WHY AVERAGE ELECTRICITY BILL COMES ?|| WHAT IS RDF, IDF, ADF and CDF

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 27 окт 2024

Комментарии • 186

  • @gobardhankumar8094
    @gobardhankumar8094 5 лет назад +3

    Bill adhar ke jagha. MMC likha hai iska matlab kya hota hai

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +2

      MMC ka matlab hai Minimum Monthly charge...yani aapka jo load hai usake according ek monthly unit ya charge fixed hai . Aap usase Kam use karenge to bhi utna charge lagega hi. Usase adhik use karne par jitna use hoga utane ka charge lagega. agar bill MMC pe aaya hai isaka matlab hai ki aapka consumption minimum khapat se Kam hai aur itna bill aapko har hal me aayega.

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +2

      Sorry mai ye video me include karna bhul gya ☹️.

    • @gobardhankumar8094
      @gobardhankumar8094 5 лет назад +1

      Please mob no dejeye aap se kuch Baat karna h

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад

      Please go to zarooribaatein Facebook page and like the page, there you can directly chat with me .

    • @kanhaiyajane898
      @kanhaiyajane898 5 лет назад

      Mera L.T.I.S 3 phase connection hai enka minimum monthly charge (MMC) Kitna hai kese pata kare...?

  • @karuneshkvaiswar612
    @karuneshkvaiswar612 Месяц назад

    Very very thank uVery very thank uVery very thank uVery very thank u

  • @SANDY-KATARIA
    @SANDY-KATARIA 25 дней назад

    Meter status A
    Bill basic PR
    Read remarks RNT
    Iska matlab kya hota hai sir

  • @chanchalsamant6233
    @chanchalsamant6233 4 года назад

    जानकारी देने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद आपका चैनल लाइक एंड सब्सक्राइब भी कर दिया है

  • @panchamram6621
    @panchamram6621 3 года назад +1

    thanks boss bahut acchi baat

  • @offensivesonu
    @offensivesonu 3 года назад

    Sirf Jarurat tak Light use karte hau extra nhi Pichle 2,3 month se Or Pichle month 440 bill aya tha Or Is month 308 Plz Sir Kaal se pareshan hu clear kr dijiye dobut Acutal me bill kyu nahi a raha 2 month se phle Actual Me Bill Ata Tha Plz Sir Clear kr dijiye doubt kaal se pareshan hu 🙏🙏🙏🙏

  • @sanakolhar7300
    @sanakolhar7300 4 года назад +1

    Thank you very much bro

  • @Akbar_Khan9
    @Akbar_Khan9 2 года назад

    Sir plz reply mera avg bill h meter damaged h no display nd status f h..
    Ab jab new meter lge ga to bill kaese revised hoga????????

  • @gulshanbegusarai
    @gulshanbegusarai 2 года назад

    घर सात साल से बंद था बिल pL में आया है बहुत ज्यादा जबकि बिजली का तार हटा दिया गया था । क्या ये कम नहीं हो सकता?? कम करने का उपाय बतायें

  • @p.kyadav8406
    @p.kyadav8406 2 года назад

    सर मेरा कलेक्शन 1 किलो वाट का लेकिन मैंने सेल्फ बिल जनरेट करते समय गलती से मैक्ससिमम डिमांड 1 किलो वाट की जगह 50 किलो wt डाल दिया है इसकी वजह से मेरा बिल बहुत अधिक आया है तो कृपया बताएं इसमें संशोधन कैसे होगा

  • @kanhaiyajane898
    @kanhaiyajane898 5 лет назад +2

    Nice bhai

  • @kanhaiyajane898
    @kanhaiyajane898 5 лет назад +3

    Old metter kharab hone pr ,New metter lagane ke bad bill me MD adjustment kya hai esse fayada kya hai.

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +3

      New meter agar system me late se update hota hai to MD adjust karna padta hai ... otherwise koi jaroorat nahi padta hai... agar adjust nahi Kiya jayega to jo unit meter install karne ke bad charge hua hai wo extra unit hoga.

  • @chandankumaryadav1542
    @chandankumaryadav1542 4 года назад +1

    Very nice information.

  • @Krisha_masti_
    @Krisha_masti_ 3 года назад +1

    Nice explanations👍👍,, by d way..Sir aap bijali vibhag me job krte hai kya??

  • @riteshkushwahaaa
    @riteshkushwahaaa 3 года назад

    Sir mere yahi meter reader aaya tha aur read kiya to 500 ka bill aaya hai
    Lekin reader bol raha hai ki Lk Aya hai
    Isiliye 5000 rupya maang raha hai reading ok karwane ke liye aur bol raha hai next months se bill Kam ayega

  • @i_am_nrb6587
    @i_am_nrb6587 2 года назад

    Brother my meter is defective from last 1 year which I came to know now..... If I go and ask for a replacement in the office would they come and check before providing me a new meter? I want to save my estimated Rs 23000 which is pending in the meter according to the the meter reader. Any solution to save my money?

  • @AkashYadav-zl5vv
    @AkashYadav-zl5vv Год назад

    Solution kya hai iska agar humne naya metee lagwa liya tab bhi hume average bill bharna padega kya

  • @RaushanKumar-ew3fb
    @RaushanKumar-ew3fb Год назад

    Sir
    Average bill meter reader calculate karta hai ya meter kudh calculate karleta hai????
    Please reply jarur kariyega

  • @amirshaikh33
    @amirshaikh33 3 года назад

    Thanks .. it's helpful 👍👍

  • @parshurampandit46
    @parshurampandit46 4 года назад +1

    Thanks bhai 🥰

  • @dr.arunasharma5252
    @dr.arunasharma5252 5 лет назад +1

    Bahut achchha

  • @rajanawasthi497
    @rajanawasthi497 Год назад

    Acchi jankari

  • @SumanDevi-qu1nv
    @SumanDevi-qu1nv 5 лет назад +2

    Bahut achha 👌

  • @AshutoshKumar-sx8tx
    @AshutoshKumar-sx8tx 5 лет назад +1

    very good

  • @TARUNKUMAR-hf6jj
    @TARUNKUMAR-hf6jj 4 года назад +1

    Mera idf m aaa rha h 15 unit show kr rha h or bill 330 rupye aaya isme 277 rupye arear kyu lga g please btao

  • @armanbaap7947
    @armanbaap7947 5 лет назад +1

    Good

  • @veerfun20
    @veerfun20 5 лет назад +1

    Bahut achha

  • @baliramkumaryadav3612
    @baliramkumaryadav3612 3 года назад

    Mera bijli bil average (permision lock) ka bna diya h jo ki reading se bahut jyada h next time check karne ayega to kam kar dega ya nhi

  • @purushottamsahu5980
    @purushottamsahu5980 Год назад

    Bil kitna bhi aaye use pey to karte ha lekin usi ka avrej nikal kar fir deta ha Esme to fir dabal pey karna pad rha ha na sir ji kya ese - nhi karta

  • @parasdas5521
    @parasdas5521 5 лет назад

    Door close hai to average kar dega...... Door close ka matlab ye bhi ho sakta hai ki pura month ghar me koi bijali ka consumption nahi hua ho..... Ye rule to consumer ko bekar ka paresani me dalne ke liye hai na. Direct meter me dekh ke bill banao.... Agar door close hai to next month meter dekh ke bill banao.

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +1

      Nahi paras ji , ye rule pareshan karne ke liye nahi hai...ye isliye hai ki agar kabhi door close ke wajah se reading na ho to average bill ke according consumer payment kar sake aur ye average charge next month jab bhi reading pe bill hoga uaame adjust kar diya jata hai . Aise me consumer ko ek Baar Jyada bill nahi aata hai.

    • @parasdas5521
      @parasdas5521 5 лет назад +1

      @@ZarooriBaatein bhai jab pura month door close tha aur ghar me bijali ka koi bhi saman chalu nahi tha to kis baat ka average bill ya kisi tarah ka bill ...... Jab door open hoga to aaiye aur directly meter dekhiye...... Last payment ke baad ab tak kitna unit utha hai bataiye aur bill banaiye.. Last month me agar ghar ka main switch hi off tha to koi bhi charge nahi hoga na..... Simple sa baat...... Kiranawala ke yaha har month main bill payment karta hu..... Jis month kuch bhi purchase nahi karta us month main average payment nahi karta. Aisa kisi bhi department me nahi hota ki jiss month aap service nahi liye us month ka average bharu... Aur aisa kabhi nahi hota ki jis month me zero reading hua uska main average bharu aur bijali department next month ke actual bill me deduct ka de.....deduct karwane ke liye apna life chor ke bijali office ka chakar kato
      ... Matlab us galti ka saza bhugto jo tumne kiya hi nahi.

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +1

      Bhai meter reader ko kaise pata chalega ki aap pure month use nahi kiye hai ...wo sirf jis din reading karne jayega usi din ka dekh sakta hai...ab ho daily ja ke to nahi check karega

    • @parasdas5521
      @parasdas5521 5 лет назад +1

      @@ZarooriBaatein jab meter Reader ko nahi pata chalega ki main pura month bijali use nahi kiya hu .... To average bill ko achual bill banane ke liye information kaha se lata hai?

    • @parasdas5521
      @parasdas5521 5 лет назад +1

      @@ZarooriBaatein aapne mere sawal ka jawab nahi diya

  • @nishikantrajebahadur1682
    @nishikantrajebahadur1682 4 года назад

    No photo of reading but reading given after 3 months what to do? Bill Exececive

  • @AshutoshKumar-sx8tx
    @AshutoshKumar-sx8tx 5 лет назад +1

    very good information..

  • @abhijeetyadhav
    @abhijeetyadhav 10 месяцев назад

    Bhai mera bill RDF me aa rha tha to complne diya to BR me aa rha hai BR se kya mtlb hota hai koi vidio bna dijiye bhai

  • @knowledge9835
    @knowledge9835 8 месяцев назад

    Sir mera bill Status F or bill basic AVG dikha raha hai kya eska kya Matlab hai

  • @mdarifansari569
    @mdarifansari569 3 года назад

    Agar average bill a raha h to kya meter thik karane k bad v kabhi us average bill wala add karke a Sakta hai kya

  • @ravibedardi7164
    @ravibedardi7164 3 года назад

    Average (MD) likha hai 120month will aata hai 5bulb 9watt ka bulb use karte hai sirf

  • @Tarun-mp3ii
    @Tarun-mp3ii 3 года назад

    मीटर भी ठीक है फिर मीटर रीडर MD, डाल देता है मीटर घर के बाहर है फिर भीLK डाल देता है क्या करूं

  • @niranjan837
    @niranjan837 3 года назад

    Sir. Mere ghar 2 mahine se metre reading nahi hua tha. Par aaj reading hua to mera dill basic RDF me bna diya q ki pichhla reading 3250 KWh tha par abhi mere metre me sir 53 KWh dikha rha hai. Aur bill v 675 rupaye ka diya hai. To aise me mujhe kya karna chaiye?

  • @Sahoovlog148
    @Sahoovlog148 5 лет назад +3

    👌👌👌👌👍👍

  • @thebasiccomedy9837
    @thebasiccomedy9837 2 года назад

    Nice

  • @niftytradings-ue6xf
    @niftytradings-ue6xf 11 месяцев назад

    sir electric bill mae . 97 kaa kyaa matlab hotaa hai batyaae.

  • @ravibedardi7164
    @ravibedardi7164 3 года назад

    Mera MD/A Likhata hai meter nhi laga hua hai but har month APR/21 65(MD,A) BATA rha hai pichle 45(MD'A)likh rha hai AISa kyo 65me Kitna month parta hai BPL me Name hai

  • @easysciencemath7137
    @easysciencemath7137 4 года назад +1

    Rnt ka kya mtlb h bill me...

  • @shaanwaris3573
    @shaanwaris3573 3 года назад

    Saher Ka pura bill samjaiye,plz.

  • @Rahul-ub6ow
    @Rahul-ub6ow 4 года назад +1

    (LK, A) ka unit next month mein less kiya jayega ya nahi?

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  4 года назад

      Average amount next bill me adjust ho jayega.

  • @pramodkumard4d136
    @pramodkumard4d136 5 лет назад +2

    Bijali connection Kaise katwaye please bataiye

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад

      ruclips.net/video/d-ZeNBfBDQQ/видео.html

  • @_adnan_alig359
    @_adnan_alig359 3 года назад

    Mera MD m bill aa rha tha aur 10000 aa gya hm paid bhi kr Diye lekin ab BHi jyada bill aa rha h kya kare ?

  • @AmitPatel-mi6gz
    @AmitPatel-mi6gz 4 года назад

    Sir mere meter m total 900 unit consumption h Or bill m total 485 unit consumtion likha h Or mera august ka Bill ki khapat 90 unit likha h phir mera 90 unit ka bill 607 rs kese aa gya or average 20.25 likha h

  • @shivamshivam-fy2yu
    @shivamshivam-fy2yu 4 года назад +1

    Late payment charges Kaise Calculate karen

  • @random573
    @random573 4 года назад

    Mere ghar metre nahi laga h
    Lkn bill me metre number dikha ra hai
    Kya karoo?

  • @IrshadKhan-rf2mh
    @IrshadKhan-rf2mh 4 года назад +1

    Sir bill Basis UDC ka kya matlab hota hai

  • @kamrannaqvi6681
    @kamrannaqvi6681 2 года назад

    Bill basic AVG iska kya mtlb hai or yeh theek kese hoga

  • @incredibleindian5641
    @incredibleindian5641 4 года назад

    सर मेरा मिटर रीडर जानबूझ के एवरेज बना दिया है कुछ अनबन के कारन तो क्या करे??
    प्लीज रिप्लाई वो भी दो महिनो का।

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  4 года назад

      Office me ja ke actual reading ke according bill banwa sakte hai.

  • @aroundtheyt
    @aroundtheyt 3 года назад +1

    meter status RNT meaning please reply

  • @prithvibhagat4757
    @prithvibhagat4757 4 года назад

    हेलो सर कोरोना लॉकडाउन में दो माह का बिजली बिल में बिल का आधार Average (LK) आया है तो बिजली बिल जमा करने पर Actual Bill आने पर फायदा होगा या नहीं

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  4 года назад

      Actual pe bill banega tab abhi ka average wala amount usame se ghat jayega...nahi jama karne se dps lag jayega.

    • @prithvibhagat4757
      @prithvibhagat4757 4 года назад

      @@ZarooriBaatein इसके पहले भी Average का बिल जमा किए थे लेकिन जब Actual Bill आया तो Average वाला बिल नहीं घटा था

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  4 года назад

      Please like the Facebook page...fir waha aap bill ka image bhej sakte hai ...use dekhne ke baad mai jyada detail bata sakunga.

  • @alamking9587
    @alamking9587 Год назад

    Mera Wale ki galti se ...use kaise thik kare..

  • @PriyaSharma-gq9wu
    @PriyaSharma-gq9wu 3 года назад

    CEIL Likha Hai mera Mai Please ushka kya meaning hai...?

  • @ramprabodhsingh9149
    @ramprabodhsingh9149 3 года назад

    Bill Reding me any changes kiya hai unit agar 7 hai to bil 400 ka kiyo aa rahe hai sir

  • @skentertainment7258
    @skentertainment7258 4 года назад

    Bill basis nr ka kya matlab hota h
    Agar is samay ham jyada unite consume kare to jab reading se bill niklega to unite kaha se count karega

  • @snpp3141
    @snpp3141 3 года назад

    Bhai dumra se belong karte hai Jaan Kar khusi huii Mishraulia se good morning

  • @offensivesonu
    @offensivesonu 3 года назад

    Sir Mera is baar Mera TYPE: ( PL adj.) actual Aya hai toh koi Dikat hai plz solve my doubt and problem plzz🙏🙏

  • @ayushsinghpatel5345
    @ayushsinghpatel5345 4 месяца назад

    Bill basis provignal ka kya matlab hai.

  • @superstarvipinmourya1388
    @superstarvipinmourya1388 5 лет назад

    NR ka mtlb kiya hai boss...
    Plz tell me...

  • @GyanuChauhan-ym6if
    @GyanuChauhan-ym6if 5 месяцев назад

    Avrag par bill aata hi to usko thik kysy kiya jay

  • @shantisahusahu4006
    @shantisahusahu4006 4 года назад

    Sap me bill work kaise krte hai bijali vibhag me bataye

  • @PradeepKumar-hf3sg
    @PradeepKumar-hf3sg 4 года назад

    status main regular likha hua hai iska kya matlab hota hai ..mera bill bahut jyafa ata hai

  • @v.k.t3115
    @v.k.t3115 4 года назад +1

    Hmara bill RDF me aa rha hme kya karna chahiye

    • @RDS-VLOGS
      @RDS-VLOGS 3 года назад

      Application do SDO office me vha se JE ko transfer ki jayegi vo aapke ghar jakr meter reading check krenge fir RDF Sahi ho jayega

  • @nipunsharma8209
    @nipunsharma8209 5 лет назад +1

    Hi Sir, mujhe koi ek chinese machine sell kar raha hai, usme dealer mujhe technical details nahi batta raha hai.. Usne mujhse kaha ki machine 1800 watts & single phase ki hai, but mujhe lagta hai ki machine 3000 watts ki hogi.. Toh hum kaise watts check karien aur machine single phase ya three phase hai ke nahi...Thanks

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад

      Apane ghar ka sara load hata dijiye aur sirf wahi machine chala kar meter se load dekh sakte hai...ya fir clamp meter se current measure kar ke bhi nikal sakte hai ya fir meter me bhi on karne ke bad current dekh kar wattage calculate kar sakte hai.

    • @nipunsharma8209
      @nipunsharma8209 5 лет назад +1

      @@ZarooriBaatein Thanks

  • @RaviKumar-gu5ry
    @RaviKumar-gu5ry Год назад

    Mere yehan bijli bill md par aa raha tha 5 year se reader mere yehan nahi aa raha abhi do month se check kar raha hai aur reading 17112 unit bataya jabki 4 year purb 3780 tha jyada use nahi ke bavajud load jyada bataya kya karen reader ka kahna hai md ka minus kar paid karna hoga

    • @RaviKumar-gu5ry
      @RaviKumar-gu5ry Год назад

      Mujhe lagta hai meter men kharabi hai par reader nahi manta kya karen

    • @RaviKumar-gu5ry
      @RaviKumar-gu5ry Год назад

      4 year se pure gaon men hi reading nahi hua

    • @RaviKumar-gu5ry
      @RaviKumar-gu5ry Год назад

      Meter reader ka kahna hai vibhag me aavedan den aprove nahi hua

    • @RaviKumar-gu5ry
      @RaviKumar-gu5ry Год назад

      Matr 4 fan 4 led bulb aur pani pine hetu 1 hrs ke motor ke use ke bavajud 2 kw show kar raha hai jabki mera swikrit 1 kw hai

  • @krishnaaa4505
    @krishnaaa4505 3 года назад

    Bhaiya average (Lk) (y2) ka kya mtlb hai btao plzz

  • @pennybucket1987
    @pennybucket1987 2 года назад

    Meter status: meter CHNG
    WHAT IS MEANING

  • @gtxbansal5153
    @gtxbansal5153 5 лет назад

    Bhai hamare 2 month ka 150-200 unit aata hai lakin is baar 586 unit de diya hai.6 month ka bill ka unit is prakar hai 118unit,140unit,158unit jo ki bill avarage ke hisab se nhi diya gaya hai . reading bhi tik hai kya meter me kharabhi ho ho gaya kya.

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад

      Ek baar meter ke reading se match kara lijiye...agar meter ka reading, bill ke reading se kam hai to usko rectify kara sakte hai. Agar meter ka reading jyada hai to ho sakta hai reader pahle se proper reading nahi karta hoga aur abhi accumulated reading charge ho gaya hai ya fir agar aapko lagta hai ki meter me kuchh problem hai to aap meter test karne ke liye apply kar sakte hai.

    • @obaidsiddiquee1597
      @obaidsiddiquee1597 5 лет назад

      @@ZarooriBaatein Bhai maine Aprox 10 bill check kiya hai jo 3-5 months (LK A) based hai. Jab last reading meter reader karta hai to pahle ke (LK A) reading minus nhi hota hai, sirf Normal base pe kiya hua pahle ka reading hi minus hota hai. Aur Urja Bakaya Column me pure Average bill ka Amount credit rahta hai. Exm. Jan-2019 me actual reading based bill, 50 hai, jabki next 4 months Average based bill hai. Feb me 30, Mar me 30, APR me 30,May me 30. Jab June me Reader check karta hai aur bill Actual reading based hai 500. Hota kya hai ki previous reading sirf 50 mentioned hota hai, 120 until ghapla hogaya, aur iska bakaya baki raha. Kuch bata payenge iski wajah

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +1

      @@obaidsiddiquee1597 LK-A ke baad normal billing hone pe billing amount me dekh sakte hai...usame average charges ghataya gaya hoga. unit na ghata ke usaka amount jo charge kiya gaya tha wo ghata diya jata hai.

  • @abhijeetyadhav
    @abhijeetyadhav 10 месяцев назад

    meter remark BR meaning koi vidio

  • @mohdajaz1991
    @mohdajaz1991 5 лет назад +1

    Agar bill adf me a raha to koi dikkat jama kare ya nahi

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +1

      Jama kar dijiye...but ek bar reading jaroor check Kara lijiye q ki reading same nahi ho sakta hai...agar thoda bhi consumption ho raha hoga to. So please rectify kara lijiye.

    • @mohdajaz1991
      @mohdajaz1991 5 лет назад +1

      Ok

  • @jasimkhan1120
    @jasimkhan1120 2 года назад

    Kharab meter check me Dani nikla to keys hoga

  • @subhamsri751
    @subhamsri751 4 года назад

    Bhai sahab un meater connection ka kya rule hai.

  • @KuldeepKumar-lh9ks
    @KuldeepKumar-lh9ks 5 лет назад

    Bhai bill received kaise karte hai Bata dijiye agar pata ho to

  • @kishorsahu813
    @kishorsahu813 4 года назад

    Current md kaise nikale enargy meter se ...industrial aply

  • @t2k657
    @t2k657 2 года назад

    Bhaiya mera bhi bill avarage me ata hai ok kaise kare

  • @riteshkushwahaaa
    @riteshkushwahaaa 3 года назад

    Stithi LK HAI ISKA KYA MATLAB HAI

  • @Chidya255
    @Chidya255 2 года назад

    Sar BIL Mein r n t ka matlab kya hai bataiye

  • @govindroy659
    @govindroy659 3 года назад

    LK ka matla kiya hai please answer

  • @atozentertainment8911
    @atozentertainment8911 3 года назад

    Is sab ka solution kya hai sir ye bataye

  • @RaviKumar-gu5ry
    @RaviKumar-gu5ry Год назад

    9year men adhiktam 10000 unit aana chahiye tha par duguna hai

  • @rahulsearch.
    @rahulsearch. 4 года назад

    Sir,
    Meter me no display ho...
    Aur meter reader aapka jyada unit ka store kar diya ho...
    To kya us no display se meter reading nikalwakar bill sahi kara sakte hai ?

  • @mdpmusiccenter0006
    @mdpmusiccenter0006 5 лет назад

    Regular manth me kiya likha hona chahiye

  • @meenatinkusirra8866
    @meenatinkusirra8866 Год назад

    Consumer status m R kya hota h

  • @vloggerdeepakpatel8276
    @vloggerdeepakpatel8276 2 года назад

    Ok meter LT likha hai uska matlab

  • @meenatinkusirra8866
    @meenatinkusirra8866 Год назад

    Miter status m R kya hota h

  • @singh_jayant
    @singh_jayant 4 года назад

    Bhaiya average bill kaise banaya jata hae

  • @khalidshah1429
    @khalidshah1429 4 года назад

    Sir Bijali bill par OK,N likha huwa hai iska kya matlab hai.

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  4 года назад

      Iska matlab hai bill reading ke aadhar pe bana hai.

    • @khalidshah1429
      @khalidshah1429 4 года назад +1

      @@ZarooriBaatein Thank you Sir.

  • @samarkhan689
    @samarkhan689 5 лет назад

    SIR CDF REMOVE KAISE KARE AUR CDF SE JO EXTRA BILL AAYI H KAISE KA KRE

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  5 лет назад +1

      Actual reading ke according bill banwa lijiye...

  • @jasimkhan1120
    @jasimkhan1120 2 года назад

    Kharab meter badalne ke bad Purana bill to actual nah I ho sakta

  • @ganeshjagtap727
    @ganeshjagtap727 2 года назад

    meter status RNT a raha haiii.

  • @nitishkumarmehta4191
    @nitishkumarmehta4191 3 года назад

    12 किलो वाट का लोड क्या चार्ज होना चाहिए

  • @afsararya4021
    @afsararya4021 4 года назад

    Sir bill ka adhar lk aata hai iska matlab kys hai

  • @rahisharmarahi9527
    @rahisharmarahi9527 3 года назад

    Mujhe mu mithar ko idf karna he kon se apps se kare

  • @skmaurya4799
    @skmaurya4799 4 года назад

    Mera bill 18 mah se no display hi aur idf bill bn raha hi Bill 517 har mahine aata hi pahle bill 800 se 1000 rupye hota tha to kya ab meter badlwaane per pichla difference bhi dena hoga

  • @rohitlal8133
    @rohitlal8133 4 года назад

    Mitar aaya hai par bijli bihag ke pass hi hai

  • @reyazansari7175
    @reyazansari7175 4 года назад

    Sir mere ghar meter reader aaya aur bil print kr gya lekin is month ka bill bahut high aaya aur usme bill basic (LK) likha tha jabki mera ghar lock nhi tha please ab bataye mai kya kru please help sir

    • @ZarooriBaatein
      @ZarooriBaatein  4 года назад

      Next time meter reader aayega to reading pe bill banwaiyega...abhi ka LK bill adjust ho jaayega.