Aapne jaisa boli hai didi waise hi hm kiye 1st pashupati vart . Pr baba nhi sune. Ab is sawan me fir se vart kr rahe hai . Mere liye baba se pray kijye ga meri pray baba sune le . Mai bhout depression me hu. Sucide ke shiva kuchh nhi dikhta. Plz pray 🙏 jai baba pashupati nath ❤
@@Rashmisomvanshi4866dd mera pehla vrat kiya tha to pehle vrat me Prasad ke tin hisse kiye the to thoda sa prasad niche gir gya or fir jb us prasad ko khaya sham ko to vo prasad kadva lgne lga to dd kya kru ye vla vrat mera count hoga dd ki nhi dd ki ik or extra krlu please dd reply jaroor dena 🙏🏻
शाम की पूजा और आरती के बुरे जवाब घर वापस आएंगे तो सबसे पहले आपको अपना प्रसाद ग्रहण करना है जो आप मंदिर से लेकर आएं हैं उसके बाद आप बिना लहसुन प्याज का कोई भी फलाहार ग्रहण कर सकते हैं
Agar aapki ichcha hai to kar lijiye bahut hi falkari vrat hai yah sabke manokamna jarur Puri hui hai aur manokamna ki baat alag hai lekin Jo yah vrat hota hai na isase man Ko Shanti bhi bahut acchi milati hai
Shree Shivay nmstubhyam ☘️🙏Aap sub mere ko ek bat btayiye PlZz ki me पशुपति नाथ जी k vart kr rhi hu vart khana khate time jo hm chulhe se jlaya huaa gobar ka Jo दीया leke bethte ho wo Lena h kya
Ye bto ki mai job ke liye ye vrat krna chahti hu mai bhut preshan hu to kya ye vrat shuru kr de abhi se ye vrat papar se phle krna hoga ya bad me kyuki mera paper july august me hoga please reply
Maine aaj se pashupati nath vrat shuru kiya h...par mujhe belpatra nhi mila or machis v ghar se le jana bhul gyi thi...to mujhe pandit ji ne belpatra diye or puja karwa di...or mandir me rakhe machis se maine diya or agarbatti jalayi...par maine machis or Belpatra k liye waha paisa rakh diya...to kya meri puja swikar hogi ya nhi....or sham ko kya main ghar se machis le jaa skti hu....please reply me dii
Di Mera pahla pasupati vart pure neyam se pura Keya but dusre vart me jab parsad ke teen hese karte ha tab do bhag mene bhagvaan ko arpit kr deya lakin tesere hese ko thale me he rakha Raha usko deya jalane ke bad upar rakha or jab khana khane bethe to bhul se pahle ek grass roti subji ka le leya phir yad aya to parsad ko pura kha leya to di es vart ko gente me lu ya nhe lu please reply
@@Rashmisomvanshi4866 aur sham ko bhi nahana h kya...aur hmne jo pooja subah ki h sham ko pooja krne ke liye kya subah jo mandir m shivling ko sajaya h ya jo saman chadaya h use sham ko htake pooja krni h ya aise hi kr de
व्रत का संकल्प जब आप सुबह-सुबह मंदिर में पूजा करते हैं सोमवार के दिन सुबह ही आपको पूजा करते समय संकल्प लेना है कि भोलेनाथ मैं आपकी पशुपतिनाथ व्रत का संकल्प ले रही हूं
Agar aapke ghar ka mandir Pran pratishtha wala hai to aap vahan Puja kar sakte hain agar Mandir mein Pran pratishtha nahin hai to aap Pran pratishthit Mandir mein hi Puja Karen ghar mein Puja nahin karni hai
Di m bhi pashupati varat kr rhi hu.. m ghr se pani nhi leja pa rhi mandir se jal leti hu mandur ke pani puja karti hu toh kya meri mandir se pani lena thik h kyuki ghr se taza pani ki vybshta nhi hopati isliye m bahu se pani lekr puja krti toh aap btate mhuje di kya bo pani le sakti m mandir se ?
@@Rashmisomvanshi4866n di ghr ghar pr taza pani nhi ho pata toh toh m mandir ke Pani se kr deti puja ... Di m dono time Pani leti hu puja m toh Kya dono time Pani se Kar sakte ya morning ke Pani ko bachakr karna padta h ..
@@sonammeena5694pooja daily ki tarah hi hoti h bas nariyal aur 108 koi bhi cheej le sakte ho aap agar aapko poori vidhi janni h udyapan ki tu is video k description m udyapan k video ka link pada h aap waha se dekh sakte ho
Aapki ichcha hai agar aap chahte Hain to Ghar se lekar jaaye Varna ek Lota jal Ghar se lekar chale jaaye Jo shivling per chadhate Hain baki aap Mandir mein to Mil hi jata hai to aap vahan se le le
Hello didi main Punam bhole didi main bhi chahti Pashupatinath ke vrat karna tumhen didi mein kahin aur rahakar 24 ghante duty karte Hain to kya main vahan se kar sakti hun please didi Bata dijiyega comment mein lekin Hindi mein likhkar bataiye please mujhe itna English nahin aati please didi please
पुनम जी यह व्रत सिर्फ शिव मंदिर में ही किया जाता है जहां आप नौकरी करते हैं अगर वहां आस पास कहीं शिव मंदिर है तो कृपया आप वहां पर पूजा कर लें क्योंकि यह व्रत घर में नहीं होता है
Mam plss btayen ki sham ko diye shivling k samne jlakr bahr rakh sakte h. Kiyunki mandir mai allowed nhi h shivling k pass deepak jlakr rakhna plz btatana jrur
Didi please reply karna mjhe bahut confusion ho raha hai...kisi ne 5 somvar vrat rakhlar udyapan krne k liya bola hai aur kisi video mai 6 th somvar ko udyapan krne bola hai please btaoye na mera aaj 5 th vrat h kya aaj he krna h udyapan ya agle somvar???
वर्षा जी व्रत का उद्यापन चार व्रत रखने के बाद पांचवे दिन किया जाता है जैसे पंच बार पशुपति नाथ का व्रत रख चुकी हूं आज इस सोमवार को भी मेरा पांचवी बार का उद्यापन है
Agar vrat ke bich me periods aajae to pooja koi or kar sakta h ya jo vrat kr rha h usko hi karni h or Jo prashad 1st vrat me bnaya h hmesha vhi prashad bnana h ya alg bna skte h?
मतलब कुछ लोग कहते हैं की एक अनाज खाना जरूरी है दीदी तो सूजी तो एक अनाज हो गया न उसके बाद v roti doodh khana hai ya sirf doodh pi loo mai PlZ bata dijiye
Mam aaj mera 5 vart tha aur m galti se mandir m 6 deepak bhul aai but mere pss ek dipak tha akshat wala toh maine ghr k main gate pr usko khali kr k usme kalawa rkh kr dipak jla diya mam mere vart khandit toh nhi hue ya koi solution ho plz bta dijiye
Agar aapse koi galti se galti Ho jaati hai to uske liye Baba se kshma mang sakte hain han hamen janbujhkar jaise ki hamen kisi chij ke bare mein pata hota hai aur ham janbujhkar vah Kam nahin karte Hain to hamen vah nahin karna chahie yah to aapse bhul se hua hai na to koi baat nahin aap Baba se kshma mang lijiye aur aapane jis Mannat ke liye vrat Rakha hai uska 3 mahine Tak vate kijiye nahin to agar aap FIR dobara shuru se kar sakte hain
@@Rashmisomvanshi4866 thnku mam maine rt fir pandit se pucha tha toh unhone dipak wapis lane ko bola tha m mandir gyi toh mere dipak utha kr side m rkhe hue thai toh maine apna ek dipak utha kr mandir se ghee usme daal liya aur shama mang li aur fir ghr k gate pr la kr rkh diya toh ab toh koi prblm nhi hogi
@@Rashmisomvanshi4866m brat k bich me periods ho jaye to hum brat kr skte h ya nhi agr kr skte h to brat vo brat Gina jaye ga ya nhi plzz mam reply me
Mam plz bata dijiye Mai Sham ko हलवा का भोग लगाऊंगी अपने शिव जी को और फिर वही हलवा खाकर कुछ देर बाद दूध पी कर सो जाऊंगी तो क्या जरूरी है क्या को हम रोटी खाए
नारियल को शिवलिंग की जलाधारी पर नहीं चढ़ाना है जो उसके किनारे पर घेरा होता हैनारियाल को शिवलिंग की जलाधारी को पर नहीं चढ़ाना है जो उसके किनारे में घेरा होता है
M apna personal experience batau to m continue vrat rakh Rahi hoon aur mujhe fal bhi mil raha h aur ha sath m mehnat bhi kar rah Rahi hoon bilkul hi baba k bharose nhi chhoda sab
Wese to ye Prasad Ghar wapas nhi laya jata hai sirf utna he banao ki Ghar na bache next time yaad rakhe na bate oor agar aap se galti Hui hai to aap baba se mafi maag ly
श्री शिवाय नमस्तुभ्यम 🙏🏻🌿🕉️🌺🔱🙇🏻♀️
Shree shivay namastubhyam
Aapne jaisa boli hai didi waise hi hm kiye 1st pashupati vart . Pr baba nhi sune. Ab is sawan me fir se vart kr rahe hai . Mere liye baba se pray kijye ga meri pray baba sune le . Mai bhout depression me hu. Sucide ke shiva kuchh nhi dikhta. Plz pray 🙏 jai baba pashupati nath ❤
Jaroor
Sunege bharosh rakhiye meri baba ne sun li apki bhi sunege
Aj mera fast vart h baba meri god bharna
Shree shivay namstubhyam
@@Rashmisomvanshi4866 baba ne meri sun li baba aise hi mere bache ka khyal rakhna bhole baba apka satha chahiye mujhe 🙏🙏🙏🙏🔱🔱🔔
Har har Mahadev
Har har Mahadev
🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Jai Mahakaal🙏🙏
Jai mahakal
Har Har Mahadev ❤ 🙏 🙏
Har har Mahadev
Thanks
Welcome
Shri shivay namastubhyam 🙏 didi jo misri ka bhog subhh or sham lgaker de sakte h bachho ko 🙏♥️
Ha wo de sakte h par jis bhog k aapne 3 bhag kiye h wo nhi dena h
@@Rashmisomvanshi4866 didi thanks
Didi bina pani bale nariyal se udhyapan sakte h
Lambi bati ka diya nahi lagate
Subah k puja k baad kya kuch pani ya chai ya fal kha skte hai
Mam sham ko dia main gate ke bahar rkhnah andar side
Didi mere ek somvar ko period aagya tha to meri sham ki puja rh gyi to mai kya kro plz batao
Wo vrat count nhi kiya jayega
Qki is vrat m main sham ki Pooja hoti h
@@Rashmisomvanshi4866dd mera pehla vrat kiya tha to pehle vrat me Prasad ke tin hisse kiye the to thoda sa prasad niche gir gya or fir jb us prasad ko khaya sham ko to vo prasad kadva lgne lga to dd kya kru ye vla vrat mera count hoga dd ki nhi dd ki ik or extra krlu please dd reply jaroor dena 🙏🏻
Sham ko phalahar kitne baje tk karna hai
शाम की पूजा और आरती के बुरे जवाब घर वापस आएंगे तो सबसे पहले आपको अपना प्रसाद ग्रहण करना है जो आप मंदिर से लेकर आएं हैं उसके बाद आप बिना लहसुन प्याज का कोई भी फलाहार ग्रहण कर सकते हैं
Purnima ke din udhaya pan kar sakte hai
Please reply
Waise to agar aap pahle se sawan k somvaar rahti h to aap sawan k somvaar m Pashupatinath vrat na kre
Agr aapne pahle kabhi sawan k somvaar nhi rIhe h to aap rakh sakte ho
Didi pashupati vrat 5 th somvar ko udyapan krna hai ya 6th somvar????
Isi tarike se krne se
G haaa yahi vidhi h mere vrat ki
Di kya ek pehle Sunday ko lahsun pyaj manna hota h isme please reply
Nhi ye ek simple sa vrat h isme jyada niyam kanoon nhi hote h but main cheej hoti h sham ki pooja wo aapko vidhiwat karni h
Di yadi subah ki pooj me कलावा nahi le gai thi to kya saam ki pooja me le ja skte h plz di reply kariyega
Aapko jo cheej Pooja karni h subah hi rakh lijiye thali m agar nhi h to koi baat nhi
Dd kya panchamrit chadana jaroori hai agr n chdau to
It's okkk
Mam deepak aate ka le skte hai
Hn
Mai bhi bahut dukhi hu di mai bhi karne ke liye soch rhi hu 🙏🙏
Agar aapki ichcha hai to kar lijiye bahut hi falkari vrat hai yah sabke manokamna jarur Puri hui hai aur manokamna ki baat alag hai lekin Jo yah vrat hota hai na isase man Ko Shanti bhi bahut acchi milati hai
Mai bhi kal se vart karne vali hu di..
Agar husband aur wife ko karna hai vrat ek thali me sabhi samagri le ja sakte hai kya aur shyam ka prasad dono le sakte hai kya
@@pranav2445 alag alag thali yHa tk tk Prasad bhi ek sath nhi banana h alag alag banana h
Pashupati vrat may me kr skte h kya 2024 may ka महीना
Is vrat ko aap saal k kisi bhi somvaar se shuru kr sakte h
Kya dophar ka falahaar bhi khud ko hi bnana rehta hai? plzz btaiye
Nhi aap kisi se bhi banwa sakte h
@@Rashmisomvanshi4866 thanku for the reply 🥲
@@ymahima07aapka manokamna pura huaa
Kya aap bta skte hai agar 4 vrat hue hai aur bchcha ho gya hai ghare to kya vrat khandit ho gya?
Nhi aap ghr m hawan k baad 5th vrat kar sakte h
Mam ek baat btaye agr bhut sari saman na ho
Toh kya hum vrat ni kr skte
M bhi bhut sara saaman use nhi karti jitna possible hota h utna karti hoon
Agar saman available nhi h to koi baat nhi aap bhagwan se kshama maag lijiye
Koshish kare belpatra jaroor ho
Q nhi
Aap mera udyapana wala vlog dekhiye usame maine aate k diye hi use kiye h baas atta shudh hona chahiye
Di kya lote me jal adha subh adha sym ko chdna hota h ya syam ko dobra pani bhrge le ja skte h plzz reply
Jaisi aapki ichcha agar aapke pass koi bada bartan hai to aap bade bartan mein le jaaiye aur usmein ek hi baar main Chadha dijiye
Di mhashivratri varat kb h 8 March ya 8
9 March ko plzz btaye
Mhashuvratri 8 March ki hai
Mam kuwari ldki mata rani ko sindur lga skti h
G bilkull
Didi shaam ki pooja kitne baje karte hai
@@SonuKumar-rq6eh aarti time suryasat k baad
@@Rashmisomvanshi4866 time btaye muje ye surysat nhi samaj aata
@@SonuKumar-rq6eh garmiyo m after 7'o'clock and sardiyo m after 6'o'clock
Didi deya mai gol bati ka deya banna h ki lambi batti ka deya lagana h❤️
Jaisa aap chahe
Didi mera pashupati vart 2 ra hai .
Lekin aj me madir me gayi Puja kahi lekin ak galti ho gayi ki diya nahi laga. Payi kuki marches bhig gayi thi
Koi baat nhi aap baba se khshama maag lijiye
Sach me didi mein bahut parshan hu kya amera bhi puran ho jayega kam
Agar aap sacchi shradha se aur Sahi vidhi se vrat karenge to jarur pura hoga
Vaise Mera to pura hua hai isiliye main aapko consult kar rahi hun
Pls mam aap ye btye ki mere ghr me 2 gate h aap btye ki kon se gate pr diya jalau pls mam
Ek to main fatak hota h dusra ghr ki entry ka hota h aap ghr ke gate k right side jala sakte h
Jo sam ki pooja hoti usme jo diya ghar la kr jlana hota usko le kr mai ghar ke andr aa gai thi fir bahr ja kr diya jalaya to mna jye ga ky vart
Agar aapse vrat mein koi chhoti Moti galti Ho jaati hai to koi baat nahin aap Bhagwan se usi din ya agale Somwar ko kshma mang lijiye
Mandir se aane k baad diya ghr k bhar ki trf se dahine or lgana h ya ghr k ander se dahine trf lgana h
Aapka mukh jidhar ho udhar se dahina
Aur mukh ghr ki taraf hona chahiye
Shree Shivay nmstubhyam ☘️🙏Aap sub mere ko ek bat btayiye PlZz ki me पशुपति नाथ जी k vart kr rhi hu vart khana khate time jo hm chulhe se jlaya huaa gobar ka Jo दीया leke bethte ho wo Lena h kya
@@-poojaverma_____3019 nhiii
@@Rashmisomvanshi4866 okk mm thnx 🙏
Hello
Hii
Ye bto ki mai job ke liye ye vrat krna chahti hu mai bhut preshan hu to kya ye vrat shuru kr de abhi se ye vrat papar se phle krna hoga ya bad me kyuki mera paper july august me hoga please reply
Aapko exam se pahle rahna h aur ha mehnat bhi karni h study m
Maine aaj se pashupati nath vrat shuru kiya h...par mujhe belpatra nhi mila or machis v ghar se le jana bhul gyi thi...to mujhe pandit ji ne belpatra diye or puja karwa di...or mandir me rakhe machis se maine diya or agarbatti jalayi...par maine machis or Belpatra k liye waha paisa rakh diya...to kya meri puja swikar hogi ya nhi....or sham ko kya main ghar se machis le jaa skti hu....please reply me dii
Pooja to sweekar ho jayegi aapki par ek chij bataiye pahle aap sawan ke somvaar to nhi rahi rahte
Qki is vrat ke sath koi aur vrat nhi rakha jata
Di Monday ko bal me pani nhi dala jata h to kya bina pani dhoye bal puja kar sakte hai
Ha Monday ko nhi dhote h to aap Sunday ko dho lijiye
Didi agar tambe ka lota na ho to kya pital ke lote se avisek kar sakte hai
G bilkul
Kya pashupati ke vrat me din me koi fruit kha sakte hai please bataye
G haa
@@Rashmisomvanshi4866 dhanyawad
Di Mera pahla pasupati vart pure neyam se pura Keya but dusre vart me jab parsad ke teen hese karte ha tab do bhag mene bhagvaan ko arpit kr deya lakin tesere hese ko thale me he rakha Raha usko deya jalane ke bad upar rakha or jab khana khane bethe to bhul se pahle ek grass roti subji ka le leya phir yad aya to parsad ko pura kha leya to di es vart ko gente me lu ya nhe lu please reply
Dekhiye aapki galti koi itni badi galti nhi h ki aap vrat ki ginti na kare ha aap baba se kshama maang sakte h aur vrat continue kar sakte h
Plz reply didi Jai m working boy hu to kha sham ko meri mom mere liye mitha parshad bna sakti hai ya mujhe hi banana hai plz btaye
जी बिल्कुल बना सकते हैं लेकिन एक चीज ध्यान रखनी है कि आपको जिस बर्तन में प्रसाद बनाया है उसमें बिल्कुल भी नहीं छोड़ना है
Mam sham ko dobara नहाने ke bad jana h pooja karne .......subah kitne baje pooja karni h...
Pooja aap 12bje k pahle kabhi bhi kar sakte ho
@@Rashmisomvanshi4866 aur sham ko bhi nahana h kya...aur hmne jo pooja subah ki h sham ko pooja krne ke liye kya subah jo mandir m shivling ko sajaya h ya jo saman chadaya h use sham ko htake pooja krni h ya aise hi kr de
@@suchitrayadav2020 ha g kisi bhi time ki pooja karne se pahle shivling ko achche se saaf karna h
@@Rashmisomvanshi4866 Ok tq mam🙏🙏🙏
Di reply sankalp kaise lete aur sham ke bhogme anaj bnta ya phalahari prasad ke bd bhojan krna zaruri mera bhojan ka mn nhi rehta
आप कौन से भोग की बात कर रहे हैं जो शिवलिंग पर चढ़ता है वह फिरजो आप ग्रहण करते हैं वो
व्रत का संकल्प जब आप सुबह-सुबह मंदिर में पूजा करते हैं सोमवार के दिन सुबह ही आपको पूजा करते समय संकल्प लेना है कि भोलेनाथ मैं आपकी पशुपतिनाथ व्रत का संकल्प ले रही हूं
Shiv ji ka bhog
Sankalp hath me kuch le ke lena ya bolna reply
Agr glti se hmari mnokamna kisi dusre ko pta chl jaye to uske bad ye puri hogi yaa nhii pls btaao
G jaroor poori hogi maine to poore ghr m bata rakha tha fir bhi meri poori ho gyi
Thank uu
Hogi jarur
Mera kal 4tha vrat h baba ka par masik dhrn h to kya vrat kre ya nhi ya fir agle somwar se kre plz btae ❤🙏
Nahi ye wala vrat nhi mana jayega
Aapko agle somvaar se fir karna padega qki isme main shaam ki pooja hi hoti h
@@Rashmisomvanshi4866 to kal vrat nhi kre hum ?
@@priyachaturvedi7717 g nhi aap din bhar sakte h lekin jab tk shaam ki pooja vidhivat nhi karenge tab tk vrat manya nhi hoga
@@Rashmisomvanshi4866 to kya mtlb h vrat rhne ka isse aaccha hum agle Monday vrar kre na di
Prasad ko bholenath se spars krna h ki ni
G bilkul Teeno done ko sparsh karana h
@@Rashmisomvanshi4866 di sam k puja m thali ko shiv k samne rkhne K bad koi khiska de to wrath ko count krenge na
Plz reply di
@@reenasahu9222 isase kuch nhi hota bas aapko Prasad aur diye m koi galti nhi honi chahiye
Mam is vrat ki udhyapan vidhi bhi bta deejiye mere 4 complete ho gae h next ko last vrat h full detail bta deejiye plz
Mene udhyapan ka vlog dal rakha hai mere channel PR jakar dekh lo
Link bi description mein dal rakha check kr lo
@@Rashmisomvanshi4866 Ok tq ji
Di belptr nhe mele to kya kre
कोशिश करिए मिल जाए अगर नहीं मिले तो फिर क्या बाबा से हाथ जोड़कर क्षमा मांग लीजिए
Helo didi yadi h ghar ke hi mandir me Puja kare to koi dikkat to nhi please jaldi bataiye ga
Agar aapke ghar ka mandir Pran pratishtha wala hai to aap vahan Puja kar sakte hain agar Mandir mein Pran pratishtha nahin hai to aap Pran pratishthit Mandir mein hi Puja Karen ghar mein Puja nahin karni hai
Di m bhi pashupati varat kr rhi hu.. m ghr se pani nhi leja pa rhi mandir se jal leti hu mandur ke pani puja karti hu toh kya meri mandir se pani lena thik h kyuki ghr se taza pani ki vybshta nhi hopati isliye m bahu se pani lekr puja krti toh aap btate mhuje di kya bo pani le sakti m mandir se ?
Ha aap agr mandir se lekar karti h to koi baat nhi waise agr ghr se le jaiye to achcha hi tha
@@Rashmisomvanshi4866n di ghr ghar pr taza pani nhi ho pata toh toh m mandir ke Pani se kr deti puja ... Di m dono time Pani leti hu puja m toh Kya dono time Pani se Kar sakte ya morning ke Pani ko bachakr karna padta h ..
Di mere 4 fast toh hogye 5ba or bacha toh udhyapan m kanya bhoj karbaya jata h Kya plzz btao aap last m kese karu m
@@sonammeena5694 g nhi iss vrat k udyapan m kanya bhoj nhi hota h
@@sonammeena5694pooja daily ki tarah hi hoti h bas nariyal aur 108 koi bhi cheej le sakte ho aap agar aapko poori vidhi janni h udyapan ki tu is video k description m udyapan k video ka link pada h aap waha se dekh sakte ho
Gol bati kadiya lagana he
Kisi ka bi laga lo
Mam pradosh vrat k udhyapan k kitne din bd pashupati vrat start kr skte hai
Mam aap pashupatinath vrat kabhi bhi start kar sakte h but somvaar k din koi aur vrat nhi karna h
@@Rashmisomvanshi4866ek din me agar do vrat ho to age wale Krna padega
Do din pehale hi udhyapan kiya tha to kya kl se ya agley Monday se start kr skti hu
Ek monday choddd do fir aap start kar lena
Lakin kuch log bol Rahe 1 month bd krna
Mere se glti se 6ke 6 deepk jl gye or fir m use ghr le aai to kya mera vrt mana jayga ya nhi
Koi baat nhi Agr aapse koi galti ho gayi h to baba se kshama maang le baba sab maaf mar dete h
Lota m itna jal kha aa payega
..balti m alg se lkr jana chahiye kya
Aapki ichcha hai agar aap chahte Hain to Ghar se lekar jaaye Varna ek Lota jal Ghar se lekar chale jaaye Jo shivling per chadhate Hain baki aap Mandir mein to Mil hi jata hai to aap vahan se le le
Didi agar ham kiray ke makan me rah rhe h to diya kaha jalay mukya darwaje par ya fir ham jis room me rah rhe h waha jalay chhatvi diya.
Room k gate p
Thanks didi 🙏🙏🙏har har Mahadev
Diya mBaati kiska use kiye h aap rui. Ya dhage ki
Aap rui ya dhaga kuch bhi le sakte h meri rui khatam ho gyi isiliye maine kachche soot ka use kiya h
Mishri shivji par toh chadti ni
Chandti h ji m to roj chadati hoon
Sam ko nha k poja krna kya please replay
आपकी इच्छा
Abhi to garmi h aap naha bhi sakte h
Hello didi main Punam bhole didi main bhi chahti Pashupatinath ke vrat karna tumhen didi mein kahin aur rahakar 24 ghante duty karte Hain to kya main vahan se kar sakti hun please didi Bata dijiyega comment mein lekin Hindi mein likhkar bataiye please mujhe itna English nahin aati please didi please
पुनम जी यह व्रत सिर्फ शिव मंदिर में ही किया जाता है जहां आप नौकरी करते हैं अगर वहां आस पास कहीं शिव मंदिर है तो कृपया आप वहां पर पूजा कर लें क्योंकि यह व्रत घर में नहीं होता है
मंदिर कहीं का भी हो चलेगा लेकिन एक ही मंदिर में करना है पांचों दिन बदलने नहीं है मंदिर
Lekin pashupati vrat me us thali se kisi or bhagwan ki puja ni ki jati or aap kah rhi h Parvati ji ki puja bhi usi thali se Krna h
@@SonalikumariGiri-y9u shiv parivar ki kar sakte h
Pradeep mishra ji pandit ji bole h sirf shiv ji ki hi puja karni h
Didi dipak kalaya ka le jana h ak ya nhi
M samajhi nhi
Mam plss btayen ki sham ko diye shivling k samne jlakr bahr rakh sakte h. Kiyunki mandir mai allowed nhi h shivling k pass deepak jlakr rakhna plz btatana jrur
Koi baat nhi aap bahar rakh dijiye
Didi please reply karna mjhe bahut confusion ho raha hai...kisi ne 5 somvar vrat rakhlar udyapan krne k liya bola hai aur kisi video mai 6 th somvar ko udyapan krne bola hai please btaoye na mera aaj 5 th vrat h kya aaj he krna h udyapan ya agle somvar???
वर्षा जी व्रत का उद्यापन चार व्रत रखने के बाद पांचवे दिन किया जाता है जैसे पंच बार पशुपति नाथ का व्रत रख चुकी हूं आज इस सोमवार को भी मेरा पांचवी बार का उद्यापन है
@@Rashmisomvanshi4866 Thank you di🙏🏻😊
Hii di mai pashupati vrat kar rahi hu but 2 monday mera lota change karma pada kiyu ki us mai se pani nikal raha tha or meri wish puri hi nhi hui h
Aapko 3 mahine tk wait karna hoga agr fir bhi poori nhi hui to aap dobara se vrat kar sakte ho
Jaroor koi bhool hui hogi
Pashupati vrat me baal dhone chye ya ni?
Nhi sar nhi dhote hai
@@Rashmisomvanshi4866 हमें पता नहीं था, मेरी बेटी ने बाल धो लिए,तो क्या उसके व्रत नहीं माने जाएंगे।
Agar vrat ke bich me periods aajae to pooja koi or kar sakta h ya jo vrat kr rha h usko hi karni h or Jo prashad 1st vrat me bnaya h hmesha vhi prashad bnana h ya alg bna skte h?
Vo vrat aap ka mana nhi jayega
@@Rashmisomvanshi4866 तो क्या पीरियड में पूजा नहीं करते।
@@manjujain3735 agar morning ki pooja hone ke baad
Period aate hai to sham ki pooja nahi ho sakti or vrat bhi nahi mana jayega
Nariyal me jo kalawa bandha jata hai to kya wo ghar se hi lapet kar le jaya jata hai kya pls bataiye aaj mera 5 wa sombar hai
Ha g ghr se hi lapet kar le jaya jata h
@@Rashmisomvanshi4866 ji ghar se hi lapet kar le gai thi but is vrat se abhi tak meri vish puri nahi huyi kya karu
Married girl mayke m kr skte h vrat yh wale
Aap chahe jaha rahe but mandir ek hi hona chaiye
मतलब कुछ लोग कहते हैं की एक अनाज खाना जरूरी है दीदी तो सूजी तो एक अनाज हो गया न उसके बाद v roti doodh khana hai ya sirf doodh pi loo mai PlZ bata dijiye
Nhi aap poori paranthe bhi kha sakte h
@@Rashmisomvanshi4866 di halwa khane k bad mai doodh pikar so jaungi to kya ye sahi nhi h kya roti khana jaruri hai kya
Our ye jenewa kya hota hai
Suti dhaga hota h
एक ही घर में से दो लोग व्रत करें तो पूजा साथ में कैसे करें
Dono ki pooja ki thali alag alag honi chahiye aur ha sabse main prasad aapko dono logo ka alag alag banana aur ek hi sagh manya nhi hota h
@@Rashmisomvanshi4866 एक शिवलिंग पर दोनों साथ में कैसे पूजा करें
Didi mere 7 din huye h m kr sakti hu
G bilkul
Vrat me katha kiya jata h kya
Nhi
Aap shiv chalisa ya stuti kar sakte h
Nariyal n chadana h didi mandir m
Udyapan k din nariyal chadana h
@@Rashmisomvanshi4866 thank u didi
Di mene saam ko deya jo hamara road se ander vala pahla gate hota ha vaha right side jalaya tha to kya ye sahe ha
Ha
Di aapne ak answer deya tha ke Ghar me entry vale gate PE deya jalana ha to kya kru mene baher vale fatak par jala deya ab me confuse ho rhe hu
@@opnihal0076 nhi usse koi dikkt nhi he bo get se b to andr jate h na
gate p diya jalane ka matlab bas yahi hota h aap baba se prathana kar rahe ho ki mere ghr mein pravesh karo baba
Janeu kha milega
Pooja wali shop p hai
Didi aapki ichcha bhi puri hui h kya
Main teen bar se lagatar vrat rah rahi hun aur teenon bar se meri ichcha udyapan se pahle hi Puri ho gai hai
Isiliye is vrat per mujhe itna Vishwas ho gaya hai taki main sabko suggest kar rahi hun iske bare mein
Mene recently rkha tha pr glti krdi ab dobara rkhungi
@@godlegend7647 okkkk
Mam aaj mera 5 vart tha aur m galti se mandir m 6 deepak bhul aai but mere pss ek dipak tha akshat wala toh maine ghr k main gate pr usko khali kr k usme kalawa rkh kr dipak jla diya mam mere vart khandit toh nhi hue ya koi solution ho plz bta dijiye
Agar aapse koi galti se galti Ho jaati hai to uske liye Baba se kshma mang sakte hain han hamen janbujhkar jaise ki hamen kisi chij ke bare mein pata hota hai aur ham janbujhkar vah Kam nahin karte Hain to hamen vah nahin karna chahie yah to aapse bhul se hua hai na to koi baat nahin aap Baba se kshma mang lijiye aur aapane jis Mannat ke liye vrat Rakha hai uska 3 mahine Tak vate kijiye nahin to agar aap FIR dobara shuru se kar sakte hain
@@Rashmisomvanshi4866 thnku mam maine rt fir pandit se pucha tha toh unhone dipak wapis lane ko bola tha m mandir gyi toh mere dipak utha kr side m rkhe hue thai toh maine apna ek dipak utha kr mandir se ghee usme daal liya aur shama mang li aur fir ghr k gate pr la kr rkh diya toh ab toh koi prblm nhi hogi
अगर मेरी एक राय से किसी का भला हो रहा है तो मेरे लिए इससे बड़ी कोई बात नहीं
Wo jo prashad hai wo ghar mai bhi kisi ko khane nahi dena kya
Bilkul nhi na hi dena h aur na jisme banaya h us bartan m chhodna h
@@Rashmisomvanshi4866m brat k bich me periods ho jaye to hum brat kr skte h ya nhi agr kr skte h to brat vo brat Gina jaye ga ya nhi plzz mam reply me
Mai job bali mahila hun mai rat men 8 9 ke bad hi ghar ati hun isliye main ghar par hi pasupati vrat kar rahi hun kiya maine galat kiya kiya
Mandir juada door h Kya
Mam plz bata dijiye
Mai Sham ko हलवा का भोग लगाऊंगी अपने शिव जी को
और फिर वही हलवा खाकर कुछ देर बाद दूध पी कर सो जाऊंगी तो क्या जरूरी है क्या को हम रोटी खाए
Agr aapko bhookh nhi lagti h to koi baat nhi ye to bhut achchi baat h
@@Rashmisomvanshi4866 nhi di bhuk nhi lagti hai kyuki mai Monday ka व्रत हमेशा रहती हू और अनाज और नमक nhi khati hoo
@@Nishii-u7y okkk to koi baat nhi
@@Rashmisomvanshi4866 दीदी संकल्प कैसे लेना है PlZ बताओ
Mujhe bata dijiye kya karna chahiye
Kisme
Mam mere yha belpatar available nhi h m kese kru puja
Belpatar nhi to koi nhi aap bina belpatar ke bi puja kar sakte hai
please batao mere samjh me nahi aa raha h
किस चीज़ के बारे में समझ में नहीं आ रहा है
Didi pasupati vrat me meet machhli khana chahiye ki nahi aur lahsun pyaj ravivar se hi barana chahiy ya jis din vrat h usi din please btaey
Bilkul bhi nhi
Pani gher se lekar jaye
G ha jal apne ghr ka hi hona chahiye
Udyapan me nariyal shivling pr kha rakhna he
नारियल को शिवलिंग की जलाधारी पर नहीं चढ़ाना है जो उसके किनारे पर घेरा होता हैनारियाल को शिवलिंग की जलाधारी को पर नहीं चढ़ाना है जो उसके किनारे में घेरा होता है
जो शिवलिंग के किनारे घेरा होता है आपको उसी पर रखना है
Pradeep mishra ke video me to jaladhari ke niche zameen pr bataye ap dekhiye
Is ki koi kahani matlb katha v sunni hoti h kya
G nhiiiiii
Mandir me subh kitne bje se phle Jana hota h
12baje se
Didi saam ko jayenge to fir se mandir dhokar chadhayeng plz bataye
Samajhi nhi m aap kis baare m pooch rhi h
Please muje shi slah de ab
Kis baare me
Shaam ki pooja k baad thali ko kya krna hai dho k fir alge Monday se waise hi krna hai kya didi
Haa sham ki pooja ke bad dho kr wese he rakh dena hai oor next Monday ko fhir se usi thali ko use karna hai sirf sham ko dhona hai din mein nhi
Aapki ho gai kya mnokamna
Haaa g meri to udyapan hone se pahle hi ho gyi
Phli icha puri hone k baad kya fir se dusri icha puri krne ke liye dubara se vrt kr skte h kya or kitte din bad chodkr kre plzz Ripley me
M apna personal experience batau to m continue vrat rakh Rahi hoon aur mujhe fal bhi mil raha h aur ha sath m mehnat bhi kar rah Rahi hoon bilkul hi baba k bharose nhi chhoda sab
Ghee ke deepak lgane h tel ke
Agar ghee h to bhut achchi baat h nhi to til ka tel use kar sakte h jo pooja wala aata h
@@Rashmisomvanshi4866 ok thanku
Dipak me 2 bati lgana hai kya 1
@@mayurigame6004 nhi 1 hi
Didi. Din may kuch khana h ki nhi
G haa aap meetha falahar kar sakte h
Sabudana ki khichdi toh tikhi hoti h di
Di Mera Prasad teen hisse ke bad thodi kheer bach gyi thi aur katori me jagah nahi bachi thi to vo Prasad me Ghar le aaye to kya ye galati ho gayi.
Wese to ye Prasad Ghar wapas nhi laya jata hai sirf utna he banao ki Ghar na bache next time yaad rakhe na bate oor agar aap se galti Hui hai to aap baba se mafi maag ly