Sir mere paas sanman 6000 tractor hain turbo injab o load par chalate waqt kala dhuva marta hain kya turbo kharab hone par kala dhuva mar sakta hain kya
Hi sir Tractor model name:- mahindra 595di turbo Ye model mere pass hai isme holset hx 20 turbocharger laga huaa hai lekin dikhat ye aarhi hai ki ye turbo bar bar oil leakage problem aarhi hai to kya me isme holset hx 25 laga sakhta hu
Sir ji mere pass Innova 2006 model hai jo ki pickup nahi de rahi Maine kalach bhi Kara Liya Tarboro mein oil aa raha hai our wide smook de rahi our resh Dene pe Tarboro sitti jaisi tej aawaj de rahi hai sir mujhe ye puchna tha ki Tarboro riper Kara chaheye yes nahi
30 no lga sakte ho.... Turbo ke sath intercooler lgana chahiye, isse power achcha milta hai.................turbo se diesel ke bachat hogi ya nhi -- nhi diesel ki bachat nhi hogi
Sir j m bhut preshan ho gya hu mahindra power plus bs4 19 model h usme turbo baar baar ja rha h abhi usme Na ya turbob dala h or vo turbo bhut garam ho rha h
Full diesel pipeline check karo ek baar , tank se lekar engine tak , kahin (joint) se hawa lene ka problem tho nhi hai, diesel filter ki seal bhi check karo ( change kar lo) ... Iss par ek video banai hai mere channel par dekh sakte ho ruclips.net/video/siS3nnV6ZC0/видео.html
5.5 to 6.5 normally... ..turbo ya normal aspirated engine dono m Lagbhag same hi rahta hai ... Car ki cc par kuch hadh tak depend karta hai ... Big engine - low rpm Small engine - high rpm
Sir mere pass 3 tractor hai 1st 50 hp 3120 cc 4 cylinder with oil air filter 2nd 50 hp 3 cylinder with dry air filter 3rd 55 hp 3 cylinder with oil air filter Mai sabhi ko normally load pr 1400 se 1700 rpm tk ya fix rpm 1500 pr chalata hu Sir please mujhe aisa turbo batain jo ki mere koi se tractor pr bhi perfect kaam kre... Sorry sir lamba pehra likhne k liye
Back compress se turbo oil nhi uthati hai, balki engine oil uthata hai jisse baar baar oil kam hota hai....agar turbo oil utha rhi hai tho fir turbo m hi problem hai play ka ..
Engineer sahab kya 2 cilinder tractor me bhi turbo charger lagaya ja sakta hai? Mera dusra sawal,ki agar posible ho to apna what's app number diziye please....🙏
Agar aapke ass-pass Turbo repair ka authorised service centre hai tho repair bhi sahi chalta hai...lekin local mistri se mat krana ... Only authorised service centre for Turbo repair se hi krana .. nahi tho turbo change kar lena ..
Exhaust (smoke) gas bahut garam hoti hai aur wo turbo par padti hai jisse turbo ghoomti hai, isiliye garam gas(exhaust) ki wajah se turbo garam ho jati h
Great Explanation
❤ bahot badhiya sir 🌅🌞🌻
Well done
Sir combine pe laylend 401 six cylinders engine hai os ko tarbo kitne no ki lagegi ...jrur btana thax
65 number
Jyada jankar ke liye 👇
ruclips.net/video/-voSkWHUIRc/видео.html
Sir bahut information mil gaya aap ek baat batayiye agar turbo lagaya to engine ko kuch nuksan to nahi hai na
Bhai Eicher 551 me konsi lagegi hp 49 hai or cc 3298 cc enjin hai
30 lga sakte ho
@@Engineer_Khopdi badi to nhi hogi 1200/ 1500 RPM tk chalta hai
Kyu bhai
Sir mere paas sanman 6000 tractor hain turbo injab o load par chalate waqt kala dhuva marta hain kya turbo kharab hone par kala dhuva mar sakta hain kya
Bai kya 25 hp 2 clinder tractor u turbo kaam kregi agr kaam kregi to kitne no. Ki lagegi
2 cylinder m koi turbo mat lagao
Sir Mera paas new Holland 3630 tractor hai uska engine ki 2991 cc ka hai usmay kitnay no ki turbo lagagi pls advise
25
Sir ye kitnay rpm sa work karna suru karagi aur kis company ki turbo acchi rahaygi
Newholland 6010- 60hp wala
mere pas he
Ousme konsa tarbo lgway
NICE INFORMATION
Thank you
Hi sir
Tractor model name:- mahindra 595di turbo
Ye model mere pass hai isme holset hx 20 turbocharger laga huaa hai lekin dikhat ye aarhi hai ki ye turbo bar bar oil leakage problem aarhi hai to kya me isme holset hx 25 laga sakhta hu
Lga sakte ho
Bhut ache se smjaya
👍
Sir ji mere pass Innova 2006 model hai jo ki pickup nahi de rahi Maine kalach bhi Kara Liya Tarboro mein oil aa raha hai our wide smook de rahi our resh Dene pe Tarboro sitti jaisi tej aawaj de rahi hai sir mujhe ye puchna tha ki Tarboro riper Kara chaheye yes nahi
Turbo se oil aa rha hai tho repair karana chahiye....yes
Good information
Thanks bhai
Sir turbo ko single slender engine me laga sakte hai kya pls tell me
No....it's not feasible ..and I don't recommend.
Ok
Sir turbo ko doble slender engine me laga sakte hai kya pls tell me
Lga tho sakte ho , par utna achchha perform nhi karega jitna ki 3/4 cylinder m.....kam se kam 3 cylinder rahta hai tabhi achcha kaam karta hai
Ok
Good information ji
Thanks bhai
Powertrac euro 50 me kaun si turbo laga sakte h,aur intercooler se kya fayda h,mujhe 10 hp badhani h,turbo se diesel ki bachat hogi ya nhi
30 no lga sakte ho....
Turbo ke sath intercooler lgana chahiye, isse power achcha milta hai.................turbo se diesel ke bachat hogi ya nhi -- nhi diesel ki bachat nhi hogi
Sir 3531 cc par kitne number lagegi tracter par
25 number
Sir 265di me bhi lga skte h kya agar ha to kitna kharch aayega or konsi tarbo lagegi
Mat Lagwao bhai... Lag jayegi par engine chhota h...kharcha 12 hazar kam se kam
Sir j m bhut preshan ho gya hu mahindra power plus bs4 19 model h usme turbo baar baar ja rha h abhi usme Na ya turbob dala h or vo turbo bhut garam ho rha h
sir John Deere turbocharger 5050 d v5 modal mai kitne no.ki turbo aati hai plz reply sir
As per my knowledge 5050d bina turbo ke hi aata hai....aap 30 no ki lga sakte ho
sir mere pass hai John Deere 5050d v5 turbocharger modal 2017
Thanks you sir Ji bahut hi achchha sujhaw diya aapne thanks you sir Ji
Welcome 🙏 bhai g
Sir fird figo diesel subha start nhi hoti pumpi krne k bad hoti h din me shi start hoti h kya problme ho stki h
Full diesel pipeline check karo ek baar , tank se lekar engine tak , kahin (joint) se hawa lene ka problem tho nhi hai, diesel filter ki seal bhi check karo ( change kar lo) ... Iss par ek video banai hai mere channel par dekh sakte ho ruclips.net/video/siS3nnV6ZC0/видео.html
@@Engineer_Khopdi thank you sir
Sir ji eicher trector 241 me turbo kaam qu nhi karti pls bataiye sir ji
1 Cylinder engine hai
@@Engineer_Khopdi एक सिलेंडर होने की वजह से टर्बो अच्छी तरह से घूम नहीं पाती या ?? विस्तार से जानकारी दो सर जी👍
Sir mere pas New Holland 3510 hai kitna number turbo lagega please
30
Sir Aisa kon si car me he...? Jis me 2 turbo laga huaa he....? Please jankari ke liye bataye....
Twin turbo tata safari ( new )
Arjun 555 ultra 57 hp m Kon si turbo lagaye
Kitni hp badegi
30 se 40 no lga lo karib 10 hp badhegi
Dear sir please riply its urgent ..25 number turbo kitne rpm par kaam karti ha ?
1300 rpm se suru ho jati hai kaam karna
Sir ford 3600 me turbo lga skte h kya or intercooler jroori h kya plz reply 🙏🙏
Intercooler Jaruri nhi hai
@@Engineer_Khopdi turbo kitne no. Ka lga skte h sir kyoki ford 3600 me diafram pump h
Or tarbo ko darect enjan se ki gumage to Jayda rpm ke alag se gayer bana ke
Fayda nhi hoga
Nice sir👍
Thanks
Sir mera bolero se turbo kholnaa chahata hun gaadi chalegi yaa nehin
Chalegi,
Swaraj 735 XT 40 hp cc2734 hai 1200 RPM 2000 RPM TAK KAM KARNA HI TURBO KAUN SA LAGEGA detail mein bataiye
Holset ki 25 no ya fir
Turbo energy / turbo tech ke naam se aati hai wo lga lo 25 se 30 no...
@@Engineer_Khopdi thank you
20 no turbo kaun si gaadi mein lagi Hui aati hai please bata do
Sir RPM ki needle kitne point pe red hoti hai turbo wali car me
5.5 to 6.5 normally...
..turbo ya normal aspirated engine dono m Lagbhag same hi rahta hai ...
Car ki cc par kuch hadh tak depend karta hai ... Big engine - low rpm
Small engine - high rpm
@@Engineer_Khopdi
Thank you Sir Information dene k lye
May God Bless U with Great Success
Sir tractor agr 55 hp ya 55 plus ho h toh usme kitne number ki turbo lgegi 55 se 70 hk tk ke tractor m
30 se suru 65 tak
@@Engineer_Khopdi kitne number ki turbo sir 55 se 70 hp ke tractor ko
Sahi bat bhai apki
शुक्रिया सोलंकी भाई
sir turbo tector smoke kyu karta hai plz reply
Check air filter and check turbo for leak
Har diesel car me turbo hota hai kya
Nahi
Bolero ka terbo kitne price ka aata hai
Turbo kharab hone se engine garm ho sakta hai kya bata sakte hain
Sir kya diesel turbo amaze hai usme turbo kharab hoga toh kaise pta kre
Turbo kharab hone ki main pahchaan hai ki oil leak from turbo.... bearing m play ki wajah se
Choti tarbo kitne aar mp Tak kaam karti he
Lagbhag 1300 se 2500 rpm tak
Sir mere pass 3 tractor hai
1st 50 hp 3120 cc 4 cylinder with oil air filter
2nd 50 hp 3 cylinder with dry air filter
3rd 55 hp 3 cylinder with oil air filter
Mai sabhi ko normally load pr 1400 se 1700 rpm tk ya fix rpm 1500 pr chalata hu
Sir please mujhe aisa turbo batain jo ki mere koi se tractor pr bhi perfect kaam kre...
Sorry sir lamba pehra likhne k liye
Normal use ke liye 25 no fit rahta hai ,,,teeno m se kisi m bhi lga sakte ho
@@Engineer_Khopdi
Ok
Thank you ji...
Engine kaa glaa ghot detaa hai turbo 😢 😂 kuch nahi bass pardusan ke liye hai wo or kuch nahi 😂😂😂 pagal bnaa diyaa public ko 😂
😇
Sir gadi me back compressor hone se turbo mobil kayo uthata hai
Back compress se turbo oil nhi uthati hai, balki engine oil uthata hai jisse baar baar oil kam hota hai....agar turbo oil utha rhi hai tho fir turbo m hi problem hai play ka ..
@@Engineer_Khopdisir turbo khrab ho to back compressor problem aa sakti hai kya or sound me bhi problem ho sakti hai kya
Sonalika 35 pr lag jayegi k turbo
H g
Turbo karap hona sa mileg ka farak parta ha kya .to kinta Kam hota ha
Power kam ho jata hai, aur mileage bhi, thoda fark padta hai, exact nahi bta sakta hu
Turbo nikalne se deasel main fark pdega ki nhi mileage
Diesel kam khayega
Sir ji apka no mil jyega ..
Nice info.....👍👍 Engineer sahab mera ek sawal hai aap se... aapke reply ke baad me puchhunga
Banda hazir hai , puchiye
Engineer sahab kya 2 cilinder tractor me bhi turbo charger lagaya ja sakta hai?
Mera dusra sawal,ki agar posible ho to apna what's app number diziye please....🙏
Sir swaraj 742 fe mai kon se number ki turbo lagagi or iska price kya hoga🙏
25 no
Repair karana sahi hai
Please tell me
Agar aapke ass-pass Turbo repair ka authorised service centre hai tho repair bhi sahi chalta hai...lekin local mistri se mat krana ... Only authorised service centre for Turbo repair se hi krana .. nahi tho turbo change kar lena ..
कल मैने स्कॉर्पियो गाडी का टर्बो बंद कर दिया ना तो गाडी का पिकअप कम हुआ ना आवाज मे फर्क पडा
इसका मतलब है कि टर्बो पहले से ही खराब था।
हो सकता है ट्रकों का बाईपास वाल्व खुली पोजीशन में ही अटक गया हो।
@@Engineer_Khopdi नही सर टर्बो तेल उठा रहा था
50 HP tractor mai 25 number turbo sahi h batyai
Ha 👍
मुझे मेरे सोनालिका ट्रैक्टर 60 एचपी है उस पर टर्बो लगाना है कितने नंबर लगेगी
40
Bina turbo ki gaadu kya nahi chalegi
Reply video m hi Diya hai , fir se dekho
नॉन टर्बो इंजन में टर्बो लगाया जा सकता है क्या
हां जी, लगाया जा सकता है ।।। छोटी टर्बो लगाना जो 1300 rpm से पावर देने लगे।
@@Engineer_Khopdi छोटा हाथी में लगवाना था 2 सिलेंडर गाड़ी है इंटरकूलर के साथ लगवाना पड़ेगा क्या जी
इंटरकूलर जरूरी नहीं है । ।।। सिर्फ टर्बो ही लगवा लो
@@Engineer_Khopdi ok
Sir terbo enjin jaldi hi kherab ho jata he
Agar time pe kaam karoge tho , kharab nahi hoga bhai g.....ha normal engine ke mukable m jyada maintenance magta hai turbo engine...
Turbo kharab hoga toh 100 jayegi kya car
Ha g , use bhi jyada ja sakti hai
ਟਰਬੋ ਦਾ ਕਿਨਾ ਰੇਟ ਹੈ ਜੀ
Punjabi nahi aati veer g🙏
Sir mobile no.
Turbo lal kyu hota h
Exhaust (smoke) gas bahut garam hoti hai aur wo turbo par padti hai jisse turbo ghoomti hai, isiliye garam gas(exhaust) ki wajah se turbo garam ho jati h
trbo garm lal kyo hojata he
Oil supply m problem ke karan...oil hi turbo m lubrication aur cooling deta hai
Sir number please
30 to 40