Pooja Ki Thali KeseTayyar Karen?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 авг 2017
  • In this video I will tell you about how to prepare pooja ki thali within few minutes only. Facebook Page Link - JainPrincipl...
    Facebook Id - profile.php?...

Комментарии • 134

  • @sunitachougule3727
    @sunitachougule3727 2 года назад +2

    🙏 जय जिनेंद्र दिदी, खूप छान माहिती मिळाली.

  • @harmoniumclasses826
    @harmoniumclasses826 4 месяца назад

    Jai jinendra didi... Apne bahut se samjhaya hai....

  • @kavyanshjain7224
    @kavyanshjain7224 5 лет назад +3

    Jai Jinendra didi

  • @rakeshjain7047
    @rakeshjain7047 2 года назад +1

    आप बहुत ही अच्छी है तरह से पुजा के बारे में समझने का प्रयोग करती हैं धन्यवाद जी आपको बहुत बहुत

  • @jaycodiagoldjewels8362
    @jaycodiagoldjewels8362 4 года назад +4

    Very good 👍

  • @shwetajain3341
    @shwetajain3341 5 лет назад +1

    bahut achacha presentation

  • @Adhyatmkendra
    @Adhyatmkendra 4 года назад +1

    🙏Jay Jinendra 🙏 Bahut sundar so nice

  • @gvora99
    @gvora99 5 лет назад +3

    Very very useful. Thank you

  • @anjujain1961
    @anjujain1961 3 года назад +2

    थैंक्यू दीदी जय जिनेंद्र

  • @jayshreesspecialrecipe8283
    @jayshreesspecialrecipe8283 4 года назад +3

    आप कितने अच्छे से बतलाती हो ,जय जिनेन्द्र 🙏

  • @vickyjain8777
    @vickyjain8777 4 года назад +2

    Ji jinendra di...
    Aapne bahut bahut achha samjhaya

  • @priyajain3941
    @priyajain3941 2 года назад +2

    Very well explained. Thank you

  • @sushmitasaitwal6697
    @sushmitasaitwal6697 3 года назад +2

    Thank you so much😊😊. Useful for Mahavir poojan tomorrow

  • @rajivjain6891
    @rajivjain6891 2 года назад +2

    Excellent way to teach how to ready for jin puja

  • @mansijain1637
    @mansijain1637 5 лет назад +1

    Thank sooo much🙏

  • @preetijain5604
    @preetijain5604 4 года назад +1

    Jaijiendra 🙏thku so much mam apne bhut acche se samjhaya hai

  • @pragatijain1219
    @pragatijain1219 5 лет назад +1

    Bohat acche se samjhaya apne..

  • @rekhaanilshah1396
    @rekhaanilshah1396 4 года назад +1

    Aap bhut bhut sukriya mera sara
    Dought dur kar diya

  • @rekhasomwanshi4681
    @rekhasomwanshi4681 2 года назад +1

    Thank you didi 🙏🏻

  • @BhartisCuisine
    @BhartisCuisine 5 лет назад +1

    ही अच्छा समझाया आपने

  • @nanduudan2841
    @nanduudan2841 4 года назад +1

    Thank you didi

  • @rupeshjain7088
    @rupeshjain7088 4 года назад +2

    Superb....

  • @madhujain6111
    @madhujain6111 5 лет назад +1

    Thank u so much

  • @meenujain4935
    @meenujain4935 4 года назад +1

    Jai jeenendra Mam thanks a lot ur video was too gud

  • @mahavirm9492
    @mahavirm9492 Год назад +1

    बहुत अच्छा समजया मन से धन्यवाद 🙏

  • @girishpatel8501
    @girishpatel8501 2 года назад

    Jay jinendra didi

  • @kavyanshjain7224
    @kavyanshjain7224 5 лет назад +1

    Thank you

  • @aditieducationalclasses4986
    @aditieducationalclasses4986 3 года назад +1

    Mst✌️

  • @shailendrajain2146
    @shailendrajain2146 6 лет назад +1

    👌

  • @neelum7569
    @neelum7569 2 года назад +1

    Nice thanks

  • @ArjunReddy-kc4sz
    @ArjunReddy-kc4sz Год назад

    👌👌 Jay jinshashan Jay mahaveer

  • @rohitjain6641
    @rohitjain6641 5 лет назад +2

    very nice di

  • @honeyjain8335
    @honeyjain8335 2 года назад +1

    Thanks you so much ma'am

  • @shwetajain7294
    @shwetajain7294 Год назад

    Jai jinendra,you are a very good teacher for me and my family ,aap bahut hee achi tarah se batati hain,thanks

  • @crazyboiz5888
    @crazyboiz5888 Год назад +1

    V well exo

  • @Lakshmi-bh5yk
    @Lakshmi-bh5yk Год назад

    🙏

  • @hirenshahshah6674
    @hirenshahshah6674 7 лет назад +1

    Nice

  • @rupalijain596
    @rupalijain596 6 лет назад +1

    Wow nice presentation

  • @priyankamittal3165
    @priyankamittal3165 3 года назад +1

    Aapne bahut ache se bataya. Meri shaadi jain parivar mein hui hai aur mein is dharm ke baare mein aur bhi janna chahti hoo. Aap ye bata sakte hai ki pooja ke baad us poojan samagri ka kya karna chaiye jo pooja mein use kri hai

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      Jai jinendra
      Poojan samagri mandir ke maliji ko de den.Ya phir pashu,pakshiyon ko daal den.

    • @priyankamittal3165
      @priyankamittal3165 3 года назад

      Ok, dhanyabad.. Jai jinendra

  • @shilpijain5269
    @shilpijain5269 10 месяцев назад

    दीदी क्या आप पद्मावती माता की भी पूजा कैसे की जाती है और उसकी तैयारी की भी जानकारी दे दीजिये 🙏🙏🙏

  • @rishijain9651
    @rishijain9651 5 лет назад

    jai jinendra..
    kya aap mujhe padmavati maa k shukrawar k vrat katha ekasan k tarike bata sakti hain.. ya is par ek video bana sakti hain

  • @Kittuslife
    @Kittuslife Год назад

    Hi
    Can you show the proper way to do gahuli in temples

  • @user-rj8iv1rk3u
    @user-rj8iv1rk3u 10 месяцев назад

    धूप दशमी की पूजा विधि बताए pls

  • @vjain304
    @vjain304 2 года назад

    Jai jinendra ji...ek question tha kuch log pujan karte waqt bich bich mein argh khatam hone per dusre pujan walon se mangne lagte hai...kya ye thik hai...isse pujan mein kaafi disturbance ho jata hai...

  • @nainajain4962
    @nainajain4962 4 года назад +2

    Very nice good going 😊 pls
    Kya ap bta sakte hai ki kya hum pooja sadi K alava suit me kr sakte hai gile drav se ?

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад +2

      Humare guru humare idol hote hain.Aaryika mataji bhi saree pehnti hain.Isliye dharmik karyakramon mein humesha saree hi pehnni chahiye.

    • @nainajain4962
      @nainajain4962 3 года назад

      Thank you 😊

  • @shilpajain8270
    @shilpajain8270 4 года назад +1

    Can we say the pooja in its hindi translated form, which is available in some religious books, secondly this mahavir jayanti we were told to do the dravya pooja and Abhishek at home due to lockdown, is it ok, also is it necessary to take dhoop separately because laung also serves as dhoop, one last question, if we are doing only bhav pooja in the temple or at home, do we have to say the same prayers without the dravyas

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      Jai jinendra
      1.pooja original form mein hi bolni chahiye.Ye difficult nahi hai.Chhote chhote bachhe bhi bol lete hain.Only practice chahiye.
      2.Abhi lockdown situation thi isliye dravya pooja ghar per hui nahi to humesha dravya pooja mandir mein hi hoti hai.Ghar mein bhav pooja ker sakte hain.
      3.Ghar mein bhav pooja kaise karen usper video banayungi.

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      Dhoop generally alag hi leni chahiye.Tabhi to asht dravya se pooja hogi.

    • @shilpajain8270
      @shilpajain8270 4 года назад

      @@JainPrinciples dhanyavad

    • @sjain-wk8yj
      @sjain-wk8yj 3 года назад

      @@JainPrinciples dhoop me hum log long kaa upyog kaarte hai mandirji me

  • @Jinvani_jain29
    @Jinvani_jain29 7 лет назад +3

    what is prathama niyog,karuna niyog,charna niyog and dravya niyog...

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  7 лет назад +3

      jinvani jain
      humare jitne bhi shastra hai vo in chaar anuyogo mein divided hain.
      Jinme stories hoti hai vo prathmanuyog kehlate hain.
      Jo lok ka varnan karte hain ve karnanuyog kehlate hain
      Sharvak aur muniyon ke aacharan ka varnan karne vale granth charnanuyog kehlate hain.
      Aatma ka varnan karne wale granth dravyanuyog kehlate hain.

  • @AmitJain123
    @AmitJain123 5 лет назад +2

    hamare yaha toh koi koi tone mei .... swastik banate hai..... confuesd ?//// plz guide .. thone mei astkamal banaye ya swastik??

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад +1

      Thona humare hriday ka prateek hai .Hum hriday kamal per bhagwan ji ki sthapna karte hain.Us hriday kamal ke prateek ke roop mein hum asht pankhudi ka kamal banate hain

    • @Mmaulin12
      @Mmaulin12 5 лет назад

      Jain Principles ऐसा मानना है की भगवान अष्टदल पद्म पर स्थित हैं, और उस पद्म हमारे हृदय के अन्दर है.

  • @kumarmurchite722
    @kumarmurchite722 10 месяцев назад

    Dhoop keyy liye kaya use kiya hey aapne

  • @subhamjain4960
    @subhamjain4960 5 лет назад

    Aaj kal kuch mandir Mai Aisa hone Laga hai
    Ki log ghar Sai Nahake nahi jate
    Mandir Mai hi naharte hai
    Mandir kai hi vastra pahen lete hai
    Yeh kaha tak uchit hai

  • @lalitjain7223
    @lalitjain7223 4 года назад +1

    Hi mam was kese kiya jata h

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      Jai jinendra
      Aapka matlab was se upvas hai kya?

  • @lakhanprajapati7058
    @lakhanprajapati7058 5 лет назад +1

    I want samuchay Pooja full

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад

      Mein aapka matlab nahi samajh pa rahi hun.Aap likhit pooja chahte hain ya uchharan poorn pooja chahte hain.Yadi likhit chahiye to pratyek jinvani mein ye mil jayegee.Isko Dev shastra,Vidyaman vinshati aur anantanant sidh parmeshti pooja bhi kahte hain

  • @rpsctoday4275
    @rpsctoday4275 4 года назад +1

    चावल पर केसर chidkne से पुष्प बन सकते हैं क्या
    पुष्पके अभाव के साथ यह ताली अष्ट द्रव्य की ताली नहीं कही जा सकती

  • @rashmijain1209
    @rashmijain1209 2 года назад

    Chawal ko 1hi pani se dhoni Hai ya 2_3 pani se means 2-3bar dhoye aur shrifal ko bhi dhona Chahiye aur sukha gola chadate Hai to use bhi dhona Chahiye..... Bina doye Le sakte Hai Kya...... Pura Gila karna hai ya thode jal se dhoom sakte Hai??

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      Jai jinendra
      Sabhi samagri dhooli hui hi kaam mein lete hain.

  • @anjujain1961
    @anjujain1961 3 года назад +1

    Jaijenandrdede

  • @vishaljain4301
    @vishaljain4301 4 года назад +1

    Dhoop me kya liya? Apne nahi bataya

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад +2

      Koi chandan ka chilka lete hain,koi chandan ki lakdi ke barik tookde lete hain,Koi pisi hui lete hain.Jaisi availability ho waisa ker sakte hain.

    • @sarikajain2517
      @sarikajain2517 4 года назад

      Jain Principles dhoop me laung pis kr le skte h kya ?? Plz reply me

  • @chandajain5029
    @chandajain5029 Год назад

    दस lakshan पर्युषण मैं पूजा कैसे की जाती है

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  Год назад

      ruclips.net/video/toCpC2cv3NQ/видео.html

  • @arpitjain1224
    @arpitjain1224 4 года назад +1

    Mujhe tattoo bnvana h... Can u guide me?

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад +1

      Aapko tattoo nahi banvana chahiye.Tattoo banvane per aap maharajji ko aahaar daan nahi ker sakenge

    • @arpitjain1224
      @arpitjain1224 4 года назад

      @@JainPrinciples is that written in our books?

    • @sarikajain2517
      @sarikajain2517 4 года назад

      Jain Principles mujhe is bare me itni knowledge to nhi lekin phle ke samay me to ye must hota tha ki hath per apne husband ka naam ya apna naam likhwate to kya wo aahaar nhi dete the ?? Me sirf puch rhi hu

    • @arpitjain1224
      @arpitjain1224 4 года назад +1

      @@sarikajain2517 बिल्कुल सही बोला आपने सारिका जी..... क्योंकि जो राजस्थान में तो बहोत ज़्यादा है tatoo बनाने का प्रचलन!

    • @sarikajain2517
      @sarikajain2517 4 года назад

      Jain Principles plz reply

  • @sarikajain2517
    @sarikajain2517 4 года назад +1

    Mam jb hum apne puja ke bartan me puja krte h to wo bartan wapis kaise laye q ki khte ki chadai hui samagri ko touch nhi krte to hmare bartan kya mandir me rhne de ??

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад +1

      Aap jin bartan mein pooja ker rahe hain uski samagri wahin chod den.Aur bartan ghar le aayen.

    • @sarikajain2517
      @sarikajain2517 4 года назад

      Jain Principles bht bht dhanyawad 🙏

    • @ranjanajain325
      @ranjanajain325 3 года назад

      Hi sarika
      Me Ranjana jain pahchana?

  • @shwetajain7294
    @shwetajain7294 Год назад

    Aap ka naam kya hai ,and aap kahan se hain

  • @meenujain4935
    @meenujain4935 5 лет назад

    Mam can we do this at home

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад +1

      Practice ke liye kar sakte ho 1-2 din lekin vo maani ni jaayegi. Pooja toh mandir mein hi karni chahiye.

  • @rakeshdangi5607
    @rakeshdangi5607 5 лет назад +1

    Hi

  • @ranjanajain325
    @ranjanajain325 3 года назад +1

    Prasuk jal kiya hota hai?🤔chana hua paani?kiya🤔

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      Jai jinendra
      Chhanker garam kiya jal prasuk kehlata hai.

    • @ranjanajain325
      @ranjanajain325 3 года назад

      Dhaniywaad 🙏Apka samjhane ka tareeka bahut acha lagta hai 👍💐👍

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      ruclips.net/video/iRJDFVDGogU/видео.html

  • @subhamjain4960
    @subhamjain4960 6 лет назад +1

    Kya hum dravya Ko Bina nahaye mandir leke aa sakte hai
    Kyuki Hamare yaha mandir Mai hi nahake dhoti dupatta pahente hai

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  6 лет назад

      Subham jain
      Ji bilkul le ja sakte hain lekin us dravya ko dhoker hi chadhayen

  • @subhamjain4960
    @subhamjain4960 5 лет назад +1

    Kya Bina nahaye bhi
    Ghar Sai dravya lai jakar
    Mandir Mai nahakar
    Uss dravya Ko dhokar use Kiya Jaa sakta hai

  • @anjalijain1442
    @anjalijain1442 9 месяцев назад

    Darshan karne ki vidhi

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  9 месяцев назад

      ruclips.net/video/Of9Kd211pck/видео.htmlsi=PLk9HuY_nOOAJj5u

  • @user-yp1pk1kf8w
    @user-yp1pk1kf8w 6 лет назад

    बाती क्यु लि है आपने

  • @prakashji7843
    @prakashji7843 Год назад

    पूजा की थाली श्रद्धा एवं आस्था से त्यार होती है बाकी सब ढकोसला है
    मैडम लोग पहले ही गुमराह हैं और गुमराह मत करो
    दिल से पूजा करो
    ओर
    दूसरों को भी पूजा करने दो

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  Год назад

      Jai jinendra
      Her cheez ko apeksha ke saath samajhna chahiye.Humara Dharm ekant drishti ki jagah anekantwad per stress kerta hai.Ye video un logon ki apeksha se nahi banaya hai jo daily pooja kerte hain balki un naye logon ke liye banaya hai jo poojan kerna ki ichha rakhte hain lekin kaise karen nahi jante.Aashaa hai aap apeksha samajhne ki koshish karenge.

  • @nirmaljain1121
    @nirmaljain1121 6 лет назад +1

    आपने पूजा की थाली में वास्तविक द्रव्य नही रखे ऐसा क्यू
    जब जिन आगम पर श्रद्धा है तो फूल और फल थाली में क्यू नही रखे
    क्या आप फलों का सेवन नही करते
    क्या आप दीपावली पर दिप नही जलाते है
    क्या आप किसी को फूल उपहार में नही देते है
    क्या आप नैवेध का सेवन नही करते हो
    जब वास्तविक जीवन इन सबका उपयोग करते हो तो पूजा की थाली में ये द्रव्य क्यू नही है

    • @user-yp1pk1kf8w
      @user-yp1pk1kf8w 6 лет назад +1

      फुल नही रखते

    • @subhamjain4960
      @subhamjain4960 6 лет назад +3

      Ab hum 13 panthi aur 20 panthi Ko
      Chaiye ki aapas kai Pooja vidhi Mai interfere Naa kare
      Ek dusre ka Samman Kare
      Kyuki dono hi vidhi Aagam Anukul hai

    • @geetgargjain4861
      @geetgargjain4861 5 лет назад +1

      क्यों कि फल और फूल सचित्त होते है।इसलिए पूजन में इनका उपयोग नही होता। जीव हिंसा का दोष अधिक लगता है।

  • @ritujain9049
    @ritujain9049 5 лет назад

    आपने पूजा की थाली में धूप के लिए क्या रखा है समझ नही आया

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад

      Dhoop hi hai

    • @ritujain9049
      @ritujain9049 5 лет назад

      क्या आप पास से इसकी pic दिखा सकते हैं
      हमें धूप की जगह लौंग चढानी पङती है

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад

      Dhoop alag alag tarah ki aati hai.Koi chandan ki lakdi ke chote chote tukde dhoop ke roop mein chadhate hain.Koi chandan ki lakdi ke chilke chadate hain jaise carpenter nahi chilta waise.koi long ki top ko masal ker chadhate hain dhoop ke roop mein

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад

      Bazaar mein try karen kya available hai

    • @ritujain9049
      @ritujain9049 5 лет назад

      Ok ji thank you ji

  • @kajaljain3344
    @kajaljain3344 2 года назад

    Thank u so much

  • @priyaljain40
    @priyaljain40 7 лет назад +1

    Nice