जमींदारी के समय जो केवला बना था उसके बाद में surve हुआ था तो उस समय नहीं करा पाए। तो केवला का खतियान नहीं बन पाया जो अभी तक नहीं बना 1976 सर्वे में कुछ प्लॉट गायब हैं जो गायब हुआ वह प्लॉट किसी और व्यक्ति के नाम से खाता खुल गया है अब कैसे ठीक करे
Sir, mere jamin ko town survey 1988 me ananad bihar sarkar kar diya tha. Jisko Mananiya Munsif Court se mujhe decree mila.. jankari ke avaw me kuchh late se me 2023 me mutation ke liye apply Kiya. Lekin CO ne reject kar diya. Us decree ke aadhar par mutation kaise hoga. Kripiya bataye
Sir mera eak jamin hai jo 5 katha hai jitna hamare kabja mai hai uas mai sai 2 Katha kise aur kai jamin mai nikal gaya jisme mera abhi ghar hai Ab wo ghar torne kai liye kah raha hai Please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏suggestion me sir
मेरी एक पैतृक सम्पत्ति पर सरकार का कब्जा हैं मगर आज भी खतियान, जमाबंदी, पंजी-2 सभी में मेरे पूर्वजों के नाम हैं, और आज भी अंचल कार्यालय इसे रैयती जमीन ही बता रही हैं मैं सरकार से ये जमीन कैसे वापस ले सकता हूॅं
Dear Sir, मेरा परदादा का नाम से खतियान (1932) वाला में सब प्लॉट है पर खतियान (1976) में कुछ प्लॉट हटा दिया गया, मेरे परदादा जमीन नहीं बेचे हैं पर खतियान से कुछ प्लॉट हटाया क्यों Reply me sir
Sir mera par dada k naam se jamin h or mere pass khatiya bhi h pr uska mere pass koi raseed nhi h or koi awedh kabja kr ke apna nam se raseed katwa liya h or jab mai use bola to bolo mere pass koi paper nhi h to mai us jamil ka raseed kat wa sakte h plz help m
Sar abhi Bihar mein anuvad Bihar sarkar Jameen hai use per 100 sal pahle se mere Dadaji Rahte the vah bhi Darbhanga Raj ka parcha Mila Hua Hai kirayanama makan ka kya Ham Dawa kar sakte hain Bihar sarkar se
Sir main 1946 patta ka jmin khrida 1972 main aur hall serve main mere papa ke naam se khatiyan bna tou kya woh jamin rayti hoga ya phir sarkar ka hou jyaga
Sir mere dada ji ke naam se bihar sarkar ka jamin dakhal me dikha raha h jo ki 1992 me dusre log ispar dawakr ke chhin liya adhik logon ke support se aaj hum log पुनः lena chahe to kya legally hum usse le sakte hain
1956 se pehle mere dada ji ke nam se jamin tha uske baad nadi aane ke karan bihar gov ka ho gya fir nadi bnd ho gya to kya o jamin mere nam ho sakta hai ya bihar sarkar ke naam rahega
Mera jamin 1938 ka kewala liya gaya he our wah Aanabad bihar sarkar ho gya he maharaja rajbahadur ranvijaysingh pita kesavparsad se kewala liya gaya he sivil me kes bhi chal raha he iska jach kiya jaye dumraon chauk bajar
Sir mere purbag ke nam par khatiyan hai,lekin vah jamin 96sal se dusare ke kabja me hai kya yah janim hamlog ka ho sakta hai,mere purbag ke davara nilam,isatayafa ya bikri nhai huaa hai kya kare sir bataiye,please
Sir, meri pushtaini jamin jiska kebala aur rasid bhi hai, wo abhi ke survey me anabad bihar sarkar ho gya hai. Ise wapas apne nam karane ke liye kya prakriya hai detail me batayen. 🙏
Hmare dada ke Sikmi jamin jo makan me sahan likha hai ham log 3 bhai hai 1 bhai jamindar se kharid liya 2 bhai ko nahi dena hcahte hain jamin me makan banahuva hai sir ji btaiyega
Sir hamara plot anawad bihar sarkar ho gaya purwaj ki sampatti hai abhi plot dakhal me nahi plot par daba karte hai hamara hai plot ka papper bhi hai ye nizi zamin hai kabjadhari ke naam se abhi online rashid kat raha hai kya kare civil court jaye ya servey office se mile kya kare ....❤ Plz ❤ 🙏
Sir ek bataiye agar jamin 30 year se belagan hai or ham bhumihin hai to uspe 30 year se ghar bana ke rah rahe hai or bad me use kisi or cast se dakhil kharich kra liya hai to kya wo jamin hame milega plz reply 🙏🙏🙏🙏🥺
Sir mera zamin ka rasid bahut dino se nai cut rha tha ..or idher kuch din pahele wo zamin bihar sarkar ke nam se ho gya hai ...aesa notice aaya hai ghar par ....isme kase sudhar kare help me plzzz
Mere samne anabad bihar sarkar jamin tha ab wo jamin jamabandi ho gya hai kisi ke naam per aur ab mera rasta vi band ho gaya hai kya hamko rasta milega kaise
Sir,mere pardada ke nam khatiyan hai. Mere dada do bhai the aur mere dada chhote the .mere dada ki mrityu 40 B.T. Act ke pahle ho gai.Dada ke bade bhai jinke do bete the unhone 40 B T. Act me jal karke
Sir ek land ka problem hi jameen mere Dadi ke name hi or Wo jammen hme Dan patri dura dedi hi or hum Co ke pass gaye hi wo reject kardye hi Mere Dadi Ko two son hi mere Papa bare hi or Chacha chote hi wo aanne hisha ka jameen bhech diye or jo dadi humko aapne Khushi dediye hi chcha log tatle sut laga kar motion ruka diye uske bad hum dslr court Bhi motion aple kiye hi wo bhi reject kardye hi hume kaya karna chaye plz requested sir fast update me
जमींदारी के समय जो केवला बना था उसके बाद में surve हुआ था तो उस समय नहीं करा पाए। तो केवला का खतियान नहीं बन पाया जो अभी तक नहीं बना 1976 सर्वे में कुछ प्लॉट गायब हैं जो गायब हुआ वह प्लॉट किसी और व्यक्ति के नाम से खाता खुल गया है अब कैसे ठीक करे
Anwad Jamin ka kess ldte ldte
Dgree hmre dada ji ka hogya hai to dgree paper se Jamin ka rasid or khatiyan kaise nikale
Degree ke base khtiyan ka tarmim karaye degree me plot aur kgata mention hota hai
Sir, mere jamin ko town survey 1988 me ananad bihar sarkar kar diya tha. Jisko Mananiya Munsif Court se mujhe decree mila.. jankari ke avaw me kuchh late se me 2023 me mutation ke liye apply Kiya. Lekin CO ne reject kar diya. Us decree ke aadhar par mutation kaise hoga. Kripiya bataye
Sir mera eak jamin hai jo 5 katha hai jitna hamare kabja mai hai uas mai sai 2 Katha kise aur kai jamin mai nikal gaya jisme mera abhi ghar hai
Ab wo ghar torne kai liye kah raha hai
Please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏suggestion me sir
अनावाद बिहार सरकार का जमीन है उसे पर अतिक्रमण किया हुआ है तो क्या जो व्यक्ति अतिक्रमण किया है उसका jameen hoga
मेरी एक पैतृक सम्पत्ति पर सरकार का कब्जा हैं
मगर आज भी खतियान, जमाबंदी, पंजी-2 सभी में मेरे पूर्वजों के नाम हैं, और आज भी अंचल कार्यालय इसे रैयती जमीन ही बता रही हैं
मैं सरकार से ये जमीन कैसे वापस ले सकता हूॅं
Dear Sir,
मेरा परदादा का नाम से खतियान (1932) वाला में सब प्लॉट है पर खतियान (1976) में कुछ प्लॉट हटा दिया गया, मेरे परदादा जमीन नहीं बेचे हैं पर खतियान से कुछ प्लॉट हटाया क्यों
Reply me sir
Sir meri jamin ha our meri jamin per 30 saal se our kisi ka kabja ha our sab paper mere naam per ha kha ma aab kabja hata sakta hu please reply me.
Sir mera par dada k naam se jamin h or mere pass khatiya bhi h pr uska mere pass koi raseed nhi h or koi awedh kabja kr ke apna nam se raseed katwa liya h or jab mai use bola to bolo mere pass koi paper nhi h to mai us jamil ka raseed kat wa sakte h plz help m
Sar abhi Bihar mein anuvad Bihar sarkar Jameen hai use per 100 sal pahle se mere Dadaji Rahte the vah bhi Darbhanga Raj ka parcha Mila Hua Hai kirayanama makan ka kya Ham Dawa kar sakte hain Bihar sarkar se
Sir main 1946 patta ka jmin khrida 1972 main aur hall serve main mere papa ke naam se khatiyan bna tou kya woh jamin rayti hoga ya phir sarkar ka hou jyaga
Sir mere dada ji ke naam se bihar sarkar ka jamin dakhal me dikha raha h jo ki 1992 me dusre log ispar dawakr ke chhin liya adhik logon ke support se aaj hum log पुनः lena chahe to kya legally hum usse le sakte hain
सर अनुवाद बिहार सरकार का जमीन है उसे पर अतिक्रमण किया हुआ है तो क्या हुआ जमीन जो आदमी
Anuvad Bihar sarkar ke Jameen per 100 Sal se Rah rahe hain kya uska Kuchh proof mil sakta hai
1956 se pehle mere dada ji ke nam se jamin tha uske baad nadi aane ke karan bihar gov ka ho gya fir nadi bnd ho gya to kya o jamin mere nam ho sakta hai ya bihar sarkar ke naam rahega
Mere pas jameen ka kbala b hai or paper bhi or fir bhi mera jameen anabad kr diya gya h.. kya process h sir.. anchal officer bhot pesa mang rha h.
60 ke sarve mein jo jameen anuvad Ho Gaya usse apna Naam kaise karen
Mera jamin 1938 ka kewala liya gaya he our wah Aanabad bihar sarkar ho gya he maharaja rajbahadur ranvijaysingh pita kesavparsad se kewala liya gaya he sivil me kes bhi chal raha he iska jach kiya jaye dumraon chauk bajar
Sir mere purbag ke nam par khatiyan hai,lekin vah jamin 96sal se dusare ke kabja me hai kya yah janim hamlog ka ho sakta hai,mere purbag ke davara nilam,isatayafa ya bikri nhai huaa hai kya kare sir bataiye,please
First view
Sir, meri pushtaini jamin jiska kebala aur rasid bhi hai, wo abhi ke survey me anabad bihar sarkar ho gya hai. Ise wapas apne nam karane ke liye kya prakriya hai detail me batayen. 🙏
Hmare dada ke Sikmi jamin jo makan me sahan likha hai ham log 3 bhai hai 1 bhai jamindar se kharid liya 2 bhai ko nahi dena hcahte hain jamin me makan banahuva hai sir ji btaiyega
Sir hamara plot anawad bihar sarkar ho gaya purwaj ki sampatti hai abhi plot dakhal me nahi plot par daba karte hai hamara hai plot ka papper bhi hai ye nizi zamin hai kabjadhari ke naam se abhi online rashid kat raha hai kya kare civil court jaye ya servey office se mile kya kare ....❤ Plz ❤ 🙏
Sir apse baat karna chahte hai . Please suggest sir
Sir ananabad jamin ka case kab tak chalta hai
Sir ek bataiye agar jamin 30 year se belagan hai or ham bhumihin hai to uspe 30 year se ghar bana ke rah rahe hai or bad me use kisi or cast se dakhil kharich kra liya hai to kya wo jamin hame milega plz reply 🙏🙏🙏🙏🥺
Sir mera zamin ka rasid bahut dino se nai cut rha tha ..or idher kuch din pahele wo zamin bihar sarkar ke nam se ho gya hai ...aesa notice aaya hai ghar par ....isme kase sudhar kare help me plzzz
अभिलेख मैं जाने पर पता चलता है कि आपका खतियान 100 नंबर से 240 तक खतियान खत्म हो
Mere samne anabad bihar sarkar jamin tha ab wo jamin jamabandi ho gya hai kisi ke naam per aur ab mera rasta vi band ho gaya hai kya hamko rasta milega kaise
Sir ham aapka jawab ka intezar kar rhe hai
Sir,mere pardada ke nam khatiyan hai. Mere dada do bhai the aur mere dada chhote the .mere dada ki mrityu 40 B.T. Act ke pahle ho gai.Dada ke bade bhai jinke do bete the unhone 40 B T. Act me jal karke
Sir mera pura jamin bihar sarkar ka ho gaya ab kya hoga kuchh ho sakta hai kya?
Khatiyan se rasid kese katwaye
Anabad Bihar sarkar Wale jamin ka registry hoga sir
Hota hai
Sir ek land ka problem hi jameen mere Dadi ke name hi or Wo jammen hme Dan patri dura dedi hi or hum Co ke pass gaye hi wo reject kardye hi
Mere Dadi Ko two son hi mere Papa bare hi or Chacha chote hi wo aanne hisha ka jameen bhech diye or jo dadi humko aapne Khushi dediye hi chcha log tatle sut laga kar motion ruka diye uske bad hum dslr court Bhi motion aple kiye hi wo bhi reject kardye hi hume kaya karna chaye plz requested sir fast update me
सर अनाबाद बिहार सरकार के खतियान मे दखल प्रकार के कालम मे बैद्य है। 1981 से कब्जे मे है।कृपया जानकारी दे.