Agr aap RGB chla rha hai to aapko 5 volt dena hai mobile ke charger se bhi de sakte hai or koi resistance use krne ki jarurat nhi hai or agr fir bhi led kharab ho jaye to aap 1k ka resistance use kr sakte hai
Hello sir please help me 5mm RG & RB Aur RGB led Kitne Volte ki hoti hai Aur 8mm ke baare main bhi bta de to thik ho ga aap ke jabab ka intejar rahega jai hind 🇮🇳 jai maharashtra 🚩
Red green blue jo single colour LED hoti hai vo sab led ek hi volt ki hoti hai pr sab nhi hoti ek hi volt ki aapko jis volt ki led leni hai aapko phle ye pta hona chaiye 5mm led 5volt mai aati hai 8mm led bhi 5 volt mai aati hai pr inke (~A ) amper alg agl hote hai RGB RGB Mein yah teenon colour Hote Hai Jis Se RGB led ek hi (~A ) pr chl jati hai jese 1.5 (~A) pr jo volt hote hai vo 5volt hi hote hai pr agr aap RGB led ko series mai connect kar dete Hai to aapko volt bhi jata hi dene hote hai Pr aao agr RGB LED ko ya single colour LED ko parallel Mein connect karte hai to aapko Jyada volt dene ki jarurat Nhi Hoti parallel connection Mein 5 volt per hi LED kam karne lag Jaati Hain
Sir ye 10watt ka hai link de rha hu aap dekh lo ache se smj mai aayega jab aap iski pic dekh loge to www.amazon.in/dp/B085CZ3SR1/ref=cm_sw_r_cp_apa_glt_fabc_P091RHYDP2WWGBRGHQDH
Jada se jada aap 100 led ko use kr sakte hai or agr aapko 100 led use krni hai to aap led Strip led le lo jo aapko online or ofline mil jayegi usmai jo ir sensor hai usse aap 250 led ek sath chla sakte ho
Mobile charger se chal rha hu led ko sir kyunki led 5v pr chalti hai is liye mai mobile charger ko use kr rha hu kyunki mobile charger 5v output deta hai
Koi bhi resistance use krne hi jarurat nhi hai mobile charger koi bhi use kr sakte ho 5v output ho or agr fir bhi aapko resistance use Krna hai to aap 1k ka use kr sakte hai
RGB led chla rhe hai to nhi lagega registence kyuki RGB led 5 volt pr chl jata hai pr agr single LED chla rhe hai to registence lagana padega or agr aap ek hi colour ki 50 ya 100 led chla rhe to bhi aapko registence use nhi krna hai agr aap chahte hai ki registence lagana to aap 1k ya 100k ya 180 ohm ka use kr sakte hai sath mai 16 capacitor use kr lena 😊
5mm ki 10 led me konse connection karne hai parallel me ya series me or koi resistance bhi lagana padega kya 1k ka 1/4 watt ka ya phir 5v 2ampier ke charger chala skte hai kya please reply me
Aapko agr 5volt pr hi led ko chlna hai to aap parallel connection hi kro or resistance aapko tab lagana hai jab aapki led fuse ho tab hi aap resistance use kro phle hi aap ek led ko chla kr dekh lena 5volt pr 1k ka resistance, resistance se bas thodi si hi led ki light km ho jaati hai pr utni to hoti hi hai jitni aapko chahiye
O Sar ji aap kitne acche acche banae hain kya aap Humko Humko Roj Roj bata sakte hain ki ham log kaise banaa sakte hain Ghar per Baithe Baithe Jay Hind
Agr mobile ke charger se jala rhe ho to koi bhi resistance use mat krna or agr kisi circuit ko use kr rhe ho power dene ke liye to aapko resistance use Krna padga or vo quarter watt ka use Krna
Aap mobile ke charger se 50 led 5 mm ko chla sakte ho or km se km 10 led ko 5 v pr chlti hai led or agr aap ke pass 12 v ka adaptor hai to aap 7805 ic ko use kr sakte ho jo aapko 12v se 5 volt convert kr ke deta hai
Market ke price to abhi mujhe nhi pta hai maine is light ko 70 rs mai hi bna liya tha ye to ek hi, maine led market se li thi 100 to do light bn gayi thi 🙂🙂
Aapko RGb ka chiye maine dekha bhut jada peso mai mil rhi hai 1000 led aapko 2000 ki mil rhi hai Amazon pr aap khud bhi dekh sakte hai or ye itne ki milti bhi nhi hai
Aapko link is liye hi nhi diya maine or mai aapko link de deta hu pr aap dekh lena agr thik lagta hai to lena nhi lagta hai to mat lena or agr kuch ek ya do. Din ruk sako aap to mai apne yha pr jo market hai us mai pta kr ke aapko bata dunga agr yha thik peso mai mil jata hai to mai aapko pese bata dunga.
Agr 5v. Ki led chlani hai to 7805ic ko. Us Krna hi padega or chla kitni sakte hai ab ye aap pr hai aap kitni led ki jhalar bna rhe ho aap yha 200 ya 500 ya 1000 bhi chla sakte ho 5v se hi
Jise aapko ache lage agr aapko series mai krne hai to aap series mai kr sakte hai or agr peller mai krne hai to kr sakte hai maine series mai kiye hai aap bhi series mai kr sakte hai agr aap mobile ke charger se chla rhe hai to achi baat hai mobile charger 5V output deta hai or agr aap kisi 12 volt adaptor ko use kr rhe hai to is ki power ko aapko 5 v mai convert Krna hoga is ke liye aapko ek ic ki jarurat hogi jiska model number 7805 hai ye ic 12 v to 5v krti hai
Bhai m ek confusion m hu , ek baat bata agar ek se zyada led lete hai to kya ragistance nahi laga padta kya ➖ zarur batana , or nahi lagane se led kharab to nhi hoti
Aisa is liye hota jo hum led ko chlane ke liye power dete hai vo ek led ke liye bhut jada hoti is ko humko km Krna hota jo ki resistance lagne se ho jata hai agr hum ek se jada led use kre to humko resistance lagne ki jarurat nhi hoti hai kyuki jo power ek liye ke liye bhut jada hoti hai vo power sabhi led mai supply ho jati hai is se ye hota hai ki led chlti rheti hai or humko resistance use krna bhi nhi padta hai
Agr aapko mobile ka charger use nhi kr rhe hai to aap market mai ek aisa driver aata hai jo 50 led ko ek sath chl deta hai iski bhi post maine kr di hai aap dekh lena or aap is led ko transformer se bhi chl sakte hai or capacitor rectifier circuit se bhi chla sakte hai bas power supply 5 Volt hi honi chiye
Sir mai aapko bata du ki agr aap 5 led ek sath use krte hai to bhi led fuse hoti hai but aap ek led ko jo RGB hoti hai us ko use krte hai to vo fuse ho jati hai or aapka charger acha voltage bala hona chiye jis se ki aap agr 100 led use krte hai bhi to vo in leds ko power de sake rhi baat ki 20 led ke liye maine resistance use kiye hai to ye aapke uper hai aap resistance use kr sakte hai bas fark ye hoga ki aapki led se aapko utni achi light nhi milegi
Agar 100 led RGB lagani ho toh 5volt 1 amp charger se kaam chal jayega ya 5volt 2 amp chahiye hoga? Ampere se kya fark padta hai? Agar 5volt 4 amp ka charger hai toh kya 200 led RGB bhi chal jayega? Volt same rahega (5 volt) par ampere se kya fark padega plz guide?
Agar 5volt se chlnai hai to chl jayegi aapko 2 amp ka charger lena hoga or agr aap ko 200 led chlani hai to aapko do se jada charger lene honge agr aapko lage ki led km jal rhi hai to aap ek or charger laga sakte hai ( parallel ) mai aap 100 led chlaye ya 200 ya 300 aapko 2amp ka charger lena hoga or lage ki led km jal rhi hai to aap ek or charger laga sakte hai parallel + ko + mai -ko - mai aisa krne se voltage same rhte hai pr amp badh jate hai Aapko smj mai aa gaya hoga agr nhi aaya. Hai to aap mujhe fir se puch sakte hai or aapko agr mobile charger se led nhi chlani hai to aap mera new led bala video dekh sakte hai jo ac pr led ko chalta hai
Hi ...Thanks for giving answer for each and every questions. Maine aap ka sab answer follow kiya hai. Mujhe apka comment achha laga hai kiyun ki aap sab ka uttar deto ho. Hope you will also satisfy me. Mera aap se ek request hai aap cardboard or koi bhi board ke upar RGB Led se ek design bala board banake dekhaiye. Aap remote controller se bana sakte hai or nehi bhi bana sakte hai. Board ka size 1ft by 1.5ft or 1.5ft by 2ft bhi ho sakta hai. Pls Durgapuja or Diwali se pahle banaiye. Hope you will like my request and give me reply soon.
8 ya 9 ya 10 led ko 12 v se chalne ke liye aapko 100k ka resistance or N type diode 4007,4004 ko use kr akte hai is ko use karne se led mai koi dikkat nhi hogi
Aapko resistance ( 1k ) use Krna hoga jo volt ko km Karega or aapke 7805 if ko bhi use kr sakte ho aapki jo led hai agr vo 5 volt pr chlti hai to aapko in dono mai se ek ko use Krna hoga
Ha sir chla sakte hai aap ko ye to pta hi hoga ki aapki led kitne volte ki hai aapko uthne hi volte dene hai or aapko km se km 10 led ko ek sath chlna hai agr aapki led 2 volte ki hai to kyuki aap ek led ko chlte hai to vo fuse ho jayegi aap ko MI ka ya koi bhi fast charger jo 5 volte 2A ka ho use kr sakte hai
Aap is light ko kisi se bhi chla sakte hai battery se chlna hai to battery se chala sakte hai agr ac se chlna hai to aap mobile charger se chla sakte hai
I am Kashyap bro super looking amazing light
Thanks bro 🙂🙂🙂
Sir har led bulb me aisa hi internal programing rahta hai,,,,???
Ye jo led bulb hai is mai, maine rgb led lagayi hai isliye ye aise jal rhi hai.. Sab led bulb mai nhi hota hai 😊
@@TechnicalHindi. sab rgb light me ye hota hai sir
Sir aap ne ye nahi bataya ki kitney ki supply di hai 220 v ya 12 volt D.C ?pl samjhaye .thanks
Mobile charger se chla rha hu
Agr aapko ac 220 voltage pr chlani hai to aap is video ko dekho
ruclips.net/video/dsorQmJF5yU/видео.html
Bhai mane ye trick apnakar apne college sir ko happy Kar diya
Thanks u so much Bhai aapko
Most welcome sir or koi bhi help chiye ho to comment Krna mai puri koshish kruga help krne ki 🙂🙂🙂🙏
बहुत अच्छी वीडियो है अमित भाई बहुत सिंपल तरीके से आपने समझाया सच में आप दिल से समझाते हैं वीडियो बनाने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद🙏👍👍👍👍👍👍❤🇮🇳
Thanks
Amit bhai bahut Bade engineer Ho nice video Dil Ko Chhu gai dhanyvad👍👌
Thanks
Bhot achi ha video hasi he video dallo
🙂🙂🙂
Vai 3 pis RGB Light kaise set karnepe 3 light same colour same time mein digi...plz reply
Sir ye kaise chal raha hai aap isme kuch ic nahi lagay hai kya
Sir ye jo led hai ye RGB led hai in mai koi bhi ic lagane ki jarurat nhi hoti hai
Sir sirf mobile charger se 500 led run kara sakte hai kya
Chla sakte hai pr led km jalegi iske loye aap transformer ka use kro 5 v power supply ke sath... 😊
Sir 10 led jalana hai toh usme kitna supply de or kuch usme lagana padega kya
Agr aap RGB chla rha hai to aapko 5 volt dena hai mobile ke charger se bhi de sakte hai or koi resistance use krne ki jarurat nhi hai or agr fir bhi led kharab ho jaye to aap 1k ka resistance use kr sakte hai
Thanks for reply sir agar 5mm ka RGB led jal jayega
Most welcome 🙂
Ha
Very helpful video bro....
Thanks
50 rgd led jalane par kitna vold ka sarkit lagayen
Aapki led 5 volt pr chlti hai to aapko 5volt ka hi circuit lagana hoga jese mobile ka charger hai ya Li- battery aap in mai se kuch use kr sakte hai
Hello sir please help me 5mm RG & RB Aur RGB led Kitne Volte ki hoti hai Aur 8mm ke baare main bhi bta de to thik ho ga aap ke jabab ka intejar rahega jai hind 🇮🇳 jai maharashtra 🚩
Red green blue jo single colour LED hoti hai vo sab led ek hi volt ki hoti hai pr sab nhi hoti ek hi volt ki aapko jis volt ki led leni hai aapko phle ye pta hona chaiye 5mm led 5volt mai aati hai 8mm led bhi 5 volt mai aati hai pr inke (~A ) amper alg agl hote hai
RGB
RGB Mein yah teenon colour Hote Hai Jis Se RGB led ek hi (~A ) pr chl jati hai jese 1.5 (~A) pr jo volt hote hai vo 5volt hi hote hai pr agr aap RGB led ko series mai connect kar dete Hai to aapko volt bhi jata hi dene hote hai
Pr aao agr RGB LED ko ya single colour LED ko parallel Mein connect karte hai to aapko Jyada volt dene ki jarurat Nhi Hoti parallel connection Mein 5 volt per hi LED kam karne lag Jaati Hain
Aapko or jada Jaana Na hai to aap mujhe comment Karke bata sakte, Mujhe Khushi Hogi aapki help Karke 🙏🙏🙏
@@TechnicalHindi. Thenk you sir Aapne itna sab bata diya aur koi jankari leni hogi to Aap ko jarur yad krenge hum jai hind 🇮🇳 jai maharashtra 🚩
🙂🙂🙂
Sir apane charger ka use kiya hai ky led glow karane ke liye
Ha sir Maine mobile ka changer hi use kiya hai
@@TechnicalHindi. kitane Watt ka hai
Sir ye 10watt ka hai link de rha hu aap dekh lo ache se smj mai aayega jab aap iski pic dekh loge to
www.amazon.in/dp/B085CZ3SR1/ref=cm_sw_r_cp_apa_glt_fabc_P091RHYDP2WWGBRGHQDH
@@TechnicalHindi. kitane bhi led lagage na
Jada se jada aap 100 led ko use kr sakte hai or agr aapko 100 led use krni hai to aap led Strip led le lo jo aapko online or ofline mil jayegi usmai jo ir sensor hai usse aap 250 led ek sath chla sakte ho
Ye led Apne charger se lagaya hai yah director ac supply me lagaya he
Mobile charger se chal rha hu led ko sir kyunki led 5v pr chalti hai is liye mai mobile charger ko use kr rha hu kyunki mobile charger 5v output deta hai
Gjab bhaiya jiiiii
🙂🙂🙂
Sir ek 5v charger me 30rgb glow karega ya nahi and for saftey kaunsa resistance use kare
Koi bhi resistance use krne hi jarurat nhi hai mobile charger koi bhi use kr sakte ho 5v output ho or agr fir bhi aapko resistance use Krna hai to aap 1k ka use kr sakte hai
kaise ek sath mein light banana hei koi registence nahi lag gai🎉
😮😮
RGB led chla rhe hai to nhi lagega registence kyuki RGB led 5 volt pr chl jata hai pr agr single LED chla rhe hai to registence lagana padega or agr aap ek hi colour ki 50 ya 100 led chla rhe to bhi aapko registence use nhi krna hai agr aap chahte hai ki registence lagana to aap 1k ya 100k ya 180 ohm ka use kr sakte hai sath mai 16 capacitor use kr lena 😊
20 led bulb jalana kalia kitna power supply chahia
Mobile charger use kr lo bro ya aap transformer use kr sakte ho aapko 5 voltage 1.5 ampere ki power chiye 😎😎😎
3v ka 25 RGB led ma 5v charger use karna ka lia resistor use karna paraga kia
Ha Krna to padega pr aap ek kaam kro ki jo charger use kr rha ho vo km voltage bala use Krna 4.5 bala jo phle milte the vo bale
@@TechnicalHindi. kitna ohm ka resistor lagau
100ohm ka use kro bro kaam ho jayega
@@TechnicalHindi. 100ohm use kia glow kam ho jata ha
Power kitni de rhe ho bro ye bato pure 5volt ya usse km
Supar hay. Soir
5mm ki 10 led me konse connection karne hai parallel me ya series me or koi resistance bhi lagana padega kya 1k ka 1/4 watt ka ya phir 5v 2ampier ke charger chala skte hai kya please reply me
Aapko agr 5volt pr hi led ko chlna hai to aap parallel connection hi kro or resistance aapko tab lagana hai jab aapki led fuse ho tab hi aap resistance use kro phle hi aap ek led ko chla kr dekh lena 5volt pr 1k ka resistance, resistance se bas thodi si hi led ki light km ho jaati hai pr utni to hoti hi hai jitni aapko chahiye
Bhai aap ne toh 10 led jalai hai demo me usme aap ne kyu lagaya resitance
Kitnah power supply diya aap ne brother led me ...
5v mobile ke charger se di hai
O Sar ji aap kitne acche acche banae hain kya aap Humko Humko Roj Roj bata sakte hain ki ham log kaise banaa sakte hain Ghar per Baithe Baithe Jay Hind
😊😊😊😊
500 led use karna ha kansa led ur kansa resistens logana he
Agr mobile ke charger se jala rhe ho to koi bhi resistance use mat krna or agr kisi circuit ko use kr rhe ho power dene ke liye to aapko resistance use Krna padga or vo quarter watt ka use Krna
Bhai jay light per Chala sakte hain
Ha chla sakte hai isko aapko mobile charger se chlna hoga
Bhai running batti banane mein kaun kaun si vastu lagte Hain bol do please I am Rohit nishad
Jada kuch nhi ek aapko RGB light chiye or RGB controller or adaptor chiye
Bhai kitne led light liye ho ap
100 led hai
Nice bhai
😊😊😊
Bhai dehli mai kaha se milegi rgb led ka packet
Sir ye ham Lagbhag kitne Balb ka bana sakte hai
50, 100, 150,200,300,400,500,1000 ka bhi bna sakte hai
Power supply bhi aapko jada deni hogi
आपने series lighting नहीं बनायी. ये parallel है. क्यूकी -- और ++ की line है. Ac पर कामं नहीं करेगी
Aap shi bol rha hai maine bola bhi hai is ko aap dc se hi chla sakte hai ac se nhi is liye mai bol rha hu ki aap dc ko hi use kre
Sir mai 50 led leke diode use kiya hai..par led blink nahi ho rahi...please help me ...how many resister i have to use for 50 5mm rgb led series
Aap mobile ke charger se 50 led 5 mm ko chla sakte ho or km se km 10 led ko 5 v pr chlti hai led or agr aap ke pass 12 v ka adaptor hai to aap 7805 ic ko use kr sakte ho jo aapko 12v se 5 volt convert kr ke deta hai
Kitne leds lage hai
100 led hai RGB
Kitna lamba bana hai 100 leds se meter bataeye
Kitna lamba hai kitna meter hai
Kitney volt supply diya hai
5v 2A mi ka charger fast charging bala hai
10 ya 15 led kitne volt s chalengi
Aap parallel connection karte hain to 5 bol dena Hoga series connection Karte Hain To voltage badhati Jaati Hai 😊
Parallel connection ache hai 10 ya 15 led ke liye 5mm led agr jala rhe hai to
sir 20 led main 5v dunga to kitne kilo ohm ka resistor le
100k or 1k ka use kr sakte ho
भाई चार्जर से कितने led जला सकते हैं
100 led ek sath chla sakte hai
Thanks❤❤🙏
🙂🙂🙂
Battery se chalta hai kitne volt ka rajistance hai
Ye led light 5v pr chlti hai or jo rajistance liyq hai vo 100k ka hai
Super
Bhai mane aapko sabscribe Kar liya hai ab
Thanks bhai 🙂🙂🙂
Sir yah light kitne ki milati hai price bataen
Market ke price to abhi mujhe nhi pta hai maine is light ko 70 rs mai hi bna liya tha ye to ek hi, maine led market se li thi 100 to do light bn gayi thi 🙂🙂
Sir mujhe rbg led kharidna h kha milagi Amazon m 1000 pis ni mil rha koi link send kro sir plzz
Ok sir mai dekh kr aapki link send kr dunga
@@TechnicalHindi. please sir
Aapko RGb ka chiye maine dekha bhut jada peso mai mil rhi hai 1000 led aapko 2000 ki mil rhi hai Amazon pr aap khud bhi dekh sakte hai or ye itne ki milti bhi nhi hai
Aapko link is liye hi nhi diya maine or mai aapko link de deta hu pr aap dekh lena agr thik lagta hai to lena nhi lagta hai to mat lena or agr kuch ek ya do. Din ruk sako aap to mai apne yha pr jo market hai us mai pta kr ke aapko bata dunga agr yha thik peso mai mil jata hai to mai aapko pese bata dunga.
Ok sir
Sir isme resistor or diode nhi Lagta or connection parlor Mai hai
Connection series mai kiye hai or resistance use nhi kiya hai
Aap ye kitane vault pe chala rahe ho
Mai is led light ko 5 v pr chla rha hu or mobile ke chager se
@@TechnicalHindi. ok sir par kya ham ise 9v ki battery pe chala sakte hai kya
Ha chla sakte ho is ke liye aapko resistance use krna hoga
@@TechnicalHindi. ha but kitane oham ka register use karu
100 ohm ka
Sir maximum kitne led aur adapter 12 volt direct chalega jan register lagana padega
Agr 5v. Ki led chlani hai to 7805ic ko. Us Krna hi padega or chla kitni sakte hai ab ye aap pr hai aap kitni led ki jhalar bna rhe ho aap yha 200 ya 500 ya 1000 bhi chla sakte ho 5v se hi
Or 12v adaptor se chla rhe ho to 7805 ic ko use mai le or agr kisi mobile ke charger se to koi bhi ic ya resistance use na kre
230Vपे कनेक्ट किया है या बिचमे टार्सफार्मर को ॲटेच किया हुआँ है pls.reply me
Maine is ko mobile ke charger se chlaya hai jo 5v ka hai mi ka hai fast charging
इसमें कितने वोल्ट कितने एम्पियर का कौन सा ac/DC विद्युत यूज की है इसको समझाया ही नहीं तुमने ।
Ye led light mobile charger se chl rha hai kyuki jo led maine use ki hai vo 5v pr chalti hai or 1A pr kaam krti hai
Kitney volt ka led laga hay . please tell me
5v ka led hai or 3mm ka hai or jo power di hai vo 5v ki di hai 2A mi ka charger fast charging bala hai
Loved it very helpful
Thanks 😊😊😊❤️
Agar soldi ayara. Na ho to kya kare
Kya kya laga hai ise bana na may plz reply
Is mai RGB led lagi hai or koi bhi ic nhi lagi hai ye light bina ic ke jalti hai
@@TechnicalHindi. kohi vi LED use kor sakte hay
Ha kr sakte ho agr vo RGB led nhi hai to vo led aise nhi jalegi jese ki aapne video mai dekha hai
@@TechnicalHindi. thank-you sir
🙂🙂🙂
Resistance nehi chahiye kya
Nhi bro yha pr bhut jada led use kr rhe hai isliye humhe registence ki jarurat nhi hoti hai
@@TechnicalHindi. 5mm ka 50 led light me resistant lage ga kya. Agar lage to kitne oms ka lagana parega.
Kitan registaan laga shakta
Ek hi use kiya hai 100k ka
Sir is ka supply apne kaha see Diya mobile changer see na 220 AC see direct
Ha bro 5 Volt 2A ka hai charger mi ka h
@@TechnicalHindi. thanks for strangen reply thanks.
@@TechnicalHindi. magar 2ams see Kam ka changer ho to Kiya koi problem hoga plz give ans
Nhi koi problem nhi hogi agr aapke pass 1.5A ka hai to bhi bhut acha kaam krega
electric sa jala sakta ha
Mobile ke charger se jala sakte hai
100 leds mobile ke 5volt ke charger se cla sakte hai ki nahi
Ha bro
Kitne led kitni 12volt per bina ic ya resistance ke chala sakte hai.
50 led ko aap 5v se chala sakte hai mobile ke charger se
100 bhi chla sakte hai
@@TechnicalHindi. connection series me ya peller me krne padege
@@TechnicalHindi. kitne volt per
Jise aapko ache lage agr aapko series mai krne hai to aap series mai kr sakte hai or agr peller mai krne hai to kr sakte hai maine series mai kiye hai aap bhi series mai kr sakte hai agr aap mobile ke charger se chla rhe hai to achi baat hai mobile charger 5V output deta hai or agr aap kisi 12 volt adaptor ko use kr rhe hai to is ki power ko aapko 5 v mai convert Krna hoga is ke liye aapko ek ic ki jarurat hogi jiska model number 7805 hai ye ic 12 v to 5v krti hai
Sir kitan registaan laga shakta
Ek hi use kiya hai agr aap bhut jada led use krte hai jese 100 led ya 200 se jada led to aapko registaan use nhi krna padga
Bhai yah kis ki dukaan per milenge
Bhai aap is led ko online bhi le sakte ho or ye aapke pass ke electronic market Mein miltege
Mobile charger use kiya hai kya 5v ka??
Ha sir mi ka hai 2A ka
@@TechnicalHindi. jyada led ko resistor nahi lagaya toh chalta hai kya ????
Plz reply
Rgb led light 1pakit Kitne ka milta hai bhai
1000rs( 1000 led nikalti hai) ka jo chip wali led hoti hai or ek or aata hai jo 500rs ka milta hai jis mai 1000 led nikalti hai
10,ya 15 led ke andar hum resistance laga bhi sakte h na, koi problem thodi h
Agr 10 led use kr rhe ho to resistance ki koi jarurat nhi hoti hai or agr ek led ko use kr rhe ho to resistance ki jarurat hoti hai
Charge me lagaye ya direct switch me plz tell me bro
Bhai charger mai lagane hai bhai (+)(-) ko aapko
Electricity kaise Dena hoga.i mean volte
Aap is light ko mobile ke charger se dege volt or ye 5 volt pr chlti hai
Vv good
😊😊😊
App comment ka reply bahot jaldi dete hai sir app kahan ke rahne wale hai
👉👉👉❤️
Up ( Aligarh)
Video very nice
Suplay - 12 volt charger be dila Kay.
Thanks
Nhi ye mobile ke charger se hi kaam kr rhi hai
Ok
Feviquk se paste kar sakte hai
Ha kr sakte hai
आपके पास से मशीन कौन सी है
Mai is light ko mobile charger se chla rha hu ☺
आपके पास वह ग्रीन कलर की मशीन है वह कौन सी
Aapne jise video mai machine dekhi hai uska mujhe link de do mai kr bataunga
Aap ko request kiya hai kiyun ki almost sab video CD ke upar sab log banate hai. So you should do some diffetent.
Mobile charger se kitne bulb jala sakte hai
100 led
Bhai m ek confusion m hu , ek baat bata agar ek se zyada led lete hai to kya ragistance nahi laga padta kya ➖ zarur batana , or nahi lagane se led kharab to nhi hoti
Aisa is liye hota jo hum led ko chlane ke liye power dete hai vo ek led ke liye bhut jada hoti is ko humko km Krna hota jo ki resistance lagne se ho jata hai agr hum ek se jada led use kre to humko resistance lagne ki jarurat nhi hoti hai kyuki jo power ek liye ke liye bhut jada hoti hai vo power sabhi led mai supply ho jati hai is se ye hota hai ki led chlti rheti hai or humko resistance use krna bhi nhi padta hai
Super video like you LD lights 🎉🇮🇳👍🏹💯🪔
😊😊😊😊
Supply AC hai yah DC
Ye led light mobile se chl rhi hai kyuki led 5v ki hai
Pura dekhai bhaiya
Sir ye ac se h ya DC se
Sir ye DC se chla rha hu mi ka charger hai 5v 2A ka
Or sir agar mobile charge nhi lgana hai pr RGB 50 led lagni ho to kon sa resistor or diode Konsa istmal kre
Agr aapko mobile ka charger use nhi kr rhe hai to aap market mai ek aisa driver aata hai jo 50 led ko ek sath chl deta hai iski bhi post maine kr di hai aap dekh lena or aap is led ko transformer se bhi chl sakte hai or capacitor rectifier circuit se bhi chla sakte hai bas power supply 5 Volt hi honi chiye
Ye charger konsa he sir
Mi ka hai 5 Volt 2A bala
Apne bola 10 led k lia resistance lagana ne hoga lekin ap ne to use kia.20 led k liea kitna resistance lagana hoga sir
Sir mai aapko bata du ki agr aap 5 led ek sath use krte hai to bhi led fuse hoti hai but aap ek led ko jo RGB hoti hai us ko use krte hai to vo fuse ho jati hai or aapka charger acha voltage bala hona chiye jis se ki aap agr 100 led use krte hai bhi to vo in leds ko power de sake rhi baat ki 20 led ke liye maine resistance use kiye hai to ye aapke uper hai aap resistance use kr sakte hai bas fark ye hoga ki aapki led se aapko utni achi light nhi milegi
@@TechnicalHindi. to sir ek bat batai e 20 RGB ke lie mai kitna resistor use karu? 100k or 120k .main 5v or 2amp adoptor use kar raha hu
Koi bhi resistance use mat kro kyuki aap RGB 20 use kr rhe ho ek sath
@@TechnicalHindi. thank you sir project is successful.it is running.and giving fantastic light.
Pls give more interesting project.
Ac jal raha ha ya dc par
Bhai ye mobile ke charger se jal rhi hai
Agar 100 led RGB lagani ho toh 5volt 1 amp charger se kaam chal jayega ya 5volt 2 amp chahiye hoga? Ampere se kya fark padta hai? Agar 5volt 4 amp ka charger hai toh kya 200 led RGB bhi chal jayega? Volt same rahega (5 volt) par ampere se kya fark padega plz guide?
Agar 5volt se chlnai hai to chl jayegi aapko 2 amp ka charger lena hoga or agr aap ko 200 led chlani hai to aapko do se jada charger lene honge agr aapko lage ki led km jal rhi hai to aap ek or charger laga sakte hai ( parallel ) mai aap 100 led chlaye ya 200 ya 300 aapko 2amp ka charger lena hoga or lage ki led km jal rhi hai to aap ek or charger laga sakte hai parallel + ko + mai -ko - mai aisa krne se voltage same rhte hai pr amp badh jate hai
Aapko smj mai aa gaya hoga agr nhi aaya. Hai to aap mujhe fir se puch sakte hai or aapko agr mobile charger se led nhi chlani hai to aap mera new led bala video dekh sakte hai jo ac pr led ko chalta hai
Video. Link
ruclips.net/video/dsorQmJF5yU/видео.html
Video. Link
ruclips.net/video/dsorQmJF5yU/видео.html
Thankyou sir very much.
Nice video
👉👉👉🙏
Kitne volt current dena hai?
5 volt dena hai
ye light AC se chal rahi hai ya DC se
Chl to ye ac light se hi rhi hai pr yha maine is ko chlne ke liye mobile charger ko use kiya hai kyuki sabhi led dc light pr chliti hai
Mi ka charger hai 2A 5V
Direct 220 AC power se kise jala sakte h,,,,y batao
Bro mobile ke charger se chla rha hu mi ka hai 5 volte 2A ka
@@TechnicalHindi. भाई,,विना चार्जर के वताऔ के कैसे जलेगा,,, कौन सा सर्किट लगाया जा सकता है,,,50 led m
Ok link de rha hu video dekh lena bro
ruclips.net/video/3nDJYtS2wbc/видео.html
4 divod or 1/2 wat ki 3 rajistr lagane ke baad light kam aa rahi h ,,,kya karrin
Bhai led bulb se pehle kgf ka teaser ad main aa gaya 😘😁
😊😊😊
Hi ...Thanks for giving answer for each and every questions. Maine aap ka sab answer follow kiya hai. Mujhe apka comment achha laga hai kiyun ki aap sab ka uttar deto ho. Hope you will also satisfy me. Mera aap se ek request hai aap cardboard or koi bhi board ke upar RGB Led se ek design bala board banake dekhaiye. Aap remote controller se bana sakte hai or nehi bhi bana sakte hai. Board ka size 1ft by 1.5ft or 1.5ft by 2ft bhi ho sakta hai. Pls Durgapuja or Diwali se pahle banaiye. Hope you will like my request and give me reply soon.
Kuch comment kijiye pls.
Pls bro make some comment.
led ko supply kitane volt lagega
5 Volt mobile ke charger se
Hi
Good video 👍
Ye series ko 8,9 pic Rgb led se 12 volt battery par kaise banaye please help me,
Gujarat
8 ya 9 ya 10 led ko 12 v se chalne ke liye aapko 100k ka resistance or N type diode 4007,4004 ko use kr akte hai is ko use karne se led mai koi dikkat nhi hogi
Sir charger se jala rahe ho ya AC light se
Mobile charger se jala rha hu bhai
Sir 1.5mm rgb led 50 ya 50 se jyada led kese jalaye so please details me bataye Kya karna parega
Ok bro
Ek led jalakar dhikhao
Aap is video ko dekh sakte hai
ruclips.net/video/pEbn2rGCook/видео.html
Sir moter se l e d kaise jalaye
Aapko resistance ( 1k ) use Krna hoga jo volt ko km Karega or aapke 7805 if ko bhi use kr sakte ho aapki jo led hai agr vo 5 volt pr chlti hai to aapko in dono mai se ek ko use Krna hoga
Mai kosish karunga is pr video banne ki 🙂🙂🙂
इसे लाइट से या 12 v के चार्जर से
5 v ka charger hai
Kitne Bullet chalega
5 v
Pura lain ka Pawan bataiye
Sir mobile ke charger se power di hai 5 volt 1~ A ka hai
LED RGB 5 colour charger se chal Sakta hai kya 1 charger se Kitna 5 colour led chal Sakta hai
Ha sir chla sakte hai aap ko ye to pta hi hoga ki aapki led kitne volte ki hai aapko uthne hi volte dene hai or aapko km se km 10 led ko ek sath chlna hai agr aapki led 2 volte ki hai to kyuki aap ek led ko chlte hai to vo fuse ho jayegi aap ko MI ka ya koi bhi fast charger jo 5 volte 2A ka ho use kr sakte hai
Sir light ka name kya hai
Sir ye RGB led light hai 🙂
Ye Battery se chalegi yah Ghar ki light se
Aap is light ko kisi se bhi chla sakte hai battery se chlna hai to battery se chala sakte hai agr ac se chlna hai to aap mobile charger se chla sakte hai
Esa balf ka kimat kitanee hai aapeanki kimat kitani hai
Ek led 1₹ ki hai
@@TechnicalHindi. ม