Sir ml se fish ki medicine dalne ka ek best Tarika hai medical shop per 10 rupaye ki (syringe injection) milta hai 10 ml ki ya 5 ml ki ose hi me bhi dalta hu akdam perfect he 35 rupe me 10 or jod lo vese bhi fish pali he hambe ne 40 50 rupe oske sehat ke liye kharchne bhi hoto socna nhe chaiye or apne kam pese me itne badiya jankari di oske liye dhanyawad apka 🙏
@@MohdZubair-wo3km apne send ko dhoya nhi acche se kher koi baat nhi dheere dheere sahi ho jayega thoda time lagega powar filter chalu rakhna bus aur yadi fir bhi na ho to aap send nikal lena puri aur acche se dho kar wapas daal dena thoda bhut dusty hota hai baki 1se 2din me clear ho jata hai water 🙏
@@MohdZubair-wo3km mene bhi send ko acche se wash kiya tha jaha tak uska pura dust nikal n Jaye uske baad hi mene aquarium me dala tha ok ho jayega clear aapka tank powar filtar on rakhana bus
Sir ji sendha namak dala jata hy ye jo aap dekha rahy hy wo khada namak hy isme Iodine hota... Tank mein kitna pani hy usi k according he rock salt/ sendha namak add karty hy....
@bhupendrakumarmehra424 Bhai mainy 100 sy uper videos dekhi hy but kisi ne khada namak nhi bola hy.. Sabhi sedha namak rock salt he bola hy add karny k liye bcz sedha namak mein ioden belkul nhi hota hy... 5 yrs sy main bhi use karta hun zabadust rrsult hy Main hamesh tank ka half water change kar k sedha namak or strees heal liquid use karta hun kabhi koi problems aaj tak nhi aayi... 15gm rock salt 10 Ltr water k liye use hota hy....
@@zafarshanu86 ji janab ye rock salt hi hai bina iodine wala aap dekh skte hai sendha namak mene aaj tak nhi dala jo lal hota hai ye namak hamre yaha janwaro ko bhi khilaya jata hai sek kar jese buffalo cow bull etc aur isko rock salt bhi kahte hai 🙏
@@zafarshanu86 ye samundri salt hai jo bina filter ke isi fome me aata hai isme koi filterstion nhi hota hai ye natural fome me hi aata hai isse fish ko koi nuksaan nhi hota hai aur isse fungas white spot aur stress fish ka dur hota hai।
@@zafarshanu86 me aapki baat se sahemat hu aap jo bhi salt daal rhe hai wo bhi wohi kaam krta hai lekin aap fishes ke liye itna sochte hai wo jyada important hai mere liye janab aapka coment mere liye bhut khas hai janab 🙏
Apse ak or sawal tha sir ki mene ak tank me fish ka treatment kiya tha jismein medicine aur salt pahle se hi Mila hua hai ab mujhe usmein new fish dalni hai to main 50% water change Karun ya 100% osme medicine salt Mili hai usse new fish ko koi dikkat to nahin hoga
@@_lucky_pathak_1914 50% water change kar de dekhe ki purani fish ki jo disease hai wo khatm hui ki nahin yadi nahin Hui hai to usmein new fish na dalen aur yadi fish bilkul aapki sahi ho chuki hai to aap 50% water change karke new fish dal sakte hain Namak aur medicine jo aquarium me 50% water mein bachi hai usse new fish ko fayda hi hoga 🙏
@@bhupendrakumarmehra4246 thank u so Mach sar Jo meri purani fees hai unhen ab fayda to hai acche se swayam vagaira bhi kar rahi hai white sports bhi khatm ho chuke hain
@@raviparmar2607 fish ko quarantine kar le aur rock salt add kare aur hetar 28digree temperature rakhe aur anti fungas dawa dalen water ki quantity k anusar fir agle din 40%watar change kare dheere dheere aapki fish sahi ho jayegi 🙏
Bhai please aap video banana band mat krna bahot help milti h aapke video
Love and Respect from Mumbai
Aapka bhut bhut aabhar aapka support hi meri powar hai 🙏
Helpful information ❤🎇
@@Factstock-zq3lr dhanyawad 🙏
Thanks Bhupi bhai for the information 😅
@@smrutibarik3361 dhanyawad 🙏
Sir ml se fish ki medicine dalne ka ek best Tarika hai medical shop per 10 rupaye ki (syringe injection) milta hai 10 ml ki ya 5 ml ki ose hi me bhi dalta hu akdam perfect he 35 rupe me 10 or jod lo vese bhi fish pali he hambe ne 40 50 rupe oske sehat ke liye kharchne bhi hoto socna nhe chaiye or apne kam pese me itne badiya jankari di oske liye dhanyawad apka 🙏
@@_lucky_pathak_1914 bhut bhut dhanyawad 🙏
Gold fish me power filter?
@@syedirfan-jj7fh ji janab lga skte hai yadi tank ki lanth jyada ho
Or Sir 2 fit tank me kitana namak dalna h
@@_lucky_pathak_1914 100 se 150gm ke lgbhg 🙏
Sir i am facing a problem that in my tank stone replace by black sand only one day water cloudy what i do sir please and waiting for your answer
@@MohdZubair-wo3km apne send ko dhoya nhi acche se kher koi baat nhi dheere dheere sahi ho jayega thoda time lagega powar filter chalu rakhna bus aur yadi fir bhi na ho to aap send nikal lena puri aur acche se dho kar wapas daal dena thoda bhut dusty hota hai baki 1se 2din me clear ho jata hai water 🙏
Sir i see your tank is looking very descend than i also add black sand but only one day water was very cloudy please answer me what I do
@@bhupendrakumarmehra4246 thanks sir
@@MohdZubair-wo3km mene bhi send ko acche se wash kiya tha jaha tak uska pura dust nikal n Jaye uske baad hi mene aquarium me dala tha ok ho jayega clear aapka tank powar filtar on rakhana bus
@@bhupendrakumarmehra4246 sir many time i wash send but not clean water is cloudy
Sir ji sendha namak dala jata hy ye jo aap dekha rahy hy wo khada namak hy isme Iodine hota...
Tank mein kitna pani hy usi k according he rock salt/ sendha namak add karty hy....
@@zafarshanu86 esa nhi hai bhai jaan 22saal se use kr rha hu koi problem nhi hoti aur fish bhi happy rhti hai aap dekh sakte hain 🙏
@bhupendrakumarmehra424 Bhai mainy 100 sy uper videos dekhi hy but kisi ne khada namak nhi bola hy..
Sabhi sedha namak rock salt he bola hy add karny k liye bcz sedha namak mein ioden belkul nhi hota hy...
5 yrs sy main bhi use karta hun zabadust rrsult hy
Main hamesh tank ka half water change kar k sedha namak or strees heal liquid use karta hun kabhi koi problems aaj tak nhi aayi...
15gm rock salt 10 Ltr water k liye use hota hy....
@@zafarshanu86 ji janab ye rock salt hi hai bina iodine wala aap dekh skte hai sendha namak mene aaj tak nhi dala jo lal hota hai ye namak hamre yaha janwaro ko bhi khilaya jata hai sek kar jese buffalo cow bull etc aur isko rock salt bhi kahte hai 🙏
@@zafarshanu86 ye samundri salt hai jo bina filter ke isi fome me aata hai isme koi filterstion nhi hota hai ye natural fome me hi aata hai isse fish ko koi nuksaan nhi hota hai aur isse fungas white spot aur stress fish ka dur hota hai।
@@zafarshanu86 me aapki baat se sahemat hu aap jo bhi salt daal rhe hai wo bhi wohi kaam krta hai lekin aap fishes ke liye itna sochte hai wo jyada important hai mere liye janab aapka coment mere liye bhut khas hai janab 🙏
Bhai app apne aquarium me kon sa Pani dalte hai
@@HerdeshRaikwar-m8c ji corporation wala 2din purana karke l
@bhupendrakumarmehra4246 saflai water bhai
@HerdeshRaikwar-m8c ji
Corporation matlab saflai water bhai
@HerdeshRaikwar-m8c ji jo pani apne ghr me aata hai peene ke liye wohi🙏
Bhai chlorine wale water ko 2den khula rakh de to chlorine remove ho jata hai bina dawai dale
@@HerdeshRaikwar-m8c ji bilkul sahi hai lekin aap chlorine remover bhi daal de jisse thoda bhut hoga to wo bhi nikal jayega
Bhai water change karne par kon se dawai dalte hai
@@HerdeshRaikwar-m8c fish yadi sahi hai to n dale aur yadi kuch problem ho to aap general add daal de
Apse ak or sawal tha sir ki mene ak tank me fish ka treatment kiya tha jismein medicine aur salt pahle se hi Mila hua hai ab mujhe usmein new fish dalni hai to main 50% water change Karun ya 100% osme medicine salt Mili hai usse new fish ko koi dikkat to nahin hoga
@@_lucky_pathak_1914 50% water change kar de dekhe ki purani fish ki jo disease hai wo khatm hui ki nahin yadi nahin Hui hai to usmein new fish na dalen aur yadi fish bilkul aapki sahi ho chuki hai to aap 50% water change karke new fish dal sakte hain Namak aur medicine jo aquarium me 50% water mein bachi hai usse new fish ko fayda hi hoga 🙏
@@bhupendrakumarmehra4246 thank u so Mach sar Jo meri purani fees hai unhen ab fayda to hai acche se swayam vagaira bhi kar rahi hai white sports bhi khatm ho chuke hain
Meri ek gold fish ko white eyes deases hogaya hai, usko kya medicine du??