Mera jis hospital pe birth hua tha wo alag district mey hay and mera jo permanent address hai wo alag district mey. What shall I write in the place of PLACE OF BIRTH?
Sir mere papa ki death September 2023 ko ho gyi thi gds ka medical certificate banate samay kewal naam likh di thi late nahi likhi thi to kya kuch problem hoga kya sir aage 2nd dv me attachtation form bharte samay papa ka naam late likh kr bharne se kuch problem hoga kya please tell.
Bhai mera birth kisi dusri disctrict me hoya h or home address alag district me hai or mene medical certificate me place of birth apna birth wala dala h koi dikkat to nhi h na or mera birth certificate bi bna hua hai
Sir maine apne home dist. Me 1st dv karwaya tha lekin second dv ke liye mujhe north east jana hain to kya jaha par 1st dv hua tha waha wo log mujhe attachtation form de sakte hain kya jisko main bhar kar second dv ke liye north east ja sakte hain kya.
North East ke kis division me aapka name Aya hai aur konsi list me. Mera bhi North East ke Meghalaya division me aaya hai 6th list me. 6 November Tak home district me 1st document verification ka sms aaya hai
Sir maine form bharte samay house no. Aur street alag bhar diya tha aur mera adhar card me adress alag hain lekin dist post office state aur pin code sahi hain 1st dv me accept ho gaya hain kya second dv me reject kr denge kya.
Bhaiya , main obc category se hun par merit list main Mera category UR Aya hain.....kya mujhe dv main obc certificate leke jna hoga ....Agar OBC certificate nahi chahiye to aur konsa document chahiye......PLZ reply Bhaiya 🥺🥺🥺
Sir gds k liye affadavit banvana h 100 Rupees vala usme declaration me kya type karvana h Jo undertakings h vahi le Jane h kya court me please reply sir
Bhaiyya Mere Board Marksheet Aur Certificate Prr Naam Aisa Hai Ki First Sirname Name Baad Me Mera Name Aur Father Name Maine Vaisa Hi Daala Hi Kuuch Problem To Nhi Hoga Na ??
@@rajendra7vlog Sir Mere se BO 35 km Durr hai muje waha residence karna hoga right, but sir maine agreement bana liya ke Mai aab uss BO ke gaav mai residence hu. But Mai waha nhi rahunga toh chalega kya sir
West Bengal ASAP Hooghly North Division COMPUTER certificate ke bina 3rd list wale ko wapos kar raha hain.
Computer certificate compulsory nhi hai
Unse kaho ki notification pad le
Hlo bhaiya mne 1dv m computer certificate nhi diya hai dusre dv m dena jaruri hai kya
Undertaking form ki pdf bhej do
Mera jis hospital pe birth hua tha wo alag district mey hay and mera jo permanent address hai wo alag district mey. What shall I write in the place of PLACE OF BIRTH?
Adhar card vala
Three prati kaise karwaye is form ka first form fill kr ke karwaye ki Bina fill kare karwaye duplicate plz bataiye
Bhai ye undertaking or Declaration me place konsa bharna h plz plz btana bhai
Bro 11a mei pvt bhi mentioned hai! Pvt job ho to wo dalna imp hai?
Room agreement training ke badh Dena padta hai kya sir ji
Joining ke time
Attestation furm bhar dikhaia jaldi ek video banaia bhai
New video banaya hu dekh lo
Har jagah capital letters se likhna hai. Ya small letters please reply
Capital
Jaha mistake huwa hai waha pe whitener use kar sakte hai Kya??
Attestation form me apna aur apne parents ka nam kewal capital me he likhna ladega hai na
आधार से थोड़ा सा अलग है फॉर्म में केवल street ही हे
No problem
Sir second dv ke bad medical certificate or banvana padhega kya
Nhi
Sir mere papa ki death September 2023 ko ho gyi thi gds ka medical certificate banate samay kewal naam likh di thi late nahi likhi thi to kya kuch problem hoga kya sir aage 2nd dv me attachtation form bharte samay papa ka naam late likh kr bharne se kuch problem hoga kya please tell.
No problem
Bhai mera birth kisi dusri disctrict me hoya h or home address alag district me hai or mene medical certificate me place of birth apna birth wala dala h koi dikkat to nhi h na or mera birth certificate bi bna hua hai
Sir mere paas birth certificate nahi h lekin marksheet me dob likha h 1st dv me to nahi liya lekin 2nd dv me mang liya to kya karu sir please reply
Nhi lagega
Up morada bad
Sir maine apne home dist. Me 1st dv karwaya tha lekin second dv ke liye mujhe north east jana hain to kya jaha par 1st dv hua tha waha wo log mujhe attachtation form de sakte hain kya jisko main bhar kar second dv ke liye north east ja sakte hain kya.
Jaha par 2nd dv hoga vahi attestation form milega
North East me 2nd document verification ho gya aapka ki nahi
Nahi hua hain sir 6 November se pahle dv ke liye msg aaya hain.
North East ke kis division me aapka name Aya hai aur konsi list me.
Mera bhi North East ke Meghalaya division me aaya hai 6th list me. 6 November Tak home district me 1st document verification ka sms aaya hai
Bro attestation form ghar se ready Karke le Jaye to Jama Kar Lenge 🤔
Kitne attestation form Jama hote hai 🤔
Same question ❓
Answer???
Kya character certificate form sab office sehi milotahai kya
Asp Hooghly North Division, west Bengal
Sir attestation form Galt ho gya h or jma bhi ho gya please tell me answer
Sir maine form bharte samay house no. Aur street alag bhar diya tha aur mera adhar card me adress alag hain lekin dist post office state aur pin code sahi hain 1st dv me accept ho gaya hain kya second dv me reject kr denge kya.
Nhi
Bhai ji attestation form ma place ma apna village ka name he barna ha kya
Aur date jis din dv ka liye jaye vo barni ha ya use phale ki barni ha
Jis din dv me jaye
Aur address jaha mange vaha adhar card vala
@@rajendra7vlog thanks
भाई मेरा street में गलती हो गई है उसका सॉल्यूशन है तो कोई प्रोबलम हो सकता है क्या भाई
No problem
Sir mera charctor certificate 12 ka diya h govt school walo ne vo chal jayega kya
10th aur 12th ek hi college se kiya hoga apne isiliye 12th ka character certificate banega
@@rajendra7vlog ha bhai ek hi school se kiya h
Private school ka character certificate chalega
Sir mera ek kabr fine aya tah court se helmet nehi pahenneka fine tah
Sir mere police verification mein koiye problem toh nahi hoga nah?
No problem
Form black pen se bharna hai kya blue??
Bhaiya character certificate me address galat ho gya hai kya kare?
Second verification ke din Sab Milega to form bhar ke kitne din ke bad submit karna Hota Hai
Usi time
Bhaiya , main obc category se hun par merit list main Mera category UR Aya hain.....kya mujhe dv main obc certificate leke jna hoga ....Agar OBC certificate nahi chahiye to aur konsa document chahiye......PLZ reply Bhaiya 🥺🥺🥺
Ur ki sheat me apply Kiya hoga
Isiliye ur me hua hai
Ur me hua hai to cast certificate nhi lagega
Sir board ka medical certificate kaha banega
Medical certificate kisi government hospital me ban jata hai
Sir gds k liye affadavit banvana h 100 Rupees vala usme declaration me kya type karvana h Jo undertakings h vahi le Jane h kya court me please reply sir
H
@@rajendra7vlog sir samgha nahi m
Sir property list kaise bharna hain
Sirji yah pura attestation form capital letters mai hi bharna hai kya
Nhi
Bhaiyya Mere Board Marksheet Aur Certificate Prr Naam Aisa Hai Ki First Sirname Name Baad Me Mera Name Aur Father Name Maine Vaisa Hi Daala Hi Kuuch Problem To Nhi Hoga Na ??
Nhi
अंडरटेक 6 एड्रेस street गलत है उसका कोई शोलूशन हो सकता है क्या या मुझे रिजेक्ट कर देगे वो लोग भाई जवाब दो
Nhi
Sir 2nd dv walo ko joining kb milegi
Bhaiya mera 1st dv complete ho gya 2nd bhi ho jaega na
Ha
bro mere pass birth certificate nhi h kya dv me bhar too nhi hoga me reply please
No problem
Humlogo ko 2 character certificate diya hai
Sir mere marksheet me mummy ka naam dusra h or caste certificate me dusra h to kya reject karenge kya
Affidavit banva lena koi dikkat nahi hogi
@@rajendra7vlog Thank you 🙏
Sir jii agr hamne yah form bharke jma kr diya aur dv complete ho gya to fir bhi reject kr dete hai kya
Dono dv ke bad
1st dv me hi reject hona hoga to ho jayega bad me nhi hota hai reject
Attestation form , কি হেড পোস্ট অফিস থেকে দেওয়া হবে ??
Apki language samajh nahi aaya
Ap English me type karo
Attestation Form .., Kya Head post office se Milega ??
Thank you sir
Kya attestation form office walee hi detahai
Sir mere attestation form me ek hi character certificate hai
No problem 1 hi lagta hai
Sir mere attestation form mai 3 Character certificate hai , kya karu sir
Division valo ne jitna bola hai utna banvana padega
@@rajendra7vlog Sir Mere se BO 35 km Durr hai muje waha residence karna hoga right, but sir maine agreement bana liya ke Mai aab uss BO ke gaav mai residence hu. But Mai waha nhi rahunga toh chalega kya sir
Mere bhi same
Please sir y btay ke agr Attestation fom na barna aav to kya vo hmy reject kr dygy
Kyu attestation form bharne me kya problem hai
Sir 10no column me school me jab hamne enter Kiya tha yani ist class se ya fir 10 th me addmission liya tha vo date likni h pls reply sir
10th class me jis san me addmission liya hai usko bharna hai fir jis san me pass out hue ho usako bharna to
Attestation form kitne dino ke bad bhar ke deni hoti hain
2nd dv ke din
19:45 😂
Other source
Hlo Bhai
Muji ek 100 rupees ki stamp lagne k lye kha ha
Mujhe bhi kaha hai kya aapne laga Diya kya
@@Scot124 ha
@@parshantkumar2890 sabka alag alag ya ek hi 100 rupay ke stamp paper par 4 ro ka
Ye form ghar se lekar Jana h kiya ya wo dega
Vahi milega
Bhai digiloker se nikla 10th marksheet chelega
Original bhi hona chahiye aur digilocker bhi
@@rajendra7vlog bhai original school se nahi diya tha
Black pen ya blue pen
Any pen
please send this pdf
Teligram me upload hai