Bhai bhot sare systems the wahan Jahan me gya tha sab tha wahan 8 inch k 4 woofer wale tower system. Lekin audio quality me sab T60x k samne fail the. Kyuki Indian market me audio clearity pe dhyan nhi dete. Sirf number of woofer speaker bechne se matlab h yaha.
Lekin bass quality and loudness usme heera 3 pro k aas paas bhi nhi h. Wese usko quality bass nhi kah skte for sure. Party karni h to Heera 3 pro. Ghar k liye chahiye T60x no doubt. 😗 T60x room me achi party kardega. Heera 3 pro outdoor me suitable h
@@prmvirsinghchouhan8996 thanks, I'm confused between Heera 4 pro vs Zeb Octave. Have you tried them? I'm looking for a good quality sound not just bass!
@@nagarathinamrajeshkumar5305 not just for bass than go for Zeb-Octave 25k me Dolby audio support low mid high sab me tagda optical port HDMI port usb port coaxial port available 👍
bhai heera 3 pro loud hai . bass hard hai per quality kahan hai systam bahar hi bajana thodi indoor main bhi bajana iss liye mujhe t60x best laga outdoor main bhi or indoore main ❤❤❤❤
@@Dhruv0700but Heera is totally waste because loudness adhik hona achchha nahi hota ... Aisa kya lena ki Loud bahut hai aur cheekh raha hai vocals instruments and low bass quality mil hi nahi Rahi sab kuchh crack ho rahi hai...
@@swapanmajumder9171 chaahe bass kam sahi per bass qulity main t60x better hai bhai or waise bhi tumhara house shaking bhi hoga bass se itni bhi kam nhi hai t60x ki bass
Sir aapka comparison video bahut aacha hota hai Lekin aap main baat batate nahi watts kitna hai so please from next video please mention watts Power also thanks
Online mat le. Offline check kar apne samne wo le. Ye dessi system h Ghar me baja bhi nhi payega. 😗😗. Ghar k liye to T60x lelo usse zyada mat jao. Warna acha bada wala home theatre lo jisme subwoofer 10-12 inch ka ho.
Bhai Sound Line Mein 17 Saalo Ka Exprience Hai Mujhe, Jaha Tak meine Dekha, Imported Sound System Ki Quality Much Better Hai Indian System Se, Kabhi Dono Systems ka Opretion Karke Dekhna, MDF Quality, Class D Board Quality, SMPS Power Supply Quality, All Wiring in OFC ( Oxygen Free Cable ), Tweeters, Mid Speakers, Subwooders, ki Magnet Gread, Magnet Charge, Basket, Basket matt finish Paint, Spider, Voice Coil, Paper Cone, Rubber Surround Quality, F&D T60X Ki Best Hai, Koi Bhi Indian Brand Inmein Se 1 Cheej Bhi Nahi De Sakta, Because India Technology Mein Abhi Kaafi Peeche Hai, + F&D T-60X Isiliye Mehenga Hai Kiyonki Transport Charges & Best Sound Quality & Clearty....,
Sir ap ( AK tech) sabhi prodc ki video baniye lekin Flowbeat ki nahi sir kyu ki ham ap ke video dekhke apke bharose mene small hira liya tha 10minit chala our jal gaya mene vapas bhejvaya 1000kimi duri se 1000 rupeye tranfot kharcha deke fir bhi reper na kiya our vesehi vapas bhejdiya to ple sir hum ape bahut bharosa karte he easi prodac se savdhan kariye
Kya yr 😗 saaf dikh Raha h high frequency bas dega Heera aur low frequency bass me fail ho jayega 1000%. z906 Logitech low bass me chithde udaa dega lekin high frequency bass pe fail ho jayega. Ab logo ko yahi nhi maalum high frequency bass aur low frequency bass kya hoti h 😂😂🤣🤣
agar t60x mein 4 subwoofers hote toh heera door door tak t60x ko takkar nahi de pata bass mein😂😂😂 quantity mein bhi aur quality mein toh hai he T60X champion
Brand to brand hoti h....t60x much better Flowbeat ke sabhi modal crek karte h sound Or serice bhi aldi mangte hai Bade woofer lagane se kuch nahi hota .main to andar ka board hota h
T60x has Deep nice quality of Bass with great clear voice quality.😍😍
But Heera has Cheap quality high Bass only.😂
Agree
Hereea hera 3 pro vs f&d t70x compare chaia sir
Sir hira 3 pro & Logitech z9o6 ka fight club kijeye
Yes
T60x sound quality best
Overpriced hai wo ab filal
Offline me dekh lena mene 10500 me lia h tab bhi t60x ki online price 15000 thi.
Bhai bhot sare systems the wahan Jahan me gya tha sab tha wahan 8 inch k 4 woofer wale tower system. Lekin audio quality me sab T60x k samne fail the. Kyuki Indian market me audio clearity pe dhyan nhi dete. Sirf number of woofer speaker bechne se matlab h yaha.
Lekin bass quality and loudness usme heera 3 pro k aas paas bhi nhi h. Wese usko quality bass nhi kah skte for sure. Party karni h to Heera 3 pro. Ghar k liye chahiye T60x no doubt. 😗 T60x room me achi party kardega. Heera 3 pro outdoor me suitable h
Loura best 😂
Bhai really hatsoff to all ur efforts ❤
Hey bro, which has better sound quality if we compare between heera 3 pro or pro 4 with zebronic octave
Zeb Octave ke samne ye bacche bhai ♥️🫶
@@prmvirsinghchouhan8996 thanks, I'm confused between Heera 4 pro vs Zeb Octave. Have you tried them? I'm looking for a good quality sound not just bass!
@@nagarathinamrajeshkumar5305 not just for bass than go for Zeb-Octave 25k me Dolby audio support low mid high sab me tagda optical port HDMI port usb port coaxial port available 👍
@@prmvirsinghchouhan8996 okay, thank you. I like balance sound, not just bass. Mid and low should be there.
bhai heera 3 pro loud hai . bass hard hai per quality kahan hai systam bahar hi bajana thodi indoor main bhi bajana iss liye mujhe t60x best laga outdoor main bhi or indoore main ❤❤❤❤
Heera 3 pro Ghar me baj sakta h lekin 3-5% volume pe 😂😂.
@@Dhruv0700bhai 20,000 me koi accha tower speaker btao 🔊
Please Make Video Logitech Z906 Vs Heera 3pro Sound test Karo...🥺
Comparison hi nhi h inka 😒😒. Thik sawal to pucho. Ye to whi baat ho gyi Usain Bolt vs Mike Tyson 😒😒. Dono alag alag field k Khiladi h
@@Dhruv0700but Heera is totally waste because loudness adhik hona achchha nahi hota ... Aisa kya lena ki Loud bahut hai aur cheekh raha hai vocals instruments and low bass quality mil hi nahi Rahi sab kuchh crack ho rahi hai...
Low volume par z906 bass acchi dega par heera 3pro nhi de payega bcoz z906 ki low frequency bohat acchi he
Logitech Z906 Overall Best Home Theatre ☺️
Hera 3 pro slow volume me bess gayab ho jaa raha he app ek bar slow volume pe sun ke batana
Sir ek baar reply de Dena zebronic octave lo ya F&D T70x lo sir muje padosiyo ko hila ke rakh Dena hai please sir reply jarur de Dena
DH discovery ka tower speaker kaisa hai??
Zabronics Zeb octave lower frequency deep bass deta hai??
Small heera ka video dalo sir
Bro t60x vs z623 outdoor please please becouse sem price
Zebronics zeb DRAGON 2 ka unboxing and review karo
Heera 4 pro vs movie master tower speaker ka campare video laye sir please 🙏❤️💚🙏
Hello bhai Heera 4 pro vs Dhoom 4 pro ka video bnao mujhe inme।se jo best hoga wahi lena hai
Zebronics zeb bt 9500 rucf vs zebronics zeb hammer bt 702 rucf ka comparison video please.
t60x quality❤ heera 3pro quantiti😑
Exactly koi to samjha 😂
f&d t60x powerful bass
@@swapanmajumder9171 chaahe bass kam sahi per bass qulity main t60x better hai bhai or waise bhi tumhara house shaking bhi hoga bass se itni bhi kam nhi hai t60x ki bass
@@fardeen771k Mera pass ha f&d t60x powerful bass ❤️😍😍😍😍😍
@@fardeen771k Mera f&d t60x 5 years hona wala hai abhi tak no problem best f&d company ❤️😍🥰😍
Bhaiya hira Pro ka video kab aaega
Sir aapka comparison video bahut aacha hota hai Lekin aap main baat batate nahi watts kitna hai so please from next video please mention watts Power also thanks
home theatre tower bencley B1006 bluetooth speaker unboxing video kariyega
heera 4 pro ka review video Jarur Lana sar
Mujhe speakers lena hai. Mujhe instruments or vocal clarity me koi compromise nahi chahiye. Zeb octave or heera three pro me se kaun achha rahega?
Online mat le. Offline check kar apne samne wo le. Ye dessi system h Ghar me baja bhi nhi payega. 😗😗. Ghar k liye to T60x lelo usse zyada mat jao. Warna acha bada wala home theatre lo jisme subwoofer 10-12 inch ka ho.
@@Dhruv0700bhai apke hisab se zebronics seb hammer kaisaa rahega mujhe wo lena h
Bhai Sound Line Mein 17 Saalo Ka Exprience Hai Mujhe, Jaha Tak meine Dekha, Imported Sound System Ki Quality Much Better Hai Indian System Se, Kabhi Dono Systems ka Opretion Karke Dekhna, MDF Quality, Class D Board Quality, SMPS Power Supply Quality, All Wiring in OFC ( Oxygen Free Cable ), Tweeters, Mid Speakers, Subwooders, ki Magnet Gread, Magnet Charge, Basket, Basket matt finish Paint, Spider, Voice Coil, Paper Cone, Rubber Surround Quality, F&D T60X Ki Best Hai, Koi Bhi Indian Brand Inmein Se 1 Cheej Bhi Nahi De Sakta, Because India Technology Mein Abhi Kaafi Peeche Hai, + F&D T-60X Isiliye Mehenga Hai Kiyonki Transport Charges & Best Sound Quality & Clearty....,
Obage ka naam suna hai bhai
कड़क है साउंड हीरा 3प्रो 👌👌👌
Kaise order Karen kaun se App se
Sir ap ( AK tech) sabhi prodc ki video baniye lekin Flowbeat ki nahi sir kyu ki ham ap ke video dekhke apke bharose mene small hira liya tha 10minit chala our jal gaya mene vapas bhejvaya 1000kimi duri se 1000 rupeye tranfot kharcha deke fir bhi reper na kiya our vesehi vapas bhejdiya to ple sir hum ape bahut bharosa karte he easi prodac se savdhan kariye
Heera 4 Pro kitna watts hai aur heera 3 Pro kitna watts bataoo sirji
Hlo sir Motorola amphisoundx vide 250 watt ka review kijiye 2023 model
Heera 3 pro vs Semex T8100 sound test review
F&d t70 vs heera 3 pro 15k / 17k ke aass pass aate hai or sound bhi dono ka acha hai batter konsa h inme se
T60X ka sound quality aacha hai
F&D is best ♥ crystal clear bass + vocals..... heera 3 pro is oveload basss not good for long time listner
Zebronics zeb-octave jis price me aata uss price me koi dusra best comparison dikhao ♥️🫶
Hallo bhai apna online booking keya tha
Hera 3 pro
Bhaiya DH Discovery 1212 ki vedio banaiye
Mivi fort s36 & s48 ka unboxing karo please.
Heera 3 pro vs Govo 900 kon sa best h?
Heera 3pro vs zebronic actav
Bhai heera 3pro ki bass havey h ❤️. Rahi baat f and d ki wo to heera 2 Ke barabr bhi nahi h koi nahi h takkar me heera series is best 😎😎😎
Heera4 pro or f&d t88x ka comparison sound test
Bhai heera 3 Pro vs universal 1010 model ka karo
Heera 3 pro vs jbl 710 ki comparison le aoo viya
Brother hum Bangladesh Se Aapka Video Dakta hoo F&D F6000x VS F&D T35x ka Compare Video Banaw Please.?
Heera 3 pro vs Logitech z906 I know price ka different hai lekin hame dekhna kon jyada powerfull hai ❤❤❤ love from Maharashtra
Kya yr 😗 saaf dikh Raha h high frequency bas dega Heera aur low frequency bass me fail ho jayega 1000%. z906 Logitech low bass me chithde udaa dega lekin high frequency bass pe fail ho jayega. Ab logo ko yahi nhi maalum high frequency bass aur low frequency bass kya hoti h 😂😂🤣🤣
Cemex w15000 vs hire 3 pro sound camper karo sir
Heera 3 pro vs f&d t70x
Plzzz
Hera 3 pro Slow volume pe bess nehi aa raha he aur cut cut sound aa raha he
Heera 4pro ka sound test laao Bhai please
Bahi old video keu chirahay
Bass only in hera 3 pro . Punch bass is killing
Heera ke vocal miss hore hai,highs over hori hai bass 55 hz ki aari hai.but fenda ka balance sound hai qwality wala.
Heera3 pro vs heera 4 pro ka comparison karna
भाई स्मॉल हीरा का बतावो ना
Sir review unboxing Motorola amphi Vibe 250watt ok❤
Hera 4 pro bhi launch bhi hone wala h 4 Aug kl hdmi k sath .... Please uske uper bhi jldi banana video
Heera 3pro vs zebanicx hemmar bass text
First view❤
Heera 3 pro or heera 4 pro ka comparison lakar aana bhai plz zarur...❤️🙏🏻✨
Mere pass heera 4 mini mini hai ..leke jao
Hii sir i am anirudra pal. please (thrash212 vs hera 3 pro) sound comparison kardo please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏😣😣please 😣😣🙏🙏
Cemec dt 15000 vs heera 4 ya 3 pro ❤
Zeb octave vs heera 3 pro
Kitna ret hii
Heera 3pro ka bass dil pe logta hey bhai uska bass bohot tokra hey mere pass hey heera 3pro
Bhai soundbar ka bi krdo outdoor
Heera 3pro vs lg z906
Zebronic octave Vs Heera 3 pro
Heera 4 pro ka video send karo
Optical nh h bhai heera 3 pro ...koi prob aa jae to Delhi bhejna pdega use ..
Heera 4 pro launch hogayaa bro is bar sound test karo
Heera 3 pro vs logitech z906
Heera 3pro ka compair aap cemax bt 15000 se kijiye🙄🙄
100% true.
Hera 3 pro vs cemax 15000 sa compare Karo... 🥹Please 🙏🥹 please 🙏 🥹please 🙏
T60x ki bass me smoothness hai or heera 3 ki sound bass ajeeb type ki lagrahi maza nahi hai aakhir brand brand hi hota hai
Kya sound hai sir
LOGITECHZ906 Vs heera 3 pro
agar t60x mein 4 subwoofers hote toh heera door door tak t60x ko takkar nahi de pata bass mein😂😂😂 quantity mein bhi aur quality mein toh hai he T60X champion
Sahi baat hai 4 subboofer chahiye t60 x mein
Bro cemex 15000 ka saat battle karo
Cemax 15000 se compare karo
In dono se achha to maine khud banaya hai,clean sound and clean bass
Sound quality fd good
Heera 3 pro vs zebronics hammer
Hira 3 pro vs Hira 4 pra
Best bass xemt ka hai...
First comment ✌️✌️
Mic bhi record nhi kar para Heera 3 pro ko
Brand to brand hoti h....t60x much better
Flowbeat ke sabhi modal crek karte h sound
Or serice bhi aldi mangte hai
Bade woofer lagane se kuch nahi hota .main to andar ka board hota h
Pa300 vs xmt pp10 sound test
Dtronics ke paas hai real bass ❤
Fsd ki sound clear or balance h
Hera not clear sound.The sound doesn't just have to be loud, the sound needs to be clear
👌👌👌
Heera 3 pro max or heera four 4 pro.....m kro ache se
Clear audio f and d ka he heera 3 pro khali aawaz kerta he aapko shor krna he wo heera 3 le sakte he
💯💯💯💯
Heera 3 pro me Sound crack kyu ho raha hai.😮
Hera main distortion hy detailed sond nhi hai
Heera 4 pro kidhar hay 😄
T60x powerful bass ❤️
Aap gana mat suno , khana khao ,..kiska bass jadda hain ,wohi nehi pata lag raha hain