Hello ma’am, aap kamal ke gardening tips btate hain. Mere ek mogre ka plant hai jo phle bahut flowers detaa thaa. Lekin pichle ek saal se na usme pattiyan aa rhe hain na phool. Please suggest something 🙏🏻
Thankyou mam.bahut achchi jankari di aapne..mere yaha do gudhal ke paudhe hai gamle me .milibug ki vajah se lagbhag sukh se gaye hai. aap ki tips use karungi..
ruclips.net/p/PL156TxUuw6aVSi6yJz6vNdndxO5te7osx&si=TkZYZg7pQwMsj159 Watch this video I have share many homemade resources to Remove fungus and Mealybugs
Priyaji kal maine seaweed diya hai ye vinegar wala upay kab use karu aur one spoon one ltr pani ek he gamle m dena hai ya sabhi me ye he solution dalu plz explain me😊 .
Hello mam aapne aur sabhi chanel p har type k flower plants ko grow karna aur flowering tips diye par ghandraj aur raat Rani p koi tip n care ya flowering k liye koi fertilizer nhi jise in plants m flower aaye pls tip n care share kare mam ghandraj ko le aae Hume lum sum 7 month hogaye
Pareshan maat hoyiye mai bahut jald share karungi iss topic par video But ek baat aur hai abhi inn dono ke flowering ka samy nahi hai September se flowering hogi abhi sirf compost daliye
Hamare gudhal ke paudhe mein phool bahut chote chote aate mein Sara fertilizer Sukha bhi vaise bhi Sara fertilizer deti Ho fir bhi phool bahut kam chote chote aate Hain
Sir Curry leaves ke stem ko mota hone aur green leaves ke liye nitrogen rich fertilizer dijiye 15 days par 1spoon bhar ke compost daliye jo bhi aap use karte hain
An interesting story. Lots of green plants and shrubs. I walked through many beautiful and green places. Thank you for the interesting story. I wish you a good mood.☀️🌳🏠🤍💙❤️💯👍
Hello good morning mam mera ye sawal hai kya kabhi harsingra ke plant ko repot kar sakti hu mera pot 8 inch ka hai toh kya flowering season m flower nhi ho paga
Mere yaha kafi din se barish ho rahi hai agar banana peel fertilizer bana ne se water me fungus ho rahi hai.aise me direct potash de sakte hai kiya every 15 days me.
Fresh banana peels ko raat bhar (pani aapne hisab le lejiye)bhigokar rakhiye next day half normal water half ye banana ka fertilizer milakar plants ko dijiye flowering hone lagegi
Sorry yadi aapko confusion hui. Next time Se aur detail me bataungi waise video me maine yahi bataya hai ki ye sare khad gudhal ke liye best hain..inn sab ko 15 days ke gap par use karna hai..lekin kele ke chhilke ka jo fertilizer aksar batati hun wo 3 days ke gap par use kar sakte hain...jab bhi soil banaye gudhal ki garden soil me compost koi v jarur milana hai 🙏
Hello ma’am, aap kamal ke gardening tips btate hain. Mere ek mogre ka plant hai jo phle bahut flowers detaa thaa. Lekin pichle ek saal se na usme pattiyan aa rhe hain na phool. Please suggest something 🙏🏻
Thanks a lot
Video post karungi iss topic par
Waise mogra par bahut sare videos share kiye hain
So nice sharing sister.
Nice information i had great result
Good
बहुत अच्छी जानकारी 👌
Thanks
Very nice and helpful sharing mam thankyou
Thanks for sharing.
Very nice informative video
Thanks
Bhuuttt badiya jankari di apne dear nice information 👌
Thanks
Nice perform 👍
🙏❣
Kele ka chilka is really effictive Maine istemal karke dekha hai.
Thanks
Bahut sundar jaankari di hai aap ne 👌
🙏thanks
👍❤
Coffe best organic fertilizer 👌👍🌹
Nice information mam.
Bahut achhe jaankari diye hai Priya ji ❤❤
🙏thanks
Bahut achi jankari mam🌺🌺🌺🌺❤️❤️
🙏radhye 🙏
🙏🙏
Beautiful sharing
No nice sharing.
Sister.
Thanks
Ha ye sach hain main yehi karati hoon kele ka result bahut accha hai
Haan
Thankyou mam.bahut achchi jankari di aapne..mere yaha do gudhal ke paudhe hai gamle me .milibug ki vajah se lagbhag sukh se gaye hai. aap ki tips use karungi..
🙏❣
👍🏻 👍🏻
❤️ Mumbai India 🇮🇳
Coffee.. 👍
I fallow your garden idias ❤
🙏🙏
🙏🙏
Thanks mam
Thank u so much 🙏
Thanks for sharing, nice video👌💖. Aap ki vajeh se mere gudhal m daily flowering hoti hai thanx once again 🥰💕😘.
Thanks a lot 🙏❣
Awesome 🎉🎉
Thanks 🤗
Kache kele ko panibm dalke krskte hai uska pani soil mai dalskte hai ??
Haan
Bas ye dhyan rakhiye ki dhup me ho plant taki fungus na lage
Bilpatra nhi panap rha mam usake bare me btaye
ruclips.net/video/5cqkbTi2wAA/видео.htmlsi=DB0h08QG__ujlWkv
Ye video dekhiye
Acchi janjari de hai aapne, Kiya hum kisi bhi flowering plant mein coffee aur veniger ka use kar sakte hai
Haan
Good Morning garden lover,,,,
Good morning
Kele ke chhilke ka Pani dalne se aane lagti hain kya Karen
Kya
Gudhal ke paudhon mein hi dal sakte hain aur paudhon mein bhi yah
Sabhi me
Tulsi ji me nahi
Maidam, mere Gudhal per white spot aa gaye hai, kya kar? please🙏 batayen, Thanks.
Fungicide se spray kijiye
ruclips.net/p/PL156TxUuw6aVSi6yJz6vNdndxO5te7osx&si=EOsJkF_45HlVTIl0
Please watch these video carefully
Mere pas hibiscus ke 9 rang hai MEra hybrid yellow 2 sal hua sardi me hi khilta hai barsat me phool aane ko kya karu aapka video pahli bar dekha
Hybrid hibiscus sirf winters me hi khilta hai
How can save soft leaf from small kera .who he damage small plant of lemon and apragita plant
ruclips.net/p/PL156TxUuw6aVSi6yJz6vNdndxO5te7osx&si=TkZYZg7pQwMsj159
Watch this video
I have share many homemade resources to Remove fungus and Mealybugs
Aapke hibiscus plant me iron ki defecencey h.... Ya to hira kasish daliye ya feras sulfate ka spray kijiye 🙏👍
Thanks
Good morning Priya, from Windermere, Florida 9b 🇺🇸 ❤
Netscape is a new one on me!
Have a great day
❤Peggy❤
Thanks
Good information 👌👍.... क्या हम coffee and vinegar एक साथ use कर सकते हैं?
Nahi
Alag alag
@@evergreengarden1M कितने दिन का gap होना चाहिए
Kam se kam 10days
@@evergreengarden1M thank you so much😊
Can i use coffee for my chilli plant
Yes
Mogra ke pauda mein phool aane keliye kya dalna chahiye
Mogra par bahut sare videos share kiye hain Please channel par jakar dekhiye help milega
में मैम मेरे गुड़हल के पत्ते पीले ओर सफेद कीड़े लगे हैं उपाय बताएं ओर चींटियां भी बहुत है
Iss topic par 10din pahle hi video share kiya hai please channel par jakar dekhiye homemade tarika bataya hai
Nice information mam ❤
Mam kya hum sirka sabhi plant me de sakte hai
Thanks
Haan de sakte hain but tulsi jii me nahi dena hai indoor me v avoid kare
Priyaji kal maine seaweed diya hai ye vinegar wala upay kab use karu aur one spoon one ltr pani ek he gamle m dena hai ya sabhi me ye he solution dalu plz explain me😊 .
1 ya 2 gamle me
7 days baad use kijiye
@@evergreengarden1M thank you my 💕 for quick reply 😘
Hello mam aapne aur sabhi chanel p har type k flower plants ko grow karna aur flowering tips diye par ghandraj aur raat Rani p koi tip n care ya flowering k liye koi fertilizer nhi jise in plants m flower aaye pls tip n care share kare mam ghandraj ko le aae Hume lum sum 7 month hogaye
Pareshan maat hoyiye mai bahut jald share karungi iss topic par video
But ek baat aur hai abhi inn dono ke flowering ka samy nahi hai September se flowering hogi abhi sirf compost daliye
Ok mam you are So cute
You too
Aaj Mai poudho me vinegar dalungi to kitne din baad coffee dalna hai. Please reply ma'am. Mere plants me flowering nahi ho rahi hai 😢
10 days par
Thank you so much। God bless you. 💝❤️
🙏❣
Meri juhi me flower nahi ate
Potash daliye
Hamare gudhal ke paudhe mein phool bahut chote chote aate mein Sara fertilizer Sukha bhi vaise bhi Sara fertilizer deti Ho fir bhi phool bahut kam chote chote aate Hain
Proper dhup me rakhiye
Hamare gudhal ke plant ki grouth nhi ho rhi h sbhi fertilizer dete h fhir bhi
Aaj ke video me bataya hai wo use kijiye
Kya sabhi plants per sirka ka pani dal sakte hai
Haan
Kya ye sab things or plants mei bhi daal sakte h ?
Haan sabhi me including indoors
Madam curry patta ke plant mein stem patli hai aur sirf upar upar hi patta ata hain puri stem khali hai. Kindly guide
Sir
Curry leaves ke stem ko mota hone aur green leaves ke liye nitrogen rich fertilizer dijiye 15 days par 1spoon bhar ke compost daliye jo bhi aap use karte hain
Last week kadi pata par video post kiya hai channel par jakar dekhiye help milega
My hibiscus plants are growing very slow what to do
Feed them with good compost
ये कॉफी पावडर क्या rose को या aur कौन्सि paudhonko दे sakte है
Sabhi plants ko
Hibiscus ke acche growth ke liye pot ka kya size hona chahiye. Mai 8 inch pot me lgai hu wo bhut dhire growth kr rha
8 inch me bhi grow ho jayega yadi plant new hai ya chhota hai
Plant old haj tho 10 se 12 inch ke pot me lagayiye
Apraajeeta pr bhi kr skate h
Haan
Mere gudhal plant me leave curle deaseas ho gaya h koi upay bataiye
Compost aur Epsom Salt daliye
An interesting story. Lots of green plants and shrubs. I walked through many beautiful and green places. Thank you for the interesting story. I wish you a good mood.☀️🌳🏠🤍💙❤️💯👍
I wish you the same Thanks dear🙏❣💕
Hello good morning mam mera ye sawal hai kya kabhi harsingra ke plant ko repot kar sakti hu mera pot 8 inch ka hai toh kya flowering season m flower nhi ho paga
Abhi repot kar lijiue barish me rakhiye kharab nahi hoga
Kon sa vinegar dalte hai
Koi bhi jo ghar me ho
Isse mogra plant me bhi dal skte h
Haan
Hamaara gudhal bada ho raha h magar flower nahi aa rahe h
Khad daliye
Yh sb hum doosre plants mai bhi dal skte hain
Haan jarur
Priya ji mera ek hibiscus ka plant die back kar raha hai.. Please suggest kaise thik karu?
Saaf fungicide se spray kijiye
Epsom Salt se bhi kar sakte hain
@@evergreengarden1M ok !!thanks for quick reply
मेडमजी गुडहल की मिट्टी को एसीडीक करने के लिए नींबू छिलके का पानी डाल सकते है?
जी जरूर डाल सकते हें कई विडीयो में बताया भी है😍
Mere hybrid gulab ki pattiyan brown ho rahi h kya karoo
Compost daliye
Hello mam barish toh nhi ho rahi
Mam cutting kab karni chahiye gudhal ki
Abhi hi kijiye. Barsat me
Shape de sakte hain
Mere gudhal k plants 3 sal ho gaye but koi bhee abhi flowering nahi hui kya keru
Isi topic par video post kiya hai
Khad daliye video me bataya hai
Mere yaha kafi din se barish ho rahi hai agar banana peel fertilizer bana ne se water me fungus ho rahi hai.aise me direct potash de sakte hai kiya every 15 days me.
Haan jarur de sakte hain
@@evergreengarden1M ok ji thanks a lot for your support always.
Welcom
Gudhal ko milibug lag gai thi to Maine nimbu or ditrjunt ka Pani spray Kiya bad me flower aana hi band ho gye ab kya kre? Pls guide me
1 spoon potash daliye flowering hone lagegi
Mam पत्तियाँ सिकुड रही है जबकि पौधा धूप में रखा है क्या करें
Compost daliye gamle me
किस किस प्लांट्स में कॉफी को दे सकते हैं ऐसा और आप बताते तो 👍👏👌🥰♥️
Ji sabhi plants me
Mera gudhal ka ped jameen me lga hua h bhut bda ho gya nya ped h or helthy bhi h lekin phool ni aa rhe kya kru
Gudhal par flowers ke liye bahut sare video hain channel par jakar dekhiye help milega
Hello di, mere rat Rani plant ki kai aati h sari gir jati h
1 din me gir jate hain raat rani ke flowers
New new shoots aa rahe hain then koi dikkat nahi hai
Kon sa sirka black ya white
Koi bhi
Mam maine banana water or onion water bhut mnth se daalri hu but koi flower nhi aaya or ab toh white white hogae leaves
Potash daliye yadi plant healthy hai tho flowering jarur hogi
सूखे banana के chilke ना babana के छिलके फ्रेश। ami bengali so हिंदी लिखना गोलती हो सकते हैं ।दीदी ami
Fresh banana peels ko raat bhar (pani aapne hisab le lejiye)bhigokar rakhiye next day half normal water half ye banana ka fertilizer milakar plants ko dijiye flowering hone lagegi
@@evergreengarden1M thankyou sister
Welcom
Last year to pattiya he aati thi kyuki aap sath nhi the mere 🤩💝.
🤩
@@evergreengarden1M ❤ U.
*I have tried all the methods as shared but still unable to get the flowers in hibicus plant*
This time do one thing
Put 2 spoonfull potash in the HIBISCUS pot and repeat it in 15 days
Milibugs hi Jaan ni chorte flower kase cm😢
Saaf fungicide se spray kijiye
Mery godhel m bde 2 chety bhot jayada ho rhy h or pury podhe ko kha gye h.dusra gudhel abhi bhot healdi h.Kya karna chahiye plz btaye
Fungicide se spray kijiye
Iss topic par videos hain mere channel par jakar dekhiye help milega
Dear mere pas sab colours k portulaka hai but mujhe jo aapke pas hai light pink wala portulaka de dijiye mujhe 😂😅
Light pink dekhti hun kon sa hai ek plant ready kar dungi but aapko hi collect karna padeg
@@evergreengarden1M ok❣️😘.
Mere sare portulaca die ho gaye
Kaise hua
@@sonaldedhia2587 mere portulaka to bahut ache cha rhe hai, daily flowering ho rhi hai priya ji ki vajeh se mujhe to gardening ka a, b, c bhi nhi aata
इतने चीज एक साथ बता देती है सबको महीने में एक बार डालना है इसके कारण बहूत कन्फूजन हो जाता है
Sorry yadi aapko confusion hui. Next time Se aur detail me bataungi waise video me maine yahi bataya hai ki ye sare khad gudhal ke liye best hain..inn sab ko 15 days ke gap par use karna hai..lekin kele ke chhilke ka jo fertilizer aksar batati hun wo 3 days ke gap par use kar sakte hain...jab bhi soil banaye gudhal ki garden soil me compost koi v jarur milana hai 🙏
Leves v yellow ho gye😢
1 spoon epsom salt 1 litre pani me daal kar spray kar gamle me daliye 15 days par