Main chemical se flooring karwake fas gya, flooring hamesha cement mortar se karwana a66a rehta hain. Kyuki Chemical ka thickness sirf or sirf 6 -8mm tak hoti hai to flooring mein bend nikalta nahi, aur dusri traf cement mortar ka thickness 40mm - 75mm tak hoti hai to yaha mistri tiles ko mar mar ke pura bend nikal dega. Mera to nuksaan hogya, aplog flooring mein kabibhi tile adhesive/ chemical mat use karna, ye sirf dewar mein Vitrified tiles lagane ke liye sahi hota hain, aur fir bhi chemical se lagwana ho to paper joint to bilkul mat lagao minimum 2mm ka spacer use karlo, bad mein waha epoxy grout var lena.
@@rajsaxsena97 Jo contractor hain agar wo guarantee dete hai to Chemical /adhesive se tile jaroor laga sakte hai, kyunki adhesive se tile ek achcha experienced mistri hi laga sakte hai, aur floor bhi bilkul sahi level mein hona chahiye, warna sab kam bigad jayega
Sir Mera 3 manjil ka makan hai padosi Bina khud ka wall uthaye hamare diwar k sahare sirf ka pillar dekar 2nd floor banwa sakata hai kya..... please Reply sir Sir hamare taraf se 5 inch ka wall hai magar wo khud ka wall dilaye bina 2 nd floor banwa raha hai kya ye sahi hai
Sir please suggest me first floor pe chhat pe wall Dene se phle flat beam de kr wall work kr skte h pr floor level upr niche ho jayega uska koi solution btaye please it's request
Bahut fayda hai , tile kavi tutega nehi , andar se pakad bahut accha rahega , bich me koi gap nehi rahega , andar se tile ka pakar kavi chod nehi dega ,salo saal chalta rahega , even agar koi vari cheej gir jaye to tile tutega nehi . Or wall ke upor bahut fayda hai . Kavi tile ke pakad chod nehi dega or girega nehi lekin cement ke pakad chod deta hai , floor ke andar bich bich me gap rah jata hay , kuch cheej girega usi karan tut jata hay ,cement se tile lagane ke baad tile upor uth jata hai kiuki pakad andar se chod deta hay or cement jada dene se tile tut vi jata hai . Kiuki cement pani mangta hai wo ap de nehi shakta isiliye tut vi shakta hai or andar se pakad chod v deta hai . Yeh farak hai dono me.
Very Informative. Your videos are very helpful for construction of house.
Main chemical se flooring karwake fas gya, flooring hamesha cement mortar se karwana a66a rehta hain. Kyuki Chemical ka thickness sirf or sirf 6 -8mm tak hoti hai to flooring mein bend nikalta nahi, aur dusri traf cement mortar ka thickness 40mm - 75mm tak hoti hai to yaha mistri tiles ko mar mar ke pura bend nikal dega. Mera to nuksaan hogya, aplog flooring mein kabibhi tile adhesive/ chemical mat use karna, ye sirf dewar mein Vitrified tiles lagane ke liye sahi hota hain, aur fir bhi chemical se lagwana ho to paper joint to bilkul mat lagao minimum 2mm ka spacer use karlo, bad mein waha epoxy grout var lena.
aapne 2by 2 ki tile lagai yaa 2 by 4 yaa 4 by 4 ki
64×32 inch 5.4/2.8feet
Agar flooring bahut ache se kre aur tab chemical se lagaye koi dikkat ayegi ya nahi
@@rajsaxsena97 Jo contractor hain agar wo guarantee dete hai to Chemical /adhesive se tile jaroor laga sakte hai, kyunki adhesive se tile ek achcha experienced mistri hi laga sakte hai, aur floor bhi bilkul sahi level mein hona chahiye, warna sab kam bigad jayega
Agar pehle se hi ghutaai ho rakhi ho to kya adhesive se lagwa le ?
Tile in tile lagana hai to plaster ki jarurat padegi ? Pls let me know need your help
Marble ko adhesive se laga sakte hain?
Dada ... Saman America se manga rahe ho kya ??? Sari rates galat hai..
Aap Isme material kese Banaya jata he Aur Usme per bag me Kitna pani milana chahiye woh bhi Bataiye
Sir please bataye ki stainless steel ka pipe best rahega ya cpvc pipe ka pipe ko outdoor me rakhna hai
Aman Ji
Thank You for the informative videos.
Hame to dehradun me 2 by 2 tyle ka rate 480 per pety pada ek pety me 4 pees baaki ghar tak laane ke vo doori ke hisab se kiraya batayenge
SUPERB EXPLANATION...YOU ARE A GOOD TEACHER...
background me apne jo tile laga rakhi h uska kya size h brown tile jo apke office me h
2' by 2' verified floor tile ko cement laga shakta hoon?
Koi samassya?
sir wall tile me chemical lgana jaruru h kya ya fir cement hi kf h
Most informative video
Sir videos continue upload kre
Is se keya benefits ho taha hi
Sir Mera 3 manjil ka makan hai padosi Bina khud ka wall uthaye hamare diwar k sahare sirf ka pillar dekar 2nd floor banwa sakata hai kya..... please Reply sir Sir hamare taraf se 5 inch ka wall hai magar wo khud ka wall dilaye bina 2 nd floor banwa raha hai kya ye sahi hai
Mana krdo Bhai, tarai hogi to tumhare ghr me seelan aani shuru hojaegi, aur police bula lo nahi maanrha to
Aapki deewar bilkul nahi istemaal kar sakta. Police report karke kaam rukwa do.
A good information. Thanks.
Hmara ghr rcc structure hai bol kar bahar ka diwar 4.5 inch ka dia hai. kya kar skte hai ab Shi ho skta hai kya
Atleast 6 inch for good safety
Hi Aman ,
I need your help regarding interior design and turnkey.
Your number is not reachable.
केमिकल कौन सा बढ़िया होता है
ACC XT-222
Wall berry
Roff
Kala kund
Sir please suggest me first floor pe chhat pe wall Dene se phle flat beam de kr wall work kr skte h pr floor level upr niche ho jayega uska koi solution btaye please it's request
Sara sar gutt roff ka katta 260 ka hai
wo starting price hai
Very nice video 📹 👍
Nice video 📹 👍
Commision kitni hai
ये सब कुछ पत्ता ह पर कोई काम करने वाला भी तो चाहिए A 1 काम करने वाले कारीगर मिस्त्री नही रहे जो ह वो बड़े हो गए 😊😊
Hm h na A1 mistri
Bhai aawaj ek dam saqun ki h aapki
थैंक यू सर जी
chemical ka fayada kya hai, yeh bata dete toh accha rahta.
Bahut fayda hai , tile kavi tutega nehi , andar se pakad bahut accha rahega , bich me koi gap nehi rahega , andar se tile ka pakar kavi chod nehi dega ,salo saal chalta rahega , even agar koi vari cheej gir jaye to tile tutega nehi . Or wall ke upor bahut fayda hai . Kavi tile ke pakad chod nehi dega or girega nehi lekin cement ke pakad chod deta hai , floor ke andar bich bich me gap rah jata hay , kuch cheej girega usi karan tut jata hay ,cement se tile lagane ke baad tile upor uth jata hai kiuki pakad andar se chod deta hay or cement jada dene se tile tut vi jata hai . Kiuki cement pani mangta hai wo ap de nehi shakta isiliye tut vi shakta hai or andar se pakad chod v deta hai . Yeh farak hai dono me.
Tile ka bend nakalne ke le camical ka istemal karte hai
Me mcpl Tile chemical co. Se hu
Laticrete
Myk
बहुत गलत निर्णय है कैमिकल से टाइल्स लगाने का
सीमेंट से टाइल्स बहुत अच्छी लग जाती हैं
हेवी कैमिकल्स से बचें
2 feet by 2 feet verified tile floor pe lagana hai
Cement se laga shakta hoon?
Koi samassya hai kya?
@@ashitkumarchowdhury4162 cement 20-25 saal koi farak nahi padta