Bahi flipkart seller hu aap kitne bhi imandari se kam kare app kitne branded products beje per aap delivery frud aur jo coustomer frud ke liye hi flipkart chlate hai unhe nahi rok sakta/ per jo coustomer acche hai unke liye hi bas flipkart per kam kar rehe hai
@@dipshayam2768 - yes shayam ji. Policies created by these ecommerce companies are unheathly both for sellers and customers Both sellers and buyers are facing pain and problems , these companies are growing day by day .
Flipkart aaisa Policy banana chahiye . Agar koi Product Damaged nikle toh pahele se ek video proof rakho warna Product return nhi hoga . Aur Refund Policy hata do sirf 2 time Return milega aur woh bhi vidro proof se warna woh bhi nhi milega
Mera amazon mein loss hua tha or flipkart mein v ... Maine sewa krne se accha account hi band kr diya ... Mera book ka business tha log book padh kr wapas kr dete the
Kisi bhi business main bharosa ek bahut badi chij hoti hai, aap product nhi bech rhe hote hai balki apna bhrosa bech rhe hote hai, aur ye is baat pe nirbhar karega ki apke ambition kya kya hai agar aapki lifestyle bahut luxury hai toh aap business main paisa kamane ke liye fraud karoge hi karoge isliye business karne se pehle khud ko pehchano ki aap kis type ke person ho.😊
I order sleepwell mattress from flipkart,but he send me Fake ,duplicate product received instead of sleep well ,after complaing many times,he is not refunding my money.
Legal action ki warning do , mujhe refund mila almost 1.5 month ke baad , damaged wadrobe send Kiya Tha jiski cost 15 hazar rupay thi , continuously emails aur call karne par refund Kiya
Jo return aya he use offline sell krde ... Baat khatam 1- 2 bnde rakh jo oflline sell krske ... Ni bikra to saste me beech de 5 lakh ka 4 me beech kux to ayga 🗿
🤣🤣🤣 bhai rhne de. Phle khud kro fir batao , market me le kr bande milte nhi h , kisi aur ko Dene jao to rate ayse batate he ki ghr PR rkh kr kharab kr do chalega , ofline market bhut gnda he badi City mee
@@iamkuldeep_kumawat Hello mujhe bhi sell karna hai Flipkart par Kuch jankari chahiye tha Customer ka product kudh se pack kar delivery karna hota hai ki Flipkart ke log packing or delivery karte hai... 👉🏻
Mai flipkart se phone mangaya tha open box tha seal bhi nahi tha maine replace kiya to fir se open box aa gya yaha tak ki usme contact numbers save tha fir maine return kar diya Agar aaplog galat product bhejoge to loss hoga hi maine pahli baar order kiya tha ab dar lag raha hai kuchh bhi online lene se
Worst h online me sell krna... aap inventory manage nh kr paoge or delivery wale sb chor h.. me b seller hu pichle 7 year se aaj tk 1 rupye nh kmaya or maximum time return glt ata h... apke pcs k bjay dusre pcs ajayng... asa business kisi kam ka nh h
Bhai mere ghar ke pass me kuchh log rehte h jo ki 2 saal se Flipkart, Amazon, or meesho se roj order karte h or 5000 ka saman lekar 50 rup. Ka saman dal kar de dete h delivery boy kuchh pese lekar ye sab karta h company inko refund bhi de deti h . jaldi police bhejo
Mai to bag order ki thi 2 mujhe purana fata hua bag recive hua tha , return ki hua hi nhi Flipkart ne mujhe hi glt bol kr Mera Paisa ka chuna laga diya, ye kaun bich raste me krta h PTA nhi but Jo v krta h usko nark me v jgh nhi milega
Me ek customer hun ..jo saman mngata hu wo agar mere jarurat ke hisab se order ke hisab se naa ho to return to kanra he padega or eating v nehi dunga to aapka buisness kaise hoga
Mein ek customer hun mujhe bhi loss Ho Gaya Flipkart ke seller aur team ke vajah ke vajah grocery product Sahi nahin mila aur return bhi nahin kiya 😢😢😢😢
Bhai aapne to is baar complete dikha hi Diya ki loss se kaise bacha jaaye. Aaj hi se management par or b dhyan denge jisse loss bahut kam ho waise to course k video m aapne cover kiya h but ab or b acche se karenge. Thanks Bhai 😀😀😀😀😀😀
vai me khud flipkart me kaam karta hu ye seller offer ke time pe amount ghata dete hai aur phir order place hone par order cancel kar dete hai phir baad me cx ka galti batate hai
Bhai mujhe laptop bag ka acha knowledge h manufacturing ka ok Me moth ka 300 400 bag banata hu akele or mujhe mall bechna h 40.50 rupees rakh k online me kyaa dikkat AA sakti h
@@tarunhaldhar6684 Shuru me aapko bhi loss hi uthana padega, ekbar jab product Flipkart par establish ho jaaye uske baad kamaaoge...Shuru me kuchh profit nahi milega...
I would suggest everyone not to create seller account on flipkart. They make false commitments and sell their services. Don't buy their IGNITE service that is totally useless service. I have very bad experience with flipkart.
Mene Flipkart se laptop order kiya tha aur mujhe lowerf varient ka different model ka laptop Mila. Aur flipkar product return se mana kar raha hain. Sellers hin saare fraud karte hain. Nuksaan toh hona hin hain.
Aap Aisa kaun se course ki baat kar rahe hain jisse Inka recover Ho Raha Hai thodi detail aap course ke bare mein bhi to dijiye kyunki kuchh aur to delivery boy bhi karte Hain unko kaise rokoge aap
Fraud buyers bohat hai India mai. Who kehte hai na, 100 mai se 80 baimaan, fir bhi mera bharat mahan.
Bhai mera dost to.. 5 6hazar ka blezr order kiya or shadi me pahan kr vaps dediya. Log esa bhi krrhe h
😂😂
Mtlb Tumhara dost chutiya h.
Bhai paise wapas milte hai kya? Ya dusra same product?
Chilla chilla k skime bta de😂😂😂
@@Cm00987 milta hai bhai
In the USA Return Rate is 2% AND In India, Return Rate is more than 60%(including customer returns) Worse ecommerce in india
Aur Indian seller bhi bhot sare fake items sell karte hain Jo ki US seller nahi karte...
Indian buyer online buy karke offline kharidta h
@@pccareinfosys918😂😂
USA me account deactivate hota h3
Return rate in us is 25%
Bahi flipkart seller hu aap kitne bhi imandari se kam kare app kitne branded products beje per aap delivery frud aur jo coustomer frud ke liye hi flipkart chlate hai unhe nahi rok sakta/ per jo coustomer acche hai unke liye hi bas flipkart per kam kar rehe hai
Claim to de bhai flipkart din bhar din loss de rha hai
Bhai Mai white shirt 3000 wala order Kar ke 300 wala de diya label exchange kr diya 😅😅
bhai flipkart pe sell karna loss h mujhe bhi 3 lakh ka loss hua.
fhir mein amazon pe seller kiya or 3 month me mujhe 12 lakh ka profit hua.
Sir Amazon par kese bussnes large plzz batoye
Bhai wahi to amazon se profit earn kro or wahi flipkart ko dedo usse bhi jada loss de deta hai flipkart claim bhi nhi detaa abh to
Kya sell krte ho bhai
Bhaiya kya item sale kare amazon pe
Bhaiya kya item sale kare amazon pe
Nakli duplicate sale kroge to sab return he ayega
Bhai agar customer ko acchi chij di hoti to tumhe itna loss nahi uthana padta
Bhai mere customer b aj ke tym pe bhot tez hai mehngi cheez rkhke sasti bhej deta hai, kbi kia ho dhnda tb ap smjoge
@@ManiKumar-bo6rx seriously? There is Flipkart stickers, bar codes everywhere to track a product. And you are saying customer changes it?
@@dipshayam2768 bhai ap aisa smjo seller jethalal Or customer sunder or sunder jetha ki kbi kbi leta hai or customer hmari roz
@@dipshayam2768 - yes shayam ji.
Policies created by these ecommerce companies are unheathly both for sellers and customers
Both sellers and buyers are facing pain and problems , these companies are growing day by day .
@@dipshayam2768 bhai mere sath bhi esa hota hai mera new product leke apna purana chep dete hai
Flipkart aaisa Policy banana chahiye . Agar koi Product Damaged nikle toh pahele se ek video proof rakho warna Product return nhi hoga . Aur Refund Policy hata do sirf 2 time Return milega aur woh bhi vidro proof se warna woh bhi nhi milega
sahi
We are also not paying attention to flipkart now... We got loss because of ekart.. Lots of courier returns.
Courier return m koi nuksan nahi hota
@@yoursuhailhussain humara stock fass jta hai.. Aur time par return bhi wapas nhi krta ekart.
What about theft in ekart and customer side
Franchise kaise milegi
Bahut nuskan hai😊😢
Flipkart is worst platform to sell online.
Amazon is always best.
Mera amazon mein loss hua tha or flipkart mein v ... Maine sewa krne se accha account hi band kr diya ... Mera book ka business tha log book padh kr wapas kr dete the
🥺 Returns ki jagah exchange rkhna chahiye
Bhai 🤣🤣🤣
😂
Sad
hahahah bruh 😂 u dont know bussines u sell that books on railway station and live your life habab😂
Kisi bhi business main bharosa ek bahut badi chij hoti hai, aap product nhi bech rhe hote hai balki apna bhrosa bech rhe hote hai, aur ye is baat pe nirbhar karega ki apke ambition kya kya hai agar aapki lifestyle bahut luxury hai toh aap business main paisa kamane ke liye fraud karoge hi karoge isliye business karne se pehle khud ko pehchano ki aap kis type ke person ho.😊
I order sleepwell mattress from flipkart,but he send me Fake ,duplicate product received instead of sleep well ,after complaing many times,he is not refunding my money.
Bhai customer care ko call kro, or continue itna bolo ki uska pasina chut Jaye.. at that time tumhe refund nhi Mila to bolna, That's my confidence
Legal action ki warning do , mujhe refund mila almost 1.5 month ke baad , damaged wadrobe send Kiya Tha jiski cost 15 hazar rupay thi , continuously emails aur call karne par refund Kiya
goto consumer court
Zarurat se zada kam price per product sell karo gye toh
Loss hoga hi
Sahi kaha bhai ye price war karne me lage h
Bhai ye batao no return policy enable kr skte h
Choose your product wisely ..... online business is quite profitable with minimum headache
We need to create a seller platform for unity otherwise everyone face this situation
For strike na?
We are bringing one soon ... #LocalVille
yes right
bolo to ek community bana doon ?
Hlo sir
Jisko barbad karna ho use online business karne ki Salah de
sahi mai?
Jo return aya he use offline sell krde ... Baat khatam 1- 2 bnde rakh jo oflline sell krske ... Ni bikra to saste me beech de 5 lakh ka 4 me beech kux to ayga 🗿
Courier Charges Amazon Comission?
🤣🤣🤣 bhai rhne de. Phle khud kro fir batao , market me le kr bande milte nhi h , kisi aur ko Dene jao to rate ayse batate he ki ghr PR rkh kr kharab kr do chalega , ofline market bhut gnda he badi City mee
Jis ka bare mein pata nahin hai tho baat mat karo
I invested only Rs. 15000 aur samaj aagya ki bakwas hai Flipkart, Amazon and meesho
@@gagu231 explain kr sakte ho kese. ..?
Kya problem ati h
@@gagu231 why
Agar acha product ho to return 5% hi hota he Jo galti se ya pese na hone ki wjh se customers return kr dete he
Bhai mai 7 year sai seller hu.. filpkart sai bohot pese bnaye h....
@@iamkuldeep_kumawat भाई मुझे भी फ्लिपकार्ट का सेलर बनना है... क्या करना पड़ेगा....
Sahi hae. Evoke aur Lacuna.
@@iamkuldeep_kumawat bhai mera ek product bech do bhai😭
@@iamkuldeep_kumawat
Hello mujhe bhi sell karna hai Flipkart par
Kuch jankari chahiye tha
Customer ka product kudh se pack kar delivery karna hota hai ki Flipkart ke log packing or delivery karte hai... 👉🏻
Bhai Mera bhi yahi sapna hai leken kha se sekhu
Mai flipkart se phone mangaya tha open box tha seal bhi nahi tha maine replace kiya to fir se open box aa gya yaha tak ki usme contact numbers save tha fir maine return kar diya
Agar aaplog galat product bhejoge to loss hoga hi maine pahli baar order kiya tha ab dar lag raha hai kuchh bhi online lene se
correct
Ek baar me itna investment loss to hoga na abhi mene investment ki 2000 ki to kaam acha chal raha hai
Ab kya condition hai
Flipkart ne mera business total loss kr diya jo mene meesho se khada kiya tha
😂😂
Kiya hua tha
😂😂
Send ur mobile number Bhai
Worst h online me sell krna... aap inventory manage nh kr paoge or delivery wale sb chor h.. me b seller hu pichle 7 year se aaj tk 1 rupye nh kmaya or maximum time return glt ata h... apke pcs k bjay dusre pcs ajayng... asa business kisi kam ka nh h
Jab loss ho raha tha tab bhi samajh nhi aaya fir bhi business kr rhe ho
To sach batao
Return Or Cancel Order mai Adha maal to Courier wale chura lete hai parcels mai se mere itne parcel chori ho chuke hai.
Bhai mere ghar ke pass me kuchh log rehte h jo ki 2 saal se Flipkart, Amazon, or meesho se roj order karte h or 5000 ka saman lekar 50 rup. Ka saman dal kar de dete h delivery boy kuchh pese lekar ye sab karta h company inko refund bhi de deti h . jaldi police bhejo
भाई एड्रेस भेजो
Bhai kaha ho raha hai ye btao to
Acha
😂
Bhai uper wala be Bure karmo ka boj 50x kar dega😮, 50 ka 5000
Ek hi GST number se Flipkart Meesho Amazon jaise alag alag plateform pe sale kr sakte h kya
yess bro
Yes
Yes
Yes
Bilkul
Duplicate product me return to hoga hi
Customer ke liye subidha banai jati hai par customer hi froad kare to koi kya kare😢
Mai to bag order ki thi 2 mujhe purana fata hua bag recive hua tha , return ki hua hi nhi Flipkart ne mujhe hi glt bol kr Mera Paisa ka chuna laga diya, ye kaun bich raste me krta h PTA nhi but Jo v krta h usko nark me v jgh nhi milega
Hamesha video nikalo aache se box open karne ke time kuchh toh rahega kehne ke liye
Product ki cost k double settlement hona chahiye.or coustomer return p full focus Karo ki kese km aye
Bhale customer ko chuna lag jaye
20 lakh ke profit me 5 lakh ka loss ho gya toh kya hua🍆🍆
Bhai 5 lakh 5 mahina me loss jhel Raha h ye insan to socho ye kama kitna raha hoga Jo avi v sale kr raha h😂
Aapke konsa GST liya tha composition ya regular return kitna bhrte ho
flipcart amazon koi bhi company jo ONLINE shop khol ke baithi hai inko bund kar dena chahiye
Seller sent me used mobile twice, what about these type of sellers, once I got broken watch ....
complain about it
Me ek customer hun ..jo saman mngata hu wo agar mere jarurat ke hisab se order ke hisab se naa ho to return to kanra he padega or eating v nehi dunga to aapka buisness kaise hoga
Bhai product dekh kar lag raha 40k to 50k lakh ka hi maal hai iske pass
Aur item hi kharab aur change aaye to customer kaise lelega bhai mere sath bhot hua hai order kuch karta hu aata kuch hai kabhi kharab aata hai
Mein ek customer hun mujhe bhi loss Ho Gaya Flipkart ke seller aur team ke vajah ke vajah grocery product Sahi nahin mila aur return bhi nahin kiya 😢😢😢😢
What is the amount of your loss?
First thing is never to sell alot of product at the same time ☠️
Order badana asan hai par return control karna badi baat
Bhai aapne to is baar complete dikha hi Diya ki loss se kaise bacha jaaye.
Aaj hi se management par or b dhyan denge jisse loss bahut kam ho waise to course k video m aapne cover kiya h but ab or b acche se karenge.
Thanks Bhai
😀😀😀😀😀😀
vai me khud flipkart me kaam karta hu ye seller offer ke time pe amount ghata dete hai aur phir order place hone par order cancel kar dete hai phir baad me cx ka galti batate hai
2000₹ se shuru kia tha maine..
Aisa kya sell kr rhe the sir....
Or abhi kaha tak pahuche
I m a power Bank seller if you want message me
@@Lokesh-xq1yq yes bhai kha Tak puche?
@@Lokesh-xq1yq zero pr pahuch gaye
Return to aynge hi jab habada habdi me peck kroge product check karke nahi bhejoge adha saman bhejoge or jisko milta h vo return mar deta h
Bhai mujhe laptop bag ka acha knowledge h manufacturing ka ok
Me moth ka 300 400 bag banata hu akele or mujhe mall bechna h 40.50 rupees rakh k online me kyaa dikkat AA sakti h
kya wholesale price hai laptop bag ka?
@@tarunhaldhar6684 Shuru me aapko bhi loss hi uthana padega, ekbar jab product Flipkart par establish ho jaaye uske baad kamaaoge...Shuru me kuchh profit nahi milega...
No bhejo bhai apna
Send ur mobile number Bhai
कोई बता सकता है की सेलर अकाउंट ऑनलाइन वर्क स्टाटिंग मै कितने अमाउंट से स्टार्ट किया जा सकता है और क्या क्या सेटप करना होगा इसके लिए
2000 se
I got scam on amzon that i order an ssd 256gb and i got 500gb hdd but i am lucky that i got return 🙂
Non returnable products bechne se nuksan nahi hota
Bhai koi bhi naya Banda Flipkart Amazon per sel na Karen nuksan ke alava kuchh nahin
@@shkhan962 bhai , jese mene khud kaa peanut butter banaya , to use kaha sell kare please kuch information do yrr
I would suggest everyone not to create seller account on flipkart. They make false commitments and sell their services. Don't buy their IGNITE service that is totally useless service. I have very bad experience with flipkart.
Stop Selling on flipkart
Customer ko item returns krne k liye open box delivery mandatory krni chahiye with video taki jo ye bolte h maal gkt bheja h
Mai bhi sell karna band kar diya Flipkart pe bahut froud hota hai ispe
First of all sell quality products if you don't want returns
Mene Flipkart se laptop order kiya tha aur mujhe lowerf varient ka different model ka laptop Mila. Aur flipkar product return se mana kar raha hain. Sellers hin saare fraud karte hain. Nuksaan toh hona hin hain.
100000 se suru kia tha meine
Ab 1200000 hogye hai.
Which product category and platforms?
How
How
Which product category and platform
Bhai bekar hai Flipkart par koi saman bechna log return kar dete hai bin wazah bhi
Painking GST delivery charges ka paisa alag se jata hai
mera food item product khula hua aya tha, raste me kon khagaya bandar ya insan pata nahi, acha hua replasement milgaya.
Flipkart me sell krne k liye barcode scanner ka jarurt pdta h kya
No…
Baarcode ki baat karte ho mene Abhi tak 50 order dispatch kiya vo bhi mobile se mere pass koi laptop nhi barcode scanner nhi hai
@@movieslocation089 kia sale karte h bro
@@movieslocation089 hello sir, how you do this with phone please tell me sir 🙏🙏
@@movieslocation089 hi
🔅🔅🔅🔅 The video quality is the main attraction of this video. 🔅🔅🔅🔅
Packing se lekar shipping tak ka ek product kya kharacha aata hai
Customer ka bhi nuksaan ho jata h kuch sellers ki wjh se
Bhai mal achha quality ka rahega to koi kyu return karega
Brand k naam daal k duplicate product bhejte hai ye log
Jadatar shops defective product bhej dete hai... Jo shop mein bikte nhi hai....
Acha aur thik thak product kabhi return nhi hota...
Sabse badi baat non-refundable non-returnable kar do item ko 😂😂agar dusre de rahe to unhe dene do..😂😂
Sabse ghatiya to delivery hoti hai kaise bhi phekte hai product ko
isne shayad claim ka ISTEMAAL NHI KIA HOGA HAI NA
Kyuki india me kanjad krte h order phir waapis krdete h
I'm selling from around 5 years 🙃
Can we join as partners?
Kesa experience rha
Result is good or bad?
To Kyaa kare
Are you in profitable?
Mera 1.5 lakh loss hua
Sabse achha grocery products sale Krna hai isme return policy bhi nhi hoti hai
Clothing k liye time limit rakho return ka days me mat rakho return agar days me rakhoge to yahi hoga time limit rakho
Online products mahnga hota hai logo ko online khareedna chodna padega.
Sir aapki Saari videos Bohot detail me and helpful hai…
detail?🤔
Meesho to band hi kardia sabse bada chunna lagane wali company hai ye
Kya band h kiya
Quality hogi to bhai log chal k aayenge agar jhuth aur kachra kabi ni bikta h
Rahul ji ka face dekhar hi lagta hai woh loss hi karega life me
Lekin ab नही अब गिर के उठेगा
Nahin Shoib ye ekart aur fake order generation ke wajah se hain
10 lakh investement ...?
Do you provide offline training?
NO
Kuch bhi kar lo Loos hi hoga claim dete nhi hai
Mere ko flipkart se 18lakh ka nuksan hua hai
Sahi Mai bhai mai start nahi Karu?
Batane ka kast karenge nuksaan kaise hua
Jyda ho gayi 😂😂
Are jis ko 2lak ka nuksaan ho jaye na to Bo market se bhag lete he 15 lakh yr kuch soj samj kar bola Karo
Sale jhut bolta hai
flip card par returan policy celler ki marzi se honi chahiye log ganesh chaturthi or 15 august par tshirt pehan kar vapas kar dete hai
😂
2500 se start Kiya maine
Can u guide me
Kesa chl rha hai
Kailasji business kaisa chal raaa hai
सही मे फायदा कितना हुआ
Start Krna koi bdi baat nahi.... Maine bhi shayd pehla product 150-200 ka daala tha....
Sbse bdi baat hai profit bnana regular basis pr.... Abhi kaisa chal rha hai ?? Kitna profit hai
Mera 3 lakh ka nuksaan hua flipkart ki wajah se
Flipkart se jyada achha amazon h
Nahi Amazon pai jyada froud hote hai
Sbse slow
Mend 1000rs se shuru kra tha
Shuru kiye ?
Aap Aisa kaun se course ki baat kar rahe hain jisse Inka recover Ho Raha Hai thodi detail aap course ke bare mein bhi to dijiye kyunki kuchh aur to delivery boy bhi karte Hain unko kaise rokoge aap
Course ke liye website pe visit kijiye link and the description…
Ullu kam banaya karo .loss seller ka nahi Flipkart ke maalik ka hai seller bus send kar dete hai aur payment Flipkart se lete hai
Kaash aisa hota…
chinses clone item sell karoge wo b online to loss to hoga hi......!!!!
Sir kya hum Maharashtra me Flipkart packaging ke liye polybag use kar sekte hai
no.... id ban ho skti h
No
Flipkart sabse bekar portal hai, no QC pathetic customer support.
Mujhe flipcart sale krni h books ki kuch idea denge aap
WhatsApp us our WhatsApp number in the description….
Bhai product achha nehin hoga to obviously loss.