Bhai such me bahot he ache tarike se explain kiya, thank you bhai muje ye video bahot help karega bcz hum log abhi plan kar rahe hai waha jane ka n guidance k liye video dekha
Thank you Bhai for this video, apne sab cover Kiya hai, detailing aisi hi chahiye specially budget planning k sath. AAP explore kariye on demand bhi agar possible ho, vo bhi kaafi helpful hoga. Mujhe Maharashtra ke 3 jyotirlinga ka bhi aise tour plan bata dijiyega kabhi samay mile toh.
Sar aapane sab mandiron ki bahut hi acchi vyakhya ki hai ab bahut hi Sundar aur acche dhang se samjhaya hai Jo aadami nahin samajh pata nahin ja sakta vah acchi tarike se aapke anusar agar chalega har jagah ka darshan acchi tarike se kar sakta hai
Very nice video, so detailed n informative ! Itni details agar log nahi dete to logon ko travel vlogs nahi upload karne chahiye ! Thabks bro for such a detailed video ! I haven made notes n planning my trip based on your info shared 😊
Dhanyawad Bhaiya Ji Oct me hamara Gujarat Jyotirlinga ka plan hain .. Aapki video ne bahut help ki hain.... Aapki videos aur logo tkk pahuche Bhole baba aap per hamesha kripa banaye rakhe ... Jay Bhole 🕉️🙏
Aap ye bataho ki hamari dwarkadhish se somnath temple ke liya araam se cab/taxi mil jayegi aur uska kitna cost/rent hoga. Matlab cab/taxi bi araam se mil jayegi...aapke ansar ka intzaar hai...
ऊं नमो भगवते वासुदेवाय नमः ॐ नमः शिवाय श्री शिवाय नम्शतुभयम हर हर महादेव जय भोलेनाथ आप कि जय हो
Mai kal hi somnath temple jaa raha hu..... thank you aapke video se achii jankari mile ...har har Mahadev ❤🙏🏻
Jai. Somnath jyotirling 🙏Jai Dwarka dish 🙏 Jai Nageshwar Jyotirling 🙏🌺🌹 Hum Jarur darshan k liye aayenge Taiyari krke rakhi hai.
Koti koti pranam 🙏
बहुत ही अच्छी जानकारी आपसे मिली .हम भी द्वारका सोमनाथ जाने वाले हैं .
Isse accha to aaj Tak koi ni bta Paya very good ❤
thank you so much
Mein Youtub par video dekh raha tha lekin kisi ne bhi achese nhi samjaya. Bhai tune bahot achese samjaya,like bhi kiya share bhi kiya aur subscrib bhi kiya
Thanks🙏
😊K0😊😅⁰
Very nice 👌🙏
Bhai hum jake aaye 6 din mein 4000 hajar 🥰 tera video dekh ke
@@akashchormale1936 jada hogya 🙏🙏🙏
ॐ नमो भग😅वते बासुदेबाय ॐ हर हर महादेव
बहुत अच्छी जानकारी मिली.धन्यवाद
Thank you so much bhaiya itni aachi information dene k liye .march me jayege kirshn ji ki krpa hui to ❤🙏🌹
धन्यवाद आपने अच्छी जानकारी दी
Nice information...धन्यवाद.
Bhai such me bahot he ache tarike se explain kiya, thank you bhai muje ye video bahot help karega bcz hum log abhi plan kar rahe hai waha jane ka n guidance k liye video dekha
Dhanyavaad
Thanks. I am going to somnath tomorrow. This is of help to me.
Great!
Thank you Bhai for this video, apne sab cover Kiya hai, detailing aisi hi chahiye specially budget planning k sath. AAP explore kariye on demand bhi agar possible ho, vo bhi kaafi helpful hoga.
Mujhe Maharashtra ke 3 jyotirlinga ka bhi aise tour plan bata dijiyega kabhi samay mile toh.
Bahot acchhe se information di hai is video me .... thank you very much
Bhai thank you- bohat simple and best samjhaya❤️😇
Welcome
Best explanation in detailed information covering most of the options ,
Dhanyawad 🙏
Bhai bahut badhiya video banayi.. simple.. sorted . Very clear.. very informative and point to point.. clear itinerary 👌
Thanks
Sar aapane sab mandiron ki bahut hi acchi vyakhya ki hai ab bahut hi Sundar aur acche dhang se samjhaya hai Jo aadami nahin samajh pata nahin ja sakta vah acchi tarike se aapke anusar agar chalega har jagah ka darshan acchi tarike se kar sakta hai
We will come from ujjan what will our right destination Somnath or Dwarka? From there we will go back to Kolkata..thanks.
Dwarka then somnath , check train connectivity from both locations
Radhe radhe 🙏
Very nice information...radhe radhe 🙏👌
Thanks🙏
Bahut hi informative video banaya hau aapne accha laga dekh k
Thanks
Bahut hi accha video bnaya bhaiya, thank you 😊
Welcome
Par aapne acha video banaya hai bahut, jai shree krishna
❤❤❤❤❤बहुत अछाबताया
Radhey Radhey Ji ❤
Thanks for this help
Very nice video, so detailed n informative ! Itni details agar log nahi dete to logon ko travel vlogs nahi upload karne chahiye !
Thabks bro for such a detailed video ! I haven made notes n planning my trip based on your info shared 😊
Thanks a ton
Eke behatreen jaankari ke liye aapka bahut saadhuvad saa.
Thanks
SOMNATH..........FIRST JYOTIRLINGA❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks for information bhai….i m solo traveler…come to plan Somnath/Nageshwar n Dwarka on August 2024 month…ny1 guy who wanna join me 🙏🙏🙏🙏
Best of luck
Thanks Bhai, ham solo travel h, 3,4 fends h, ham somnath, junagad, dwarka, nageswar ka trip h, ham log agast me ja rhe h
बहुत ही अच्छी पोस्ट
Thanks
The way you explain everything is really good. God Bless you 😇🙏
Thanks a lot 😊
Dhanyawad Bhaiya Ji Oct me hamara Gujarat Jyotirlinga ka plan hain .. Aapki video ne bahut help ki hain....
Aapki videos aur logo tkk pahuche Bhole baba aap per hamesha kripa banaye rakhe ...
Jay Bhole 🕉️🙏
Dhanyavaad
Jai Shree Krishna 🙏
Thank you so much for information ,next month we coming to visit Somnath temple
Always welcome
Aap dire dire sahise samajate ho thank you bhai❤❤❤
Thanks
Bahut hi acche se samjhya apne
Thanks
Aap ye bataho ki hamari dwarkadhish se somnath temple ke liya araam se cab/taxi mil jayegi aur uska kitna cost/rent hoga. Matlab cab/taxi bi araam se mil jayegi...aapke ansar ka intzaar hai...
Bhai aapka videos bahut jada achcha laga mujhe
Thanks🙏
somnath to drarka 6 hour by road , can it be covered via train.if yes how ..sirf road journey nahi air and train b include kar ke btana chahiye apko
Your explanation fabulous 👍
Thanks a lot 😊
Thanku bhai
Somnath se dwarka jane k bad agar mumbai aana he to vapas veraval jana padega?
Ya dwark ka reilway station he?
Dwarka se direct train he Mumbai ke liye
Bhai ye bataiye mujhe january k starting m jana h yahan ka mausam kaise rahega jacket /sweater le jana padega ya shirt tshirt m kaam chal jayega..
nahi jyada thandi nahi rehta he yaha par
Somnath & dwarika with nearest please kitne din main cover honge
3-4 din me
Bohut sundar❤
Can v touch Nageshwar jyotirlinga aur jal Abhishek kr skte h?
Hum gaye the tab touch karne nahi diya tha
Behtreen bnai❤
Bahut ache se bataya apne..
Thanks
Woww.... bhoot a che se explain karte ho aap
Thanks
It is a very good video. You have explained everything very well.
Glad it was helpful!
Very nice brother jay somanatha ji
Very nice thank you so much🎉🎉🎉
You're welcome!
Bahut bahut dhanyabad 🙏🙏🙏
Welcome
As per meterological dept ,temperature here is 36 deg but it feels like 44.Iss garmi mein in may june travelling in boat is impossible
Excellent
Very helpful
Jai Ho bhagwan ji Radhe Radhe jai bhole nath Jai bageswar sarkar
Bahot achche
So nice bhaiya
😊😊😊
Thx you brother lov u heartly❤❤❤ god bless you
Thank you too
Will you suggest any hotels to stay nearby dwarka and somnath?
Rainy season me bet Dwarka ja sakte?
Mat jao risk of heavy rain
What time in the morning somnath you leave because Dwaraka mandir timing is 1 clock in the morning
So is it possible to have darshan in the morning
No in afternoon
Very helpful. Thank you 👍👍
बहुत सुन्दर
Thanks
सर, द्वारका लोकल दर्शन के लिए बस कितना charge लेती हे, और उसमे नागेश्वर भी लेके जाते हे दर्शन के लिए, कितना time लगता हे लोकल घूमने के लिए
12 jyotirling Somnath mallikarjun mahakaleshwar omkareshwar kedarnath bheemashankar Kashi Vishwanath trayambakeswar baidnath nageshwar rameshwaram grishneshwar
Bhai agr car liya toh dwarka se Nageshwar ka kitna khrcha h
Mai jane wali hu Bhai achi jankari di
thanks
Sharab ke batane ka dhang bahut hi Sundar hai achcha hai matlab ek ek chij ka aapane bahut hi acche tarike se vyakhya kijiye Jay Shri Radhe
🙏☘️हर हर महादेव ☘️🙏🙏🌹जय श्री कृष्ण 🌹🙏
Very informative... Thankyou so much
Glad you liked it
हर हर महादेव 🙏
Bhai 14 15 16 sept thik rhega jana delhi se jakr 2 JYOTIRLING dsrshan ho janege
Om NAMH shivay🌻👏
Bhai Dwarka to Mumbai ke liye koi bus hai , hai toh bus fare kitna lagega aur kitne time me mumbai pahuchayegi bus
Sir dwarka s somnath ane k liye bhi bus mil jati hogi na confirm me
ha mil jati he bus
VERY NICE INFORMATION 👌
Thanks
Dhanya baat bhaiya ji
Welcome
Bhai please let us know day 3 ka stay kahape kare aur gir national park kaise explore karr
हर हर महादेव
Chan mahiti dangitli
Dhanyavaad
Very good information bhai
Thanks
Superb information
Thanks
Hi, can you plz tell me.. If i will reach to rajkot in between 9 to 10pm , is there any transport facility to somnaath temple
Very good
Nageshwar jyotirlinga mein aapko jyada time nahi lagega .1-1.5 gantr mein darshan ho jayega jais aapne bola,kya ye kam hai ??
भाई मैं द्वारिका भेद द्वारिका नागेश्वरम और सोमनाथ यह चारों का दर्शन कर हूं
You are doing a very good work... Keep going it's really very helpful 🧡🤩👍
Thank you, I will
Somnath se direct Nageshwar ko ja sakte hai kya,kitna kilometres aur kharcha aa sakta hai, kyonki hamaresath sinior citizen hai,pl bataye 🙏
Ja sakte he waha pe travel agent he jo apko taxi ya car se leke chale jayenge
Very nice 👌👌👌👌👌👌
Thanks a lot
Sonath Mandir se dwarka Jane ke liye bus ka price kitna h..?
230 rs ke aas pass
Achha Tq❤️
Bhai hame bhi saport kro
Very good information.. Just what i was searching for
Glad to hear that
Wheel chair milta hai waha p kya
Good explain.
Nice one. .... Very informative
Thanks a lot
Best information thanks
Thanks for liking
Good darshan good information.
So nice of you