Har lecture ke aaghaz aur ikhtataam par jo naseehat aamoz baatein aap batate hain, woh andar tak rooh ko jhinjhod deti hain... Ek yaad dahaani hoti hai un baato'n me ke insaan khudka muhaasba karne lag jaye... Allah Rabbul Izzat Ustaad Mohtaram ko sehat aur aafiyat ke saath barkat aur ne'mat waali zindagi ata farmaye!
الحَمْدُ ِلله Allah pak ki rahmat sa aj Allah k kuch khass bando ki waja sa Quran pak k Alfaz ko kisi hud thak samajna k kabil ho gy hn In sub logo or Allah pak k bohat shukar ha 💐💐
Alhamdulillah 🌷 Ek hi lecture me teen baab complete ✅ Ma sha allah . Your way of teaching ya ustad ma sha allah. Allah tala mera Seena khol de isko samajhne ke lie . Or ham sab talibat ka . Ameen ya rabbal alamin 🤲
Assalam o alaikum wrwb sir ap sy na sirf QURAAN ko samjhny my madad mil rhi hy blky is k ilawa bhi or bhi bht si cheezon my rehnmai or un ka Idraak ho rha hy. Alhamdulillah. ALLAH pak apko or bhi tofeeq dy. Or hm sb Ko asaniyan or hidayat ata kary ameen summa Ameen
Alhamdulillah sir iss lecture 65 mai bhoot quran ki ayaten suni hum ne bhoot ibrath wali ayaten hai jo app ne samjhya sir allah app ko iska behtaren ajar atta karey ameen.
Last mai jis shiddat ke sath sapne samjhaya kisi ka mazak bna Lena uske jism ke hawale se hum sab ke liye nasihat hai or mai dusro Tak ustad ki bat btaungi jo ayat ustad ne samjhayee taki hum sab jin bato ko chota sa ya mazak samajhkr bhool jate wo kitna bda gunah hai.jzakallah sir.aesi rehnumayee ki sabaq ke doran bohat zarurat hai or ilm ke hawale se bhi zarurat hai
Mashaallah sir g, Allah ka shukr he k hm is qabil hue k Quran e Majeed ki ayat ko apne maqdur bhar hal kr saken,yeh sb ap ki mehnaton se hi mumkin hua, Allah Ta'ala ap ko bhtreen jazaekhair ata farmaye Ameen
ماشااللہ بہت عمدہ ۔۔SS38 Respected sir, aap behtreen andaz se perha rahen hen jisko iss ilm ka faeda hasil kerna h wo ker raha h,aour apke darjat bulnd ho rahe hen..jo ustad ki respect nahi kerta wo ilm bhi hasil nahi ker sakta meri aap se guzarish h k aap isi terh apna ilm bat te rahiye aore apne derje buland kerte rahiyye...
اللہ اللہ اللہ ہمارے استاد محترم کو بہترین جزائے خیر عطا فرمائے اس دنیا میں بھی اور آخرت میں بھی۔ اللہ آپ کی ہر کوشش کو اپنی بارگاہ میں قبول فرمائے آمین ❤
Jazakallah ustaad e mohtaram bht asaani se ye abwaab aone smjhy hn Allah apko jaza e khair ata farmaen aur apne jo naseehat akhir me ki wo bhi bht zaroori air faida mand the Allah hm sbko aql e saleem ata farmae ameen
Alhamdulillah.. masha Allah bht acha lecture th.. sir ji ki sari bt dil me utarti hai. Masha Allah.. aaj se 1 saal pehle waqai kuch bh nh aata th.. or aaj jb quran paak ki aayat ki sari grammar samajh aa rh th to bht khushi mehsoos hui.. Allah tala tamam quran k sikhne walon ko is hidayat pr qaem rakhe or eman pr khatma naseeb kre. Aameen .. summa aameen
بہت محنت اور خوبصورتی سے پڑھاتے ہیں استاد صاحب۔اللہ ﷻ جزاۓ خیر عطا فرماۓ۔آپ کی عمر اور وقت اور کمائ میں برکت عطا فرماۓ۔صحت وسلامتی والی لمبی زندگی عطا فرماۓ۔آمین
Maa Shaa Allah ❤ padhanai ke saath saath hamari barpoor islah karnai par Allah SWT Ustaz Muhtrm ko Jazai Khair se nawaze. Ilm o amal mn barkat de,Seht o aafiyat wali lambi zindagi ata kare.. Allah aapki kawishoon ko qubool farmaye ya Ustazi 🤲🌸😭
Alhamdulilah,, 65 lecture done , MashAllah bohot achhe se samjh ayi. Sir Ka Bohot Shukriya, Aur Puri team ka Bhi bohot Shukriya. Allah Sab ko Kubul Farmaye Deen ke liye.Ameen
ماشاءاللہ سر۔ قرآنی آیات کا بااثر ترجمہ۔اور انسانی شکل کے تعلق سے بولنے والوں کے لئے وعید بہت ہی موٹر انداز سے سمجھایٔ۔ اور یہ ان لوگوں کے لئے بہت ہی سخت ہے جو شادی کے لئے لڑکیوں میں نقص نکالتے ہیں ۔اللہ تمام امت مسلمہ کی حفاظت فرمائے آمین ۔
Assalam o Alaikum Sir, Aap ke parhane ka andaz itna acha hai k mushkil se mushkil sabaq aasan lgta hai. Aaj k lesson main bohat kuch seekha. Allah Pak aap ko behisaab ajar de.
Alhamdulillah hum iss safar m itne aage aa gye pta hi nhi chla Alhamdulillah Alhamdulillah Allah tala hum sb k liye pdhna or smjhna asaan kree or uss pr amal krne ki bhi toufeeq ata farmaye Ameen ya rabbul🤲🏻💐 Alamin
Masha allah alhamdulillah behtareen lecture hai sir allah apko har nazar se hifazat karen bahut hi umda tareeqe hai samjane ka sir allah tala hamare sikne me bartkath de ameen summa aameen
Alhamdulillah khub behtreen samajh me aaya this topic is like don't judge a book by it's cover because dikhne me to hard tha but actually sab se aasaan jazakallah ustad ji
Ma Sha Allah bohat khoobsurat andaz. Ayat e Qurani ka behtareen analysis jo seedha dil mein utar jaye. Ustad e mohtaram Allah SWT aapko behtareen ajar ata farmaye . AMEEN
Assalaamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Respected Sir, Alhamdulillah very good Lecture Bohot ache tareeqe se aap ne samjhaya , aur hame samajh bhi aagaya Alhamdulillah Aap tamaam team ko Allaah swt jaza e khair atta farmaye Aameen Ya Rabbal Aalameen Nazima Parveen 29 Miss Fakeha Firdaus Batch 07 Group 01 Jazak Allaahu khairan kaseerah fid'duniyah Wal Aakhirah for your support
Assalamu alaykum sir ji mera network ka pata nahi kya problem ho raha h m jab bi live participate kar rahi hu kuch n kuch problem ho rahi h. Masahallah lec bhut hi acha tha
Alhumdullilah We are blessed K Allah nay hamain Sir Muhammad Tariq jaisy ustaaz diyh hain 🤩🤩 Allah apko sir es ki jaza dhain Allah sy dua hai k ap Qur'an Paak ki tafseer b karwayh ap ki batain buhat Asr rakhti hain 🙂 Allah hee apko eska ajr dhain ghy
Lecture kay saath...ustad ki nasihat bht faida mand he...Allah aap se deen ka behtreen kaam lay...amen
The best Quran Arabic Grammer Teacher In Urdu Language throughout the world
اللہ تعالیٰ کی عظیم نعمت ہے ہم سب پر کے اسنے قرآن کو ہمیں پڑھنے کے ساتھ اسے محسوس کرنے کا اور سمجھنے کا موقع دیا۔ الحمد للہ
آمین
السلام علیکم ۔جی بہن حضرت کا نمبر ملسکتا ہے ۔حضرت کے پاس داخلے شروع ہوے ہے ۔بتا ییے مہربانی ھوگی ۔عین کرم ہوگا ۔
جواب دیجئے گا مہربانی ھوگی ۔حضرت کا نمبر سینڈ کیجئے عین کرم ہوگا
استاذ محترم کے شرو ع کے اسباق کے پورے لنک بھیجئے بڈا ثواب آپ کو ملے گا
حضرت جی کا نمبر چاہئے
Har lecture ke aaghaz aur ikhtataam par jo naseehat aamoz baatein aap batate hain, woh andar tak rooh ko jhinjhod deti hain... Ek yaad dahaani hoti hai un baato'n me ke insaan khudka muhaasba karne lag jaye... Allah Rabbul Izzat Ustaad Mohtaram ko sehat aur aafiyat ke saath barkat aur ne'mat waali zindagi ata farmaye!
الحَمْدُ ِلله
Allah pak ki rahmat sa aj Allah k kuch khass bando ki waja sa Quran pak k Alfaz ko kisi hud thak samajna k kabil ho gy hn
In sub logo or Allah pak k bohat shukar ha 💐💐
Alhamdulillah 🌷
Ek hi lecture me teen baab complete ✅
Ma sha allah .
Your way of teaching ya ustad ma sha allah.
Allah tala mera Seena khol de isko samajhne ke lie .
Or ham sab talibat ka .
Ameen ya rabbal alamin 🤲
Assalam o alaikum wrwb sir ap sy na sirf QURAAN ko samjhny my madad mil rhi hy blky is k ilawa bhi or bhi bht si cheezon my rehnmai or un ka Idraak ho rha hy. Alhamdulillah. ALLAH pak apko or bhi tofeeq dy. Or hm sb Ko asaniyan or hidayat ata kary ameen summa Ameen
Alhamdulillah sir iss lecture 65 mai bhoot quran ki ayaten suni hum ne bhoot ibrath wali ayaten hai jo app ne samjhya sir allah app ko iska behtaren ajar atta karey ameen.
Ma Sha ALLAH Alhumdulilah bhuuut acha tareeqa ha sir ka smjhany ka prhany ka ALLAH pak apko pory staf ko jzay Khair ata frmay amen amen ❤
Last mai jis shiddat ke sath sapne samjhaya kisi ka mazak bna Lena uske jism ke hawale se hum sab ke liye nasihat hai or mai dusro Tak ustad ki bat btaungi jo ayat ustad ne samjhayee taki hum sab jin bato ko chota sa ya mazak samajhkr bhool jate wo kitna bda gunah hai.jzakallah sir.aesi rehnumayee ki sabaq ke doran bohat zarurat hai or ilm ke hawale se bhi zarurat hai
الحمد للہ۔۔آپ کی کاوش سے قرآن کو سمجھنے میں آسانی ھو رہی ھے جزاک اللہ خیرا
Alhamdulillah hamesha ki tarah bhot acha lecture rha aur Quran Paak ki ayat samaj arhi hain Allah Paak hamary asatza ko is ka behtaren ajar de Ameen
آپ کی محنتوں کی جتنی بھی تعریف کی جائے کم ہے اللہ تعالیٰ آپ کو مزید علم سے نوازے ہمارے لئے دین کو سیکھنا آسان فرمائے آمین ثم آمین
Mashaallah sir g, Allah ka shukr he k hm is qabil hue k Quran e Majeed ki ayat ko apne maqdur bhar hal kr saken,yeh sb ap ki mehnaton se hi mumkin hua, Allah Ta'ala ap ko bhtreen jazaekhair ata farmaye Ameen
ماشاءالله تبارك الله استاد صاحب آپ کی محنت سے ہمیں اب افعال کو قرآن سے نکالنا آرہاہے جزاک اللہ خیرا-
(باب افتعال )
فَمََنِ اعْتَدٰى / لَعَلَّكُم تَتَّقُوْنَ/ وَابْتَغُوْا مَا كَتَبَ اللّٰهُ/ (سورة البقره)
(باب استفعال)
لَنْ تَسْتَطِيْعَ / اِسْتَطْعَمَا اَهْلَهَا / سورة الكهف) قَالَ اَتَسْتَبْدِلُوْنَ/ وَيَسْتَحْيُوْنَ نِسَآءَكُمْ/ ( سورة البقره)
(باب انفعال)
فَانْطَلَقَا حَتّٰى اِذَا رَكِبَا/ سورة الكهف)
فَحَمَلَتْهُ فَانْتَبَذَتْ بِهِ مَكَانًا قَصِيًّا/ سورة مريم)
وَاِذَا انْقَلَبُوْا اِلَى اَهْلِهِمُ انْقَلَبُوْا فَكِهِيْنَ/سورة المطففين)
السلام علیکم ۔حضرت کا نمبر چاہئے ۔
کیا حضرت کے پاس داخلے جاری ہے ۔
بتا ییے مہربانی ھوگی
حضرت کے شروع کے اسباق کا پورے لنک بھیجئے ۔آپ کو بڈا ثواب ملیگا ۔مہربانی ھوگی ۔
Alhumdulillah . Allah ka lakho sukr h ki hme is idare se joda
Allah pak sir ko lambi afiyat wali jindagi ata krei
Ma sha ALLAH....
Bhttt he khoubsurati se samjhaya ha respected sir app ne is lecture mein b...👍
ماشااللہ بہت عمدہ ۔۔SS38
Respected sir, aap behtreen andaz se perha rahen hen jisko iss ilm ka faeda hasil kerna h wo ker raha h,aour apke darjat bulnd ho rahe hen..jo ustad ki respect nahi kerta wo ilm bhi hasil nahi ker sakta meri aap se guzarish h k aap isi terh apna ilm bat te rahiye aore apne derje buland kerte rahiyye...
اللہ اللہ
اللہ ہمارے استاد محترم کو بہترین جزائے خیر عطا فرمائے اس دنیا میں بھی اور آخرت میں بھی۔
اللہ آپ کی ہر کوشش کو اپنی بارگاہ میں قبول فرمائے آمین ❤
Alhamdulillah I got it all abwab
Jazakallah ustaad e mohtaram bht asaani se ye abwaab aone smjhy hn Allah apko jaza e khair ata farmaen aur apne jo naseehat akhir me ki wo bhi bht zaroori air faida mand the Allah hm sbko aql e saleem ata farmae ameen
ماشاء الله، طريقتك التدريسية جيدة.
JazakAllah o khair , behtreen Quranic practice , Alhamdulilah
Alhamdulillah.. masha Allah bht acha lecture th.. sir ji ki sari bt dil me utarti hai. Masha Allah.. aaj se 1 saal pehle waqai kuch bh nh aata th.. or aaj jb quran paak ki aayat ki sari grammar samajh aa rh th to bht khushi mehsoos hui.. Allah tala tamam quran k sikhne walon ko is hidayat pr qaem rakhe or eman pr khatma naseeb kre. Aameen .. summa aameen
بہت محنت اور خوبصورتی سے پڑھاتے ہیں استاد صاحب۔اللہ ﷻ جزاۓ خیر عطا فرماۓ۔آپ کی عمر اور وقت اور کمائ میں برکت عطا فرماۓ۔صحت وسلامتی والی لمبی زندگی عطا فرماۓ۔آمین
بڑی آسانی سے اپ نے سمجھایا۔اللّٰہ آپکی صحت اچھی رکھے
الحمد للہ رب العالمین
جزاک اللہ خیراً کثیرا
Jazak Allah khairankessra Alhamdulila Allah talah ap sub ko jaza e khair day Ameen
Maa Shaa Allah ❤
padhanai ke saath saath hamari barpoor islah karnai par Allah SWT Ustaz Muhtrm ko Jazai Khair se nawaze. Ilm o amal mn barkat de,Seht o aafiyat wali lambi zindagi ata kare..
Allah aapki kawishoon ko qubool farmaye ya Ustazi 🤲🌸😭
Alhamdulilah,, 65 lecture done , MashAllah bohot achhe se samjh ayi.
Sir Ka Bohot Shukriya, Aur Puri team ka Bhi bohot Shukriya. Allah Sab ko Kubul Farmaye Deen ke liye.Ameen
Ma sha Allah boht piyary andaz hy ustaz muhtarum ka
ماشاءاللہ سر۔
قرآنی آیات کا بااثر ترجمہ۔اور انسانی شکل کے تعلق سے بولنے والوں کے لئے وعید بہت ہی موٹر انداز سے سمجھایٔ۔
اور یہ ان لوگوں کے لئے بہت ہی سخت ہے جو شادی کے لئے لڑکیوں میں نقص نکالتے ہیں ۔اللہ تمام امت مسلمہ کی حفاظت فرمائے آمین ۔
Assalam o Alaikum Sir,
Aap ke parhane ka andaz itna acha hai k mushkil se mushkil sabaq aasan lgta hai.
Aaj k lesson main bohat kuch seekha.
Allah Pak aap ko behisaab ajar de.
Alhamdulillah hum iss safar m itne aage aa gye pta hi nhi chla Alhamdulillah Alhamdulillah Allah tala hum sb k liye pdhna or smjhna asaan kree or uss pr amal krne ki bhi toufeeq ata farmaye Ameen ya rabbul🤲🏻💐 Alamin
اللہ تعالٰی ھمارے استاد محترم کو صحت عافیت کے ساتھ عمر دراز بالخیر عطافرمائے آمین اللہ حرارے ڈھلوں کو کھولنے اور ھمین عمل کرنے کی توفیق عطا فرما آمین
Masha Allah
Alhamdulillah sare bab mukammal ho gaye aur easily samajh aa gaye
Jazak Allahu khairan kasira Sir and MAH team.
ماشاءاللہ اللہ استاد۔ اللہ تعالیٰ جنت میں آپکے درجات بلند فرمائیں 🤲🏻
Ma sha Allah la quwwata illa billah. proud to be a part of this institute. enjoying my learning
ما شاء اللہ بہت عمدہ
اللہ تعالیٰ آپ کو بہترین اجر عطا فرمائے آمین
Allah apko mazeed kamyabiyan ata farmaye sir… may you have countless blessings in this world and hereafter
Jazakallah khair... Alhamdulillah with ur teachings we can understand Quraan..
Masha allah alhamdulillah behtareen lecture hai sir allah apko har nazar se hifazat karen bahut hi umda tareeqe hai samjane ka sir allah tala hamare sikne me bartkath de ameen summa aameen
Alhamdulillah khub behtreen samajh me aaya this topic is like don't judge a book by it's cover because dikhne me to hard tha but actually sab se aasaan
jazakallah ustad ji
ماشاءالله
جزاك اللّٰه خيرا كثيرا ❤️❤️
Jazakallah sir.. Allah hmara seena is ilm k liye khol wo ehsaas daalde jaisa aapk paas h . Aameen
Jazakumullahu khaira🌷
Mashallah BaraqAllah Feekom I was looking for such content ❤❤❤
الحمدللہ بہت اچھے سے سمجھ آیا
جزاك الله خيرا
الحمدللہ ماشاء اللہ
بارک اللہ فیک یا استاذی❤❤
Alhumdullilah ❤ustadd g smjh aa gai achy sy🎉🎉🎉
JazakAllah khair ustaad
Masha allah excellent jaza kallahu khaira ustaad g
Alhamdulilah. This lecture is easy to understand. JazakAllah onkhairan kaseera sir and all our teachers. ❤
ماشاءاللہ۔ اپ بہت اچھا سمھجاتے ہیں
Ma Sha Allah bohat khoobsurat andaz. Ayat e Qurani ka behtareen analysis jo seedha dil mein utar jaye. Ustad e mohtaram Allah SWT aapko behtareen ajar ata farmaye . AMEEN
Assalaamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Respected Sir,
Alhamdulillah very good Lecture
Bohot ache tareeqe se aap ne samjhaya , aur hame samajh bhi aagaya Alhamdulillah
Aap tamaam team ko Allaah swt jaza e khair atta farmaye
Aameen Ya Rabbal Aalameen
Nazima Parveen 29
Miss Fakeha Firdaus
Batch 07 Group 01
Jazak Allaahu khairan kaseerah fid'duniyah Wal Aakhirah for your support
ماشاءاللہ زبردست
Allah reward you and bless you always sir with lots of happiness and prosperity and good luck Ameen . Jazak Allah khair
الحمد للّٰہ
Sir 💐💐 جَزَاكَ اللّٰهُ خَيْرًا كَثِيرًا
Jazakallah khairan kaseeera fed dunya wal akhira
جزاک اللّٰہ خیراً کثیرا فی الدنیا والآخرۃ
Allah pak apko ajr e azeem ata frmaye
Mashallah jazakallah o Khaira Aameen
Assalam u alaikum Allah apko jazae kher ata frmae
Masha Allah, jazak allah
Alhumdulillah
Boht hi acha samjhate h
Mashaallah subhanallha barakallah fee
Jazakallahu khairan kaseera
MashaAllah JazakaAllah ukhair
جزاکم اللہ خیر❤آمین یا رب
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
جزاك الله خيرا كثيرا
آمين🤲
جزاك اللهُ خیرا کثیرا
MAH Team
جزاک اللہ خیرًا کثِیرًا
JazakAllah khairan kaseera
Jazak Allah kharain kaseera
Jazak Allah khair ❤❤❤
Jazaki Allah khair
Ustad jee
جزاک اللہ خیرا کثیرا مبارک فیک
جزاک اللہ خیرا کثیرا🙏
Assalamu alaykum sir ji mera network ka pata nahi kya problem ho raha h m jab bi live participate kar rahi hu kuch n kuch problem ho rahi h.
Masahallah lec bhut hi acha tha
ما شاء اللّٰہ
Assalam alaikum wrb Sir Zazakallahu Khairan kaseera kaseera kaseera sir 🎉
Ma Sha Allah ❤
jazakillsh o khaira ustad ji
لیکچر 65 ڈن الحمدللہ ✅️✅️✅️❤️❤️❤️
جزاکم اللہ خیرا کثیرا
جزاک اللّہ خیر
Alhamdulillah.. jazakallahu khair sir bahut achi tarha samjhate hai aap saare lectures asan lagte hai sunne k baad.
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
الحمدللہ سر جی آپ بہترین استاد ہیں اور بہترین راہنما ہیں اللہ تعالیٰ آپ سے ہمیشہ راضی ہوں آمین ثم آمین
جزاک اللہ استاد محترم
Masha Allah bahot achcha lecture tha jazakallahu khaie sir May Allah reward you and your team for your efforts
جزاک اللہ خیرا کثیرا
Ma shaa Allah
جَزَاكَ اللهُ خَيْرًا كَثِيرًا
Jazakallah hu kheran kasira sir ji
Allah aap k sikhane m or hamare sikhne m barkat de or sahi amal ki tufiq de ameen sum Ameen
Beautiful lecture and reminders جزاکم اللہ خیرا کثیرا
Jazak Allah o khayeran kaseera
Ya Rab baksh de hume
Beshak Tu her cheez per Qudrat rakhta hai
Kis qadr haseen hai teri bani her cheez Tu zabardast peda kar ne wala hai
Mashallah. Excellent lecture 👌
Is behtreen safr ko Allah hmare liye asaani fermaye ameen.......
Alhumdullilah
We are blessed
K Allah nay hamain Sir Muhammad Tariq jaisy ustaaz diyh hain 🤩🤩
Allah apko sir es ki jaza dhain
Allah sy dua hai k ap Qur'an Paak ki tafseer b karwayh ap ki batain buhat Asr rakhti hain 🙂
Allah hee apko eska ajr dhain ghy