Bai sab comments ko serious na lea karain, kuch logo ko gar se attention ni milti is lea comment section ma kuch b bolt daita hain, Ap Masha Allah bohat acha kam kar rha hain jari rakhain
Bhai waqar mai jab apki urdo naat traning ki video dekht ho kuch na kuch sikta ho aur is ki practice b krta ho Allah apko apne hifzh.o.amaan mai rakhe (ameen) From Aleem sajjad Shiehkupura
Ji Han Bhai Bilkul Aap Ki Kuch Baate Kuch State Forward Hai Aur Lag Bhi Rahi Hai, Lekin Aap Jis Maqhaam Par Pahonch Kar Ye Sari Baate Keh Rahe Hai Ye Yaqeenan Khabil E Tasleem Hai, Jo Log Natkhani Ke Usool Ko Sahin Tareeqe Se Jaante Nahi Hai, Phir Unhe Yaqeenan Aap Ki Aisi Baate Chahe Jo Bhi Kare Unhe Sunna Padhega Take Unki Islah Hosake
Haha brother I love your honesty and how you convey your knowledge. Please always stay like this and try to help people as much as you can and Allah will then help you, surely his help is the best of the best. Bohat achi baatain ki hain @5:00 hahah
Waqar bhai mujy achanak pata ni 2 se 3 month ho gy hain me jab me naat par rha hota houn. Naat start sahi ho jati hai lekin usi line ki ahir me ja k dil me گھبراہٹ hoti hai or isi گھبراہٹ ki waja se awaz ki taqat hatam ho jati hai jis ki waja se agy sur nhi lag sakta😢 Please Allah pak ap ko is ka ajar dy gyain😢
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ۔ بہت اچھی باتیں بتائیں ۔آپ یہ بتائیے پرائمری لیول میں کیا سیکھا جاتا ہے یا محض آواز کا خوبصورت ہونا پرائمری لیول ہے ؟ ۔جیسے کسی کی آواز خوبصورت ہو تو کیا وہ مرکیاں لگا سکتا ہے سیکھنے کے حوالے سے ۔یا آواز خوب صورت ہونا بھی پرائمری لیول نہیں ہے ۔مجھے پرائمری لیول کی حدود کو سمجھنا ہے ۔کیونکہ آواز میری بھی اچھی ہے لیکن سیکھا کسی سے بھی نہیں ۔۔اور دوسری بات میں شاعرہ اور ادیبہ ہوں میری نعتیں مختلف نعت خواں پڑھتے ہیں تو مجھے پتا نہیں ہوتا کہ انھوں نے سیکھا ہے یا نہیں یا بس اپنی آواز سونڈ سسٹم سے بہتر کرتے ہیں ۔اس لیے میں نے سمجھنا تھا
Thanks Bhai Good job meri dua he ap sada salamt rhen
You are good teacher
😃😃😃👍👍 Golden words " Bakri bol Rahi hai".
Waqqar Bhai zarbardast bataya apne bilkul sahey
Love From Mumbai
استادوں کا لیکچر بہت قیمتی ہوتا کونٹینٹ کے اندر رہتے ہوئے بھی اور کونٹینٹ سے تھوڑا باہر بھی ہر صورت میں استاد ضروری ہوتا ہے👍🏼
Bai sab comments ko serious na lea karain, kuch logo ko gar se attention ni milti is lea comment section ma kuch b bolt daita hain,
Ap Masha Allah bohat acha kam kar rha hain jari rakhain
Bohat achy waqar bahi..
Bohat umda aawaaz
Mashallah Waqar bahi
Masha Allah waqar bhai great
Mashaallsh bhai boht aachi Awaz❤❤❤
Boohat alla Sir...
Masha Allah Zabardast,
Bht a6a... Good job.
Are baap re," bahut a6a 👍🇮🇳
Bohot zabardust video
Mashallah
Waqar bhai
Love From Mumbai 🙌
Waqar bhai boht khoob
Assalam u alaikum ❤️✨
Bht bht duain
Bht bht duain.
Aap ne mujhy neki ki taraf raghib kia.fazool videos dekhny ki bajay main aur mera beta aap ki video dekhty rehty hai.
Mashallah waqar bhaiii
Love from okara
Waqar bhi AP great Hy allah.pak or ezat ata farmy
bht ooomda waqar bai
Good job Bhai
Sabse Bora Rog Kiya kahenge log
Sir g aap bahut accha batate h
Mashallah good sir
Bhai waqar mai jab apki urdo naat traning ki video dekht ho kuch na kuch sikta ho aur is ki practice b krta ho Allah apko apne hifzh.o.amaan mai rakhe (ameen)
From
Aleem sajjad Shiehkupura
Tusi great o pai jan
Waqar bhai ap ki videos achi hoti hein logon ko choro ap Kamal hein sir love from Okara
جزاک اللہ خیراً
Mashallah bht acha jnb
ماشاءاللہ
Hhh ya to bkri bol rhi hai 😁
ustad g mashallah slamat rhain❤️
Masha allah bht ala jnab
Waqar bhai word best reciters
zabar dast kia bat hai ap ko son ky kafe sekha
Ji Han Bhai Bilkul Aap Ki Kuch Baate Kuch State Forward Hai Aur Lag Bhi Rahi Hai, Lekin Aap Jis Maqhaam Par Pahonch Kar Ye Sari Baate Keh Rahe Hai Ye Yaqeenan Khabil E Tasleem Hai, Jo Log Natkhani Ke Usool Ko Sahin Tareeqe Se Jaante Nahi Hai, Phir Unhe Yaqeenan Aap Ki Aisi Baate Chahe Jo Bhi Kare Unhe Sunna Padhega Take Unki Islah Hosake
First
Classical mani And Asad Iqbal jo padhta hai Usmani kya phark Hai😮😮😮😮😮😮
Haha brother I love your honesty and how you convey your knowledge. Please always stay like this and try to help people as much as you can and Allah will then help you, surely his help is the best of the best.
Bohat achi baatain ki hain @5:00 hahah
Maa Sha Allah
Waqar bhai your way of teaching is good nd straight forward😀
صدا سلامتی
Good Message For Beginners
Aap Ka Apna Waqt Bhi Kheemti Hai Waqar Hashmi Sab, Aap Apne Waqt Ki Sahoolat Se Hi Word Kigiye 👍
Han ji main bhi sikhana Chahta tha❤❤
Mashallah allah pak qabol farmay and ajar azeem ata farmay aapko sir pleas bata dain roz kam se kam lagatar kitna time prectice ki jay
Beautiful ❣️🌹❣️🌹
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ ما شاء اللہ❤
8:15 video start
Ustad g niche riaz krne se Kya faida hota he
Make a video about tempo
Excellent!
Bhai Kia Harmoniam k bager men classical sikha jasakti he ?.mere Pas Harmoniam nhi he
Reaz hota kia ha or murkia
Naat class kab shuru ho gi
نعت پذھتے وقت کھانسی یا گلے مین نز لا کا آ جانا
Aoa sir pleas bata dain roz kam se kam lagatar kitna time prectice ki jay .pleas sir
bhaie Humu kisy Maloom Ho ga K Awaz Ab Ais Point py a k Ban Gaie Hai Ya Nhi...
Sir jab awaz ko neche wala. level per lata hu to awaz kampti ha
Waqr bhi aslamu alikum
Lam ya ti naziro
Suna dain
Inline class keliye koi link beijien me india se hoon
Masha Allah Sir ❣️😍❣️
Allah ap kO salaMat rekhy ❣️
Sir ap ki Age kya ha ...??
Bhai jaan apny ustaad shb ka nam mention kr den ...
Bhai awaz achi k liye esa kya kya khaein jis se galey men kharabi na or kya kya nahi khaein koi parhez b bata do plz
Moula Pak salamat rakhe ustad
Tempo pr video bnau aap
Waqar bhai Ridam kia hain?
Waqar bahi kia ap ny Ghulam fareed chishti shb ko apna ustad kaha hy?
AWAZ BHARI HO OR KHERKHRAYE TO IS KO KAISE BEHTER KREY
Waqr bhi last ha aap
Kuch baat poonchna hai bhaijan
Waqar bhai mujy achanak pata ni 2 se 3 month ho gy hain me jab me naat par rha hota houn. Naat start sahi ho jati hai lekin usi line ki ahir me ja k dil me گھبراہٹ hoti hai or isi گھبراہٹ ki waja se awaz ki taqat hatam ho jati hai jis ki waja se agy sur nhi lag sakta😢
Please Allah pak ap ko is ka ajar dy gyain😢
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ۔
بہت اچھی باتیں بتائیں ۔آپ یہ بتائیے پرائمری لیول میں کیا سیکھا جاتا ہے یا محض آواز کا خوبصورت ہونا پرائمری لیول ہے ؟ ۔جیسے کسی کی آواز خوبصورت ہو تو کیا وہ مرکیاں لگا سکتا ہے سیکھنے کے حوالے سے ۔یا آواز خوب صورت ہونا بھی پرائمری لیول نہیں ہے ۔مجھے پرائمری لیول کی حدود کو سمجھنا ہے ۔کیونکہ آواز میری بھی اچھی ہے لیکن سیکھا کسی سے بھی نہیں ۔۔اور دوسری بات میں شاعرہ اور ادیبہ ہوں میری نعتیں مختلف نعت خواں پڑھتے ہیں تو مجھے پتا نہیں ہوتا کہ انھوں نے سیکھا ہے یا نہیں یا بس اپنی آواز سونڈ سسٹم سے بہتر کرتے ہیں ۔اس لیے میں نے سمجھنا تھا
Bhai waqar . Hee me Riaz kesy kren!
2 mnt ko 13 me ly gye
Bhi ma prta ho pr ma skoon prna chta ho
waqar bahi Plz content mee
awaz ban jane ki pehchan kese karen
ap ki awaz ki tarha saf awaz kasy banai
Waqar bhai pehly awaz bnana sikha dain
Calls
بھائی پہلے امی یہ نہ بیل جیسی اواز نکالا بند کرو بعد میں مرکیاں بنانا
Bakri bol rahi hai🤣🤣🤣🤣
Kya apka what's up numbrr mil. Sakta hai kya mujhe
ماشاءاللہ
نعت پذھتے وقت کھانسی یا گلے مین نز لا کا آ جانا