Kumbhalgarh Fort History(in Hindi) | कुम्भलगढ़ की दीवार और किला का इतिहास | World's 2nd Longest Wall

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 янв 2025

Комментарии • 51

  • @shailendrasinghchauhan7943
    @shailendrasinghchauhan7943 Год назад +5

    Very nice

  • @hardwork8917
    @hardwork8917 Год назад +3

    Bhut sahi tarah se bataya❤

  • @Yuvi_rajput_001
    @Yuvi_rajput_001 10 месяцев назад +5

    Dushman to Dushman Dushman ka bap bhi ni a sakta epic line

  • @ias...4118
    @ias...4118 Год назад +1

    Thanks for introducing in history...👍👌

  • @Purushottamchaturvedi
    @Purushottamchaturvedi Год назад +1

    बहुत ही सुन्दर प्रस्तुति जी

  • @Ritikakitchenandvlog
    @Ritikakitchenandvlog Год назад +1

    Bhout sunder jagah hai aur bhout bda hai aisi jagh pe jakr ham purani chije dekhkr khusi milti hai👌👌

  • @seebu_daily_vlogs
    @seebu_daily_vlogs Год назад +1

    Mast bhai maja aa gaya

  • @my-simple_life.
    @my-simple_life. Год назад +3

    Awesome place to visit😊😊😊

  • @akankshaTiwari-f2b
    @akankshaTiwari-f2b 3 месяца назад

    Nicee ❤❤❤❤

  • @poojasilayach4875
    @poojasilayach4875 Год назад +1

    Nice vlog channel

  • @akashdwivedi7011
    @akashdwivedi7011 Год назад +1

    Nice video sir

  • @manjugarg3270
    @manjugarg3270 Год назад +1

    Thankyou so much 🙏🙏🙏🙏

  • @jsproduction7123
    @jsproduction7123 Год назад

    Nice bro keep it up

  • @kisansingh5904
    @kisansingh5904 Год назад +1

    जय।मेवाड़

  • @RiderVikashOfficial
    @RiderVikashOfficial Год назад

    Really Nice 😍

  • @experimentwithcreza
    @experimentwithcreza 7 месяцев назад +1

    Bhai 1968 me Maharana kumbha Jinda thee kya

  • @prakharpaliwal2596
    @prakharpaliwal2596 Год назад

    Best place ❤❤

  • @javedkhannilgher
    @javedkhannilgher 8 месяцев назад

    Bahai wha per ek mjar shrif bhi he uska bhi itihas hai wo to btaye hi nhi ap

  • @LakhwinderSingh-oc3tv
    @LakhwinderSingh-oc3tv Год назад

    JATT 🐅🐅🦁🦁

  • @rneditingfunnyvideo
    @rneditingfunnyvideo Год назад

    Sir Me Bhi Udaipur Se Hu Mavli

  • @Gulab200
    @Gulab200 Год назад

    sir समुद्री तल से 3500 फिट उच्चा है
    निर्माण राणा कुम्भा ने करवाया 1948.58ई.

  • @OP_GAMERS_3072
    @OP_GAMERS_3072 Год назад

    Queen latrin.why

  • @Maihunjyoti
    @Maihunjyoti Год назад

    Bahut acchi Jagah ghumne Wali Hai Aur aapko to uski history bhi Maloom Hai vah vah kam khaya karo sidhi chadhne mein SAS Upar niche Hone Lagi

  • @javedkhannilgher
    @javedkhannilgher 8 месяцев назад

    Yha ek mjar hai hmare khandan me jab bhi kisi ki shadi hoti he to sbse phle yha per hi laya jata he uske bad unki grhsti ki shuruaat hoti hai me na jane kitni bar chli gyi hu yha

    • @RajputRajasthaniVlog
      @RajputRajasthaniVlog  8 месяцев назад

      sorry bro me bhul gya sayad agli bar pakka me us sthan ke bare me bataunga ap mujhe deteal de dena

  • @RiderVikashOfficial
    @RiderVikashOfficial Год назад

    Yaha To Mai Gaya HI Nahi 😕 Maloom HI Nahi Tha Yaha Ke Baare Me

  • @ABC-xu9qp
    @ABC-xu9qp Год назад

    1947 se pahile is desh me 562 riyasten theen, jinke oopar Raja maharaja nawab, unke oopar angrez aur us se pahile Mughal, aur 500 saal tak poora bharat gulam.
    Musalmanon ko bharat me jamane ke liye brahmnon ka sabse bada yogdan tha.12 ve Sadi ke ant tak brahman is desh me atyadhik shaktishali ho gye the, unhone kshatryon ke bhi adhikar seemit karke baki aur sabko das ya gulam bana diya tha. Yah is baat se andaza lagaya ja sakta tha ki vedo ko padhne padhane ka haq sirf brahmnon ka hai, kshtrya keval sun sakte hain, aur doosra koi yadi sun le to uske kaan me sheesha pighal kar dal do, yadi koi vedon ko bole to jeebh kaat do. Ek brahman 21 non brahman v shudr striyon ka balatkar ka adhikari hai. Desh ki teen chauthai se bhi adhik aabadi das ya gulam thee aur samaj ki mukhya dhara se kat chuki thee. Oonch neech ki yah halat kisi bhi doosre dharm ko apni taraf khinchne ke liye bahut umda thee jiska musalman ya mulla logon ne jam kar fayda uthaya. Is desh ke mughlon ke gulam hone par bhi brahman aur rajput unse mil gaye aur janta ka pahile se bhi adhik shoshan shuru ho gaya.
    Prathviraj chauhan ki haar ke bad Kai jaatiyon ke logon ko lekar mughlon ne ek nai jaati banai jiska naam rajput rakha, unse roti beti ka rishta bhi kayam kiya, kuchh ko musalman bhi bana diya aur inhen Raja maharaja aur nawab bana diya, baki sab bhikhari ya banchari aur poora desh gulam. Raja bharmal (1498-1574) jo Amer Jaipur ne apni beti jodhabai ya Mariam Uj Jamani ki shadi Akbar ke sath ki thee aur unke pote Mansingh ko rajput ki upadhi dekar sabse bada mansabdar banaya gaya tha. Iske bad logon ne bahin beteon ke dole saza kar Mughlon ko bhaint karni shuru kar Deen aur rajput ki upadhi pakar mansabdar Bane the. Inki ek badi lambi line hai jo itihas me darz hai.
    Mughlon se pahile rajput naam ki koi jaati nahin thee. Mughlon aur rajputon se ladne ke liye Shivaji maharaj ne bhi kai jaateon ke logon ko ikatta karke Naya sangathan banaya jisko maratha kaha gaya. Dhan aur bal me Mughal aur rajput bhari the jiski vajah se maharana pratap aur shivaji jaise mahan purush haar gaye aur desh 400 saal mughlon ka gulam raha. Rajputon ne mughlon se bhi ladai ladeen lakin misal ke liye bhi kabhi ek bar bhi nahin jeet paye aur samarpan karke mughlon ki aadheenta me Raja Bane.
    In 1802 just before the Maratha British war of 1803 Richard Wellesley entered a secret pact with the raja's of Jaipur, Jodhpur, Mewar and other smaller ones whereby they agreed to remain neutral in the forthcoming war of the British. This was a traitorous role played by them which paved the way for the British to obtain supremacy over the whole India.
    Angrezon ne bhi gaddar Raja maharaja v nawabon se ladai ladin, kuchh jeete kuchh hare. Lekin aakhir me sab angrzon ke gulam. Angrezon ne bhi hindustanion se ladne ke liye kai jaateon se logon ko ikatta karke naye Sikh dharm ko manyata dee, jisme Bhai Bhai ko alag kar diya, hinduon ke mandir, saray, akhade, ashramon aur anya sampattiyon par jabran sikhon ka kabza kara diya. Sikh bhi gaddar Raja maharajaon me shamil hokar Raja maharaja Bane, baki sab bhikhari ya banchari aur poora desh 100 varsh tak angrezon ka gulam raha.
    History tells, they all fought with bravery but sooner or later surrendered to Mughals and British as traitors. It will be difficult to name a single cast or Raja out of these which did not surrender to Mughals or british. They left all other casts high and dry to be bhikharies and bancharies.
    Sirf in gaddar Raja maharajaaon ki vajah se yah desh 500 sal mughlon aur angrezon ka gulam raha. Jo Asli desh bhakt the unki Jamin jaydad chheen kar in gaddaron ko de di gayeen. 1857 me ek vidroh ya gadar ya mutiny hui thee, jisme Deshbhakton ne angrezon ko bahar karne ke liye bahut nuksan pahunchaya lekin vah kamyab nahin hui aur angrez is mulk par kabiz ho gaye. Jin logon ne gadar me badh chadh kar hissa liya tha unko phansi par latka diya gaya ya goli maar Dee gayee. Iski shuruat ek Shahr Kotwal Meerut ke Dhansingh gurjar se hui thee, uske baad Meerut me hi ek sipahi Mangal Pandey ne bhi hukum maan ne se inkar kar diya th. Kafi angrez maare gaye ya bandhak bana liye gaye the. Is gadar me pure Desh me logon ne bahut bade bade balidan diye lekin kamyabi nahin mili. Kuchh log ese bhi the jinhone angrezon ki madad ki aur unhen bacha kar kabja karvaya. Kabiz hone par angrezon ne vidroh karne wale gaon shahr dhundh dhundh kar goli marni shuru kar deen. Inki Jamin jaydad chheen kar apne wafadaron ko de deen aur inhen janglon me janwaron ke sath rahne ko majboor kar diya gaya. Ek gurjar jaati ko to inhone poori jaati ko hi vidrohi maan kar 16 sal se oopar jo bhi dikhai pada pedon par latka kar golian maar Dee gayee. Ye sthan uttar pradesh me kai jilon me abhi bhi is baat ke liye mashhoor hain jaise Delhi me tees hazari jahan teesh hazar aadmion ko phansi ya umar kaid dee gayee thee, bulandshahar me Kala aam, Dadri, meerut ki lal kurti, saharanpur, roorkee, bijnor, moradabad, dehradun aur na jane kitne aur. Is se bhi tasalli nahin hui to in logon ko sabhi suvidhaaon aur naukriyon se vanchit karke inhen jarayam pesha, criminal tribe ya chor ki upadhi de Dee gayee. Yah dunia ka sabse bada vanshnaash ya genocide tha jiska dansh ye jaati aaj tak bhugat rahi hain. Agar koi antar rashtriya nyayalya me mukdma jeet jaye to haanipoorti me Sara England bik jayega.
    Aaj nahin to kal, in sabhi rajaon ki santanon ko apni desh drohita par paschatap karna padega.
    Ye saare kile is cheez ki gavahi de rahe hain ki us jamane me Raja maharajaaon, nawabon ne Janta ka kitna shoshan Kiya, kitni lootmaar karke sampatti jodeen, kitni aurten vidhwa huin, aurton, beteon ko utha kar daasi naukrani bana kar ayyashi keen, jab boodhee ho gayee to hawa Mahal ki dyodhion par dhakel Dee gayeen. Aurten aur mard daan dahej me daason ki tarah diye jaate the jo baad me gola goli daroga aur na jaane kya kya banaye gaye. Inki bhi ek alag bahut badi aabadi Rawna rajputon ki ho gayee hai jo sabhi suvidhaaon se vanchit hokar garibi me jee rahe hain aur rajput inhen rajput maan ne ko tayyar nahin hain. Ek ek raja ki sekdon raaniyan. Ab in mahlon me un sab ki aatmayen kabootar, saanp,bichhu, chamgadad aadi ban kar niwas kar rahi hain. Aam janta ki Bahu betion ko uthana rajdhrm, purohit inke salahkar aur Marg darshak ban kar batate rahe ki Raja ishwar ka rup ya thakur hai aur brahman uske neeche devta hai. in logon ne milkar bhagwan aur devtaaon ki bhi gaddi chheen leen.
    Aaj inke vanshaj ooncha sar karke in karnamon ki taarif karke doosron ko chidhate rahte hain.
    Kuchh mahlon ko to inke vanshaj abhi bhi dho rahe hain aur unse sambhal nahin Rahi hain kyonke ab janta ka shashan hai. In samantwadi nishaaneon ko khatm karna to mushkil hai, Haan kuchh upyog ho jaaye to achha hai, lekin aaj ke yug me inmen ek bhi building esi nahin hai ki koi ek chhota parivaar bhi ek bade kile me aaram se rah sake. Haan in ko dekh kar rajput log jaroor sar ooncha karte rahte hain lekin khud inme koi rahne ko nahi aata.
    Yah kaisi jati hai jisme 13 ve Sadi se lekar AajTak baapon ka pata nahin, sab put hi put hain. baap, beta,beti, pati, patni,dada, pote, chacha, tau , Nana, Nani sab put hi rahe.
    Chauhan is desh ki sabse badi alag jaati hai, inko rajput kah kar apmaanit na karen. Ye log anek pranton, anek jateon aur anek deshon me maujood hain. Rajputon ki utpatti to sirf 13 ve Sadi me kuchh desh drohiyon, brahmno aur mughlon ke sanyog se hui thi. Inme kuchh chauhan bhi ho sakte hain lekin sab chauhan rajput nahin hain.
    Rajput na kabhi kshatri the na ab hain. Asli kshtri ve log Hain jinhone hamesha mughlo aur angrezon ke khilaf ladai ladeen, kurbaaniyan Deen, Jamin jaydad khoyeen, kabhi unse kuchh bheekh nahin maangi, garibi me rahe, janglon me jaanwaron se gujara kiya, lekin na jaati badli na dharm badla.
    Kuchh jaatean is desh me sadabahar theen, jo jahan palda bhari dikha unke ho gaye. Kuchh esi hain ki pichhde bhi hain, kuchh Mila bhi nahin lekin Maan samman ke liye apne ko rajput kah kar ooncha banana chahti hain aur rajput is bat se sahmat nahin hain.
    In se nikrasht, gaddar, chaplus aur darpok kaum aaj poore mulk me koi nahin hai. Ye log abhi bhi purane rajyon ki wapsi ka khwab dekhte rahte hain. Abhi bhi sab kuchh inhin ke paas hai, lekin Inka pet nahin bhar Raha.
    Ye log aaye din apne ko suryavanshi, chandra vanshi, agnivanshi aur na jane kitne anshi vanshi banshion ki baat kar ke apne aap ko kshtrya batate rahte hain. Ye apne karmon se na kabhi kshatri the na ab hain.
    Ye achhi tarah jante hain ki inki utpatti sirf kai aur jaateon se hi hui hai aur inke mukhya gotra to aapas me mail khate hain, phir bhi doosri sabhi jaateon se nafrat karte rahte hain.
    Vaise to aaj ke jamane me jaati, vansh, khap ya kisi nasl ka koi mahatva saamajik aur vegyanik drashti se nahi hai. Ram Krishna ke baad hazaaron laakhon peedhiyan gujar gayeen, kitne antarjaatiya, antardharmi vivah ho gaye, kitne jayaj ya najayaj sambandh Bane, kitne log vaishyalyon me apne kul ke bachhe paida kar aaye, aur ham abhi bhi kishi ke vanshaj hain. Ham log kab manushya banenge, kab sirf bhartiya banenge, kab visva bandhu banenge. Jai hind

  • @mahendrasinghsisodiya3164
    @mahendrasinghsisodiya3164 Год назад

    Jai rajputana rajputana rajputana