@@SarkariVacancyAdhar card में मेरे पिता का नाम Fagya Khavse हैं लेकिन farmer id बनाते हैं login करते हैं तो पिता का नाम ya Khavse दिखाता है सामने के तीन letter Fag छूट रहे हैं कृपया मदद कीजिए।
Ye return server unresponsive hone pe aata hai yaa aapke name match score land record se verify nhi ho rahe hote.. Site kaafi busy chal rhi hai to aap ise subah 6 bje try kro ho jayega.. fir bhi thik na ho rha ho to aap hame Telegram group me screenshot bhejiye solution mil jayega aapko 🤗🤗
Farmer Sahahayak app se Sin up krne ke baad Mobile number already bata rha hai , Agar sign up me dusra number or registration me dusra namer dalne ke baad , aage koi problem to nhi hogi , final submit to ho jayega , Please ek video aap banaiye starting se last tak please
iska video channel pe daal diya gya hai kripya vo video dekhiye. usme hamne shuru se last tak poora process krke bataya hai ki agar mobile number na juda ho to kaise karenge.. Please aap hamara vo video dekhe aur bilkul bhi fikar na krein mobile number sirf aapke parivaar ka hona chahiye bs baaki ka face rd se ho jayega.. aapko koi problem aage nhi aayegi..🤗🤗 Koi samasya aaye to aap hamse direct puchh sakte hain..
Apply karne ka process khatam hone ke baad jb Sansodhan ki date aayegi tb delete krne ka option aa skta hai.. channel ka notification chalu rkhe option aate hi notify kr diya jaayega 🤗🤗
Agar draft me chali gyi hai to jaise hi aap use fir se krenge vaha option dega edit details aur fir usme dhyaan dein ki Land Owning Farmer aur Agriculture 2 option diye honge dono pe tick krke verify land krna jroori hai fir aapko save krne ka option mil jayega.. Agar samajh me na aa rha ho to ham aaj ek video daalenge aap usme dekh lijiyega..
agar aap mobile se kr rhe ho to E-Hastakshar app download kr lijiye aur sath me aadhaar face rd.. E-Hasthakshar ki website thoda slow aur busy rahti hai isliye page ko refresh krte rho ho jayega.. ya subah 10 bje se pahle kariye ho jayega..🤗🤗
Farmer Sahayak Surveyor ka aap dusra hai aur Farmer Sahayak Citizens ka app dusra hai. Log isi ke beech me confuse ho rhe isiliye unhe problems aa rhi apply krte time.. Check the links in description for the correct app.. 🤗🤗
Iske liye aapko pahle jab aadhaar se verify ho jata hai uske baad jab dusri baar mobile number maang rha hai vaha pe aap koi aur number dalke fill kr sakte ho ye problem nhi aayegi 🤗🤗
Thanks for the comment. Please apne device ka storage clear karein aur app ka data clear karein uske baad try krein.. agar fir bhi nhi hota hai to aap kisi aur mobile me apps install krke dekh sakte hain.. 🤗🤗
Thanks for comment.. Please ye confirm kare ki aapne sahayak farmer app hi download kiya hai. Farmer registry ke shayak surveyor wala app download naa krein. App ka link description me daal de rhe hain aap direct vaha se download krke try kijiye ho jayega 😀😀
Token Expire ki problem aane par kisaan registry kaise krna hai vo hi is video me bataya gya hai. kripya video ko poora dekhiye aur koi aur sawal ho to aap hamse puchh sakte hain 🤗🤗
@@SarkariVacancy jaise ki Ham site per login kar rahe hain to vah bata raha hai token expired aur ham jo aap app bataen sahayak wala use per login kar raha hai to vahan login nahin ho raha hai user not found bata raha hai
Vaha pe login nhi pahle vaha pe create new user kariye uske baad usme password banane ko dega fir sb complete ho jaane ke baad login kariye mobile number aur jo password aapne banaya vo dalke.. Login ho jayega 🙂
Face match na hone pe aap background me koi white kapda lga lo aur light ekdm sahi rahni chahiye agar room me kr rhe hain to aur dhyaan rakhein ki face ko ekdm paas se le jisme poora face hi aaye sirf aur mobile ko face se bilkul samne aur sidha rakhe aur customer se bole ki vo camera me dekhte huye palko ko jhapkaaye..
Very nice sir ❤❤
Thanks 🤗🤗
@@SarkariVacancyAdhar card में मेरे पिता का नाम Fagya Khavse हैं लेकिन farmer id बनाते हैं login करते हैं तो पिता का नाम ya Khavse दिखाता है सामने के तीन letter Fag छूट रहे हैं कृपया मदद कीजिए।
Query didn't return a unique result
Bhai aapka kaise sahi hua
Thanks for solution sir ji 🤗🤗
So nice of you😀😀
sir bina csc ke ragistry kar sakte hai kya
Sing up disable problem aa rahi he
Mere me aa rha hai " query didn't return a unique result" please solve this
Ye return server unresponsive hone pe aata hai yaa aapke name match score land record se verify nhi ho rahe hote.. Site kaafi busy chal rhi hai to aap ise subah 6 bje try kro ho jayega.. fir bhi thik na ho rha ho to aap hame Telegram group me screenshot bhejiye solution mil jayega aapko 🤗🤗
Farmer Sahahayak app se Sin up krne ke baad Mobile number already bata rha hai ,
Agar sign up me dusra number or registration me dusra namer dalne ke baad , aage koi problem to nhi hogi , final submit to ho jayega ,
Please ek video aap banaiye starting se last tak please
iska video channel pe daal diya gya hai kripya vo video dekhiye. usme hamne shuru se last tak poora process krke bataya hai ki agar mobile number na juda ho to kaise karenge.. Please aap hamara vo video dekhe aur bilkul bhi fikar na krein mobile number sirf aapke parivaar ka hona chahiye bs baaki ka face rd se ho jayega.. aapko koi problem aage nhi aayegi..🤗🤗 Koi samasya aaye to aap hamse direct puchh sakte hain..
Thanks sir
So nice of you
Aap jo normal id bnaye ho us type ki id bnane ke bad delete kese kre
Thanks for comment.. Abhi tak use delete krne ka option nhi aaya hai but aap helpline pe call krke reset krwa sakte ho.. 🤗🤗
Delete krne ka option kb tk aa skta h
Apply karne ka process khatam hone ke baad jb Sansodhan ki date aayegi tb delete krne ka option aa skta hai.. channel ka notification chalu rkhe option aate hi notify kr diya jaayega 🤗🤗
Ok
Bhai kya normal I'd bnane se ragistration ho jata h vese me abhi khasra number add nhi Kiya tha
Draft me chali jaye usko kese karne mene bhut bar try kar liya but last me save nahi ho rahi hai
Agar draft me chali gyi hai to jaise hi aap use fir se krenge vaha option dega edit details aur fir usme dhyaan dein ki Land Owning Farmer aur Agriculture 2 option diye honge dono pe tick krke verify land krna jroori hai fir aapko save krne ka option mil jayega..
Agar samajh me na aa rha ho to ham aaj ek video daalenge aap usme dekh lijiyega..
E sing nhi ho Raha hai bhaiya eska koi upay batao
agar aap mobile se kr rhe ho to E-Hastakshar app download kr lijiye aur sath me aadhaar face rd.. E-Hasthakshar ki website thoda slow aur busy rahti hai isliye page ko refresh krte rho ho jayega.. ya subah 10 bje se pahle kariye ho jayega..🤗🤗
Ha hai bro aap 24 ghante ka wait Karo aur fir karna ok bro
Farner sahayak app to Farmer Surveyor ke oiye hai na
Farmer Sahayak Surveyor ka aap dusra hai aur Farmer Sahayak Citizens ka app dusra hai. Log isi ke beech me confuse ho rhe isiliye unhe problems aa rhi apply krte time..
Check the links in description for the correct app.. 🤗🤗
Applying right hai sir , or form fill bhi ho gya hai pdf download nhi ho rha hai ? @@SarkariVacancy
Sir face detect hone ke bad mobile no. Linked in another user likhkr aa rha hai verify nhi ho rha hai
same aarha hai
kya kare
Iske liye aapko pahle jab aadhaar se verify ho jata hai uske baad jab dusri baar mobile number maang rha hai vaha pe aap koi aur number dalke fill kr sakte ho ye problem nhi aayegi 🤗🤗
Sir ek pura form shurvat se bhar ke dhikheye
Ji Bilkul. Jald hi aapko video mil jayegi 🤗🤗
Bhai Mera ।।।Invalid farmer acount
And login id
Join our telegram group. Link in description 🤗🤗
Device low resource not run dikha Raha hai
Thanks for the comment. Please apne device ka storage clear karein aur app ka data clear karein uske baad try krein.. agar fir bhi nhi hota hai to aap kisi aur mobile me apps install krke dekh sakte hain.. 🤗🤗
Sahayk me ragistration nahi ho raha
Thanks for comment.. Please ye confirm kare ki aapne sahayak farmer app hi download kiya hai. Farmer registry ke shayak surveyor wala app download naa krein.
App ka link description me daal de rhe hain aap direct vaha se download krke try kijiye ho jayega 😀😀
Java ka problem aa raha hai.
Reset Face rd and restart mobile phone ... For more infor join our telegram group. Link in description 🤗🤗
Eska solution kya h
Thanks for comment.. Solution video me hi bataya gya hai. Kripya video ko poora dekhe usme step by step solution diya gya hai..😀
Ser toke expired ka kiya matlab hai
Token Expire ki problem aane par kisaan registry kaise krna hai vo hi is video me bataya gya hai. kripya video ko poora dekhiye aur koi aur sawal ho to aap hamse puchh sakte hain 🤗🤗
Login nahi ho raha hai
Thanks for comment.. Kya aap bta sakte ho ki login krte time kya error de rha hai?? 😀
@@SarkariVacancy jaise ki Ham site per login kar rahe hain to vah bata raha hai token expired aur ham jo aap app bataen sahayak wala use per login kar raha hai to vahan login nahin ho raha hai user not found bata raha hai
Vaha pe login nhi pahle vaha pe create new user kariye uske baad usme password banane ko dega fir sb complete ho jaane ke baad login kariye mobile number aur jo password aapne banaya vo dalke.. Login ho jayega 🙂
@@SarkariVacancy bhai ab app per login ho ja raha hai but face nahin le raha hai cancel bata de raha hai

Welcome🤗🤗