सर! 125 के अन्तर्गत 8 हजार मंथली देते हैं। डीवी के अन्तर्गत भी 5 हजार मेंटिनेंस लग दिया गया है। जब जज साहब को यह बात बताई तो वो कहते हैं लोअर कोर्ट के आर्डर को हाईकोर्ट ही सुधार सकता है।
Hello sir , muje ek baat pata karni hai hai family court ne koi 125 crpc main maintenance order Kiya and husband ne ushke baad diya nahi 3 baar execution aaya par husband ne setasid ne revision ke liye hc main appeal ki hc ne vapas file lower court main move kar di order de kar gun Milan kar vapas dekhe..ish par husband ne 80000 ke arrears ke jegeh 10k dekar revison accept ki but vakil ke karan kyuki vakil ushe bola ki judge nahi Maan rahe jabki judge ne amount accept kar paper par sign ke liye to husband ko ushke vakil ne ye keh Diya ki madem Maan nahi Rahi aap 50000 nahi de sakte to yaha se chale jao ..ab vapas do baar execution aaya par husband nahi gaya ab present main koi bhi execution pichle 1.5 years se nahi aaya .kya ab bhi wife sab amount ke liye execution daal sakti hai husband ke khilaf ye ab nahi kar sakti .itna bada amount itna bada time ke baad lagbhag 5 lkh ke upper ho gaya hai and husband ko 498A ki date par bhi Jana hota hai..plz.help.what should husband do in this case.
Hello sir ladaka agar videsh ho 1 sal se ...patnine is mahine gharelu hinsa ka kes kiya he....To ...Do nanand or vidhva sasu pe mar pit ka aarop lagaya he.... Videsh chhe court ladake ko bula sakati he ???? Agar ladaka nahi hajar rehta to kya... hoga....??? Nanand ke juthe nam kes chhe kese hatvaye ??? Student visa pe london he 1 sal chhe....bachhe nai he...ghar par 5 vigha jamin he....to kitana maintenes aayega ???
Sir mera divorce ho chuka hai ..par meri patani abhi bhi mere gharme me hai...or mai usko kucha bhi nahi de raha hu ...o apne ghar nahi ja rahi hai..or muzape 498a ka case bhi dala hai ,muze 498a me maintance dena padega ....
Sir mere husband ki salary ab 76000rupees hai,mera aur mere 2 bachhon ka 22000rupees fix hua tha ,us time 46000 rs salary thi ,sir meri beti 18 saal se upper ho gayi hai kya meri beti ko ab maintainance nahi milega ya alag case lagana padega,kyuki order mein ye nahin likha ki 18 saal Tak milega,plz bataye
Very informative videos and tactics shared are very helpful
Aapaka video achha he
Hello sir DV discharge petition sample format chahiye tha
सर! 125 के अन्तर्गत 8 हजार मंथली देते हैं। डीवी के अन्तर्गत भी 5 हजार मेंटिनेंस लग दिया गया है। जब जज साहब को यह बात बताई तो वो कहते हैं लोअर कोर्ट के आर्डर को हाईकोर्ट ही सुधार सकता है।
Agar dono case mei ek hi vakil hai to usko pata hona chahiye ki ye do jagah se order nahi ho sakta hai. Vakil change karo
Ye cancel ho jayega appeal karo stay lo
Apki Salary Kya h ?
Do maintenance amount calculated on current salary Or salary drawing at that time when case was filed
Sir during c. R. P. C340 inquiry application can she take maintenance under 125(3)
Agr 125crpc me ladke k parents maintenance kq case apne ladke pe kr de to kya wife ko maintenance milega...pls bataiye
Ager mantens ab nhi de sakte to kya kare
Hello sir , muje ek baat pata karni hai hai family court ne koi 125 crpc main maintenance order Kiya and husband ne ushke baad diya nahi 3 baar execution aaya par husband ne setasid ne revision ke liye hc main appeal ki hc ne vapas file lower court main move kar di order de kar gun Milan kar vapas dekhe..ish par husband ne 80000 ke arrears ke jegeh 10k dekar revison accept ki but vakil ke karan kyuki vakil ushe bola ki judge nahi Maan rahe jabki judge ne amount accept kar paper par sign ke liye to husband ko ushke vakil ne ye keh Diya ki madem Maan nahi Rahi aap 50000 nahi de sakte to yaha se chale jao ..ab vapas do baar execution aaya par husband nahi gaya ab present main koi bhi execution pichle 1.5 years se nahi aaya .kya ab bhi wife sab amount ke liye execution daal sakti hai husband ke khilaf ye ab nahi kar sakti .itna bada amount itna bada time ke baad lagbhag 5 lkh ke upper ho gaya hai and husband ko 498A ki date par bhi Jana hota hai..plz.help.what should husband do in this case.
Hello sir ladaka agar videsh ho 1 sal se ...patnine is mahine gharelu hinsa ka kes kiya he....To ...Do nanand or vidhva sasu pe mar pit ka aarop lagaya he....
Videsh chhe court ladake ko bula sakati he ????
Agar ladaka nahi hajar rehta to kya... hoga....???
Nanand ke juthe nam kes chhe kese hatvaye ???
Student visa pe london he 1 sal chhe....bachhe nai he...ghar par 5 vigha jamin he....to kitana maintenes aayega ???
श्रीमान क्या sec 12 में पहले से लोअर कोर्ट में लगा खर्चा के बाद साथ ही 125 में भी सेशन खर्चा लग सकता है,मतलब दोनो sec में एक साथ अलग अलग खर्चा???
sir jo jobless hai uska maintenance kitna hoga
2500/- per month
Section 9 ke sath 125(4) laga sakta hu
Sir meri salary 32000 hai, kitna percent maintenance lag sakta hai, ek beti bhi hai meri? Dono ka kitna dena hoga? Please tell
25 % to 40 %
30%
Approximately 10 thousand
Good video ❤
Sir,ager ladki khud abhi advocate bani ho to kya use maintance mile ga
Yes
Sir mera divorce ho chuka hai ..par meri patani abhi bhi mere gharme me hai...or mai usko kucha bhi nahi de raha hu ...o apne ghar nahi ja rahi hai..or muzape 498a ka case bhi dala hai ,muze 498a me maintance dena padega ....
Kaya Karu plz suggest....
Yeh kaise possible Hai bhai
. Divorce ho Gaya hai to ek ghar main kaise reh sakti Hai
Sir mere husband ki salary ab 76000rupees hai,mera aur mere 2 bachhon ka 22000rupees fix hua tha ,us time 46000 rs salary thi ,sir meri beti 18 saal se upper ho gayi hai kya meri beti ko ab maintainance nahi milega ya alag case lagana padega,kyuki order mein ye nahin likha ki 18 saal Tak milega,plz bataye
Order kb hua tha
Sir Aap PAN India operate karo pls.
AUR AGAR TOTAL ASSEST 7 CR HAI TO?
Sir meri income 4000 rupaye hai to Kitna dena hoga
😢
Full 4000
Maintainance lagne ke baad husband divorce case kar sakte hai kya.
Haa
मौजूदा सरकार बदलने पर ही पत्नियो द्वारा हो रहे दहेज कानून का दुरूपयोग रोकने का कानून बनेगा,