@@MissionEngineer ham bole 70number ka exam hota hai usme 25lana parata hai or 30number ka Jo internal hota hai usme kitene par pass hota hai ek ladaka ko 11 number hi Diya college
Bhaiya mai covid positive hoe gyaa thaa internal exam ke vkt jis vjh se mai internal exam nhi de paaya thaa, toe kyaa agr mai end semester exam me ache marks le aayu toe kyaa mai pass kr skta hu ye semester yaa fir fail hoe jaayunga?... please bhaiya reply
Bhaiya mid sem ka paper to 40 marks ka hota hai or Esme aap attendance ka marks chor diye hai Ek video aisa banayiye jisme total marks ke bare mai ho kitna mai kitna lane par 9,8 cgpa banega Please reply👍
Bhaiya, college me ek self declaration certificate mang raha hai aur bola ki wo website par mil jaega par mil nhi raha hai, kya karun. Please reply bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏.
Bhaiya hamlog ke sath jitna mehnat karte h sayad itna bihar me koi nhi hoga. Thanks
You are my guide. Your guidence is very good.❤️
How can we download the past years questions paper
Hum logo ke lia itna mehnat Thanks sir
Your content is awesome 👍
I have one doubt. In SRM semester, how much is pass mark ( including internals and externals)?
Awesome explanation
Engineering mechanics ka 2022 ka question paper kaha se milega sir... Mechanical engineering
Bhaiya ji ghar par rah kr phadhi kr sakte hai month me 2,3 din college ja kar plecee koyi tarika bataye
Super level Bhaiya!
Thanks bhaiya for helping me , god bless you and full fill your all wishes and dreams.
Thank you bhai
Bhaiya mucha Ntpel Ka regition Nahi ho pa Raha ha
Bihar engineering ka college life achha hota hai?? And hostel life??
Bhai mit se bache gate or psu me niklta hai ya nhi such btayega log bol rahe the ki yaha se na placement hota hai aur na bache gate or psu me jate hai
Ha gate har sal nikalte h
Mst ache na hue ho to cgpa pr kya impact pdega
In each practical subjects did total is calculated in 150 marks or what?
sir agar kisi ko internal me 30 me 10 number bhejaa gaya ho aur external me 70 me 25 marks aaya ho to wo student fail hai yaa pass??
Pass krdiya jyga
Good
Mid sem me kitnaa passing marks hotaa hai sir?
Theoretical subject me 30me Kitana par pass hai
Generally 23 me pass ho jata h
But kisi kisi ko 21,22me v grace marks dekar pass kr diya jata h Star marker
@@MissionEngineer ham bole 70number ka exam hota hai usme 25lana parata hai or 30number ka Jo internal hota hai usme kitene par pass hota hai ek ladaka ko 11 number hi Diya college
Bhaiya mid-sem aur end-sem ka questions bhi upload kr digiyega..
Ok
Katihar ka college kaisa hai
Internal ka passing mark kitna hota hai...sir
10 out 30 v laoge to pass mana jyga
@@MissionEngineer 6 number layenge to...sir
Bhaiya teachers hr test me dhamki dete hain ki internal sahi n denge
Bhaiya mid sem ka question paper hai plzz help kar digye question paper ka
Easy rahta hai tnsn n lijiye
Nice bhai
Bhaiya 5 cgpa lane ke liye kitne marks lane chahiye
Bas passing marks in theory exams
Nice sir
Bhaiya mai covid positive hoe gyaa thaa internal exam ke vkt jis vjh se mai internal exam nhi de paaya thaa, toe kyaa agr mai end semester exam me ache marks le aayu toe kyaa mai pass kr skta hu ye semester yaa fir fail hoe jaayunga?... please bhaiya reply
Bhai 2021 ka new scheme one video
50 marks CIE and 50 marks CEE
Sir b tech semester exam center pr hota h ya apne hi college me
Depend on university
AKU ke sem exam ka centre dusra college hota hai
@@MissionEngineer and what about pune University if anyone knows please tell me
Semester 6 mei tino saal ka syllbus aata hh kya? Plz reply sir
Thank you so much sir
Bhaiya mid sem ka paper to 40 marks ka hota hai or Esme aap attendance ka marks chor diye hai
Ek video aisa banayiye jisme total marks ke bare mai ho kitna mai kitna lane par 9,8 cgpa banega
Please reply👍
Mid sem 30 ka hota hai AKU me
@@MissionEngineer mid sem to college leta hai na BCE Bhagalpur ka 2019 mai to 40 no ka exam hua hai
Sem exam me pass hone ke liye kitna chaiye?
Bhayia Mane mid same nahi de paya tabiyat ki wajah se ab mera kya hoga
Contact to your HOD
bhaiya january me koi end smester exam bhi hota hai kya ,, hamko agle saal jan me jee mains dena hai please reply
DEC me hoga
Bhai notice ayega ya nhi mop up ka please reply dijye
Ayga to btauga
Kon subject practical hai aur kon theoratical
Maths only theory
@@MissionEngineer bhai class kab se start ho raha hai GEC jamui
Practial exam me pass hone ke liye kitne marks chahie
Practical me sabko.pass kr diya jata hai
@@MissionEngineer thank you so much sir 🙏🙏🙏🙏
Exam chor denge to kya hoga
Mid Semester me passing mark Kay h
Bhai Karnataka ka bhi yahi pattern hai kya bhai please reply karo please 🙏🙏🙏
Bhaiya 1 smester ka exam college se hi hoga na
Bhaiya, college me ek self declaration certificate mang raha hai aur bola ki wo website par mil jaega par mil nhi raha hai, kya karun.
Please reply bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏.
Aap mere insta ya fb pe msg kijiye
Backlog lgne pr fir se class attend krna hota h ya only exam dena hota h
Next sem ka class krna hoga ,jisme backlog aya hai uska bas exam hoga
Bhai mop up ka notice ayega ya nhi
No
Sir aap kon sa college sa hai
End sem passing marks?
22+ aata hai to grace dekar pass kr diya jata hai
Grace kitne subject mae Diya jata h ?
Jalat sabhi sub 100 mark ke hote hain
Mid sem 30 + End sem 70
Sir main video editing krta hu aur aapke liye krna chahta hu .
Thanks bhai
@@MissionEngineer to kya main aapko demo editing bhej skta hu paiso ki aap fikr na kre main ye apne experience ke liye kr raha hu .
Bonafide certificate ban rha hai bhaiya
Ha
@@MissionEngineer pr Bhaiya college to bnd hai.... please reply kijeye.... mujhe bhi bnana hai bonafide loan ke liye.... PLEASE 🙏🙏🙏
❤️❤️
Reply dijye please bhai