Bhai meri activa mai ye problem nhi hai, ye jo wire apne change kara hai ye meri activa mai ekdum shai hai, par phir bhi speedometer mai speed ka kaata upar nhi uth ra
Jo speed bhagati hai vah dikh rahi hai 20 40 60 80 vah dikh rahi hai Jo reading Hoti hai matlab vah Nahin chal rahi hai Uske andar dikkat Ek Hoti hai meter ke andar meter ki jo Garari Hoti hai vah kharab ho jaati hai agar aaspaas mechanical se repair karne wala Jo meter alag se repair hota hai vah mechanic hai theek hai Nahin to fir aapko pura meter hi change karvana padega
बहुत अच्छी जानकारी लगी आपका बताने की तरीके बहुत अच्छा लगा
धन्यवाद भाई धन्यवाद
Nice video today I same work in my Activa
Bhai miter ki light, horn, indicate, our petrol ka kata sab thik chal raha ho per speed miter ki problem hai chalu conditionl me band ho gya kya kare
Use check karna padega kis vajah se Ishu aaya hai Ya problem I hai proper check karne ke bad hi pata chalega wire kharab hai ya koi sense kharab hai
Bhiya mere actuva honda jab chalat hue meter nidle work karta hai lakin kilometre nahi work karta hai kya problem hogi plz help me 🙏
Mere scuti ka sui our mitar nahi chal raha hai sarvis vale kahte hai ki mitar change karna padega yeh baat sahi hai ya nahi
Bhai ji vah to check karne ke bad hi pata chalega na
Agar unhone kuchh bataya hoga to sahi bola hoga
Bhai meri activa mai ye problem nhi hai, ye jo wire apne change kara hai ye meri activa mai ekdum shai hai, par phir bhi speedometer mai speed ka kaata upar nhi uth ra
Aapane video puri dekhi meri
Video puri dekhiae Jo main aapko samjhana chahta hun vah video se jankari milegi aapko iske andar Puri
Meri activa 2010 model me speedometer chal rha he but kilometre nhi chal rha. Kya problem hogi?
Jo speed bhagati hai vah dikh rahi hai 20 40 60 80 vah dikh rahi hai
Jo reading Hoti hai matlab vah Nahin chal rahi hai
Uske andar dikkat Ek Hoti hai meter ke andar meter ki jo Garari Hoti hai vah kharab ho jaati hai agar aaspaas mechanical se repair karne wala Jo meter alag se repair hota hai vah mechanic hai theek hai Nahin to fir aapko pura meter hi change karvana padega
Yes jitna bhagti he utna proper dikha rha he.
Bhai meter ki problem hogi uske andar
Uske andar Garari Hoti hai vah kharab ho gai hogi
@@SYBikeservicecenter thanks
Mere Activa scooty me kilometres problem h ..
To aap jakar is video ko Puri dekhiae jis tarike se maine aapko Bata Rakha hai
Dono work na kare to kya kare
What are you talking about my friend? Talk in english to understand.
BOL NA KAM KARO