूलवश 2 छोटे परंतु महत्वपूर्ण प्रश्न पूछ नही पाया। क्या मैं आपसे सम्पर्क कर सकता हू? स्थिति विकट है, गुरुजी !
Guru ji mira naam dheeraj Mishra h m ak ladki se pyar krta hu mire rashi dhanu h or us ki rashi kumbh h m us se but pyar krta hu or sadi krna chahta h guru ji hm ko btao ki us se hmari sadi hoge ya nhi please guru ji btao
Makar lagna ki kundli ho aur saptam bhav me shukra ho aur Sapatam bhav ka swami chandra in 3rd house saptmesh par guru mangal ki drashti ho to kya phal hoga??
@@shriramjyotishindiaजि मेरि मेष लग्न कि जन्म लग्न कुण्डलि है लग्नेश मङल धन भाब मा बैठा हो मेरि नबाम्श कुन्डली का लग्नेश बनता है बुध लग्न कुन्डली मे व तिस्रा और छठा भाब का स्वामी होकर भाग्य भाब धनु राशिमे बैठा हो गुरु जि यश का फल क्या होता है
Sir, janamkudali mithun lagan ke hai guru mesh rasi me 11th house me hai navmans kundli me guru mesh rasi me 12th house me hai aur guru ki mahadasa chal rahi hai to kya phal dega
मिथुन लग्न कुंडली मे 7 स्थान में सूर्य हो और 7 स्थान का मालिक गुरु केंद्र (4स्थान) में बैठा हो।। लेकिन नवमांश कुंडली मे लग्न का स्वामी शनि हो तो पत्नी का स्वभाव कैसा होगा
guruji navmansh ke lagan mai kumbh rashi ho aur uska swami 6 th house mai budh ke sath ho, aur navmansh ke saptmesh mai singh rashi aur uska swami ravi 12 house mai hai ,aur venus 2 nd house mai min rashi mai hai to meri marriage hogi ya nahi aur hui to marriege life kaisse hogi pl reply
Sir ji koi grh ydi lgn kundli me thoda kmjor ho 6th house me ho aur wo nvmansh kundli me 11th house me apni rashi me ho to kya result rhenge ...... Mtlb nvmansh me acha ho to kesa rhega life me ...Venus h sir ji
Sir ji meri Dob .20/11/1997 Time .Night me ..10.50 pm Day .. Thursday... Location ..Deoli {rajasthan } Guru ji meri wife kesi hogi aur love life .Married life kesi rhegi guru ji.....Wife ka pyar milega ya ni ...Plzz relly kre guru ji
नवमांश कुंडली के अतिरिक्त नवमांश का क्या मतलब होता है आचार्य जी🙏🙏🙏
हर वर्ग का महत्व होता है फलादेश करने में।
@@shriramjyotishindia 🙏🙏🙏
Ati suder aur atyant gyanvardhak guruji agar navmansha swami aur atmakarak ki yuti ho jaaye to kaisa fal rahega, karka lagna k 4th house mein chandra aur Buddh jo ki atmakaraka hai uski yuti, buddh pushkarnavmansh me hai
चतुर्थ शुभग्रह होना शुभ है यदि अन्य पापप्रभाव न हो।
@@shriramjyotishindia atmakaraka se banne waale yogo par video banaeeye sir mai Noida aa raha hoon aapse jaldi milta hoon apni agli book ke liye aapka margdarshan aur ashirvad chahiye aapka gyan shastra sammat hai
Om namah shivay pranam guruvar🙏🙏
Best Gyan he
Bahut badiya..guri ji🙏🙏🙏🙏👌👌
Guruji ko pranam
navamsa lagna aur dwitiya bhaw ke satah parivartan yoge ho to kya hota hai
यहां विचार नवांश परिवर्तन का नही लग्न कुंडली के परिवर्तन का किया गया है।वर्गों में परिवर्तन पर कभी फिर बात करेंगे।
Namans kundlime sukra Chandra 5th house me simhrasime kyahoga
विद्या व्यसनी एवं संतान सुख अच्छा
@@shriramjyotishindia patni ki swabhab kesehoga
प्रेम पूर्ण लेकिन स्वाभिमानी
@@shriramjyotishindia thank you guruji
Saptmesh aur navmesh ki yuti saptam bhav me navmansha kundali me kya krte hai..
स्वेच्छा विवाह की संभावना हो सकती है।
@@shriramjyotishindia thankyou very much sir🙏 .pls ek video guru rahu ki yuti saptam bhav me ..pe bhi bnaye
Navamsha me graho ki drushti dekhni chahiye ...?
सम सप्तक व त्रिकोण संबंध प्रभाव करते हैं।दृष्टि भी देख सकते हैं
D9 कुंभ लग्न का है जिसका स्वामी शनि बनता है शनिवार के 12th भाव का भी स्वामी बनता है वह उच्च राशि में नवम भाव में बैठा है वह लगन का फल देगा या बारहवींभाव
guru ji pancham bhav mei guru or ekadash bhav mei chandma h navmansh kundali mei
नवांश में दोनों समसप्तक होना अच्छा है।
Guru jee navmansh mesh ka aur 7bhav m. shukra swagrihi ho to
आचार में मंगल का प्रभाव भी होगा।
Guru ji mesh lagan ki navmansh mai lagan mai guru, mangal, shukra ho or 7th house mai Chandra ho ,budh Shani 10house, Surya 2nd house, Rahu 11th house mai ho to kesa vevahik jeevan hoga or patani Kesi hogi
सप्तम चंद्रमा पर व्ययेश गुरू ,मंगल राहु व षष्ठेश युत शनि की दृष्टि शुभ फलों में बाधा कर सकती है।
Navamansh kundali me lagnesh aur chaturth bhav ka swami aapas me shatru hokar bhi bhav parivatan kare to kya phal denge
शुभ भाव के स्वामियों में परिवर्तन भी शुभ होता है
agar navamansh ka lagn tula hai aur saptam me mesh ka mangal hai
दांपत्य सुख के लिए ठीक है।
@@shriramjyotishindia Thank you
Guru ji Parnam.Navmansh Chakra ki Jhankari AAP naye bhaut Mahhatwah poorhan pardhan ki h.Eeek Jyotisyeh parshan Maan mein uuth Raha h.Agar Laghna Kundali mein Guru aur Mangal yuti kar rahe h.6th house mein Tula Rashi mein.kundali Vrishabh Laghna ki hoh.Aur Navmansah Kundali kumb Laghna ki bhane.Jis mein Mangal uuch navmansah mein issteeth hoh Chandrama Kai sath.Aur Guru Aapne Dhanu navmansah mein issteeth hoh.toh kaya Guru iss parkar aapne Mool trikhon Kai Kaylaye Gaye aur Mangal uuch Navmansah mein issteeth hoh naye Kai kahran Uuch Kai Kahlaye Gaye Kaya.Aur yeh Dohno mein saye eek aapne Mool trikhon kah aur eek aapne uuch Navmansah kah fal pardhan kare Gaye Kaya...yeh Samjahye Bhaut bhaut aahbhar.
जी,उच्च व स्वनवांश में अच्छे फल हो सकते हैं।
Mere mesh k navmansh m mangal,chandra,guru, ucch k shukra swarashi k hoke kendra m aur budh rahu k sath ashtam sthan m hai. Kaisa hoga dampatya jeevan
मेष के नवमांश में शुक्र उच्च का कैसे संभव है।
@@shriramjyotishindia sorry shukra swagrihi hai tula m
Guruji kripya batane ki agraha kare ki agar navamansa kundli me, meena lagna me sun, moon ,mars hai. Venus 2nd house me hai mesh rashi me. Lagnesh 4th house me mithun rashi me hai.Saptamesh budh 9th house me rahu aur shani ke sath brishik rashi me baithi hue hai. To life partner sundar hogi ki nahi ya kaise hogi wo ?aur married life kaise rahega D9 ke hisab se?? Aapki abhari rahenge.
Janmanka chakra ki saptamesh guru agar mangal ki navamsa mein ho toh kya subh hai
मित्र नवांश अच्छा है, फाभी यदि मंगल अशुभ हुआ तो कुछ चिंता जनक है।
india mangal janmanka chakra mein astamesh hai
Sir navmansh me 6th aur 7th ghar ke swami ka rashiparivartan hai to kya upay karna chahiye
उनके जप दान ंकर सकते हैं
navansh me 'guru kark rashi+rahu' dasham bhav me ho to kya phal deta hai
पत्नी पक्ष से वित्तीय सहयोग मिलेगा
@@shriramjyotishindia Thank you
Guru ji yah kaise pata chalega ki graho ki dirsti kab acha aur kab bura phal daiga please Marg darsan kare
शुभग्रहों की दृष्टि शुभफल व पापग्रह की दृष्टि अशुभफल दशान्तर्दशा व गोचर समय करते हैं।
Namaskar Guruji
Mera navamansh lagan kark h aur chandrma 2 bhav me singh rashi me h navmansh kundli k ye kesa fal denge please btaiye.
बुध के नवांशगत नवांश पति से शुभफल की अपेक्षा है
Guru ji maan lijiyai Tula lagan Mai shani yog karak grah hai Kya vah jis bhav ya grah par dirsti dalega vah dirsti shub phal daigi ya ashub kyo ki shani pap grah lekin Tula lagan Kai liye to shani yog kark grah hai plz guru ji Marg darsan kare
निर्भर करेगा उसकी युति,स्थिति और अन्य ग्रहोंकी दृष्टि का क्या प्रभाव है,शुभ अशुभ दोनों ही स्थिति हो सकती हैं।तुला का शनि भी लग्न में जरुरी नहीं कि अच्छा ही फल देगा।
Jai ho Guruji 🙏🙏🙏
धन्यवाद
Guru ji agar koi neech rashi me greh vargottam hoga to wo acha maana jayega ya boora
नीच वर्गोत्तम ग्रह को अच्छा नही माना गया है।
Guruji navmash kundali me agar 2nd house me guru chandal yog hoo tarus ascendent me kyaa hoga
ससुराल पक्ष से संबंध प्रभावित हो सकते हैं
Lagnesh chandra janam kundli me.8 bhabh me..navamash me 2 bhab me tula me ho to uska prabh jiban me kaise rahega...plz batae..
अच्छे प्रभाव की अपेक्षा नही है,सौभाग्य में बाधक व आयु में कष्ट हो सकते हैं,भगवान शिव की आराधना करें
Guru Dev Pranam , meri lagna kundli me Shani 7 house me vrishik rashi me hai, aur shukra 8 th house me Sun , Mercury ke Sath hai,vrigottam kundli hai, our D9 chart me 7th House and 8th House me koi grah nhi baitha hai, Kripa krke kuch margdarshan kare.
शनि सप्तम और सप्तमेश षष्ठम राहुकेतु के अक्ष पर वैवाहिक सुख में बाधक है।
@@shriramjyotishindia , Gurudev, kripa krke kuch upaay bataye,ya apna no/ email dijiye, mein aapse milna chahta hu
@@shriramjyotishindia ye aapne janm kundli ke aadhar pr btaya paranntu Navmansh kundli married life ke liye rakhi jati hai, us aadhar par kuch batayae
Pranam sir!
Sukra lagan chart D1 me 9th me kumbh ka aur D9 me 12th Tula ka.to keya navamsa me kamjor hua.halaki mooltrikon rashi ka hai.
स्वनवांश में ग्रह को कमजोर नही कहेंगे।
Agar navamsa me Kendra trikon me sthiti but krur navamsa yani krur grah ki rashi me.
Ya ulta 6th,8th,12th me magar soumya subh grah ki Rashi me.esko kaise dekhe.humko Esme confusion hota hai sir
मिश्रित फलों की संभावना होती है।
Samajh me a gaya.
Dhanyabad sir! Pranam
Navamsa kundali mi agar lagan makar ho aur lagan mein chandrama, lagnesh shani 4th house mein mesh rashi mein guru ke sath. Aur chaturthesh mangal 11th mein swa rashi mein. Kya yeh achha hai?
शनि का नीच नवंश में होना सेवा कार्यों में सफलता कम करता है, अन्य उचित है।
Guruji pranam. Navmansh kundli ka bhagyesh Shani uchcha ke ho aur Janam kundali me bhagyesh guru kendra me ho to kiska prabhav Adhik hoga.
जन्मचक्र के भाग्येश का प्रभाव अधिक होगा भाग्य के लिए।
@@shriramjyotishindia thank you guruji 🙏🙏🙏
Guruji namaskar aap ne kaha panchmesh apne hi navmash me ho iska kya matlab hoga jaise kanya lagan ho usme panchmesh shanidev navmash kundali me kumbh rashi me virajit haie yehi matalb hoga kya ? Pls.
जी,शनि पंचमेश होकर मकर या कुंभ नवांशगत हो तो कहेंगे कि पंचमेश अपने नवांश में है।
@@shriramjyotishindia aap ka dhanyvad jee.
Guru ji kya navmansh me bhi grahon ka neechatv bhang hota hai
कुछ ज्योतिषकार ऐसा मानते हैं, लेकिन किसी शास्त्रीय ग्रन्थ में ऐसा वर्णन नहीं है।
Guruji ager vrishichk lagna k nabmansh por soptomesh sukra rahu ki yog mithun rashi astam vab ma ho to female chat me kya bura fol dega?
गर्भधारण में समस्या और ससुराल पक्ष से सुख कम महिला के लिए
व्यावसायिक छल और ससुराल पक्ष से विवाद पुरूष के लिए
@@shriramjyotishindia thank you guruji .
आदरणीय आचार्यजी सादर प्रणाम,अगर जन्मकुंडली का सप्तमेश नवांश मे बारहवे भाव मे हो, और वो वहा मंगल के साथ लग्न कुंडली के अष्टम राशी मे हो तो क्या फल मिलेगा? अगर बुरा है तो उपाय करने से राहत मिलती है क्या?
अच्छे फलों में कमी हो सकती है, उपाय करने से राहत हो सकती है
Parnam navmansah Laghna Kai 7 th lord aur navmansah kah lagnesh ka pariwarthan hoh Raha ho toh kaya Parbhav rahe gha.. sath he sath .. navmansah Kai 7 th house mein mein 5th lord aur 9 lord issteeth hoh..aur Guru joh aapnaye dhanu navmansah mein issteeth hoh Kar 7 th house Koh dristhi daye Raha ho.aur 7 th house par uuch kah Mangal Chandrama saye yuth hoh Kar 12 th house mein issteeth hoh Kar 7 house aur seventh house mein issteeth lagnesh navmansah ka.panchmesh aur bhagyesh Koh dristhi daye toh kaya Parbhav pahdaye gha vivawah par.aartath vivawah heeth jewahn kaise rahe gha. Margdarahan kare . parnam
नवमांश के ग्रहयोग आपके दामपत्य सुख के लिए अच्छे हैं, यदि लग्न में भी शुभ स्थिति हो तो उत्तम रहेगा।
@@shriramjyotishindia .... Dhanywad Guru ji Guru apko bahram bar namaskar h...
प्रणाम गुरुदेव, लग्न कुंडली मे पंचमेश मंगल वृश्चिक राशी मे 12वे घर मे हो, और नवांश मे मकर राशी मे शुक्र के साथ 8 वे स्थान मे हो तो क्या फल देगा
संतान से सुख को प्रभावित कर सकता है
धन्यवाद
Guro ji yadhi dhanu lagne ki vargottam kundli h or lagne me lagnesh guro vargottam shani k sath h or saptam bhav m bhagyes surya ho or saptamesh budh vargottam vargottam h duvadhs bhav m sukra lagne kundli m budh k sath d-9 m bhagy bhav m h to patni kaise hogi
सुंदर,गुणी परंतु उग्र स्वभाव।
Mere kundali kark lagna ki he....
7th house me sun he(makar rashi ) me...
Aur navmansh me sun 8th house me (mesh rashi) surya ki ucha rashi me he...
To mujhe surya ka fal kaisa milega?
वैवाहिक संबंधों में समस्या कर सकता है सूर्य के मंत्र जप करें।
Sir ur videos are good
उत्साह वर्धन के लिए आभार.
Panditji D 9 mein tula lagn mein lagn bhav mein hi shukr mangal ki yuti ho tab patni kaisi hogi? D 1 ke navmesh Dashmesh hai shukr mangal.
सुंदर,कर्मनिष्ठ व क्रोधी स्वभाव हो सकता है।
@@shriramjyotishindia Dhanyawad panditji.
sabhi ke prashno ko sangyan mein lete hain aap,udarta hai apki...bahut dhanyawad panditji
Navmansh kundli k 8th house m kanya rashi m bhudha uchya k ho to kysa prabhab hoga.... Nd 2nd lord 11th house m 11th lord 2nd house m ho to kya prabhab hoga
वर्ग कुंडली का फलित स्वतंत्र नही होता, जन्मकुंडली के साथ ही संबव है।
venus navamsa ki lord ho or wo navamsha mey kendra me but lagna mey 12th rashi mey Vargatama hoke 11th house mey ho to kaya hota hai
उत्तम स्थिति है शुक्र की
@@shriramjyotishindia thanks sir..
@@shriramjyotishindia Har Har Mahadev 🙏
Prnaam gurujii.. Navmansh kundli 6no ki h aur phle ghr m surya aur rahu h dusre ghr m shani h teesre ghr m chandrma h chauthe ghr m mangal aur guru h satve ghr m budh aur ketu h nove ghr m sukra h iska kya fal hoga gurujii
नवा लग्न में व्ययेश राहु युत व बुध भी केतु युत शुभता कम ही करेंगे
@@shriramjyotishindia prnaam pandit ji jeevan saathi kaisa hoga kya karya krega ye btane ki kripa kre
जन्मचक्र नवांशचक्र उपपदचक्र व दाराकारक नवांश के विश्लेषण के बाद ही कहा जा सकता है,एक वर्ग या सिद्धांत पर फलित उचित नही होता।
Namestey guruji
Agar lagna kundali me 4 graha neech rashi me hai par navmansha kundali me 3 graha ucha ya swarashi me Hai or sab graha achi stithi me ho shubh prabhav me hai to jeevan kathinayi se hoga
शुभ प्रभाव की संभावनाएं हैं
गुरु जि प्रणाम नबाम्श कुन्डलि कन्या लग्न कि हे लग्नेस बुध नबाम्स कुन्डली के बार्हौ भाब मे हो तथा उक्त नबाम्स कुन्डलि के लग्न मे चन्द्र बैठा हो तथा नबाम्श कुण्डलि के सप्तम भाब (मीन राशी )मे सुर्य बैठा हो सुर्य पर सप्तमेश गुरु कि नबाम्श कुन्डली के तृतीय भाब से पन्चम दृस्ठि है तो फल कैसा मिलेगा कृपया बताइए गुरु जि ......???????
अकेले नवांश कुंडली से फलित नही कर सकते हैं, जन्मचक्र व नवांशचक्र का सम्मिलित विचार किया जाता है।
@@shriramjyotishindia जि उस का लग्न कुण्डली मेष लग्न का है लग्नेश मङल दुश्रा भाब मे है उक्त कुन्डलिका नबौ भाब मे बुध, दशौ भाब मे शुक्र सुर्य राहु और शनि एक साथ बैठा है लग्न कुन्डली के बार्हौ भाब मे चन्द्रमा और चौथे भाब मे गुरु और केतु एक साथ बैठा है लेकिन चलित चक्र मे शुक्र एकादश भाब मे बैठा हो । गुरु जि क्या फल मिलेगा पत्नी और बैबाहिक सम्बन्ध का बारेमे जान्न चाताहु ??????
कारक व सप्तमेश संधि में,दशम में ग्रहण योग,सप्तम व सप्तमेश पर शनि का प्रभाव सुख में बाधा या विलंब दर्शाता है।
Agr navmansh kundali vrishchik lgn ki hai aur mangal shukra budh ki yuti chaturth bhav me hai to ye married life is liye kaisa hai
नवमांश में स्थिति ठीक है फिर भी वर्ग कुंडली और लग्न कुंडली का एक साथ विचार कर निर्णय करना ही उचित होगा।
@@shriramjyotishindia accha
Panditji ji patni ke swabhaav sunderta ka vichaar lagn ke 7th house se karna jyada achchha hota hai ya nawmansh ke lagn se?
दोनों ही विचारणीय हैं,प्रमुखता सप्तम भाव की है
sir ji pranam agar vrushabh lagna me lagnesh dwadash me ho par navamansh me 4 th bhav me chandrama mangal aur ketu ke sath ho to kya vo kamjor mana jayega ya nahi?
नवमांश में दिग्बली होने से निर्बलता में कमी होगी
Nmste guru g ydi grh lagan kundali m neech ho or nvmash kundli m phle ghr m baitha ho to kya fl dega
निर्भर करेगा नवांश में किस राशि में बैठा है।
Pranam sir! Ek byakti ki umar 98 saal hai.bistar par kafi dino se hai serious bimari se grasit.to ghar wale chahte hai ki unki mrityu jald ho jae.taki unko bhe taqleef se chutkara mile aur ghar walo ko bhe.to ye kish dibisional chart se dekha jata?mahadasa/bhukti bhe dekhne parega.
D 1व D 8से
Dhanyabad aur koti koti pranam sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Guru ji bahut hi accha gayan diya apne apni kripa aise hi banaye rakhein
Guru ji agar vrashabh lagn me lagnesh 3rd house me ho or 9th me shani . navmansh bhi vrashbh lagn ka hi nikle. Or usme 9th house me shukra or buddh yuti or 3rd house me shani ho. To shukra ka fal kaisa hoga.
तृतीय शुक्र शनि दृष्ट व्यक्ति की ग्रहण शक्ति कम करता है।
Panditji pranam 🙏.yadi navmansh ka lagan swami shukra ho vrishab lagan yani...aur usme shani baithe ho...aur shukra 9th house mein makar rashi mein stit hai chandra ke saath...toh Jatak ki Patni kaisi hogi...kirpya margdarshan kare 🙏
मंदगामी परंतु सुंदरी हो सकती है
Thanks Panditji 🙏...Panditji Navmansh kundli ka saptam bhav bhi dekhna chaiyeh...ya sirf Navmansh kundli ke lagan bhav se hi patni ka vichar kiya jata hai...kirpya margdarshan kare 🙏.
नवमांश, सप्तम,सप्तमेश, दाराकारक, शुक्र ,उपपद सभी का सम्यक विचार करना चाहिए।
Sir agar makar navmash ho aur shani 4 hause me neech ho aur guru 7 hause me uch ka ho ...dekhne vali baat yeh hai k lagnesh aur satmesh k 7 v drishti kya bata raha hai.sir jaroor bata de....lagan ka 7mesh meen ka 3re hause me hai rahu aur sun moon k sath.
गुरु की नीच दृष्टि मकर पर और मकर का स्वामी नीच नवांश में नवांश चक्र की शुभता व बल कम करता है.गुरु के भावों के लिए शुभ है।
@@shriramjyotishindia thank u sir
Panditji mithun lagan mein 4th house mein shukra 2 degree ke baithe ho aur neech bhang yog ho...lekin navmansh(vrishab lagan ) kundli mein 9 house mein makar rashi mein stit ho...toh kya Shukra Jatak ka kamjoor mana jayega ya nahi...kirpya margdarshan kare 🙏
Panditji kirpya margdarshan kar stiti spasth kijiye 🙏
नीचभंग होने से ग्रह बलवान नही हो जाता है,नीचभंगकारक के सहयोग से फलप्रद हो जाता है।
Thanks 🙏...panditji yani Shukra ki ashubhta neech bhang yog ke karan bhang ho jayegi...kirpya margdarshan kare 🙏.
अशुभता अम होगी, निर्बलता रह सकती है।
navnsh ke 8th bhab me chandra ho 10 rashi ke sath toh kya hota h
लग्न व नवांश में शनि की स्थिति और लग्न कुंडली में चंद्रमा की स्थिति से उसका फल निर्धारित होता है।
प्रणाम गुरुजी,
पिछले वर्ष नवम्बर माह में आपसे परामर्श लिया था, किन्तु भूलवश 2 छोटे परंतु महत्वपूर्ण प्रश्न पूछ नही पाया। क्या मैं आपसे सम्पर्क कर सकता हू? स्थिति विकट है, गुरुजी !
Bahut aachi avm gayan vardhak vidio hai, Dhanayad panditji
Guru ji Amrit bhag table provide kere. Please.....
Sir in navamsa regtrograde jupiter nich ho kar capricon mey hai or sartun pises mey hai to kaya nichvanga huwa hai..
नवांश परिवर्तन का लाभ मिलेगा।
@@shriramjyotishindia libra navamsa lagna hai..parivartan achcchi hai na sir ? Leo ascendant
Great guruji..Pranama..kuchh aur gud rahsyo ko deep mai bataye..
Kya aap rampur se hai?
जी नही,ग्रेटर नोएडा से हूँ
Sir navance Mai baane waale panchmapurash yog ko manegai sir please information
नही
Bhut sunder vishleshan
Navansh about 👏🏻👏🏻👏🏻
Guru ji mira naam dheeraj Mishra h m ak ladki se pyar krta hu mire rashi dhanu h or us ki rashi kumbh h m us se but pyar krta hu or sadi krna chahta h guru ji hm ko btao ki us se hmari sadi hoge ya nhi please guru ji btao
प्रश्न समय पर स्थिति अनुकूल है,विवाह होने के योग हैं।जल्दबाजी में निर्णय न लें।
Navams kundali mein saptamesh agar mangal ki navamsa mein ho aur sukra vi mangal ki navamsa mein mangal ke sath ho toh kya hoga
कामाग्नि की अधिकता हो सकती है।
Sir - Nice informative video. Please make another session about D-7. With regards.
Makar lagna ki kundli ho aur saptam bhav me shukra ho aur Sapatam bhav ka swami chandra in 3rd house saptmesh par guru mangal ki drashti ho to kya phal hoga??
स्वेच्छा विवाह संभव,संतान प्राप्ति में विलंब या बाधा संभव।
Nawmansh lagn ka swami lagn mein hi ho??
अच्छा है यदि लग्न कुंडली में भी शुभ है
@@shriramjyotishindia guru ji btaa do kuch shadi nhi ho rahi....
09.09.1992 05.37pm. Haridwar
कात्यायनी मंत्र का जप करें, पत्रिका विश्लेषण सशुल्क है उसके लिए वाट्सएप पर संपर्क करें।
Guruji, Navmasa simha lagna ki Ho aur Shani ki rashi saptam mein ho toh Kya old pati milega?
यदि लग्नकुंडली में भी सप्तम पर शनि प्रभाव हो तो संभावना अधिक है।
@@shriramjyotishindiaGuruji lagna Kundli main Kanya rashi saptam mein hai budh dasham mein mangal Shani shukra ke saath hai.
सप्तम पर दृष्टि और सप्तमेश से युति है,संभावना रहती है।
Sir mera venus cancer sign mey varttama hai ? to wife achchhi melenge na ?navamsa lagna libra hai
अच्छी जीवनसंगिनी के योग हैं।
karak lagan hai mera aur chandra ,mangal,shani 3rd house mai hai aur venus 11th house mai aur guru 4 th house mai hai
केन्द्र त्रिकोण के स्वामियों की युति अच्छी है।
गुरु जि प्रणाम मै नेपाल के पोखरा से नबाम्श कुन्डली का लग्नेश लग्न कुन्डलि मे भाग्य भाब मा बैठा हो तो क्या फल होता है ????????????????????????
जीवन साथी के भाग्य या सहयोग से भाग्यवृद्धि,यदि वह त्रिक भाव का स्वामी न हो।
@@shriramjyotishindiaजि मेरि मेष लग्न कि जन्म लग्न कुण्डलि है लग्नेश मङल धन भाब मा बैठा हो मेरि नबाम्श कुन्डली का लग्नेश बनता है बुध लग्न कुन्डली मे व तिस्रा और छठा भाब का स्वामी होकर भाग्य भाब धनु राशिमे बैठा हो गुरु जि यश का फल क्या होता है
अपने भाग्य का निर्माता, स्वयं अपने ही पुरषार्थ से भाग्य निर्माण करना।
@@shriramjyotishindia जि जीवन साथी आने का वाद मेरि जिन्दगी और पत्नी से सम्बन्ध कैसा रहनेवाला है ?????
पत्नी भाग्यवर्धक रहेगी।
Accha laga navmansh kundali ke baare me aapne Jo bataya
sir mera lagna makar hai shani in kumbh rashi!! &navansh me kumbh lagna hai.aur navansh me 9th house me tula me shani ,chandra,budh ki yuti hai
धनभाव का लग्नेश उच्च व पुष्कर नवमांश में अच्छा फल देगा।
Diyaghai means what? 8:21
Panchmesh Budh in Mithun Navamansh.
प्रश्न स्पष्ट करें कृपया.
Sir, janamkudali mithun lagan ke hai guru mesh rasi me 11th house me hai navmans kundli me guru mesh rasi me 12th house me hai aur guru ki mahadasa chal rahi hai to kya phal dega
कार्य व्यवसाय के क्षेत्र.में संतान, दाम्पत्य का भी शुभ फल होगा।यदि भावेश व लग्नेश बली व शुभ हों।
Sir navance Mai baane waale panchmapurash yog ko manegai sir
नही
Sir
Navmans kundli me ketu yadi 12 ve bhav me ho to kya fal denge ?
Kya ishe moksh k marg ki tarah consider kr sakte hai kya?
मोक्ष के लिए नवांश से अधिक महत्व विशांश का होता है।
3rd house mai chadra,mangal,shani acche nahi hai na married life ke kiye
लग्नेश सप्तमेश, पंचमेश युति सप्तम से नवम में शुभ है।
मिथुन लग्न कुंडली मे 7 स्थान में सूर्य हो और 7 स्थान का मालिक गुरु केंद्र (4स्थान) में बैठा हो।। लेकिन नवमांश कुंडली मे लग्न का स्वामी शनि हो तो पत्नी का स्वभाव कैसा होगा
आत्माभिमानी और प्रभुत्व की आकांक्षणी।
आदरणीय सादर नमन ...
क्या स्त्री कुंडली के नवमांश का विचार भी बिलकुल ऐसे ही होगा ..
यानि यही फलित होंगे ?
कृपया मार्गदर्शन करें 🙏
ग्रहों की स्थिति के फल सबको प्रभावित करेंगे।
guruji manav jivan par nakshtra ka kitna prabhav hota hai?? sab se adhik nakshtra ka prabhav hota hai??
जी,ग्रह का प्रभाव भी नक्षत्राधारित होता है।सभी बिंदुओं पर विचार आवश्यक है।
Atisundar jankari Acharya ji
guruji navmansh ke lagan mai kumbh rashi ho aur uska swami 6 th house mai budh ke sath ho, aur navmansh ke saptmesh mai singh rashi aur uska swami ravi 12 house mai hai ,aur venus 2 nd house mai min rashi mai hai to meri marriage hogi ya nahi aur hui to marriege life kaisse hogi pl reply
नवमांश और कुंडली दोनों से ही विचार करना चाहिऐ।
श्री मान नवमांश कुंडली के स्वामी विचार कैसे करे।क्या नवमांश कुंडली के प्रथम भाव की राशि के स्वामी ही नवमांश का स्वामी होता है?
नवांश के प्रथम भाव का स्वामी नवांश लग्नेश होत है,इसी प्रकार अन्य ग्रहों के नवांश का भी विचार करना चाहिए।
Dhanyawad shree maan
बहुत शान्दार
+Rahul Verma Kasera
Thanks
Pranam sir!kya aap bata sakte hain k agar koi planet melefic house mein apni ucch rashi mein ho to usse accha nana jaye ya bura???
+Gurjeet Kaur
Uchch radi ka grah ,6,8,12, house me samanyataya achchha phal nahi karta,yadi uska rasipati ya nakshtrapati uchchadi ho to subh karega.
Ok sir!thnku vry much for the information!!🙏
Sir ji koi grh ydi lgn kundli me thoda kmjor ho 6th house me ho aur wo nvmansh kundli me 11th house me apni rashi me ho to kya result rhenge ......
Mtlb nvmansh me acha ho to kesa rhega life me ...Venus h sir ji
अपने नवांश में स्थित ग्रह की निर्बलता कम हो जाती है और शुभता भी बढ़ जाती है।
very useful information
Guru ji meri vrishab lagan ki kundli hai guru 3rd house mei uch hai aur Chandrma lagan mein hai yeh dono grah mere liye ache hobge ya bure
दोनों ग्रह उच्च हैं ,अष्टमेश अष्टम से अष्टम भाव में,तृतीयेश तृतीय भाव से तृतीय में भाव वृद्धि करेंगे।
Sir ji meri
Dob .20/11/1997
Time .Night me ..10.50 pm
Day .. Thursday...
Location ..Deoli {rajasthan }
Guru ji meri wife kesi hogi aur love life .Married life kesi rhegi guru ji.....Wife ka pyar milega ya ni ...Plzz relly kre guru ji
+Vikas Laxkar
विस्तृत फलादेश कमेन्टस बाक्स मे संभव नही है।
shriram jyotish india ..Sir ji wife ke sath pyar rhega kya ...Kesi hogi...Is ke bare me btaye guru ji
shriram jyotish india .Plzz guru ji reply kre chechk krke ...
shriram jyotish india me apke sare videos dekhta hu guru ji ..Btaye sir ji ...
+Vikas Laxkar
Wait,pl.
Guru ji mujhai koi book bataya jissai Meri yah concept clear ho sakai
यह एक पुस्तक का विषय नही है,फिर भी आप c s patel की नवांश संबंधित पुस्तक का अध्ययन कर सकते हैं।
What is kulata?
+Dhaval Watwe
Less of morals.
पंडित जी यह विवरण जो आप दे रहे हैं यह लड़के की नवमांश कुंडली का या लड़की की नवांश कुंडली का है।
मोहन जी,नवमांश विचार के लिए लड़का लड़की का अलग सिद्धांत नही है,सिद्धांत सभी के लिए समान होते हैं।
गुरुजी देश,काल,पात्र ओर परिस्थतियों को ध्यान में रखकर बोले।आप ने जो नवमांश कुंडली से संतानों की संख्या बातई है वो
+vishal astro & research center
जी हाँ, देश,काल,पात्रका विचार जरुरी है।
great
+Jayesh Dave
धन्यवाद