@@lnmunotes m ya bol raha sir mere pg final back aa gahi osa year ug se b.es adimation le liya aba b.ed 1 year exam duga and pg jo paper back raha gaya ha vo bhi duga koi problem aayagi kya dono degree aka satha nahi hogi na
Aagar kisi semester ka koi bhi exam nhi dete hai ..to next session ke saath uss semester ko clear karna hoga (aapka session whi rahega lekin next semester ka exam nhi de sakte) .. semester me promoted hote hai to next semester jaa sakte hai lekin pichhle semester ko clear karne ke liye phir exam Dena hoga (next session Wale ke sath)..
Bhaiya mai account se graduation ki hu lekin pg me Arts wala hons rakhna chahti hu to kya change kr sakti hu hons ya nhi?? Or ye internal exam kb hota h admission se pahle ya baad me me kitne mahine baad hota hain?? Plzz btaiye confuse ho gayi hu addmission krwau ya nhi
Thik thik hai was personal 😅😅
Sir sekhawsti University pG me semester kb aayge
Iss university ka information nhi hai humare paas
Sir agar internal exam chut gya to kya kre first semester ka
College jaake department me baat kijiye
Or ye baki 400 ka jo paper jota hai usme bhi pass hona compalsary hai kya sir
Har ek paper jaruri hai..
Internal and external milake total kitne exams dene honge?
1600 Me kitna marks me first division hota hai
CGPA kaise decide hota hai please explain
Will try in the next one
Mcom ka result 2020_2022ka ke ke samjhaye plz
@@ruhikumari6354 sabke liye hai
Video uploaded .. LNMU PG Result, CGPA/SGPA/Grade kaise Diya jata hai | Kaise decide hota hai percentage?👇
ruclips.net/video/3XZ_4Bveq1c/видео.html
☝️
Pg me class karna jaruri hota hai kya nhi
Sir mere pg me final back aa gahi ha mane ug se b.ed me number le liya back papers duga koi problem hogi kya dono degree aka satha hogo kya
Thoda or clear kijiye apne sawal ko
@@lnmunotes m ya bol raha sir mere pg final back aa gahi osa year ug se b.es adimation le liya aba b.ed 1 year exam duga and pg jo paper back raha gaya ha vo bhi duga koi problem aayagi kya dono degree aka satha nahi hogi na
Darbhanga me jrf ka preparation kha pr hota hai bata sakte hai
Aap JRF ka preparation kr rahe hai kya
@@SanicharRay-t9e kr nhi rhi soch rhi but pata nhi hai kha pr hota hai
Thik hai bahoot bolte hain😂
Agar koi semester exam chut jata hai to kya year back lagega
Aagar kisi semester ka koi bhi exam nhi dete hai ..to next session ke saath uss semester ko clear karna hoga (aapka session whi rahega lekin next semester ka exam nhi de sakte) .. semester me promoted hote hai to next semester jaa sakte hai lekin pichhle semester ko clear karne ke liye phir exam Dena hoga (next session Wale ke sath)..
1600 me se kitna marks aana chahiye
Pass hone ke liye whi criteria rahega 45%
Itna thik hai thik hai kaun kahta hai sir
6 mahina pahle tha ..ab km hogya hai 🙃
Bhaiya mai account se graduation ki hu lekin pg me Arts wala hons rakhna chahti hu to kya change kr sakti hu hons ya nhi??
Or ye internal exam kb hota h admission se pahle ya baad me me kitne mahine baad hota hain??
Plzz btaiye confuse ho gayi hu addmission krwau ya nhi
Nhi rani