Qiston pe Gadi Lene ka Kiya Hukm Hai ? | Sheikh Maqsood Ul Hasan Faizi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 июл 2018
  • 💠 قسطوں پر گاڑی لینے کا کیا حکم ہے ؟
    💠 Qiston pe Gadi Lene ka Kiya Hukm Hai ?
    🔊 Fazeelat us Sheikh: Maqsood-ul-Hasan Faizi Hafidhahullah.
    🎬 Hamare RUclips Channel​ islamidawah​ ko subscribe zaroor karein, taake jab bhi hum nayi nayi videos apne channel mei upload karein apko uski ittela' milti rahe.​
    💬 Aap khud bhi Mustafeed hon aur Apne doston aur ghar walon ke sath bhi Share karien.
    📲 WhatsApp per Islamic messages hasil karne ke liye is number par hamein message karien.
    00966508959707

Комментарии • 36

  • @taskhirfatma160
    @taskhirfatma160 4 месяца назад +1

    بارک اللہ فیکم 🎉

  • @rizwaniqbal7260
    @rizwaniqbal7260 5 лет назад +2

    جزاک اللہُ خیراً

  • @jasaziz6555
    @jasaziz6555 6 лет назад +2

    ماشاء اللہ

  • @adilraja4806
    @adilraja4806 3 года назад

    ماشاء الله
    جزاك الله

  • @ISF0Fect
    @ISF0Fect 3 года назад

    Jazakallah jazakallah jazakallah

  • @rizwankhan7749
    @rizwankhan7749 3 года назад

    Aap ritarn sawal karte hai to mahot acha lagta hai aur malomat me bhi zafa hota hai ..

  • @asadullahasadullah8205
    @asadullahasadullah8205 4 года назад

    ماشااللہ

  • @pappak1064
    @pappak1064 5 лет назад +2

    Baraye meharbani SOOD (INTEREST) per poora Dars publish karein. Jazakallaho khaira

  • @allahauakbar8945
    @allahauakbar8945 6 лет назад +1

    good

  • @shadabkhan663
    @shadabkhan663 5 лет назад

    Masha Allah bahot achchai bat batai

    • @yaseenhussaini8729
      @yaseenhussaini8729 5 лет назад

      Acha kiya samjh Aya apko?

    • @munawar123japga
      @munawar123japga 5 лет назад +1

      Yessin hussaini, kya nahi samajh aaya aapko?

    • @yaseenhussaini8729
      @yaseenhussaini8729 5 лет назад

      @@munawar123japga Sood ka definition kiya hai wo bolo bhai pahle ... Fir panalty ,interst two different things mere bhai...

  • @MuhammadKhan-rx3um
    @MuhammadKhan-rx3um 4 года назад +1

    Riba-sood is very complicated matter
    Please check Dr Zaheer Khalid video
    Sood key mammlaat

  • @pappak1064
    @pappak1064 5 лет назад

    Logon ko yeh mas'ala aasani se samajh mein aasakta hai.

  • @MohammedAsif119
    @MohammedAsif119 2 года назад

    Bhai agar kisi ke pass sheikh ka contact number hai to share kariye plz

  • @asadsaeed2348
    @asadsaeed2348 3 года назад +1

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ۔معروف کو دفعہ فرمائیں ، ادھار میں قیمت بڑھانے کے جائز ہونے کی دلیل نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے عمل یا حکم، یا پسندیدگی سے آپ نے کیوں نہیں دی ؟
    جب کہ آپ تو ہر معاملے میں فوراً حدیث سے دلیل پیش کرتے ہیں ۔

  • @allahauakbar8945
    @allahauakbar8945 6 лет назад +1

    ans

  • @MuhammadAhmed-yy9es
    @MuhammadAhmed-yy9es 5 лет назад +4

    Late payment par agar penalty lag rahi hai, tou wo sood hai or 100% haram hai. Agar wo paisay nahi dey raha hai, tou aap gari zabt kar lein, or us bandey ko jail mein dalwa den. Ye tou penalty se ziyada bari saza hai. Hahaha ..
    ISLAM ZINDABAD

    • @yaseenhussaini8729
      @yaseenhussaini8729 5 лет назад +1

      Hahaha bhai kiya bolna inlog Ko

    • @gufranchaudhari6448
      @gufranchaudhari6448 3 года назад

      Bhai yeh ab jyada kar rhe hai.. Apne maan se islam bana rhe hai

    • @MuhammadAhmed-yy9es
      @MuhammadAhmed-yy9es 3 года назад

      @@gufranchaudhari6448
      اپنی طرف سے کیا بولا میں نے..؟

  • @mdalisalafi.jingadwa227
    @mdalisalafi.jingadwa227 3 года назад

    اگر فنالٹی ہی سود ہے تو اتفاق ہونے کے باوجود وہ وقت پر قسط ادا نہیں کرتا ہے تو اسکی کیا صورت ہوسکتی ہے گھر ضبط کرنے صورت میں کتنے دنوں تک ضبط رکھے گا

  • @khurrammaken9663
    @khurrammaken9663 3 года назад +1

    اگر خریدنے والا اگر آمدن زیادہ ہو اور وہ چاہے کہ مثال کے طور پر سو کی بجا دو سو یا تین سو دے کے جلدی اپنی قستوں سے فری ہونا چاہے تو وہ کر سکتا ہے یا معاہدہ اسکی آڑ آئے گا

    • @islamidawah
      @islamidawah  3 года назад

      سوال جواب کا واٹساپ نمبر ویڈیو کے آخر میں بتایا گیا ہے.

  • @barbieland9292
    @barbieland9292 5 лет назад +6

    Sudh (interest) Haram he or isko halal banane Wala fasik hota he.✔

  • @asadsaeed2348
    @asadsaeed2348 3 года назад

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ۔
    شیخ محترم اس وڈیو میں ترمیم کرکے ادھار میں اشیاء کی قیمتیں بڑھانے کی مثال عہد نبوی میں پیغمبر صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی رضا مندی کے ساتھ بیان فرمائیں ۔مہلت کا معاوضہ قیمت بڑھانے کی شکل میں کھلے سود کو کسی غلط فہمی کی بنا پر یا تاجر برادری اور ملوکیت کی خوشنودی کے لیے کو آپ لوگ جائز قرار دیے جارہے ہیں ۔اس عظیم کبیرہ گناہ کی ترویج کا سبب بن کر اللہ سے جنگ کے فریق نہ بنیے ۔ اللہ سے ڈریئے ۔

  • @MrSarfraz00
    @MrSarfraz00 5 лет назад

    jahil molvi

    • @MrSarfraz00
      @MrSarfraz00 5 лет назад +1

      Salafi Shabir .bhai sahab.ye maulana sahab ummat ko galat msg de rahe hain .agar masala nahi pata ho to bata Dena chahiye. lekin inke har jawaab me 10 sawal paida hota hai. jisse sawal karne ka baar baar kar raha hai qnki usy motmayin jawab nahi mil raha hai. is tarah jawab dekar ummat ko gumraah karne ki kya zarurat hai. kya aapko lagta hai ki inke jawab se aap ko samajh me agaya?? agar han.to mujhe bhi batadijiye.

    • @MrSarfraz00
      @MrSarfraz00 5 лет назад

      Salafi Shabir bhai..aksar alim is waqt ye clear hi nahi kar pa rahe hain ki sood kahte kise hain. WO usable chezon ki tejarat ko bhi sood k daire me la dete hain. jabki islam tejarat business ko halaal kahta hai.. is topic par baat karne k liye my what's up nombar 9839952035 hai. qnki mai bhi janna chahta hun aur isko clear Karna chahta hun. plz chat my nombar. thank you

    • @MrSarfraz00
      @MrSarfraz00 5 лет назад

      Salafi Shabir .mai apne us jahil molvi wale ward ko wapis leta hun.. qnki koi bhi haq samajhne aur bayan karne ki koshish karta hai. kabhi galatiyan bhi ho jati hain. us ward khud mere mezaaj k khilaaf hai.. uske liye sorry bhai.. chat me

    • @pappak1064
      @pappak1064 5 лет назад +1

      Sahi kaha Shabir bhai aap ne. Sarfaraz bhai aap ko apna naam bhi theek se likhna nahi aata hai aur ek itne badey Aalim ko jahil kah rahe ho, bhai "Sood" aur "Virasat" ke masael bahot mushkil se samajh mein aatey hain, kiyon ki un mein bahot complication hota hai. Yeh topic bahot serious hai aur detail mein sunenge 2-3 different Ulema ko senenge aur bar bar sunenge tab hi samajh mein aapaega. Koshish karen ki in Shaikh Saheb ka aur doosre d 2-3 Ulemas ke tafseeli dars suein in sha' Allah samajh mein aajaega. Waise bahot se Jahil Maulvi aaj ke daur mein maujood hain jo ultey seedhe "Qissey / Kaniyan suna kar logon ko bhatkate hain.
      Lekin Shk. Maqsoodul Hasan aur unn jaise Ulemaon ke liye aise words use na karen. Allah Taala hum sab ko sidha rasta dikhaen. Aameen.
      Wassalam alaikum wrwb.

    • @pappak1064
      @pappak1064 5 лет назад

      Aur Dr. Zakir Naik se bhi aap poochh sakte ho, shaed unke samjhane se samajh mein aajaey aur tasalli mil jaey.