Deep freezer में gas cycle के मार्ग में लगे part को फ्लैश करना सीखे

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 12 ноя 2024

Комментарии • 46

  • @AnitaVerma-o6v
    @AnitaVerma-o6v 5 месяцев назад +8

    Aap video mein bahut achcha samjhate Hain aisa lagta hai ki ham aapke Bagal baithkar Sikh rahe hain is tarah ki video banakar samjhane ke liye aapka bahut bahut dhanyvad

  • @akhandpratap4020
    @akhandpratap4020 5 месяцев назад +6

    Aapke video se hamesha kuchh naya sikhane Ko mil jata hai bahut acchi video aap banate hain

  • @krishnkumarverma9213
    @krishnkumarverma9213 5 месяцев назад +10

    Bahut acchi video aap banate hain aur video mein samjhane ka Tarika aapka bahut achcha lagta hai aapke video se bahut kuchh sikhane Ko mil jata hai

  • @Bala.2952
    @Bala.2952 5 месяцев назад +3

    Aap ki sabhi video mein dekhta hun bahut achcha samjhate hain aap video banane ke liye aapka bahut bahut dhanyvad

  • @alokverma6442
    @alokverma6442 5 месяцев назад +3

    Aap ki video dekhkar aisa lagta hai ki ham aapke Bagal baithkar offline class le rahe hain is tarah ki video banane ke liye aapka bahut bahut dhanyvad Jay Shri Ram

  • @AC.technician.63
    @AC.technician.63 5 месяцев назад +6

    Nice work❤❤❤

  • @AdityaMaurya-yo6tt
    @AdityaMaurya-yo6tt 5 месяцев назад +6

    Veri nice video

  • @Sudhakarviratayodhyawale
    @Sudhakarviratayodhyawale 5 месяцев назад +8

    Good

  • @p-oz6nl
    @p-oz6nl 5 месяцев назад +4

    Nice work video

  • @sahinshaikh1319
    @sahinshaikh1319 5 месяцев назад +7

    Thanks sir ❤❤❤

  • @BalakramMourya-vc5ve
    @BalakramMourya-vc5ve 5 месяцев назад +3

    Gajab nice video thanks 🙏🌹🪷🌼🌻🏞️🌅🌌🙏

  • @Motivationvideo7800
    @Motivationvideo7800 5 месяцев назад +2

    Very nice video thanks sir

  • @shivramrajbhar3976
    @shivramrajbhar3976 5 месяцев назад +2

    Guruji aapka Charan sparsh karte hain bahut acchi video banate hain aap aapke video se hamesha kuchh naya sikhane Ko milta hai is tarah ki video banane ke liye aapka bahut bahut dhanyvad

  • @PrabhatnishadPrabhatKumar
    @PrabhatnishadPrabhatKumar 5 месяцев назад +2

    Technician ke liye bahut badi baat aur jo Sikh rahe hain unke liye aur bhi badi baat hai is tarah ki video ko pura dekhen knowledge ful video hai

  • @shivramrajbhar3976
    @shivramrajbhar3976 5 месяцев назад +2

    Bahut acchi video aap banate hain kafi mehnat karte hain aap RUclips ko chahie ki aapka channel aage badhaen thanks sir

  • @RajKumar-prajapati6388
    @RajKumar-prajapati6388 5 месяцев назад +3

    🎉🎉🎉🎉🎉🎉

  • @Motivationvideo7800
    @Motivationvideo7800 5 месяцев назад +1

    Aap ki Sabhi video mein dekhta hun aur aapke donon channel ki Sabhi video se Humne bahut Kuchh Sikhane ko mila is Tarah Ki video banane ke liye Aapka Dil Se Swagat karta hun

  • @SurajRajak87
    @SurajRajak87 5 месяцев назад +1

    Aap bahut acchi video banate hain aapka video dekhkar humne bahut kuchh sikha hai RUclips ko chahie ki aapka channel aage badhaen

  • @PriyanshuVerma-y5f
    @PriyanshuVerma-y5f 4 месяца назад +1

    Good 👍 knowledge 🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤❤❤ thanks 🙏

  • @JayShreeram-um9sf
    @JayShreeram-um9sf 4 месяца назад +2

    Sir ji aap ka coming gurup khaha pe hi

  • @juglalchaudhary2615
    @juglalchaudhary2615 12 дней назад +1

    maza aagaya sir thanks.

  • @JayShreeram-um9sf
    @JayShreeram-um9sf 4 месяца назад +1

    Very nice sir ji

  • @ekhlaqueakelapatna1933
    @ekhlaqueakelapatna1933 3 месяца назад +1

    NYC 🎉

  • @jatindersingh7545
    @jatindersingh7545 Месяц назад +1

    Pls live

  • @JayShreeram-um9sf
    @JayShreeram-um9sf 4 месяца назад +1

    Sir ji ham ko bi aa na hi

  • @digitalduniya916
    @digitalduniya916 2 месяца назад +1

    Sir condenser pipe bhot zada garam hora hai aor dryer filter thanda hora kya problem hai

  • @LaxmidharSwain-le3qw
    @LaxmidharSwain-le3qw 4 месяца назад +1

    Sir dryer filter me self vacuum keleye koi bhi point company nehni deti he ap galat baat kar rahe hai sir bho point serf doble vacuum keleye company ye point deti he ❤❤❤ ye baat sach hai sir

  • @fayeemquraishi
    @fayeemquraishi 3 месяца назад +1

    Jaha flux nahi lagana h waha bhi flux pele hue ho aap

  • @RameshKumar-zj8je
    @RameshKumar-zj8je 5 месяцев назад +1

    Compressor se falsh nhi kiya jata hai

    • @fayeemquraishi
      @fayeemquraishi 3 месяца назад

      Are bhut si farji baate bata rhe h Yrr

    • @fayeemquraishi
      @fayeemquraishi 3 месяца назад

      Compressor se flash kar rhe aur jaha flux nhi use karna h waha bhi flux pele pade h

  • @technicalcoolnetwork
    @technicalcoolnetwork Месяц назад +1

    Bhai sahab aap bahut galat Jankari de rahe hain kripya is Prakar ka video mat banaaiye practice aap apna Sudhar Lijiye Uske bad Aise Karya sikhaiye Logon Ko Is Tarah Ki bevkuf video Banakar mat bhejiye

  • @RajKumar-prajapati6388
    @RajKumar-prajapati6388 5 месяцев назад +5

    Nice work video

  • @Bala.2952
    @Bala.2952 5 месяцев назад +2

    Nice work video