background very nice location... love it :) Apart from your regular profession.. appreciate your passion, taking your time and sharing your live personal experience. Thank you once again.
Agar innova crysta hai steep hill pe mall road jaise aur stop hogayi ek jagah to manual mein to uthjayegi raise deke automatic bhi manage karleti hai ?
Brezza automatic vs Brezza manual vs Nexon EV me confusion chal raha hai. Pls guide kariye kaunsi lena sahi rahega15lakh budget me. City, highway, rural, hills sab jagah jana hai.
Mere hisab se amt lo or manual mode pe chaalo....na clutch ki sardard na band padti he mileage ka dikkat chlta bhi normal manual gearbox ki tarah he.....pahado pe rehno valo ko pta he clutch ka sard dard
Bhai main 1st car lene ki soch raha hu kwid. Pahado me chal jayegi kya thik se. Aur 1st car h meri mne aaj tak koi car drive nhi ki h to automatic wali hi lu tab?
Bhai Automatic Badiya Hai 😊❤❤ Hold hill Control Ho To Sone Par Suhaga Hai 😊😊 Itni Mehngi Gaadi Lekar Bhi Kaha Gear Badalta Dolunga Mein Or Bhai Kabhi Manual Gaadi ko Leh Ladakh Jesi Jgha Par Lekar Jaana gaand Mein Dard Na Ho Jaaye TO Name Badal Dena Bhai😊😊 😂😂😂
@@utkarshtrivedi1989 u r absolutely right bro. क्योंकि जवानी में तो कोई ये कारें खरीद नही सकता, महंगी जो हैं, और 30 35 के बाद बुढ़ापा आ जाता है दोस्त🤣🤣🤣
@@himalayanikon3145 bhaiya aapka budapa aaya hoga loog second hand cars bhi lete hai aur first hand bhi jinkay pass usae kharidne k paise hote hai. Bhai i have both harrier and xuv700 both automatic. And GLA . Tumhara budapa tab aaega jab tum haar maan loge life me aur retirement leke ghar pe baith jaoge. I20 n scorpion n harrier virtus kushaq etc etc sab dum aur jawaan loog chalate hai . No hard feelings bus thoda motivation thought tha sorry 😐 if bura laga ho toh @NTTcars rocks
background very nice location... love it :)
Apart from your regular profession.. appreciate your passion, taking your time and sharing your live personal experience. Thank you once again.
Automatic gadi ka fayda he traffic and pahado me hta h.
Welcome back! :)
Sir plz guide which automatic transmission is best for hills...Amt, DCT, Torque converter or CVT?
Torque converter
Sir aap kaam kya krte hai youtube k alawa?
M bhi ranikhet se hu❤❤
Hello, Sir. Thank you, for sharing your car related video. I'm thinking to purchase "Tata Harrier Manual Petrol(post Tata's launch).
Brezza Automatic aur Harrier ek jesi hain Hills pe chalane me?? Plz reply
Agar innova crysta hai steep hill pe mall road jaise aur stop hogayi ek jagah to manual mein to uthjayegi raise deke automatic bhi manage karleti hai ?
Sir pls tell in detail about enginee braking in MT vs AT as braking again and again in AT will lead to heating issues?
Brezza automatic vs Brezza manual vs Nexon EV me confusion chal raha hai. Pls guide kariye kaunsi lena sahi rahega15lakh budget me. City, highway, rural, hills sab jagah jana hai.
Breeza automatic ager charging ki limitations se bachna hai to …..otherwise ev is future
what about steep hight or when vehicle is stuck in mud any advantage of manual gear box
No
I own XTA + it’s a great car
Now it’s almost 3 years old
It’s very functional and great car
What is a milage give this car
Hand brake and park mode together is best else it puts load on the pawl
आप ने सहि और दिल कि बात कहे दी।।पहाडो को लिए अटोमेटीक कार हि सहि है।
I am not too comfortable with these automatic cars especially in steep downhill driving. I never feel comfortable.
Sir Breeza AMT and grand vitara AMT hills m kaisa response karte hai? Better than manual or ??
First of all neither Brezza and neither Grand Vitara comes with AMT. They are Torque Convertor...
They have torque converter not amt.।।।।।। Aur jo torque converter hote hai wo accha performance dete hai
Mere hisab se amt lo or manual mode pe chaalo....na clutch ki sardard na band padti he mileage ka dikkat chlta bhi normal manual gearbox ki tarah he.....pahado pe rehno valo ko pta he clutch ka sard dard
Ok
Please make proper mileage test video on harrier automatic
How to drive nexon automatic on up hill
Bhai main 1st car lene ki soch raha hu kwid. Pahado me chal jayegi kya thik se. Aur 1st car h meri mne aaj tak koi car drive nhi ki h to automatic wali hi lu tab?
Le le bhai mast hai
I wanted this video for ertiga automatic also.
Sir ye video pehle banate to Maine bhi amt book kar ke manual liya Nexon ka ..sabne bataya ki pahad me amt fail hai ...sirf manual sahi hai
Nexon ka amt sahi nahi hai.।।।।। Apne sahi kara manual leke
@@NTTCars harrier bhi to AMT hi ha?
Harrier has Torque Converter
Automatic best hai traffic and slow moving mei
Bhai ek vedio hill assist pe be 🎉 Please
Are gaadi mileage kitna deti voh toh jayada bataya nahi
Bhaut badiya bhai ❤😊😊
Automatic are good for old, and ladies and in traffic otherwise manual maza alag hai in highways
❤❤❤❤❤❤
No reply why???
Bhai Automatic Badiya Hai 😊❤❤
Hold hill Control Ho To Sone Par Suhaga Hai 😊😊 Itni Mehngi Gaadi Lekar Bhi Kaha Gear Badalta Dolunga Mein
Or Bhai Kabhi Manual Gaadi ko Leh Ladakh Jesi Jgha Par Lekar Jaana gaand Mein Dard Na Ho Jaaye TO Name Badal Dena Bhai😊😊 😂😂😂
Yaha par ko-waha par ko 😂😂
Bdw nice review 👍
Automatic means old age people car, so this car suits you lot, not younger car lover, so enjoy it man
Aese tohh Mercedes audi bmw volvo all these car brand make cars of older people ?😊
@@utkarshtrivedi1989 u r absolutely right bro. क्योंकि जवानी में तो कोई ये कारें खरीद नही सकता, महंगी जो हैं, और 30 35 के बाद बुढ़ापा आ जाता है दोस्त🤣🤣🤣
Ek harrier manual chala lena tab pata laga jayega
@@NTTCars Boss, only u have the Harrier, others belongs to Carrier.😜
@@himalayanikon3145 bhaiya aapka budapa aaya hoga loog second hand cars bhi lete hai aur first hand bhi jinkay pass usae kharidne k paise hote hai. Bhai i have both harrier and xuv700 both automatic. And GLA . Tumhara budapa tab aaega jab tum haar maan loge life me aur retirement leke ghar pe baith jaoge. I20 n scorpion n harrier virtus kushaq etc etc sab dum aur jawaan loog chalate hai .
No hard feelings bus thoda motivation thought tha sorry 😐 if bura laga ho toh @NTTcars rocks