Fully charged hua ke nahi yeh Jan ne ke liye Multimeter se voltage dekhna hi bahetar hoga, 4.1v dikhana chahiye. Kabhi kabhi battery mein thora kam voltage down rahata hai. Us battery ko 1 ghanta charge dena nahi hai,battery blast ho sakta hai.
Diode ka confusion kyun hota hai ? Kyun ki video mein cathode aur anode toh dikhaya jata hai lekin yeh nahi bataya jata hai ke current anode se cathode ke taraf jata hai. Current passes thru a diode only in one direction from anode (+) to cathode (-) . Bas yehi samajhna hai. Silver Patti se +ve milega agar kali side se current input hota hai. Cathode ( silver Patti) se current kavi bhi kali side ke taraf nahi jayga . (+ve) to (-ve) current flows.
AJ kal market me jitani bhi emergency light or torch aa Rahi hai sabhi yahi circuit laga hota hai sabhi log Kai salo se use bhi kar rahe hai or Aisa kuchh bhi nahi hota time to time charge Karo GE to or aap jis tp4056 module ki baat kar rahe ho or sab jagah nahi milta
@@TechnicalJugaadHindi ha. Lekin who battery led acid battery hoti hai. Or agar koi torch ya emergency light me lithum battery hoti hai or agar who branded company ka hoga to usme bms provided hoga
@@krishanubiswas9157 kya bol rahe ho bhai mobile charger se nikalne wale 5volt se kisika ghar nahi jalega bhai kuch nahi hoga han lekin overcharge protection nahi hai iss circuit main isiliye aap khud hi check karke apne hisab se charge karna hoga kitne time charge main lagana hai baki toh koi masla nahi....ismain variable resistor and relay lagake overcharge protection wala bhi bana sakte ho agar aap chaho toh🤔
Raj bhai आप एक एसा circuit bnaooo battery ko charge करने वाला जब बैटरी चारज हो तो रेड led लाइट जले ओर बैटरी फुल चार्ज होने पर green led light जल जाए ऐसा circuit bnaoo
BMS nahi use karige to battery damage ho jayega jaldi se, aur full charge hone ke baad auto cut off nahi hoga. Secondly 4.2 volts se jada volts nahi dena chahiye.
Bhai ye battery charge karne ka sabse sasta jugaad hai agar ham bms use karege to battery charging ki cost badh Jaye or sabhi log bms kharid bhi nahi pate hai kyo ki unki market jaldi se nahi milta or online bohot jada price hai itne to ek or new battery aa jayegi
Same tarah ka connection kiya hai without led, par dikkat ye ho rahi hai ki dayod bahut garm ho raha hai aur charging nhi le raha, bt speaker me hai connection
On your meter you used the red wire as an indicator as it showing the positive charge. Is it always the red wire on every meter? Or can it be the black one too? I’m just starting to get into electrical stuff as a hobby and am getting a meter soon.
Raj Bhai.. Aap is tarah kaa Circuit banake DOONIYA ko mat dikhayeeye.. Q ki battery ko Charge karte samay time ke hidaab se over charge ho jaane se battery BLAST ho jaayegi Aur ise Aag lag saki hai. Behatar he ki TP4056 Charging protection module accha he. Isme Over charge protection bhi hai jo ki battery 🔋 ko over charging hone se bachaati hai.
Bhai Mai to khari bata Raha hu lekin gav 90% emergency light or torch me yahi circuit laga hota hai or sabhi log bade aram se use karte hai maine is video time bhi bataya hai kitne ah ki battery ko kitni der charge karna chahiye
Bhai is tp 4056 ki jagah universal charger Lelo 60rs ka 3000 mah tk ki battery aaram se charger kar deta hai me bhi istemal karta hu accha se charge karta hai
Don't mislead people. Your diode charging don't have overcharged or battery protection system. Over charging of lithium ion battery is very dangerous. It may explode or causes fire.
Koi mat karna .....ye experiment because only diode se volt value kam nahi hoti h.aur.isi liye after cuiruit voltage chek nahi karaye gaye h....aur last m bata raha hu agr 4 volt se jyda ap lithium ion battery ko doge to blast hone k chances h ...
Thank you bro aap bahut acche tarike se sham Jaate Hain
Ok bhai ❤️👍
Thanks
Sir aap log jaise youtuber achhi se bta te h
Ye video dekh kar mera bohod kuch sikh liya THANKS 😊😊
Bhai aapki videos mujhe bhut pasand hai
Thank you Bhai
❤❤❤
❤❤❤❤❤❤
🙏Sir ji Bahut useful kam ke chiz sikhne ko mila aap se , thank you Sir ji
Har Har Mahadev Bhai 🕉️🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🕉️🙏🕉️🙏🕉️🙏🕉️
Har har maha dev
Thanks bro.. Apka tarika bohat achhi he🥰🥰
Fully charged hua ke nahi yeh Jan ne ke liye Multimeter se voltage dekhna hi bahetar hoga, 4.1v dikhana chahiye. Kabhi kabhi battery mein thora kam voltage down rahata hai. Us battery ko 1 ghanta charge dena nahi hai,battery blast ho sakta hai.
Sir Ji thankyou 🎉🎉🎉🎉😢😢😮😮😮 7:32
Ok bhai ❤️👍
this will not autocut. Lithium battery may overcharge. its not safe idea. use automatic charger circuit.
Ok bhai
ट्रिक ठीक है लेकिन advisable नही है ।40 रुपए में चार्जर सर्किट आती है जो चार्ज होने पर led का colour भी बदल जायेगा और power cut भी हो जायेगा। TP 4056
😢😢😢😂😂😂 0:00
Diode ka confusion kyun hota hai ? Kyun ki video mein cathode aur anode toh dikhaya jata hai lekin yeh nahi bataya jata hai ke current anode se cathode ke taraf jata hai. Current passes thru a diode only in one direction from anode (+) to cathode (-) . Bas yehi samajhna hai. Silver Patti se +ve milega agar kali side se current input hota hai. Cathode ( silver Patti) se current kavi bhi kali side ke taraf nahi jayga . (+ve) to (-ve) current flows.
Ok bhai
Diode dono taraf current ko allow karta hai 😀😀😀 bas current ki direction same rahti hai.
@@Devendr099 Dono taraf...direction ...confused again.
@@dulalmajumder4917silver color line se input do out put black 👍
This is a crude method. TP4056 module comes with protection function and it's better.
Thank you bhai 😎😎
Ok bhai
Sir ISI Baat per diode ko purane multimeter se check karo aur video banao
Ok bhai
O
Thanks for this video it helps in my project
Sir thank you very much
Very very good🎉🎉😊👍
Thank you! Cheers!
Thank u janb, main kafi dayr aysi video dhoond rha rha
Diode heating problem
Isse kahate hai khud ke ghar ko khud hi agg alagne ka best idea..Itna risk lene so accha hai BMS use kar lo.
AJ kal market me jitani bhi emergency light or torch aa Rahi hai sabhi yahi circuit laga hota hai sabhi log Kai salo se use bhi kar rahe hai or Aisa kuchh bhi nahi hota time to time charge Karo GE to or aap jis tp4056 module ki baat kar rahe ho or sab jagah nahi milta
@@TechnicalJugaadHindi ha. Lekin who battery led acid battery hoti hai. Or agar koi torch ya emergency light me lithum battery hoti hai or agar who branded company ka hoga to usme bms provided hoga
@@TechnicalJugaadHindi aur rahi bat availability ki to online 25 rs me vhar vhar ke milega. To kiu risk le
@@krishanubiswas9157 kya bol rahe ho bhai mobile charger se nikalne wale 5volt se kisika ghar nahi jalega bhai kuch nahi hoga han lekin overcharge protection nahi hai iss circuit main isiliye aap khud hi check karke apne hisab se charge karna hoga kitne time charge main lagana hai baki toh koi masla nahi....ismain variable resistor and relay lagake overcharge protection wala bhi bana sakte ho agar aap chaho toh🤔
@@TechnicalJugaadHindi main to bms ka use karunga hamesha li ion battery me
Raj bhai आप एक एसा circuit bnaooo battery ko charge करने वाला जब बैटरी चारज हो तो रेड led लाइट जले ओर बैटरी फुल चार्ज होने पर green led light जल जाए ऐसा circuit bnaoo
Ok bhai
Mobile battery में तीन पिन क्यों होती हैं + - कैसे सिलेक्ट करें!
Bro On Your Battery It Mentioned on the sides of the pin.
@@botbot-bu8gq thanks, then after read in an article that third pin controls over heating.
BMS nahi use karige to battery damage ho jayega jaldi se, aur full charge hone ke baad auto cut off nahi hoga.
Secondly 4.2 volts se jada volts nahi dena chahiye.
Bhai ye battery charge karne ka sabse sasta jugaad hai agar ham bms use karege to battery charging ki cost badh Jaye or sabhi log bms kharid bhi nahi pate hai kyo ki unki market jaldi se nahi milta or online bohot jada price hai itne to ek or new battery aa jayegi
@@TechnicalJugaadHindi Battery charging BMS easy available in any local electronics shop. Price not more than Rs. 20/-
Ek ciggerate ke price
TP4056 charging module online price 18 rupees only
DC Motar ke sath charj karo
Me apka video 🇧🇩se dikha 😊😊
🇧🇩👍
Diod kaek kamm ye bhi h. Vo voltage drop kre ga. 5volt ko. Bettry ko chahiye joti h 4 volt. May be utni hi voltage milegi bettry ko
Aap bilkul thik bol rahe ho
Same tarah ka connection kiya hai without led, par dikkat ye ho rahi hai ki dayod bahut garm ho raha hai aur charging nhi le raha, bt speaker me hai connection
Thank you bro❤❤
Maine multimter se bi dekha charge connector pe reading aachi aarahi hai phir jab diode ka silver k aage dekhta hoon phir nahi aarahi
On your meter you used the red wire as an indicator as it showing the positive charge. Is it always the red wire on every meter? Or can it be the black one too? I’m just starting to get into electrical stuff as a hobby and am getting a meter soon.
Kya lead acid battery ko charge karne ke liye ye method use kiya ja sakta hai ?
Very informative blog very well explained.
सर जी किसी चीज को ज्यादा न घुमायें कभी चक्कर न आ सकतें है
Ok bhai 😁😁😁😁
Bhai kya ispe charging protection milega?
Nahi bhai aap 30 se 40 minutes me battery full ho jayegi
@@TechnicalJugaadHindi ok Bhai video helpful hai , par next video charging protection ke sath banao
Nice jugad but carkit garam hota hi
12 volte 5ah ki battery pe kon sa diode use kr skte h
6A4
Sir isse battery kharab nahi hogi ya nahi
Nahi bhai kuchh nahi hoga
diode krta kya hai and ye important kiyu hai please explain
Raj Bhai..
Aap is tarah kaa Circuit banake DOONIYA ko mat dikhayeeye..
Q ki battery ko Charge karte samay time ke hidaab se over charge ho jaane se battery BLAST ho jaayegi Aur ise Aag lag saki hai.
Behatar he ki TP4056 Charging protection module accha he. Isme Over charge protection bhi hai jo ki battery 🔋 ko over charging hone se bachaati hai.
Bhai Mai to khari bata Raha hu lekin gav 90% emergency light or torch me yahi circuit laga hota hai or sabhi log bade aram se use karte hai maine is video time bhi bataya hai kitne ah ki battery ko kitni der charge karna chahiye
Sir ek 12 v battery level indicator making ka video dijiye.
Ok bhai
bhai agar 5amere charger se kitni der tak lgaye please bataon
n
Bhai is tp 4056 ki jagah universal charger Lelo 60rs ka 3000 mah tk ki battery aaram se charger kar deta hai me bhi istemal karta hu accha se charge karta hai
Ok bhai
Lithium ion 2000mah × 2 = kitna samay charge ko rakhna hai
1 ghante
يتعذر الاشتراك ولا يوجد جرس-يتعذر الاستجابة لكل طلباتك-يتعذر التعليق - لا أعلم .
Ye jugaad ke liye lagane Wale components kaha se milega online
Sab electronic shop mil jayega
Sir video editing or compressing kon se app se lete ho
Kinemaster
@@TechnicalJugaadHindi noise ko reduce kon se app se lete ho
Sir agar main charging socket sidha laga de to kya hoga
Otocut charging banakar dikhaiye
Ok bhai ji
Very nice video sir
Thank you bhai
Good job bro...
sir micro usb par lage 3chijo ka name bta do
Led diode resistance
Sir 3 lithium battery ke liye ek diode se charge kar sakte he
Kya 12 v battery ko charg kar sakte hain
Sir 775 dc motor mai fan lagane ka baad bohot noice aata hai noice kam kar na ka koi solution hai kya please ....?
Bhai usme thoda oil dal do machine wala 😊😊
मशीन का तेल डालो भाई मोटर में
V nice Ustad g love from 🇵🇰
Very good
Very good
Good 😊
Very nice bhaiya
Ham kaise check Karen plus mines hamare pass later nahin aaega❤❤❤❤😢😢😢😢😢😢😢😢
Bhaiyo mere ko koi ye bata do ki 3.7voltage ki battery se nichrome wire heat ho jayega for vape
Ha bhai ho jayegi
Is video ka thumbnail fully wrong hai.
😊😊😊
12wlt ki bettary ka hai kya
Uske liye bhi market me mil jata hai
Bro agar multiemeter na ho to kya ham led se pata kar sakte he plus minus please reply me
Ha bhai kar sakte ho
Thanks bro for replying im 10.years old i make a rechargeable fan aur vo successfully ban gaya
Bina led ka vidi banao bhai
ए बरोबर व्हिडिओ टाकला तर पाहतोय
Bhai battery to charge ho jayegi lekin aapane solding kar diya hai to use kaise karenge
Bhai uske liye aapko battery holder chahiye
So nice thanks sir
Most welcome
Ye charger module apne banya he ye 4.90 v dera he lekin mobile battery charger karne ke liye 3.7v se 4.20v lakta he na to battery me full jaygi
Bhai battery mobile phone lagi rahti hai tab bhi full jati hai aap time ke hisab se battery charge kare kuchh nahi hoga
4.90v aarah multimete par chack ki ya lekin battery charger karne ke liye 3.7 se 4.20 lag raha he
hello you are right but this man use single diode you can you two more diode to drop volte into something 4.29
@@rawalmehul.a2168 ok
Sir, Quality video
Thank you bhai
Don't mislead people.
Your diode charging don't have overcharged or battery protection system. Over charging of lithium ion battery is very dangerous. It may explode or causes fire.
Nice 👍 video
Agur 5 volt 2am ki charger hei to kitne ghanta charg kare
2000 mah ki batter 2 amper se 1 ghante me charge ho jayegi
Voltage to jeyada output hogi
Nahi bhai
Best👍
Thank you Bhai 👍
Same process karne ke baad bhi diod adhik heat ho to kya kare
Good job
Thank you Bhai
Sir kya hum issey 2 battery charge kar sakte hai
Ha bhai kar sakte ho bas time Jada lagega
Bhai me try kiya bilkul same trah se light nhi jal rha h per volt aarha h led thik h chek ki to kya problem ho skti h
Nice vidio
चार्जिंग जेग बननया पर चार्ज लगाने पर गर्म होकर + का टाका निकल जाता है
Pyada kya he iska to pir me sirp ye dekna chahta tha ki ye apne app charj karna band kar de
Sahi bole
Bhaiya serial video banana
Good job bro
Thank you bhai
Bhai isse mobile battery charger Ho jayegi kya😮
Ha bhai ho sakti hai par aapko time ka ध्यान रखना पड़ेगा
@@TechnicalJugaadHindi thanks bro
Bhai muje ye cercuit bnakar bhej do please
Ok bhai
Sir 1k resistance nahi hai to dusra laga sakte hai
Ha laga sakte
Thank sir
Ok bhai
Koi mat karna .....ye experiment because only diode se volt value kam nahi hoti h.aur.isi liye after cuiruit voltage chek nahi karaye gaye h....aur last m bata raha hu agr 4 volt se jyda ap lithium ion battery ko doge to blast hone k chances h ...
Thanks sir
मैं टार्च बनाया हू पर चार्जिंग करते समय diod गरम कियू हो रहा है
Diode heat nhi hoga kya
Agar direct lagaye to kya hoga
Super
Thank you Bhai
Bhai charge wala kaha se le
Mere video 📷 me ja karde❤
Sirji why don't you fix a battery protection circuit, it will be much better. Thanks.
Ok bhai 👍
सॉरी प्लीज रिप्लाय लिथियम बॅटरी बॅकअप नही दे रही है मी चार्जर भी सही युज कर रहा 3.7
Me direct phone charger se cut karke battary charge karta hun or light jalata hun
❤❤
Thank you bhai