1) outline choti banaye 2) same outline n banaye uska jarur dhyan rakhe 3)cophy ko 2 part mai bathe , aapki hand ki movement ke liye 4) outline ko mat rato usko samjkar likho 5)Dictation ki story feel kare matlab sanmze ki dictation kis subject ke uper hai 6) Dictation likhne ke bad jarur padeh ,tanslate aasan hoga 7) Grammar ka thoda bahut knowledge rakhe.....Thanks Sir
Thank you sir mujhe muskil se ek vdo mila hai jaha rataya nhi ja raha hai mene kafi vdos dekhi hai lagbhag sabhi jaga rataya ja raha hai so thank you so much sir aapne mujhe santoost kiya iske aapka thanks
Yes sir jee your Shorthand Guruji channnel is best channnel is very helpful for SSC student and for preparing for any competition I always follows and your dictation .
Badi badi outline ke kaise practice kare sir please batao kyoki mai bhut practice kati hu lekin jab sir matter bolte hai tab vah outline bhul jate hu lekin kuchh bachhe lik pad lete hai please batoo mai shorthand kaise kabar karu mujhe stenographer banna hai please request me aashiqui
Thanx for ur good tips sir But Sir mujhe ye Puchna h ki 60 ki speed ke dictation mai kr to rahi hu but Sir word athe huye bhi time Par yaad nhi athe or Mai Ruk Jati hu Jiske karan speed nhi ban pa rhi hai Jiske karan mujhe lagta h steno chor dena chahiye But sir mere paas 3 years ka polytechnic se steno ka diploma complete hai isliye Karna pad rha h and sir Jabse Maine Apke video Dekhe h tab se lag rha h ki nhi steno me practice Karna chahiye Sir plz kuch advice dijiye plz sir
Sir steno speed bhadane ke liye steno institute mein jana jaruri hai ya fir RUclips se dictetion leker speed bhad sakti hai please sir sahi margdarshan de
Sir bilingual kr rha hu..bt sir dono me speed nhi aa rhi ...gltiya km hoti hai bt word chhut jate hai ...plss sir btaye ki kaise adhik se adhik word power gain ki jaye english ar hindi me ..plss sir help me bcs mera skil test b january me hi pd skta hai
Thanks sir apne jo point bole hai mai 1week se follow ker ra hu improvement to hua hai lekin sir fully speed me kab tak hounga aur kya extra kere lekin sir inme , . ? ! / ' - : dikkat hoti hai kaise samjhe inko kya inka exam me issue hai
SSC stenographer ka written exam hota hai 200 marks ka, jisme 100 marks ki English, 50 marks reasoning and 50 marks gk aata hai. Reasoning and gk both language me questions rahte h. Then skill hota h, to agr apne hindi steno se apply kiya h to hindi ka skill and English apply kiya h to English ka skill hota hai
sir mera speed nhi padh pa raha h mai patel padati 18 month ho gya dictation krne me bahut galti hota h hindi likhane me sir bataiye ki kitana din me speed aa jayega sir mai magazin se likhata hu please bataye sir
1) outline choti banaye
2) same outline n banaye uska jarur dhyan rakhe
3)cophy ko 2 part mai bathe , aapki hand ki movement ke liye
4) outline ko mat rato usko samjkar likho
5)Dictation ki story feel kare matlab sanmze ki dictation kis subject ke uper hai
6) Dictation likhne ke bad jarur padeh ,tanslate aasan hoga
7) Grammar ka thoda bahut knowledge rakhe.....Thanks Sir
Grammar, spelling & punctuation is very important in stenography. Thank you for correct information.
Thank you sir apne bahut achchhi bat batae, me apki trick ko follow karungi
Manju Longre hiii
Hello, kya apki speed achi hui?
Hai
Best of luck
Hlo
Short hand maen speed kse bday
A valuable information sir...keep updating with the same👍👍
Thank you sir mujhe muskil se ek vdo mila hai jaha rataya nhi ja raha hai mene kafi vdos dekhi hai lagbhag sabhi jaga rataya ja raha hai so thank you so much sir aapne mujhe santoost kiya iske aapka thanks
Very Deep...Love you brother
Thank you so much sir....For sharing valuable Tips 😊
Ye video dekhne ke baad chennal ko subscribe karne ke liye majboor ho gaya 😂😂
Thank you 😊
Sir outline bnate tym hath copy me touch hone chahiye ya nhi.. Mtlb dictation likhte tym
Wa sir ji wa kya tips btai h 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Thank you sir very helpful tips h ye sbhi khaskar (5) no. Ki
+Sonu Sarathe thanks for watching
आपका बहुत बहुत धन्यवाद sir ji।।।
Sab log dua karo yrr mrii jldi job lag jaaye
🙏🙏
Khun kare
Aap dusro k liye dua kro.. Apki apne aap lag jayegi😀
Kissi ki dua lgi ki nhi
bhai error counting par bhi video banaiye
please
It's video my life turning point thanks sir
+MUKESH PRAJAPATI thanks for watching
konsi lipi best h
Yes sir jee your Shorthand Guruji channnel is best channnel is very helpful for SSC student and for preparing for any competition I always follows and your dictation .
Thanks sir achha tips mila aapse
Sir bohat acchi vedio hai.. Thank u.. It's very helpful
Thanx sir I will try it to do as much as better tips in use steno ....
+Mohit Verma ek 16 minutes ki h use bi dekhiye useful h
English steno ke liy kya jaruri h ki English grammar bahut acha hona chahiye...
Yrr aap fir se video bnao band kyu kr diya video bnana
Badi badi outline ke kaise practice kare sir please batao kyoki mai bhut practice kati hu lekin jab sir matter bolte hai tab vah outline bhul jate hu lekin kuchh bachhe lik pad lete hai please batoo mai shorthand kaise kabar karu mujhe stenographer banna hai please request me aashiqui
Thanx for ur good tips sir
But Sir mujhe ye Puchna h ki 60 ki speed ke dictation mai kr to rahi hu but Sir word athe huye bhi time Par yaad nhi athe or Mai Ruk Jati hu Jiske karan speed nhi ban pa rhi hai Jiske karan mujhe lagta h steno chor dena chahiye
But sir mere paas 3 years ka polytechnic se steno ka diploma complete hai isliye Karna pad rha h and sir Jabse Maine Apke video Dekhe h tab se lag rha h ki nhi steno me practice Karna chahiye
Sir plz kuch advice dijiye plz sir
Sir hindi steno me kon si lipi me sikhna easy hota hai
Sir steno speed bhadane ke liye steno institute mein jana jaruri hai ya fir RUclips se dictetion leker speed bhad sakti hai please sir sahi margdarshan de
Thank sir ji aisa hi video dalte rhiyega
Sir ji Basic book khtam karne ke baad kon sa book karna padta hai
Sir I inspired your tips because I am Student of stenograpy in English but I forgot more words in diction time
Koi baat nai practice karte raho
Aap bhut achhi bat btaye esliy
Sir mane typing kurti dev font pr shikhi h kya ssc steno, high court and other steno se related exam m mangal font compulsory h. Pls reply me sir....
Hi
Sir full stop comma.. Ka Dhyan kese rakhe
Hello sir. sir me aapki har video dekhta hu sir un video se sir meri speed kafi badi hai sir soThank you sir
Thanks bhai
Sir me beginner huuu mera basic complete ho gaya hee sir meko dictation lene me problem ho rahi hee to sir me kyaa karu kuch bata dijiye
Thanks for your valuable tips
+rahul kumar thanks for w
Thanks Rahul
Grate video sir
Bahut khoob sir ji
Sir me 8-9 months se steno ki coaching kar raha hu but sir meri speed abhi tak 50wpm bhi nahi pahuch payee h toh kuch tips dijiye
Pahel to outlines achhe se fit honi chahiye apke brain me aur ye hoga practice se
Sir govt job ke liye agr h steno ka form fill karte h or selection ho jata h to save bhi jaruri h kya ki steno me hi likhe
Ji apka q samjh me nahi aya
Thanks you lots..... its really useful tricks......very nice sir 🙏
Very useful tips....
Thanks sir ....This is a good tip 🙂🙂🙂
Jab exam hoga toh kya beech me line banani hogi ya nehi? Pls reply sir
Depend krta h aap p
Sir dectation mai hindi likhni padhti hai kya
Can i write dictation in english on my page...?
Sir bilingual kr rha hu..bt sir dono me speed nhi aa rhi ...gltiya km hoti hai bt word chhut jate hai ...plss sir btaye ki kaise adhik se adhik word power gain ki jaye english ar hindi me ..plss sir help me bcs mera skil test b january me hi pd skta hai
+vaibhav singh channel pr video hai only stenographer k liye usme achhe se btaya gya h
Ye english me long words K sath Kia Kary Ye Zara Batai
Aur contractions Kaise kary
Selling practice karni hoty hy Kia?
Thanks sir apne jo point bole hai mai 1week se follow ker ra hu improvement to hua hai lekin sir fully speed me kab tak hounga aur kya extra kere lekin sir inme , . ? ! / ' - : dikkat hoti hai kaise samjhe inko kya inka exam me issue hai
Ha
Sir g ssc ya kisi comptetion ka shorthand paper aapke pass hoga me dekhna chahta hu ki kaisa paper aata h
Sir shorthand ke liye writing speed achi honi chahiy ?
Sir please aap apne is channel per stano classes chaloo kariye taki sabhi student bina rate samajhkar pad sake thanks sir
steno ratne ki cheez ni h ye bhi language h..practice krne se ho jaata h
Sir kya ham apni marji se shorthand likh sakte h
Sir. Steno ki konsi book best hai
Sir kya Steno ke alawa bhi koi or achi pencil ho sakti hai kyuki ye jyadatar tut jaati hai
Ha aapko jisse achha likh paye wo le lijiye koi problem nhi
Shorthand Guruji Thanku sir
Apsara drawing 2H bhi bahut achi hai bhai
Bhut achi bat h sir
sir speed kaise increase karen air acuracy bhi
sir aapne bole that outline chhote banane chahiye to gain the speed but then sir halving principle vale words me confusion ho skta hai n sir
Improve ur language, it will help u better. If ur language is good, u wont need halving principle.
Sir... Meri cgvyapam typist aur grapher Hindi dono me qualify but word phchanne me problem ho rhi
Plz sir btaiye??
Sir translation me hlki problem jaati h
Thankfull sagation sir very gud channel
1 beginners se kaise 60-70 wpm aur uske baad kaise oos speed ko 120-130 karoo agar uska 1 video aaplog banao to bahut hi a6a hoga, plz.
Mujhe sabhi word aate hai itna ek banata hu dusra nikal jaata hai vaise to mein ldc hu permanent but steno ldc kr liye apply kiya
Sir mai UP ka rahne vala hu state ka shorthand ka exam dunga tu kaun si jaruri hai hindi or english.
sir KyA English shorthand Gregg m b Hoti h KyA is ki koi book h plz batay
Ssc steno english ke liye koun sa font sikhe
Do great effort dear Mr
Awesome video sir....😊
+sukriti tiwari hahaha thanks sukriti
Gramer ke liye kya padhe
Thanks for suggestion sir ji
Bahut hi achha gyan diya apne
Sir mera English shorthand h apne jo tips btai m flw krungi but ap English shorthand walo k liye jo srf unke liye useful ho wo shr krn...
Sir ssc pre test konsi language me hota hh mene hindi stenography sikhi hh to pre test v hindi me hoga kya?? Pls ans
Apka question samjha nhi explain kariye
@@ShorthandGurujiOfficial ssc ka jo test hota hai pre test bo konsi language me hota hh
@@ShorthandGurujiOfficial hindi stenography sikhi ho to hindi me. Hi test hoga kya?
SSC stenographer ka written exam hota hai 200 marks ka, jisme 100 marks ki English, 50 marks reasoning and 50 marks gk aata hai. Reasoning and gk both language me questions rahte h. Then skill hota h, to agr apne hindi steno se apply kiya h to hindi ka skill and English apply kiya h to English ka skill hota hai
@@ShorthandGurujiOfficial ok sir skill to hindi me hi hoga but pre test (ssc) me confusion hai
Grammar kaha s pade sir jo appne batayi h
Ty .. ..sir
Story feel kre...best point
mera next mnth shotnd skill test h bt me abi only 38 exercise tk hi aayi h.me kya kru exm qualify hojaen plz hlp me
Thanks
Sir ssc steno 2018 ka skill tst date kb tk aayegi.plz reply me..
abhi ku ki cgl vgera k exam chal rhe h toh shayad october ya nov tk hoga
Thanks sir ji i am very very happy
Mein chote outline ni bna paati aadt pd gi hai bda bda likhne ki to plz y btaao ki kese likhu mein
Practice se hi आदत ko badla ja sakta hai neha ji
Shorthand Guruji fir bi aesa lgta h dictn dete time ki first time word suna h us ki vjh se aage ni likha jaata
Outline dictation likhiye
Sir Stenographer ke liye tier 2 skill test ke liye kuch nai Paata.... Koi link sir how i know what want tier 2/skill test and where I learn
SIR HINDI TYPING ME MONGAL FONT SAHI HAI YA KRUTI DEV 10
Sahi to dono hota hai aap kiske liye seekh rhe ye dekh k select kriye
B
I mean ki steno me job lagne ke baad bhi Steno ka use utna hi hota h kya ya hum apni Marji se jindi English nhi use kr skte h
Nahi bhai hindi steno ko hindi department ki eng ko emg ki job milti hai
Sir abhi aane wale ssc exam k baare m bhi kuch btado
nyc sir mne bi steno kiya h speed bi achi h
Kaise badai apne speed
kya manual sing prnali ki book haf di gayi hai full book nhai hai kya orther books ka diya hua hai
sir jb matter ko read krte hai to word ko phachanne me but problem hoti hai plz sir tell me
sir mera speed nhi padh pa raha h mai patel padati 18 month ho gya dictation krne me bahut galti hota h hindi likhane me sir bataiye ki kitana din me speed aa jayega sir mai magazin se likhata hu please bataye sir
+Arvind Kumar videos hai dekh lijiye aapke liye helpful hai
sir speed me likhte samaye page palatne me bahut dikat hoti h please sir page paltne ka ek video banaye page palatne ka kya niyam h G.D Vist ke dwara.
🙏🏻 than you sir ji
expert classes Best coaching of stenographer
Sir please suggest me best hindi beyakaran book🙏🙏
Sir mujhse sirf koma lgna hi rhe jata h ye galti ko kese thik kru
computer pe typing ki speed kitni honi chahiye
Sir ramdhari Khand 1-2 enough h kya grade c ssc steno ke liye
Ha thoda sa newspaper bi kr lijiye
Thnku sir eh sb follow krugy
Sir app shrikant sir ke student ho kya app ya fir pawan ji sir ke
Me kisi ka student nhi hu bhai
sir ssc ke skill test ki expected date kya ho sakti hai
+man mohan mishra March
Outline kya hota h
Sir parliament repoter ke liye hindi shorthand chahiye ya english
+amit garuwa donoe se koi bhi
+amit garuwa dono type ke jisko aap select kro
Thanks 🙏