Zaroori Tha .. Farhat Ali Khan..

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 окт 2024
  • singer...rahat fateh ali khan..listed educational..
    fan's contribution welcomed..
    music...sahir ali
    publisher...universal
    lyrics...khaleel-ur-rahman
    lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
    tune jab aakheri khat mera jalayaa hoga
    tuu-ne jab phool ketabon se nikale hounge
    dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hogaa
    teri aankhon ke darya ka
    utarna bhi zaroori tha
    mohabbat bhi zaroori thi
    becharna bhi zaroori tha
    zaroori tha ke ham-duno
    tawaf-e aarzoo karte
    mager phir aarzoon ka
    bikharna bhi zaroori tha
    teri aankhon ke darya ka
    utarna bhi zaroori tha
    batao yaad hai tum ko
    wu jab dil ko churaayaa tha
    churaayi cheez ko tum ne
    Khuda ka gher banaaya tha
    woh jab kehte the mera naam
    tum tasbeeh me parhte ho
    mohabbat ki nemazon ko
    qaza karne se dherte ho
    magar ab yaad aata hai
    woh baaten thi
    mehaz baaten
    kahin baton hi baaton mein
    mukarna bhi zaroori tha
    teri aankhon ke darya ka
    utarna bhi zaroori tha
    wahin hai sooraten apni
    wahen mein hoon
    waheen tum ho
    mager khoya huva hoon mein
    magar tum bhi kahin gum ho
    mohabbat me dagha ki thi
    so kafir the
    so kafir hain
    mili hai manzelain phir bhi
    musafer thai
    muster hain
    tere dil ke nekaale hum
    kahaan bhatke
    kahaan pahunche
    mager bhatke toh yaad aaya
    bhatakna bhi zaroori tha
    mohabbat bhi zaroori thi
    bicharhna bhi zaroori tha
    zaroori tha ke ham-duno
    tawaf-e-aarzoo kerte
    mager phir aarzoun ka
    bikharna bhi zaroori tha
    teri aankhon ke darya ka
    utarna bhi zaroori tha ..

Комментарии • 2