Chhath Puja Kharna (Kishlay Kumari)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 31 янв 2025

Комментарии • 64

  • @DoorDehatNews
    @DoorDehatNews  6 лет назад +3

    ruclips.net/video/ytYsvS99azU/видео.html
    Next chath puja video

  • @vishalKumar-ge8or
    @vishalKumar-ge8or 6 месяцев назад +1

    Jay Chathi Maiya ❤ Ye mahol bahut accha lagta hai jab har jagah chhath ka gana bajta hai ❤🙏❤️😍

  • @NishaSingh-vx1sh
    @NishaSingh-vx1sh 3 года назад +2

    Jai Chatthi Maiya ki Jai..

  • @NishaSingh-vx1sh
    @NishaSingh-vx1sh 3 года назад +1

    Jai Surya Dev Ki Jai..

  • @bablisaha3520
    @bablisaha3520 3 года назад

    Very nice vlog

  • @anjalishaw6649
    @anjalishaw6649 3 года назад

    Jay Chhathi Maiya 🙏

  • @riyaroy7700
    @riyaroy7700 4 года назад +1

    "🔱🕉️☀️💛JAI CHHATHI MAIYA HAPPY CHHATH POOJA 🚩🙏🏻"
    ♥️❤️

  • @rishabhsharma1516
    @rishabhsharma1516 4 года назад +2

    Pta nahi logo ko kya ho gya hai. Unn devi ji ne vrat kiya hai aur yeha commenters utptang comments lik rhe hai. Bahut dukh hua dekh kar😩😩😭. Chhath karna koi mamuli baat nahi hota hai. Lagatar 72 ghanta ka nirjal upwas jisme kewal Kharna ka prasad lete hai. To kya hua ki sab vidhivat nhi ho paaye Shraddha sabse badi cheez hoti hai. Aur waise bhi sahro mein ve sab cheeze nhi milti jo gaanv mein milti hai☺️Meri aap ghatiya comment karne waalo se haath 🙏🙏jod kar request hai please aap kabhi bhi kisi vrati ke pooja paath mein galti naa dhunde😃😃😄😄Jai Chhathi Maiya.

  • @utamparasd4730
    @utamparasd4730 4 года назад

    good

  • @chandanprasadshah5520
    @chandanprasadshah5520 6 лет назад +7

    Shardaji ka geet bacground me bajta hai tab chhath ka asli maja aata h

  • @poojakashyap7256
    @poojakashyap7256 7 лет назад +5

    Jai chhathi maiyaa🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @raviranjankumar2404
    @raviranjankumar2404 6 лет назад +1

    Happy chath puja

  • @dr.r.psingh7040
    @dr.r.psingh7040 6 лет назад +1

    joy chhat puja 😉😄

  • @sadhanhazra9673
    @sadhanhazra9673 6 лет назад +3

    Joy chhathi maiya🙏

  • @Anilas-ke8qh
    @Anilas-ke8qh 6 лет назад +3

    Jai chhate maiya

  • @sidhukumar9285
    @sidhukumar9285 6 лет назад +2

    jai chhathi mai 🙏🙏🙏🙏
    i am going to goh aurangabad

  • @anjalidubey2868
    @anjalidubey2868 5 лет назад +1

    Jai chath Mata ji

  • @rupamkumar5388
    @rupamkumar5388 6 лет назад +1

    jay chhat maiya

  • @gunjankumari8469
    @gunjankumari8469 5 лет назад +1

    Jay chate mai

  • @jigyasauppadhyay9205
    @jigyasauppadhyay9205 5 лет назад

    Jai chathi maiya

  • @ManishKumar-sf6gj
    @ManishKumar-sf6gj 5 лет назад

    Jai chhati maiya jai Dinanath

  • @kamalkhausiya2574
    @kamalkhausiya2574 5 лет назад

    Jai chathi maiya ki

  • @bishwajeetranjan7252
    @bishwajeetranjan7252 5 лет назад

    Unhone wrat kiya yahi bohot hai ritiriwaj alag alag hote hi

  • @deepakgope4252
    @deepakgope4252 5 лет назад +2

    Kharna ka kheer to am ka lakdi aur amrudh ka lakdi se banai jati he na ki gase chula se

    • @avishekshaw2045
      @avishekshaw2045 4 года назад

      Hm log bhi Kolkata Sahar me rhte pr yha Bengali and bihari log sb ladki ka Chula me hi banata.. gas me nhi banata. Other state wla log ko alag alag krta

    • @rupatiwari2298
      @rupatiwari2298 3 года назад

      @@avishekshaw2045 mumbai site me kaha se chula lakdhi laay bhahi. me bhi Karti hu chatt aap to duvidhaa me daal diye🙄

  • @shivikalovecreations605
    @shivikalovecreations605 5 лет назад +1

    Kharna ki Puja ke Baad Prasad ka kya hota ha
    Please bataye

    • @DoorDehatNews
      @DoorDehatNews  5 лет назад

      Prasat khate he thanks for asking

    • @shivikalovecreations605
      @shivikalovecreations605 5 лет назад

      To sirf ghar wale khhate ha ki Bata bhi jata ha aas padosh me

    • @DoorDehatNews
      @DoorDehatNews  5 лет назад

      @@shivikalovecreations605 sabki apni sharda hoti he koi deta he koi nahi deta
      Regards DD Door Dehat News

    • @avishekshaw2045
      @avishekshaw2045 4 года назад

      Usko goru ko khila Diya jata h...

    • @neelcreations7403
      @neelcreations7403 4 года назад

      Prasad pehle vrati khati h uske baad sablog aakar unke pair chhute h aashirvad lete g puja sthal par fir sabko mil jata h prasad

  • @samarjeetkumarsinghsamarje9583
    @samarjeetkumarsinghsamarje9583 6 лет назад +3

    Gas par Prasad nahi banana chahiye jai chhathi maiya

    • @Abhishekkasyap-2236
      @Abhishekkasyap-2236 5 лет назад

      Yes mitti ka chula hota hai aur aam ki lakri jala ke prasad tayar karte hai

    • @neelcreations7403
      @neelcreations7403 4 года назад

      Haa humlog bhi mitti ke chulha par hi bnate h but ho skta h unke yaha pe nhi milta hoga☺

  • @mrinalsingh2385
    @mrinalsingh2385 6 лет назад +5

    Gud ka kheer hota h

    • @Abhishekkasyap-2236
      @Abhishekkasyap-2236 5 лет назад

      Yes mera bhi yahi sawal tha ki chhat puja mai sugar use nhi karte thekua bhi gur ke hi banay jate hai

    • @rishabhsharma1516
      @rishabhsharma1516 4 года назад

      @@Abhishekkasyap-2236 Sayad unke wahan wahi vidhi hoga☺️☺️🙏

    • @Abhishekkasyap-2236
      @Abhishekkasyap-2236 4 года назад

      @@rishabhsharma1516 sayas ho sakta hai

  • @khusbookumari1100
    @khusbookumari1100 5 лет назад

    C

  • @sumitagurung2673
    @sumitagurung2673 6 лет назад

    it was good but ur all was not prepared 4 chatpuja good 1

  • @bishnubhakat5236
    @bishnubhakat5236 6 лет назад

    Kharna ka 6 jagah roti chahrta hae?? Ya 7?

    • @prakashrishabh2042
      @prakashrishabh2042 5 лет назад +3

      Aap apna panditai Apne pass rakhe sabke Ghar mein alag alag puja hota hai.

    • @avishekshaw2045
      @avishekshaw2045 4 года назад

      Aur hm log bengali log kuch krte h aur bihari log se puch ke krte h puja niyom sb.. aur hm love g kharana me dal bhaat roti payesh gur wlaa banta.. pr hm log ka Kolkata me maza se hota puja.. sb se acha hota India ka har jagha se

    • @neelcreations7403
      @neelcreations7403 4 года назад

      @@avishekshaw2045 bilkul ye aisa festival ki sabko krna chahiye😇☺par sabse achha to patna gaya ya bihar ke kisi ke bhi sheher me hota h

    • @avishekgomes8069
      @avishekgomes8069 3 года назад

      @@neelcreations7403 pr Kolkata me hm log ko jyda maza atta..pura dhol tasa ke sth jata ghat.. chhath Kolkata ka dusra durga puja ka jaisa lgta..

    • @avishekgomes8069
      @avishekgomes8069 3 года назад

      @@neelcreations7403 hm bengali log bihari log ek sth krte yeh puja

  • @khusbookumari1100
    @khusbookumari1100 5 лет назад

    Nis etomaro

  • @RanjeetKumar-jw7ml
    @RanjeetKumar-jw7ml 5 лет назад

    kharna puja waqt kisi se baat naii krna chahiye kewal chhat maa ka asmarn krna chahiye sister

  • @Divyansh099
    @Divyansh099 6 лет назад

    Mst video hai yaar lekin isse bhi achha video ye hai 👉👉👉👉 cuturl.in/ojwt3

  • @snehakumari7748
    @snehakumari7748 5 лет назад

    Shi bat h....puja k pura prsad pital ke bartan me bnaya jata h.....steel use nhi hota

    • @neelcreations7403
      @neelcreations7403 4 года назад

      Available nhi hoga unke paas shraddha ka samman kare

  • @preetybharti6222
    @preetybharti6222 5 лет назад +1

    Aap log kuchh dal dete hai shi trika puja ka ye nhi hai gas pe khrna ka prsad nhi bnta chule pe bnta hai plz galt na dikhaye jai ma chhati

  • @deepakshah4443
    @deepakshah4443 6 лет назад

    Chhath puja ka koi bhi Prasad gas per nahi banate only aam ki lakdi hi use karte hai wo bhi mitti ke chulhe per.

  • @mukeshsinger1534
    @mukeshsinger1534 5 лет назад

    gas par prasad nhi bnaya jata hai

    • @rishabhsharma1516
      @rishabhsharma1516 4 года назад

      Gas use ho sakta hai kyuki ab sehro mein chulha aur aam ki lakdi nhi milti hai ☺️

  • @madarnavaishalisudhanshu8896
    @madarnavaishalisudhanshu8896 6 лет назад +1

    एक हाथ से अटा नही गुत्था जाता अस्सुअब माना जाता हैं

  • @mrinalsingh2385
    @mrinalsingh2385 6 лет назад

    Ye log chhat pujan ko khel bana die Hain sile hue vastra bhi Nahi pahna jata h

    • @neelcreations7403
      @neelcreations7403 4 года назад

      Itna sab pehle hota tha ab sab log saree aur blouse phente h even villages me bhi times ke saath things keep changing