Sir, Prestige induction cooktop pic 20.0 sab thik kam karta hai, lekin bartan rakhne par ON karne se on hota hai aur 1100 watt main chalta hai lekin up ya down button se kuchh bhi nahin hobraha hai. Sab LED sab Micro switch naya change kar chuka hoon. 1100 watt pe chalne par usi halat main bartan utha ke up ya down karne se up down ho raha hai, baki ke switch bhi kaam kar raha hai, par bartan rakhne par kyon kaam nahin kar raha hai. Is tarah ka Problem first time dekha hai. Koi madad karo please????🙏
Yese problem me barike se check karna padta hai..step by step..ek baar display change karke dekhiye..ya uski ek ek pin open karke dekhiye problem solve ho raha he ya nahi
Koun ho bhai video like aur share krnwana chahte ho.pehle tumhein chahiye vidio complete banate aur jo probleme hai shortout karte koun parts kharb hai
आप बहुत अच्छे से समझाते हैं
Thank you
Yese video kahi nahi milte aapke siwa bhai
Thanks 🙏🙏
Sir ji yese video dete rahiye..waiting for part 2
Ok
Nice information sir,I have subscribed your channel
It's very informative and knowledgeable Video for technicians..I am subscriber of your Channel
Thanks friend
Bhai fan main 20 volt aa raha hain vo chl payega ki nahin baki sub kaam kar raha hain fan hi on nahin ho rha hain
Bhoot badiya video he
Thanks 🙏🙏
Sir CHK V9.03E model main display on ho raha hain..but beep nehi arahain.orr display hang kar raha hain..keya problem hoga??
Great explanation thanks
Thanks 🙏 🙏
Nice information video sir
Thanks 🙏
Thanks you sir 💗💗💗💗💗💗
Bro Bina module lage kasie repair kare smps problem 5v nd 18
18 volt ok but 5 volt is 0.5
Video already uploaded on channel
where is your part 2?
prestige pic 6.0 v2 buzzer continuous beep and stoped working
Thank you
👌👍👌👍👌🙏👍
Thanks dost
Sir,
Prestige induction cooktop pic 20.0 sab thik kam karta hai, lekin bartan rakhne par ON karne se on hota hai aur 1100 watt main chalta hai lekin up ya down button se kuchh bhi nahin hobraha hai. Sab LED sab Micro switch naya change kar chuka hoon. 1100 watt pe chalne par usi halat main bartan utha ke up ya down karne se up down ho raha hai, baki ke switch bhi kaam kar raha hai, par bartan rakhne par kyon kaam nahin kar raha hai. Is tarah ka Problem first time dekha hai. Koi madad karo please????🙏
Yese problem me barike se check karna padta hai..step by step..ek baar display change karke dekhiye..ya uski ek ek pin open karke dekhiye problem solve ho raha he ya nahi
Rectify breez Sahi hai fir bhi breez lagane ke baad yper 12ic hit hota hai aur series lamp ful glow karta hai aur ic full hit hota hai
Viper 12 short he v12 change karo aur uska fb ka zener check karo ok ho jayega..
Problem solv to karna chahiye tha apko
Watch part 2
Koun ho bhai video like aur share krnwana chahte ho.pehle tumhein chahiye vidio complete banate aur jo probleme hai shortout karte koun parts kharb hai
Bhai aise samjh nhi aayega bhaiya ji
Prblom slov kaha kiya ,,very bad 👎
Watch part 2
Yese problem dudhna aasan nahi he
Thanks 🙏