Rechargeable torch kaise thik kare || led torch ko kaise thik karen || rechargeable torch repairing

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • Rechargeable torch kaise thik kare || led torch ko kaise thik karen || rechargeable torch repairing
    Hi
    I am Raj Welcome to our yoautube channel Technical jugaad hindi
    About this video :-
    hello friends is video me maine aapko led Rechargeable torch ke circuit repairing ke bare me full detail se bataya hai agar apke led Rechargeable torch ki light kam nahi kar rahi ho to aap apni led Rechargeable torch ko kaise check kar ke repair kar sakte ho agar apke led Rechargeable torch
    ki battery charging me problem ho rahi ho to led Rechargeable torch ki is charging problem ko kaise check karke repair kiya jata hai maine uske bare me full detail se bataya hai agar aapke torch ki on off button kharab ho gai ho to aap kaise led Rechargeable torch ki is problem ko thik kar sakte ho agar apke led Rechargeable torch battery charge nahi ho rahi ho to aap kaise battery charging ki is problem ko thik kar sakte ho
    Umeed Karta Hu Ki Aapko Ye Video Pasand Aayegi
    Thank you so much......🇮🇳🇮🇳
    Topic covered in this video :-
    1) rechargeable torch repairing
    2) rechargeable led torch
    3) led torch kaise thik kare
    4) led torch ka repair kaise kare
    5) rechargeable led torch repair
    6) how to repair rechargeable torch
    7) rechargeable torch ko kaise theek kare
    ****************************************************************************************💥💥💥 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    My affiliate marketing ( increase Earning )
    MY Boya Mi Mic :- amzn.to/3gmwQ9F 👈
    My Hand free :-
    amzn.to/2YqUPhy 👈
    My Canon 200D Camera :- amzn.to/3gmqhUj 👈
    Background Light :- amzn.to/3vcYeQ7 👈
    New Background RGB Light :-
    amzn.to/3v6w352 👈
    Ring Light :-
    amzn.to/3epBCpz 👈
    Ring Light Stand :-
    amzn.to/2PKnMnl 👈
    Soft light umbrella :-
    amzn.to/3v7eSAe 👈
    Mic stand :-
    amzn.to/3cfzFJg 👈
    Tripod :-
    amzn.to/3qqocMh 👈
    Vlogging tripod :-
    amzn.to/3t09NrL 👈
    Mobile Holder :-
    amzn.to/3cdujOY 👈
    My First Mobile :-
    amzn.to/3egf76l 👈
    My Mobile :-
    amzn.to/38jXxKF 👈
    Boya MM1:-
    amzn.to/3c9b2hD 👈
    Soldering iron kit :-
    amzn.to/3qtqDxz 👈
    Best multimeter :-
    amzn.to/3c94r6N 👈
    Saudi Torch :-
    amzn.to/3rs08cZ 👈
    Resistance kit :-
    amzn.to/3kYC0N0 👈
    Best glue gun 150 watt :-
    amzn.to/3bvm6ql 👈
    ***************************************************************************************
    Social networking ( Follow Me On ) :-
    / rajrnder0 👈
    / jugadhindi 👈
    / technical_jugaad_hindi 👈
    / technicaljugaadhindi 👈
    ****************************************************************************************⚡⚡⚡🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    Hashtags :-
    #टोर्च_के_सर्किट_को_अपने_घर_पर_कैसे_रिपेयर_करे
    #Rechargeable_torch
    #torch_circuit
    #charging_torch
    #led_light_torch
    #china_torch
    #repair_torch
    #Hindi #technicaljugaadhindi
    Disclaimer :-
    Video is for educational purpose only Copyright disclaimer undersection 107 of the copyright act 1976 allowance is made for " fair use" for purposes such as criticisms, comment, news, reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non-profit educational or personal use tips the balance in favour of fair us

Комментарии • 89

  • @AbdullHamid-xd5jh
    @AbdullHamid-xd5jh 3 года назад +1

    Batanay ka andaz behtren....good

  • @crazyhacker9094
    @crazyhacker9094 3 года назад +2

    Nice video

  • @JassiHadwark
    @JassiHadwark 3 года назад +2

    Very good

  • @pampabiswas9517
    @pampabiswas9517 3 года назад +2

    Thank you bhai

    • @pampabiswas9517
      @pampabiswas9517 3 года назад

      Bhai ek voltmeter Banakar dikhao please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🤩🤩🤩

  • @INDIANELECTRICIAN106
    @INDIANELECTRICIAN106 3 года назад +1

    Raj bhai aap es torch k brige recitifer ko kaise lgana h aap ne achh trik s btay super 🔦🔦

  • @Theminicreator24
    @Theminicreator24 3 года назад +1

    Very good ⚘🌷☘🍀🌷⚘🌼🌻

  • @narinderkumar3881
    @narinderkumar3881 3 года назад +2

    Very intelligent work .

  • @gauravdiwakar2845
    @gauravdiwakar2845 3 года назад +2

    nice.pik

  • @helthfactrohit
    @helthfactrohit 3 года назад +2

    Bai raj aap bahut mehanat kia कस्तंबर ne Kitna रुपया दिया bai राज

  • @deveshpandey3314
    @deveshpandey3314 3 года назад +3

    Smd machine per video banayiye please

  • @nandlalpandit8728
    @nandlalpandit8728 3 года назад +2

    TV remote repair videos banaye please

  • @pabitrakadma4424
    @pabitrakadma4424 3 года назад +2

    Fast

  • @Ankit_M
    @Ankit_M 3 года назад +2

    *Congratulations For 1 lakh Subscribers*

  • @AbdulHameed-wq4ci
    @AbdulHameed-wq4ci 3 года назад +1

    Very nice 👌👌

  • @UdayaRai-mo4ur
    @UdayaRai-mo4ur 3 месяца назад +1

    Udaya 🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦

  • @The_Insane_gamer_
    @The_Insane_gamer_ 3 года назад +3

    charging module kitne ka milta hai bade bhai

  • @nandlalpandit8728
    @nandlalpandit8728 3 года назад +3

    4v 2amp battery kitna time tak backup dete hai

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 года назад +1

      Bhai vo aap par he ki aap battery par kitana lode de rahe ho

  • @suryamohapatra2838
    @suryamohapatra2838 3 года назад +2

    Bhai Agra aka led trouch ka charging socket thike ha likin battery karap ha to agara Hama usaki jaga a lithium ion battery ka use Kara to Hama usko kasa charge kara

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai aap kisi bhi mobile charge se us battery ko charge kar sakte ho

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 года назад

      Bhai aap socket se direcr charge bhi kar sakate ho

  • @rajeshkumarnayak3547
    @rajeshkumarnayak3547 3 года назад +3

    Hii

  • @shivammaury4952
    @shivammaury4952 3 года назад +1

    🙏🙏Bhai mera laptop battery bms output nhi de raha hai. battery OK hai. Please🙏🙏🙏🙏 koi solution batao.🙏🙏

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Sorry Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega ki kya problem hai

  • @abhijitpatil9098
    @abhijitpatil9098 3 года назад +1

    Bhai mere pas ek 4v 1a ki battery he us ka pani khatan ho gaya he aur kitana bhi charge karo 10se20 sec me down ho jati he konasa pani delu battery me plz batao

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai battery me kon sa pani or kaise dala jata hai maine uski video full detail se bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @hansukumar1309
    @hansukumar1309 3 года назад +2

    Sir, without circuit board how to fix the components. Please explain sir

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Aap ki video usi topic par hai din me 12 baje video ane wali hai

  • @rajkumargupta6952
    @rajkumargupta6952 3 года назад +2

    bhai soldering iron par solder nhi chipak rha to kya karoo🤔🤔

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +2

      Bhai yahi problem kai logo ho ho rahi hai is problem par mai ek video bana duga taki bhai ek sath sabhi ko jawab mil jaye

    • @rajkumargupta6952
      @rajkumargupta6952 3 года назад +1

      @@TechnicalJugaadHindi jldi bnana please🙏🙏

  • @helthfactrohit
    @helthfactrohit 3 года назад +1

    Hii raj kaise ho aaj kal me Anand apka bai

  • @sagarkokate1946
    @sagarkokate1946 3 года назад +1

    Batan lagane ka tarika bahut galat hai eske jagah two way switch laga lete to accha hota wo asanise adjust hota hai

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 года назад

      Lekin bhai tow way swich ki life kam hoti me mene use kiya he aan me bhi yahi swich use karta hu tow way swich ko thode din me bar bar badalana badata he

  • @abhijitpatil9098
    @abhijitpatil9098 3 года назад +1

    Bhai mere bluthooth hedset ke repair karne kel liye uske SPEAKER ko bahut open karne ki koshis ki vah open hi nahi ho raha plz batao kaise open karu Aap ki video me bataya he vaise hi kar raha hu lekin nahi ho raha he kay karu

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai speaker ka model kon sa hai

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi unib3987 he modal ka he bhai bahut try kar liya nahi ho raha he hatode se bhi dhire dhire try kiya lekin nahi open hoaa

  • @bharatbhatt3645
    @bharatbhatt3645 Год назад

    Bichwala 2 resistor open hai kaunsa lagave sabki value batao

  • @nandlalpandit8728
    @nandlalpandit8728 3 года назад +4

    6v battery me emergency ka lite 1 minute me heat ho jata h kya lagane par heat na ho

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 года назад +1

      Bhai us me ek 2.2ohm 1 waat ka resistance laga do serise me vo kay he ki lad 4v he aur battery 6v ki

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +2

      Bilkul thik kaha bhai aapne

    • @nandlalpandit8728
      @nandlalpandit8728 3 года назад +1

      @@abhijitpatil9098 thanks

  • @rajeshkumarnayak3547
    @rajeshkumarnayak3547 3 года назад +3

    Aap Kan tak pardi kia he

  • @user-sh5gh2xu7m
    @user-sh5gh2xu7m 6 месяцев назад

    Bhai troch ki men led ki pas ki register jal geya he. Kan sa register lagau

  • @shubhamjain3291
    @shubhamjain3291 3 года назад +1

    Sir buld ki range kam jyada karne k liye kis chiz ka use kare ..

  • @rizwan1794
    @rizwan1794 3 года назад +2

    Bhai aapke market me 5w speaker 🔊 kitne rupee ka milta hai 2pcs 🙏🙏🙏👏👏👏

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +2

      70 rupaye ka dete hai bhai achhi quality wala low quality wala 40 rupaye ka dete hai par yaha ki market me jada price me de rahe hai bhai

  • @smilebicky
    @smilebicky Год назад +1

    Kya Market ya Online main ye circuit milta hai ?

  • @yashindhobi6376
    @yashindhobi6376 Год назад

    Rajsirkampingligtparvidiobnaiye

  • @freefirekingadamwad4756
    @freefirekingadamwad4756 3 года назад +1

    SMD ke Bina hum kaise IC ko Apne hathon se nikal sakte

  • @SureshSom
    @SureshSom Год назад

    सर जी आप का जिला कोन सा है।।

  • @kushalbhaskar4401
    @kushalbhaskar4401 3 года назад +1

    Mera mobile charger ka output blink kar raha hai.... Kya karu...???

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega ki ye problem kyo ho rahi hai

    • @VivekKumar-rp1ft
      @VivekKumar-rp1ft 3 года назад

      Output ka capacitor change kar digeye

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 года назад

      Capacitor ya phir zenar diod karab he

    • @VivekKumar-rp1ft
      @VivekKumar-rp1ft 3 года назад

      @@abhijitpatil9098 dono ko check kigeye

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 года назад

      @@VivekKumar-rp1ft bhai local he ya original charger yani ki ic vala he ya bina ic vala

  • @santosh-vg2ps
    @santosh-vg2ps 7 месяцев назад

    Koi bhi try mat karna torch toot jayegi mene mamma se chupke kiya tha aab muche jute laag rahe hai 😅😅😅

  • @allvideoschannel8876
    @allvideoschannel8876 3 года назад +1

    Very good

  • @UdayaRai-mo4ur
    @UdayaRai-mo4ur 3 месяца назад

    Udaya 🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦🔦