Yeh hai ghulam e zamana woh nasiraan e wafa Yahan hai khwaish e duniya wahan hai Ilm o ata Yahan pe raks o ghina wahan pe ashk e aza Yeh be hayaee ki dal dal woh nusraatoon ki fizah Hum apni nasloon ko nisaab kya denge Na jaane kub se hai masroof gheebatoon mei lub Namaz o roza o hajj se nahi koi matlab Zakat o khums ke hum ho gayee hain mujrim sub Bula rahey hain imam e zamaa ko hum ya rub Amal ki ruh se khali habbab kya denge Ghazab khuda woh kesi khushi ki mehfil thi Ke maoon behnoon ki be pardagi wahan dehki Abhi hadis e kisa thi wahan kisi nei pahri Phir uskay baad waheen par hai ruks o muziqi Ghina ki leh pe yeh chang o rabab kya denge Bohat bara hai yeh karb e imam e arsh e Waqar Ali ki betiyaan balway mei itrat e athar Nazr se jata nahi unkay shaam ka bazar Woh hain zaroor ko tayyar hum nahi tayyar Shahadaatoon ki bina inqelaab kya denge Gharoon mei hongay jo ibleesiyaat ke rang o nishaan Na paida hongay wahan nasiraan e shah e zamaa Karainge majlis e be pardagi bibi hongi yahan Aza ke farsh pe aaigi jub Hussain ki maa Saboot e ishq e risalaat maab kya denge Ub aur kitni jihalaat ki parawee hogi Chamaak nigaha mei aur dil mei teeragi hogi Izzah fakaul mei qirdaar mei kaami hogi Woh jin ki fikr mei deemaak lagi huwi hogi Hum unkay mei deen ki kitaab kya denge Agar kaheen ge woh shaam e wafa jalani hai Jo zindagi ki kamaiee hai woh lutani hai Agar kaheen ke woh ke Akber ki jaan bachani hai Jawan bete ki maiyyat humay uthani hai Jawan pisaar ka qamar hum shabab kya denge
Masha Allah.
Labaik Ya Imam Mehdi.
Beshak.
khoob
Beshak
😢😢😢😢moula hum sharminda hain
Yeh hai ghulam e zamana woh nasiraan e wafa
Yahan hai khwaish e duniya wahan hai Ilm o ata
Yahan pe raks o ghina wahan pe ashk e aza
Yeh be hayaee ki dal dal woh nusraatoon ki fizah
Hum apni nasloon ko nisaab kya denge
Na jaane kub se hai masroof gheebatoon mei lub
Namaz o roza o hajj se nahi koi matlab
Zakat o khums ke hum ho gayee hain mujrim sub
Bula rahey hain imam e zamaa ko hum ya rub
Amal ki ruh se khali habbab kya denge
Ghazab khuda woh kesi khushi ki mehfil thi
Ke maoon behnoon ki be pardagi wahan dehki
Abhi hadis e kisa thi wahan kisi nei pahri
Phir uskay baad waheen par hai ruks o muziqi
Ghina ki leh pe yeh chang o rabab kya denge
Bohat bara hai yeh karb e imam e arsh e Waqar
Ali ki betiyaan balway mei itrat e athar
Nazr se jata nahi unkay shaam ka bazar
Woh hain zaroor ko tayyar hum nahi tayyar
Shahadaatoon ki bina inqelaab kya denge
Gharoon mei hongay jo ibleesiyaat ke rang o nishaan
Na paida hongay wahan nasiraan e shah e zamaa
Karainge majlis e be pardagi bibi hongi yahan
Aza ke farsh pe aaigi jub Hussain ki maa
Saboot e ishq e risalaat maab kya denge
Ub aur kitni jihalaat ki parawee hogi
Chamaak nigaha mei aur dil mei teeragi hogi
Izzah fakaul mei qirdaar mei kaami hogi
Woh jin ki fikr mei deemaak lagi huwi hogi
Hum unkay mei deen ki kitaab kya denge
Agar kaheen ge woh shaam e wafa jalani hai
Jo zindagi ki kamaiee hai woh lutani hai
Agar kaheen ke woh ke Akber ki jaan bachani hai
Jawan bete ki maiyyat humay uthani hai
Jawan pisaar ka qamar hum shabab kya denge
Jawab kya dengay x2
Amal say haath hain khaali hisaab kyaa dengay.... Imam ASR ko akhir jawaab kya dengay x2
Yei gulaamon ka Zamaana yanaan