Vivo T2x 5G vs Lava Blaze 5G Full Specification Comparison | 5G phone under 10,000
HTML-код
- Опубликовано: 8 фев 2025
- Vivo T2x 5G vs Lava Blaze 5G Full Specification Comparison | 5G phone under 10,000
your queries
lava vs Vivo
Lava Blaze vs Vivo T2x
Lava Blaze 5G Vivo T2x 5G
Vivo T2x 5G full specification
Vivo T2x 5G review
Lava Blaze 5G Specification
Lava Blaze 5G review
5G phone under 10000
5G phone under 15000
5G mobile
Lava mobile
Vivo mobile
#vivo #vivot2x5G
#vivot25g #lava #lavablaze5g
#techgakashbuddh
Best mobile no dout lava blaze
Camera ke liye kaunsi best hai bhai
I think Vivo slightly better ho sakta hai.
1. Lava blaze 5g
2. Redmi 12 5g
3. Poco M6 pro 5g
4. Vivo T2x 5g
Among these four phone.. 6gb×128
Which is less complaint, User friendly, almost good camera, good processor and LONG LIFE.... Best phone...??
Redmi 12 5G 👍🏻
@@TechGuideAkashfaltu hai bhaiya usme sala bloatware bhar bhar ke rahta hai aur privacy 🔏 bole to private safe bhi nahi hai maine check kiya hai aur thoda lagging bhi mujhe laga
Vivo t2 x me 5G anable karne ke bad wapas se 4G volLTE thik se chalta hai ya 5G me hi fixed ho jata ?
5G anable karna ka bad chaho to asanisa sitting main ja kar 4G anable kor paoga. Aapke requirement ke hisab se aap network ko change kar sakte ho koi problem nahin Hai.
Vivo ka toh PTA ni but lava me agr 5g kroge or jaha pe 5g ni padega automatic 4g pakad leta or fir 5g me ate hi 5g pakadta
Lava Aur Vivo In Me Se Konse Phone Ka Camera Accha He Please Reply
Lagbhag donon hi sem hai. Vivo halka sa better hai.
@@TechGuideAkashok thanks 👍
Lava ka sbse best cheez home service dega 1yr tak or 3 month tk agr display toota toh naya display ya phone denge😊
bhai kya hua ma be same phone buy karnaki soch raha hu@shamimvlogs5057
Bro, dono ki 5g speed test karo, kounasa achha hai?. Vivo ki speed thoda kamiya suna maine. Pakka information de muje plz....
Vivo main 6(5G band) hai.
Lava main 8(5G band) hai.
Or All India main 8(5G Band) he hai.
Mara pas phone nahi hai. Lakin
Maina RUclips pe dheka
Vivo main 430Mbps - 500mbps
Tak speed ata hai. Or Lava main 440Mbps - 750Mbps tak speed ata hai. Or in dono phone ka speed har state main same nahi hogo. Apka state main agar proper 5G hai. To ap
Koi ve phone ko lasak ta ho. Jada 5G bands ho to Jada accha hai.
Thanks you & subscribed. Is taraha information dete rahe. Overall in dono me kounasa phone bestmere liye?
@@hanamant.mdemannavar3307 ager apko 720p Display sa koi problem nahi to lava Blaze 5G ko la sakta ho.
Or agar koi ve problem hota hai. To Service at home milta hai. Or Blaze 5G ek value for money smartphone hai.
Lava or vivo camera best konsa haa???
Please ans me
Vivo
price ke hisab se blaze 5g sahi hai
nhi h , display 270ppi vs 413ppi
Lava blaze 5g aur Vivo t2x 5g m kaun sa accha h
Hardware m kaun sa aacha h
Hardware m lagva dono same hai.
Lakin software m lava Jada accha hai.
Agar ap lava ko Lata ho or agar koi ve problem hota hai to is main 1year Service @Home Free dekhne ka milta hai.
Or Lava kome price main good specification daraha hai Or Indian brand hai. mara khyal sa apko lava ko lana chahiye.or baki apka choice 😊
Bro, dono phone ki display me kya parakh hai?
Vivo T2x ka display lava sa accha hai. Lakin lava ka Display use korna mai Jada smooth hai.
ap abhi konsa phone use kar rahe ho? Bataya. Uska bad batata hoon apk liya konsa accha hoga.
Redmi note 10T
Ap ka Redmi ka display (1080p) Full HD 90Hz hai.
Or Lava ka display (720p) HD 90Hz hai.
Lava blaze 5G mai resolution kom hai. Lekin samne se dekhne per Jyada difference nahi pata chalta.
Vivo T2x 5G Main 60Hz Display hai
Or apka Redmi main 90Hz Display hai. To agar ap Vivo ko Lata ho to Vivo slow feel hona Bala hai apko. Kio ki ap 90Hz use korta ho.
To Mara hisab se agar aapka budget kom hai to apko lava blaze ki taraf
jana chahiye price ka hisab sa sahi phone hai. Or Vivo T2x thoda mahanga hai.
Long time Tak use karne k kes lava blaze 5g kaisa rahega
Dono phone ko Normal use mai ap long time tak use kor sakta ho. Koi problem nahi hai.
Lava ke sath Ek advantage hai agar koi problem hota hai to service at home ka option hai.
Vivo T2x/IQ z6 Lite/samsung M13 5G ...konsa Buy karu.
Vivo T2x ko la sakta ho. Lakin agar apko kom price main Jada spec.. chahiye to aap Lava Blaze 5G ko la sakta ho. Kafe accha phone hai.koi problem agar hota hai service @home hai.
Apna bhartiya products apnaye Lava ko laye 😊🙏😍
Bhai ek 5g phone lena h 15000 tk koi best batao
Samsung galaxy A14 5G ko la sakta ho accha phone hai. Long time tak updates milaga. Long time tak use kor sakte ho.
À14 5G , M14 5G , F14 5G tino phone lagbhag same hai.
Bhai mere pass blaze 1x 5g hai ushme 15 watt ka hai charger
Kitna ka liya apna
@@TechGuideAkash 12k 6+128hai 3 month display warrenty or 1 yr free home service
❤❤❤
Mera lava blaze 5g aaj hi Aya h ...heating issue aa raha h
Kya karu???
40° tak heating Norma hai. Kaya korta ho to heat hota hai?
@@TechGuideAkash charging time
M heat ho raha h...Aur phone chalate mein like RUclips chalane m bhi phone heat ho raha h
@@harshitmittal9657 abhi garmi ka mosom hai.mara infinix or redmi ka Phone hai charging ka time bohot heat hota hai. Or dopahar main normal use main ve heat hota hai.
Halka fulka heating abhi garmi ka mosom main normal hai.
Agar Jada heat hota hai to ap Lava customer care ko call kor sakte ho apko solution milega ga.
(Tips) 1. Dopahar ko phone charge mat karaiye.
2.Rat main yea morning main charge koriya.
3.phone use korna ka bad thanda korka charg pa lagaye.
4.Charge korta hoya phone use mat karna.
@@harshitmittal9657 bhai syad phone me gadbad hai Mera 1 hafta ho gya 20 to 💯 1 hr me ho jata or bilkul heat ni hota😊
@@TechGuideAkash me Delhi me rehta hu or aapko pata hi hoga abhi yaha 40 degree temp hai or me charge ush room me krta jaha pankha vagera jyada jate ni hai or vaha pankha bhi ni chalate but fir bhi 20 to 💯 only 1hr me ho jata or heat bilkul ni hota😊
4g+ support or not
Lava mai 4G+ support Nahi korta
Vivo T2x 5G ka nahi pata
Vivo t2x 3G,4G, volte, LTE, 5G support karta hai maine check kiya hai